Sir meri gadi me yahi problam thi aur maine apki video dekhkar new bal aur ruber Dali meri eeco car duha band kar deya aur mera Mota kharcha 30 rupay me samseya solb ho gai sir apko dil se dhanyabad
Assalamu alaikum i am sadhik i am also a eeco car owner and i am from pondicherry your videos are very Benifitable for me please continue posting more videos like this
Thank you Gupta ji thank you so much bus aap logon ke liye kam kar rahe hain .. Maine socha Koi sach Bata nahin Raha TH-cam per chalo apan batate Hain mechanic line ka
@@rkcarslalsot jyada dhuan nahin hai halka aata hai slow slow gaadi chalnay aur average me bhi OK hai itna dhuan ki gaur karnay per hee dikhta hai issay koi problem toh nahin?
Bhai iske alava ek aur pipe Laga hota hai tepit cover Mein aur isase bhi Kai Guna bade size ka usmein se nikalegi. Yah sawal se pahle ek bar video mein dekh lete usmein pipe Lage hue hain cover mein. Aur parmanent nahin lagani hai panni sirf check karne ke liye
Bhaiya Kai bar engine kharab hone ki vajah se bhi de deti hai dua aur Kai bar PVC wall kharab hone ki vajah se bhi de deti hai to aap ek bar PVC wall check karva Lo
Bhai meri eaco me bhi yahi wall kharab tha machanic ne ring piston me Kami batayi thi par maine waha kaam na karake khood check Kiya to ye wall wala pipe nikla tha ,maine wall change kar ke pipe laga diya , smoke khatam ho gaya 😀
Bhiya palak bhi kale karege ese bhiya ji batana ek to maip saisar bhi ho saktha khala palak. Ek ay bal se bhi hotha kya aise abhi eko car dikhya ap ne palak kala hai vaise batna bhiya ji
Bhai pehli baar mere paas new customer ki Ecco aayi thi to service ki to 10.000 pe services ki thi tab dusri baar aayi to 5000 pe mobiles check kiya to mobiles 2LITER bacha halka smoke dikha rhi hai to kiyA karna hai bataye Bhai shaab pls
Bhai meri ecco he usme resh kam karta hu ho jati he fir subh jab stat karta hu fir wapas tez ho jati he total body safh kardi aapka nombar do aapse bat karni hai
Sar Agar wal ki vajah se problem hogi to theek ho jayegi aur Agar andar se engine mein problem hogi to uske liye engine karvana padega isliye ek bar aap wal Ko check kar lo is tarike se kar kar
Sar aapko aapki gadi ki piston ki sirf ring change karvani padenge aur head ki Wal seal change karvani padengi bilkul bhi oil nahi uthaegi aur bilkul bhi dua nahi degi FIR gadi
Vaise ay sab koi bata koi nahi hai bhiya ji agar kisi ko malum hai to malum hai nahi kisi kisi ko bata hi nahi ap ne jhoh liya jugad 😅😅😅 par Val karab hote hai palak bhi khala hoga kya bhiya bathana ok
Sar ji iske bare mein pura samjhaunga to bahut Lamba ho jaega aapko short form Mein Bata deta hun yah hai pressure control wall engine ke andar banne wale pressure ko control karta hai
@rkcarslalsot thank u bhaiya.. but bhaiya gaadi ka kam karna rehne se kaise apko reach karun? Instagram?? Mei in an average 1600kms dur rehta hu ..dausa se.. Kabhi major kaam mangne se mera eeco/old baleno ..leke aajaunga apke pas..repair ke lie..
