@@Bhagat_Singhideal koi best book nahi hai sab me kuch na kuch kami hai aap ko ager padhna hai to Dristy padh lijiye to the point diya hua hai or language bhi asaan hai
@@rishiyadav3265 par nushrat sha khilzi ke under me tha to option khilzi hona chaye Dristy me clear likha hua hai khilzi ne kharida tha 1299 me Gujrat abhiyaan me
गुरु जी सब सब्जेक्ट का एनालिसिस कर दीजिए थे, His,geo, polity eco,bihar his etc ❤❤❤❤
Bhaiya ek bar ssc cgl ka analysis kar lijiye plz❤❤
Sir crown book ka bhi analysis kar digye sir
Lucent batch start kijiye please 🙏
Sir crown book se bhi ek bar discusion kar digiye sir
Thanks guru jee
New lamps for old v Lucent me hai 1893 me jab ek summary diya hua hai box me usme hai vivekanand aur gandhi jab jate hai
Sir crown ka ek baar plz karwa dijye
Thanks 👍
Welcome 👍
Hlo sir bihar daroga ke liye kon se book best rahega🙏
Video discription me hai dekh lijiye
Drishti quick book h ky
No
GK hai
Lots of thanks ❤❤❤
You're welcome 😊
Sir ji lucent ke साथ साथ दृष्टि क्विक बुक पद सकते है
Padh sakte hai
Wow 😮😮😮
Yani compitition k liye Lucent and Drishti theory dono book rakhna hoga
Ek book se kuch nahi hota
Wo toh hai
Sir, History me Arihant ncert notes se kitne questions aaya tha??
Jaisa ki science me aapne comparison kar k bataya tha
पता करते हे बताता हूं
Lucent ke sath sath sir Drishti bhi padhna padega kya
Nahi koi ek pehle acche se padh Len aap
Geography ke bhi video bnaye ...❤❤
Next geography and POLITY ka video ayega
Guru ji pehle dristi padhe ya Lucent
Aap ko padhne me jo accha lagta hai pehle usse acche se padh Len fir dusre book ko dekhen
Ab ye btaye ki...ghatna chakra padhe ya nhi..????
पढ़ सकते है अगर टाइम है आप के पास तो
1 april 1912 ko aya n english me translate me come forced ....hai
Nahi alag praant ki baat ki hai to march 1912 he hoga
Imtihaz Ahmed , book me 1 April 1912 diya hai
@@Ajeetthakur123 hn sahi hai 1 April 1912 question paper ke demand se ye March 1912 he hona chaye
Malik kafur Ko Nusrat Khan ne kharida tha 1299 Gujarat abhiyan ke dauran
Yes but according to question alaudin khilzi is right
@CrackwithMCQ Science ka ek book recommend kijiye to best ho
@@Bhagat_Singhideal koi best book nahi hai sab me kuch na kuch kami hai aap ko ager padhna hai to Dristy padh lijiye to the point diya hua hai or language bhi asaan hai
Nusrat shah ne kharida thaa...aur khilji ko gift kiya....kbspc nano gk
Han par khilji releted tha to answer yahi hoga
@CrackwithMCQ Nusrat shah option me hai master saab
@@rishiyadav3265 par nushrat sha khilzi ke under me tha to option khilzi hona chaye Dristy me clear likha hua hai khilzi ne kharida tha 1299 me Gujrat abhiyaan me
@@CrackwithMCQ aap answer ka wait kijiye....Jo puchega...wahi batana hai....Nusrat shah ne tofa me diya tha