Very informative video related to Gandhraj plant. Mera plant purana hai par kabhi bhi flowering nahi hui. Abhi November mein kya main apki instructions follow karke apne Gandhraj ko repot kar dhoon. Please guide me, I am a regular viewer of your full of knowledge videos. Thanks
Sir ji namaskar main pramod rai aap ka video dekhta rahta hu bahut in jankari milti hai abhi kuch dino se mere gulab thik thak chal rahe the achaanak pattiya sookhane lag gayi gayi hai aur paudha bhi sookh raha hai kya kare koi rokne ka upayog bataye
Hello sir mera ek question hai kya ham log Ghar me Champa plant's laga sakte hai na kuch problem to nahi hoga na Luck log kahte hai ki jis plants se Milky liquid nikalta hai usse ghar me nahi lagana chahiye Champa me se to ye liquid nikalta hai to isse ghar me laga sakte hai ya nahi Please reply
Sir mera gardenia ka plant k patte jhar gaye hai or ek do Jo bache hai wo burn ho gaye hai .usme kaise care kru.kya kru plz reply.1year ho gaye hai es plant ko JB se lae hu TB se kharab hi ho raha hai.
Hello sir mere pass madhu malti ka. Plant hai plant per leaves tho aa gaye hai per flower nahi aa rahe please 🙏 suggest me kya kerna hoga ki flower aa Jai
Sir maine bhi buy kiya hai gardenia wo 6inch pot me lage hue hai..mere yaha pe temperature45°+ hai. Toh plant ki reppoting kab krna sahi hoga .abhi toh temperature bhot jyda h plant marega toh nhi...mujhe jo plant mile hai wo desi variety hai shayad uski leaves badi hai kyuki
Spray "Saaf" fungicide on plant, root - stem joint & soil. Add neem Khali & Vermicompost in soil. Paudha ji uthega. Then bumper flowering within 20 days !!
Maine kuch plants plastic & ceramic gamlo me lgaye h.....mujhe ye puchna h ki gamlon me baar baar earthworms & kan-khajoore kyun ho jaate h Is chiz se mai bahooot pareshan rhti hu Please mujhe iska kaaran aur upaay jrur bataye
मुझे बहुत बहुत अच्छा लगा पसंद है यह वीडियो इतनी सारी जानकारी देने के लिए धन्यवाद शुक्रिया जय श्री राधे जय श्री कृष्णा जय श्री राम❤😊
😊 bahut hi mahatvpurn jankari Di gai sar aapke dwara is paudhe ke vishay mein
बहुत-बहुत शुक्रिया इस प्रकार से यूज करने pr Diya गया विचार 😊
Thank your sir बहोत अच्छी जानकारी दी आपने 🎉
So informative video thank you so much for sharing such a nice tips
Thank u sir. Main aaj hi ye plant nursary se le kar aai hu. I am sure aapke tarah se laga kar mera plant acha rahega
U r great sir 🥰🥰💐🙏🏻
You are simply genius sirji.
Thanks
U r great sir
Bhiya aap bahut sukhi raho bahut Shanti mile aapko Shri Ram aapko bahut tarkki de.
🙏 Jai shree ram 🙏
Nice sharing sir 🙂
Nice and informative video 👌
Informative
Nice sharing sir ji 🙏
Thanks
Very knowledgeable video , Thankyou
Nice information
Dr. Saab ne ahkri me jo baat boli usse sunkar kuch sukun mila ki sirf soil aur compost mila kar potting kar do koi tansion ki baat nhi h👍👍🙏
Sir mere flower pr kreeb 25to 30 kl the pr sb bina khile hi gir gyi jal c gyi vo
Aise q hota h
Hybrid aur desi variety me deference kaise pata chalta hai
Very nice 👌👌👍👍
Thanks
Sir mera qandhraaj ki Kariya bhi khilne se pahle khir jati hai kya karu mera South facing ghar hai sidhi dhup nhi aati hai
First comment sir
Nice video🎉
I grow it indoor as it's not winter hardy in England 😢
Nice video sir 🙂
Evening mai jab Gandhraj ke Fulh khilte hai tab sachmai pori jagah khushbo se mahakti hai..