@rkcarslalsot han bhai mein advice lunga alse.. aur agar posible rehta hai , mein apna gaadi leke chale aunga apke pas repairin k liye.bhai. jab b issue ayega
Sir mere pas hundayi accent 2011 cng parol h gadi services se phle duaa nhi de rhi thi or service krwane ke baad gadi kbi sfed dua deti h kbi nhi deti only duaa ki smel ati h or Chlencer se pani b deti h
Bhai Sab mere pas 19 modal eeco h or 2 lac. Chal gai h .or perjent me usme 1% bhi Koi kmi nhi h Lekin Oill change ke time Oill pura dalte h or Wapas Oill change kerte h to 1.30 liter kam Niklta hai. Sirf teppid cover ki halki si Shel lik h or Jyda Kuch bhi nhi h.. Chalne me Ek dam first classs hai.. KY ho Skta h usme Ya Oill ki company change kru consa dalu btao
नमस्कार भाईजी मेरी eeco में भी यही problem ह इस पनि को परमानेंट रख सकते ह क्या ओर भाईजी इस वाल का नाम क्या ह हमारे झुन्झुनू में तो मिल नही रहा ह Online मंगवाना पड़ेगा
To sar Ji ek bar oil gauge bahar nikal kar gadi start kar kar dekh lijiye back compresser Ho Rahi hai to fir ring aur piston hi honge Varna aap PVC wall aur wall sile bhi check karva sakte hain
सर मेरे maruti 800 मे धुआं आ रहा है ओर vibration आते हैं pickup नही लेती 2008 model है machanical बोल रहा है full engine खोलना पडेगा और 30,000/- खर्चा है 😢
Bhai meri ECCO CNG + petrol h , 3 mahine se morning ne starting problem ho Rahi hai , 3-4 self leti h tab start hoti hai, petrol par start hone k baad bahut dhad dhad karti hai , lekin CNG par bilkul perfect hai, pcv valve mai 20000 km par change kar deta hu. Lekin problem wahi ki wahi h, kya problem ho sakti hai , plz batao. ( Intake manifold ko khud saaf kiya , coil se current leak tha to us par tape laga kar usko seal kar diya tha , ab coil se current leak nahi h, spark plug ka gap bhi sahi h, O2 sensor ko bhi time to time saaf karta rehta hu, engine oil + air filter + oil filter 5000 km par change karwa deta hu, coolant ko 20000 km par flush karta hu)
@@rkcarslalsot bhai, yaar scan karwayi, check engine chali bhi gayi,, ECM ka kuch tha,, lekin dhukk ki baat yeh hai ki aaj phir check engine light wapas aa gayi,,, kya karo....
To Bhai aap aapki gadi ka oxygen sensor ki wiring aur map sensor ki wiring aur jo air cleaner per air sensor hai uski bhi wiring check karvayen vahin per problem hogi tabhi check engine light बार-बार mein a rahi hai
भाई जी, मेरा सस्पेंशन (arm) चिमटा में आगे हल्का सा डेंट पड़ा हुआ इससे टायर को कोई नुकसान तो नही होता। टायर में गड्ढे या एक तरफ तो नही खाती है। plz... बातये की सस्पेंसन काम कराओ कि नही। plz... मारुति इको है मेरे पास
@@rkcarslalsot सर जी, अलाटमेंट 4 दिन पहले ही किया है फिर भी लेफ्ट- राइट हेंडल हल्का (माइनर) सा बबलिंग कर रहा है। दोनों सोकर भी नए है। या आप की वर्कशॉप दिल्ली के आस पास है तो आप को दिखाने और काम करवाने आऊँगा
Sir meri gadi me yahi problam thi aur maine apki video dekhkar new bal aur ruber Dali meri eeco car duha band kar deya aur mera Mota kharcha 30 rupay me samseya solb ho gai sir apko dil se dhanyabad
Bilkul bhaiya Maine video isiliye banai hai taki log khud apna Kam kar saken Ghar per hi
Sir ji chik chik aawaj aaraha hai plz help
Sar apni gadi ki alternator ki belt check karo ya FIR change karvao
Sir Anna no send karo
Bhai mere number mere channel ke about section Mein hai le Lo aap
जोरदार भाई क्या जानकारी दी हे सच मूच लोग बहुत ठग है दुनिया में
बिल्कुल भाई लोग बहुत ठगे जाते हैं मैकेनिक लाइन में इसीलिए तो हमने लोगों को थोड़ा समझदार बनाने का जिम्मेदारी उठा रही है
