@@NeetuTanwar-i4i aap Dak ki vapsi darpan me karte ho to data sync ho jata hai kuch der baad. Uske liye bag close bag dispatch karna jaruri hai nahi to phir sub office ke system me show nahi hog
Register aap lga sakto. Usme aap ka hi fayda rahega. Transaction aap ko date wise pages par. Date and then sr. No ,transaction type deposit wd ,account number ,amount . Kabhi bhi dikkat nahi hogi .app open kare Bina bhi record mil jayega
@gdsbpm Master Data Updation mein click karne ke baad office ka sara details aata hai and purana BPM ka name aata hai Jab mein BPM name wale option ko select karke update pe click karta hu toh kuch nehi ho raha...even processing bhi likha huwa nehi aata
Sir mera sb withdraw pending me hai..update karne par har bar successful hota he ek hi transaction no. se or har bar wallet balance me se kam hota hai ..or transaction update se nikal nahi raha . Mera wallet balance minus ho gaya Iska solution batado plz
Aap baar baar isse update Naa kare . Stop the work. Apne division office baat karke ye bataye. Ye aap thik nahi kar sakte. Iska solution Ippb or division office hi karenge . App dubara push karke.
Aap tab Tak login Naa kare jab Tak aap ko instructions Naa ho. Or agar details complete nahi hai to division office se contact karke data push karwaye .
@@Gdsbpm1998 sayad ek se jyda transaction Hui hai. Jaise ki 2000 ki withdrwal 2 ya 3 baar ho gyi ho . 500 ki deposit bhi 1 se jayda baar hui hai. Aap wallet ki transaction. Check karo. Or sath me report bhi .
Sir update ho he nahi raha abhi b purane abpm ka naam show ho raha h m bpm hu mera naam show nahi ho raha
Contact your division office it team
They will activate it from portal
Sir abpm ko phone milega.
Yes milega abpms ko bhi phone. Par abhi uske koi order nahi aaya hai
Sir ham dak vapis daily krte h Pr hmare SO wale system m show Nhi hoti sir Kya kre plz provide solution
@@NeetuTanwar-i4i aap Dak ki vapsi darpan me karte ho to data sync ho jata hai kuch der baad. Uske liye bag close bag dispatch karna jaruri hai nahi to phir sub office ke system me show nahi hog
aaj pehli baar ippb pe withdrawl kiya to kya iske liye koi registre lgana hoga, transaction kaise likhni hogi?
Register aap lga sakto. Usme aap ka hi fayda rahega. Transaction aap ko date wise pages par. Date and then sr. No ,transaction type deposit wd ,account number ,amount . Kabhi bhi dikkat nahi hogi .app open kare Bina bhi record mil jayega
@@gdsbpm ab kaise account number nikalu and sr. number means ref. number?
@@ytuser0101 vo app ki transaction history me mil jayega list me. No issue. Sr. No matlab ki 1,2,3.. ref no. Chae na bhi karo note.
Sir isme update ka option kam nehi kar rahe... click karta hu toh kuch nehi hota....
Aap ko kya issue aa rha hai
@gdsbpm Master Data Updation mein click karne ke baad office ka sara details aata hai and purana BPM ka name aata hai
Jab mein BPM name wale option ko select karke update pe click karta hu toh kuch nehi ho raha...even processing bhi likha huwa nehi aata
@imranonyt backend se active hoga BPM ka name portal se .
@@imranonyt uske baad ye ho jayega update
Han uske baad ye automatic hi update ho jayega agar nahi hua to master data updation me jaa kar try kare
Sir mera sb withdraw pending me hai..update karne par har bar successful hota he ek hi transaction no. se or har bar wallet balance me se kam hota hai ..or transaction update se nikal nahi raha . Mera wallet balance minus ho gaya
Iska solution batado plz
Aap baar baar isse update Naa kare . Stop the work. Apne division office baat karke ye bataye. Ye aap thik nahi kar sakte. Iska solution Ippb or division office hi karenge . App dubara push karke.
ye poori detail bhi naai bta rhi hai no record found likhke aa rha hai
Aap tab Tak login Naa kare jab Tak aap ko instructions Naa ho. Or agar details complete nahi hai to division office se contact karke data push karwaye .
sir bo opening balance update naai ho rha hai
Kitna dikha rha hai Bo opening balance . Or actual Bo opening balance kitna hai
@@gdsbpm mdm migretion hua tha toh ballance 00 hona tha lekin darpan app me update hone ke baad 16000 bta rha aur sir log kuchh solution bhi naai bta rhe
@@RadhikaRadhika2009 aap ko vo open nahi karna tha as per instructions. Baki solution aap ko btata hun iss ka
@@gdsbpm okk sir
Sir old bpm name update nahi ho raha h
Update GDS details karo master data updation me. Uske baad logout karke login kare .
@@gdsbpmye option hi nhi dikha rha master data updation me ..
@@nikku_666 aap ko kya problem aa rhi hai ???
Sir i need to talk with you how can i??
You can ping on Instagram gds_bpm
Good morning sir
A very good morning mam
आपसे संपर्क करने के लिए
Aap yahi message kar sakte hai . Insta fb par bhi
Opening balance 3100 tha फिर 500 deposit Kiya or 2000 withdrwal boda genrate Kiya to balance - 1500 माइनस में दिखा रह है कोई solution ho to bataiya
@@gdsbpm 1600 balance bachana चाहिए जबकि 1500 माइनस में दिखा रहा है
@@Gdsbpm1998 aap report check karo or sath me wallet ki transaction bhi . Vha aap ko show hoga ki total kitni transaction Hui hai.