Hello sir mere pass 1,6 crdi at plus creta hai 2017 model uska transmission filter kaise change kaare vo btanaa . Aur gadi subah first cold start me start hine ke baad 3 4 second ke liye rpm slow hotaa hai. Zatka lagta hai kya reason hoga Engile oil Castrol magnet 5w 40 use karte hai koi dikkat to nahi hogi na. Gadi 120000 km chali hai .
Bhai mere pass hyundai Electra automatic 2013 car he usme scan karne par koi code nahi aa raha starting pickup sabkuchh ok he car jab kuchh der chalane par engin se nocking vibration hoti he or brake marne par car band ho jati he self marne par turant start bhi ho jati he kya problem ho sakti pls batana sir
Sir tnq itna sab btane ke liye wese hamare pass to aati ni ye gaadiya lekin fir bhi sir mere aage ke liye kaam aayega..
Good information sar ❤❤
Superb bhai
Very very good boss
Thanks sir ❤
Thank Good information 👍👍
Welcome
Welcome
Excellent.
Very good sir
ABS wiring checking ka koi process ho to batana.
👍👍
❤❤❤
❤
🙏🙏🙏🙏🌹
Bhai hame training lena hai aapse
💙
Sir EGR ka open harness mai kya voltage ayega
Konsa gari hey
Kya ye rods cluch ghisne ka sath khud hi adjust ho jati ki karni padti he
Auto adjust
Hello sir mere pass 1,6 crdi at plus creta hai 2017 model uska transmission filter kaise change kaare vo btanaa .
Aur gadi subah first cold start me start hine ke baad 3 4 second ke liye rpm slow hotaa hai. Zatka lagta hai kya reason hoga
Engile oil Castrol magnet 5w 40 use karte hai koi dikkat to nahi hogi na. Gadi 120000 km chali hai .
Check engine light jal rahah
@@tanmoydas5982nahi jal raha hai
Sir without sst kaise fit kare
Screwdriver of use kar sakte Lekin usmein parts damage hone ki chances bahut jyada hai
Bhai mere pass hyundai Electra automatic 2013 car he usme scan karne par koi code nahi aa raha starting pickup sabkuchh ok he car jab kuchh der chalane par engin se nocking vibration hoti he or brake marne par car band ho jati he self marne par turant start bhi ho jati he kya problem ho sakti pls batana sir
knocking check karbao ...konsi cylinder mein knocking koraha hey...
Ho sakta hai koyi Ignation coill kharab hai
Ignition coil bhi chang kar k dekh liya or scanner me koe code nahi aata misfire ya rendom kisi bhi cylinders me