Qqlql98@@rkcarslalsot
मान गए गुरु........ U..r.......Great
बहुत-बहुत धन्यवाद सर बस पब्लिक का फायदे के लिए लगे हुए हैं काम करने को फ्रॉड से बचाने के लिए
Assalamu alaikum i am sadhik i am also a eeco car owner and i am from pondicherry your videos are very Benifitable for me please continue posting more videos like this
Thank you bro thank you so much don't worry I am continue for upload videos
Aj new chij Sikh liya bhiya ji 😊😊😊😊😊😊
Bhai mai aapki tharmostet valv vali video dekhi aur ghar pe hi valv badl liya
Bilkul bhai yah छोटे-छोटे kam to ghar per hi karne chahie bahut badhiya mere bhai 👍👍👍👍👍🎉🎉🎉🎉
Bhai kya bat hai appo to great ho abki help kar rahe ho tussi great ho
Thank you Gupta ji thank you so much bus aap logon ke liye kam kar rahe hain .. Maine socha Koi sach Bata nahin Raha TH-cam per chalo apan batate Hain mechanic line ka
आरके वाले भाई साहब से मैं संतुष्ट मेरे पूरे 10,000 बच गए हैं धन्यवाद मेरे भाई मैं अजमेर से
Bhai aapse to phone per baat Ho gai na Shayad
Bhai aaapki video bahut helpful hoti h ❤❤❤
Thank you sir ji thank you so much 🙏🙏
🙏🙏🙏🙏Bhai aapko bahut dua milegi aap Aisa video banate raho aap jaisa sach batane wala bahut kam hai bhai garibon ke masiha ho aap 🙏🙏🙏
Are sar ji बहुत-बहुत dhanyvad sar video banate rahenge 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir ji meray gaadi Kay oil gauge jahan lagta hai wahan say dhuan aata hai iska kuch ho sakta hai please reply
To sar aapki gadi ka engine check karvao back compresser to nahin Ho Gaya jyada
@@rkcarslalsot jyada dhuan nahin hai halka aata hai slow slow gaadi chalnay aur average me bhi OK hai itna dhuan ki gaur karnay per hee dikhta hai issay koi problem toh nahin?
Halka dhua aana normal bate hai koi dikkat nahin hai agar jyada a Raha hai to dikkat hai
@@rkcarslalsot thank you sir
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👍👍👍👍
Good jod👌💣💣👌dhamaal
Sir mere gadi achanak dhua de rahi hai aur sailensar se oil aa raha hai aur usme chiknai taipe kee aa rahi hai bataye kya kare
Sar aap apni gadi ka ek bar PCV wall check karao aur back compresser to nahin hai gadi hai check karke mere ko batao
Bhai is valve ka side wale pipe me bhi oil ata he kya dikh rha he mughe valve or side wale pipe me oil dikh rha he mugha
Bhai Agar thoda oil a raha hai to koi dikkat nahin hai agar jyada a raha hai to gadi check karvao back compresser to nahin hai
बहुत भारी भाई जाणकारी
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️❤️❤️
good her video
nice ho ap bahi
pak
Thank you sir thank you so much
Bhai meri eeco 2021 model hai thora Thora oup doun ho raha hai sab kush kar liya abhe rpm jada hai kam rpm keise kam kari please help
Sar aap ek bar gadi ko scaner lagva kar scan karvao aur check karvao usmein kya code a raha hai aur use code ko clear karvao FIR check karna
Very nice bhai
Thank you bhai
1👌 information Bhai
Thank you bhai thank you
Bhai panni lagane se uka campresar kaha se nikega ye bhi bata do
Bhai iske alava ek aur pipe Laga hota hai tepit cover Mein aur isase bhi Kai Guna bade size ka usmein se nikalegi. Yah sawal se pahle ek bar video mein dekh lete usmein pipe Lage hue hain cover mein. Aur parmanent nahin lagani hai panni sirf check karne ke liye
Bhai ji eco 40 hajar chal chuki rediatar saf karwana chahiye ya nahi 7 sal ho gaye h
Bilkul sar ji jarur saaf karvao aur thermostate wal bhi check karvao sath mein