Yes indeed
hello sir , can we use carbedazim 50 wp on gardenia or other flowering plants
Very informative video related to Gandhraj plant. Mera plant purana hai par kabhi bhi flowering nahi hui. Abhi November mein kya main apki instructions follow karke apne Gandhraj ko repot kar dhoon. Please guide me, I am a regular viewer of your full of knowledge videos. Thanks
Thanks ji. Very useful information
So nice of you🌹
Kindly share the video for Yellow Gardenia flower plant
Calcutta h ki hor koi place
बहुत बहुत धन्यवाद sir जी 🙏
Dhan dale se dekha kee fangs lg g ee please btaye
সময়োপযোগী ভিডিও
Nice video sir je mere plant me leaf nahi hai kya dalu usme and jyada branch kaise ayenge
Good information thanks
So nice of you
I like gardeniya
❤Thank you Sir
धन्यवाद सर 🙏
Sir jaiba sudha ke jagah sudha susam use kar sakte he
Sir ji namaskar main pramod rai aap ka video dekhta rahta hu bahut in jankari milti hai abhi kuch dino se mere gulab thik thak chal rahe the achaanak pattiya sookhane lag gayi gayi hai aur paudha bhi sookh raha hai kya kare koi rokne ka upayog bataye
ऑनलाइन पौधो को भी रिजनवल प्राइज पर उपलब्ध कराये सर
Sir Mai mirabilis jalapa white flower dhoond rahi hu behala me rehti hu Kolkata me pls guide
Well explained
Koi aisa flowers Btay jo hr mausam me jyada flowers de aur bhut sented ho.
Gandraj main himachal main kewal april yamay main phool ate hain awasthi sudershan patarkar bagwan nagrota distt kangra hp
*🦋 HAPPY🌹 GARDENING🦋*
Happy Gardening Saab
@@gardeningismypassionhindiv902 🙏🌹🙏
iski groing session khn sa hai
जय माता दी 🙏🙏
Jay mata di
Agarwal ji Adab
Can we repot Gardenia in July. I am living in Karachi
Sir abhi gandhraj ka plant ree pot kar satk hai
Sir avocado plant pe bhi ek video
Ok thanks
Aap bas day auronth zaroor bataya karo
Abhi repotting kiya to chalega kya
Main himachal me rahati hu.growth bahut achhi hai pr maine jameen par lagaya hai
Sir, humare Garden me ghandraj लगा है और nursery se laye 3 month ho chuke hai, abhi bhi laye jesa hi hai.
Courier c aa skte h
JITENDRA kumar pirjapti firozabad U.P. mere Bela ke podhe me filobring nhee hori he Kiya karna chaiye
Nice 🙂
Thanks
Very good
Thanks
Hello sir 🙏🙏 aap bahut din baad video Dale 🤔 sir ixora plant aur tecoma plant par video banaiye 🙏🙏
Sir Mera gandhraj ko ek sal ho gaya is sal kaliyan nhi aaya
November month m caring kese kre sir please 🙏🙏🙏🙏 reply me ♥️
AAP Ki sab vide😅s dekhte h
Sir isme pani kitne din me dena chaiye
Thank you sir
Sir ap kis place c h
Ham to har Sal laga k fail ho jate hain app bhej sakte hain delhi west
Sir ...apke vaha ka temperature kitna h.....mere yaha to 45 degree Celsius h.....sari kaliya gir jatti h......or coleus to mr hi Gaye....😒
Sir mera plant grouth thik kar raha
Fonjos b nhi hai
Bonemeal...cowdung ssb de rah hun
Fotilizer but fer boot fall ho raha hai
Hello sir mera ek question hai kya ham log Ghar me Champa plant's laga sakte hai na kuch problem to nahi hoga na
Luck log kahte hai ki jis plants se Milky liquid nikalta hai usse ghar me nahi lagana chahiye Champa me se to ye liquid nikalta hai to isse ghar me laga sakte hai ya nahi
Please reply
Please solve my dough
Please do according to your conscience
@@gardeningismypassionhindiv902 Kuch log kahte hai fragrance wale plant pe snake aajate hai kya isko bhi lagane se aisa hoga to nahi please reply
Superb sir ......sir apse contact kese kiya jaye
Aaj hi mene cutting lagaee hai lekin desi.
I want dis flowers
Sir mera gardenia ka plant k patte jhar gaye hai or ek do Jo bache hai wo burn ho gaye hai .usme kaise care kru.kya kru plz reply.1year ho gaye hai es plant ko JB se lae hu TB se kharab hi ho raha hai.
Same problem
Buds gir jati h isme sir
Agromin daal sakte ha gandraj mey
गुलाब की कटिगं बहुत बार लगाई पर एक भी नही लगी आप गुलाब कटिग की जान कारी दिजीए सर 🙏🙏
Same problem
Ok thanks
Cow dung compost ki liquid khad kaise banayen aur kaise use kare. Please detail me batayen.
👍🏽
Mere gandhraj mein kali gir jata hai,kuch tips bataiye
क्या अनंत प्लांट पर राख का प्रयोग कर सकते हैं क्या ?? क्या ये एक बेहतर खाद है अनंत प्लांट के लिये .
Dhan ka thus kha melega please reply
Sar mera bohenbeliya plant ke patta jal raha hai kya kre plz batye sar new lagaye hai 1 month huaa hai please kya kre
Sir kya ham fungicide oor npk ko ek sath plant m dal sakte hai
Yes you can
Mera gandharaj ka ped 10-12feet ka hai uska pruning karna chahiye kya.usme kya fertilizer dalun
Buds fall easily for gandharaj. Plz suggest remedy.
Thanks sir
जमीन में लगाए गए गंधराज व मोगरा में पौधों को स्वस्थ रखनेतथा बेहतर फूल पाने के लिए क्या करें ।जायसवाल जी !
Sirf sunlight ka dhyan rakho 3 hs se jyada nahi ground mai kisi ki jarura nahi hoti
Hello sir mere pass madhu malti ka. Plant hai plant per leaves tho aa gaye hai per flower nahi aa rahe please 🙏 suggest me kya kerna hoga ki flower aa Jai
Sir maine bhi buy kiya hai gardenia wo 6inch pot me lage hue hai..mere yaha pe temperature45°+ hai. Toh plant ki reppoting kab krna sahi hoga .abhi toh temperature bhot jyda h plant marega toh nhi...mujhe jo plant mile hai wo desi variety hai shayad uski leaves badi hai kyuki
স্যার গরমের গেঁদা ফুলের একটা ফুল ব্লগ দিন। কেও দেয়না।
Mere ghar m bhi gandhraj ka plant hai us ke patteya yellow hone lage hai or aaasha lag rahe hai ke mera plant mar raha hai kya karo pls reply 😢😢😢
Spray "Saaf" fungicide on plant, root - stem joint & soil.
Add neem Khali &
Vermicompost in soil.
Paudha ji uthega.
Then bumper flowering within 20 days !!
Mere Podhe me Kaliya nahi aa raha hai... Kiya karu??.. Plzz tell me...
Thankyou sir
Hamaara gnthraj sukeni laga hai kya kar
Hamara to hybrid bhi nahin khula raha hai
Sir ji ye sab fartilizer kha se laye hum kha mileage plz bahaye
Sir mera parijaat ke podhe ki sari patiya jhad gyi hai wo sukh rha hai kya karu ?
Neem Khali ko dry neem leaves se replace kar sakte hai
Yes you can
Please reply
Maine kuch plants plastic & ceramic gamlo me lgaye h.....mujhe ye puchna h ki gamlon me baar baar earthworms & kan-khajoore kyun ho jaate h
Is chiz se mai bahooot pareshan rhti hu
Please mujhe iska kaaran aur upaay jrur bataye
Useful video
Thanks 😊
Sardiyon Mein Uske Patte Gir Gaye the Ab Jo Patte aa rahe hain vah Peele Aate Hain aur Jal Jaate Hain please tell me what I do
Sir mere plant me kali black ho kar gir jati h kya kare