Bhai mere paas wagonr modal 6 h pura asilenter dabane par whait dhua niklta h to enjoin ok h ja nhi please batay
Bhaiya Kai bar engine kharab hone ki vajah se bhi de deti hai dua aur Kai bar PVC wall kharab hone ki vajah se bhi de deti hai to aap ek bar PVC wall check karva Lo
Bhaiya ji meri ECCO mein plug sockets chalte nikal ja rha hai or pickup bhi nahi le rha to problem solution btayen
Sar ji Jo plug socket Nikal Raha hai use theek se lagvao ya FIR naya dalvao
Bhai meri eaco me bhi yahi wall kharab tha machanic ne ring piston me Kami batayi thi par maine waha kaam na karake khood check Kiya to ye wall wala pipe nikla tha ,maine wall change kar ke pipe laga diya , smoke khatam ho gaya 😀
Bilkul sar aajkal yahi hal hai mechanic Chhota process batate hi nahin kisi Ko sirf paise kamane mein lag rahe hain
Bahut vdiya kaam rh rhe hai rk ji app... Lge rhiye
Thank you bhaiya ji 🙏🙏🙏🙏
tysm sir ji
Sar ji pura message likhiye kya problem hai aapki gadi mein
Bhiya palak bhi kale karege ese bhiya ji batana ek to maip saisar bhi ho saktha khala palak. Ek ay bal se bhi hotha kya aise abhi eko car dikhya ap ne palak kala hai vaise batna bhiya ji
Ye sirf ico me hi kar sakte he ya 800 me bhi kar sakte he
Sar sabhi petrol gadi Mein aata hai yah
bhai mera eeco van ma engine check lam start karna ma vi light jali rahati ha iss problam ko kaisa thik kar
Sar aap apni gadi ko scaner se scan karvao pata lag jaega kaha dikkat hai kis vajah se jal rahi hai aur use theek karva lena
Bhai pehli baar mere paas new customer ki Ecco aayi thi to service ki to 10.000 pe services ki thi tab dusri baar aayi to 5000 pe mobiles check kiya to mobiles 2LITER bacha halka smoke dikha rhi hai to kiyA karna hai bataye Bhai shaab pls
Sar ji yah batao aapane engine oil kaun si hai company ka aur kitne grade ka Dala
Panni khan dalni hi o konsa jaga ka nam boliye
Sar ji PCv wal ke upar panni lagani hai aur parmanent nahi lagani hai agar smoke band Ho jaaye to wall naya dalna hai
Average ka bhi isssu hota kya ? Bhaiya ji isise ek gaadi Aya Tha mere pass uska pickup ekdam drop ko gya hai or dunwaa mar Raha hai
Bhaiya yah Wal kharab hone ka sabse pahla Tarika to yah gadi over race ho jayegi to vah ho rahi hai to samjho yah val kharab hai
Bhai meri ecco he usme resh kam karta hu ho jati he fir subh jab stat karta hu fir wapas tez ho jati he total body safh kardi aapka nombar do aapse bat karni hai
Bhai aapse phone per baat Ho gai na
Bhai mere eeco me pvc Val ke paas Vali payep jo airfilte ke jati h usme se bi duwa aaraha h or thandi gadi start nhi ho rahi h solution batao kuch
Agar pipe se Dunga a raha hai to engine back compresser hai Alka... Aur starting ke liye aap uske tepit check karva sakte hain
Per bhai tepit milane per bhi start nhi hui
Aab me enjen ka kaam kerva lu kya esme
@tecnologyfact2566 kya problem hai aapki gadi Mein yah batao
Bhai Agar dikkat lag rahi hai to engine ka kam karva Lo
Second hand eeco lete time kya kya dekhna jaruri hai thoda knowledge dedo
Bilkul bhai uske upar bhi video banaunga
@@rkcarslalsotjaldi banana thek hai sir 💙
Ok
Bhai meri ECCO me radiator ka niche lagne vala horse paip running gadi me bar bar nikal jata he
Kya karu btana bhai
Sabse pahle to aap apni gadi ka thermostat Wal change kar do aur radiator clean karvao FIR thodi bond tube lagakar pipe laga dena fix ho jaega
Sir meri maruti van runing gadi me achanak jatka lagati he fir apne aap thik ho jati he. Problem samaj nahi aarahi pls bataye.
Bhai jaan aapki gadi gas per chalate ho ya pure petrol per yah dono per aur kaun sa model gadi hai yah aur bata do
@@rkcarslalsot pure gas pe. Model 2015
Sar ji aapka gas kit LPG hai ya CNG uski service karvao ya FIR uske plug check karva
Thank you you are genius beautiful very nice
Are bhaiya ismein thankyou ki koi jarurat nahi
Sir meri eeco dhua or oil kam karti he valv se thik hojayegi
Sar Agar wal ki vajah se problem hogi to theek ho jayegi aur Agar andar se engine mein problem hogi to uske liye engine karvana padega isliye ek bar aap wal Ko check kar lo is tarike se kar kar
Sir ji yeah valve to sari car Mei hota hoga baki car mai bhi ase hi check Kare please guide
Ji han petrol engine mein yah wall hota Hai
Bhai aap kha se ho or aapki dukan ka address bhejna
Bhai main Rajasthan se hun aur mere mobile number about section Mein hai le Lo aap
Bhai mere mere omni he .1no plag me oil aata he .fast start me एक bar dhua deti bad me nhi deti.halka oil Kam karti he solutions btaye
Sar aapko aapki gadi ki piston ki sirf ring change karvani padenge aur head ki Wal seal change karvani padengi bilkul bhi oil nahi uthaegi aur bilkul bhi dua nahi degi FIR gadi
Bhai AP kaha se ho
Sar main Rajasthan se hu Jaipur ke pass Jaipur se 80 kilometer
Ye panni laga ke j gari chalay to koi problem ?
Jyada nahin chalana hai sar PCv wall naya dalna hai
Bhai mere pass i20 2012 modal gadi h. Us m bhi subah subah white smok deti h to kya kre y trik kam karegi kya
Bhaiya ji सुबह-सुबह white smoke deti hai Lekin aap yah check karo oil Kitna kam ho raha hai gadi chalane per FIR main aapko bataunga kya karna hai
ecco gadi me ECM b4 ripering ki ja sakati he
Ji hamare yahan Jaipur mein repair Ho jaati hai
Vaise ay sab koi bata koi nahi hai bhiya ji agar kisi ko malum hai to malum hai nahi kisi kisi ko bata hi nahi ap ne jhoh liya jugad 😅😅😅 par Val karab hote hai palak bhi khala hoga kya bhiya bathana ok
Ji han yah Wal kharab hone ke bad spark plug bhi kharab hota Hai
Bhai Meri ecco me Bhi Asa hi Probalam he kya Kar ne Engin se air firfiltar se oil Ata he
Bhaiya aap ek bar aapki gadi check karvao koi mechanic ko aur usse Yun poochho gadi back compresser to nahin hai Na
Kis line ki pipe hai ye kya kam karti hai❤❤❤❤❤❤❤
Sar ji iske bare mein pura samjhaunga to bahut Lamba ho jaega aapko short form Mein Bata deta hun yah hai pressure control wall engine ke andar banne wale pressure ko control karta hai
Bhaya me Butati dham nagaur se hu .aapki ki Dukan Kha hai Btao udahar aate h to aapse eeco ki full service kerwai hai
भाई मैं दौसा जिले से हूं लालसोट तहसील
Air filter me ail bhi is pcv valve ki waj se hi jata h kya bhai or gaadi me engine oil bhi kb hota h kya
Han bhai bilkul ISI vajah se jata hai aur ISI vajah se oil kam padta hai
Kya hed ka problem ho gya he
Muje kya kar na he please help me bhai
Bhaiya aapko do bar Bata Diya comment Mein check karo kya karna hai aapko ab
Ok thanks
Okay bhaiya ji
Bhai namaskar meri eeco petrol pr baar baar band ho jati hai lekin cng pr thik chalti hai, kya iska solution ho sakta hai
Bilkul sar aap apni gadi ka thotar body per se RPM set karvao
@@rkcarslalsot ok sir,
kya main khud set kr sakta hun
Bilkul sar kar sakte ho maine Maruti Omni ka set karke dikhaya hua hai video Dali Hui hai dekh lo
भाई वैन मे भी सेम प्रोसेस है क्या ? अपनी वैन भी सुबह सुबह सफेद धुआ देती है ✌️✌️💐💐 1 नंबर काम 🙏🙏
हां भाई वैन में भी है लेकिन हल्का सा फर्क होता है मैं आपको वीडियो बनाकर डाल दूंगा चिंता नहीं
@@rkcarslalsot ok 👍
Meri b van h. Same problem h.video jarur banana
Bilkul bhai main TH-cam per video banakar Dal dunga chinta nahin
Meri bhi van me same problem hai engine oil bhi Kam nhi ho rha hai par duwa de rhi hai ek dum se dene lagi
Good job
Shukriya bhai jaan ❤️
Bhai. Kidhar hai apka dukan . Jarurat rhega apse milna.. do teen gadi hain ..kaam ke lie..
Kidhar ane se rhega thik??
Sar main Rajasthan jila Dausa se
@rkcarslalsot thank u bhaiya.. but bhaiya gaadi ka kam karna rehne se kaise apko reach karun? Instagram??
Mei in an average 1600kms dur rehta hu ..dausa se..
Kabhi major kaam mangne se mera eeco/old baleno ..leke aajaunga apke pas..repair ke lie..
Sar duri hai to kya hua aap Jo bhi kam karao mere se advice le Jana aur use tarike se kam karva lena
@rkcarslalsot han bhai mein advice lunga alse.. aur agar posible rehta hai , mein apna gaadi leke chale aunga apke pas repairin k liye.bhai. jab b issue ayega
Koi dikkat nahin hai sar aap call kar lena aapka sabhi solution vahin per karva denge
Bhai mera hi Ko 70000 kilometre chal chuka hai timing belt change kar walon kya
Bilkul sar ji timing belt aur timing idler bearing change karva lijiye
Sabasssss👍👍👍👍👍👍👍👍
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️
Sir mere pas hundayi accent 2011 cng parol h gadi services se phle duaa nhi de rhi thi or service krwane ke baad gadi kbi sfed dua deti h kbi nhi deti only duaa ki smel ati h or Chlencer se pani b deti h
Hundayi accent cng patrol me konsa oil dale
Sar aap pahle yah pata lagao aapke oil kaun sa dala hai.. accent mein 5 w 30 dalta hai ful synthetic
Sir mechanic ne 5w 30 fuul sythatic oil btaya h
To sar aap apni gadi ka PCv ball check karao
Sir gadi ka tappat cover wali seal b leak thi wo b chang krwayi thi
Ye val me pani fashake kitana cala na cahiye emrjanchi me km kitana
Bhai 50 kilometer chala kar check kar sakte ho bus
Bhai koi nuksan to nhi hoga panni lagane se FIR Panni lagi rahani h y hatani h batao bhai
Batao bhai
Bal nahin mil raha hai isliye poochh rahe hain bhai Pani lagi Rahane de y hata de
Bhai panni Ko parmanent nahin rakh sakte Wal dalna padega
Bhai Sab mere pas 19 modal eeco h or 2 lac. Chal gai h .or perjent me usme 1% bhi Koi kmi nhi h Lekin Oill change ke time Oill pura dalte h or Wapas Oill change kerte h to 1.30 liter kam Niklta hai. Sirf teppid cover ki halki si Shel lik h or Jyda Kuch bhi nhi h.. Chalne me Ek dam first classs hai.. KY ho Skta h usme Ya Oill ki company change kru consa dalu btao
भैया कोई ऑयल की कंपनी चेंज मत करो जो डालते हो वही डालो सिर्फ उसका पीवीसी वॉल चेक करवा लो
@@rkcarslalsot bhai Sab Uska pvc wall ka rabar to Shi hai Fir kya kru
भैया जी पीवीसी वॉल ही चेक करवाओ रबड़ नहीं
@@rkcarslalsot Aapke Mobaile no. Do na
Yah Lo bhaiya mere mobile number 9783726465
नमस्कार भाईजी
मेरी eeco में भी यही problem ह
इस पनि को परमानेंट रख सकते ह क्या
ओर भाईजी इस वाल का नाम क्या ह
हमारे झुन्झुनू में तो मिल नही रहा ह
Online मंगवाना पड़ेगा
इस वालों का नाम है PCV वाल और यह नया ही डालना है पनि ज्यादा टाइम नहीं लगानी जयपुर मिल जाएगा
Thanks bhai ji
Send me contect number
यह लीजिए भैया नंबर 9772862394
@@rkcarslalsot kitni ki aati h original pcv valve sir please.. reply me.
Bhai MGP showroom se leoge to mahanga aaega bahar dukaan se loge to ₹500 Tak mein a jaega
Bhai ye valve kaise kholne ka ??? Iska bhi video dallo proper 😊
Bilkul bhai iska video bhi dalunga thoda time mein dal dunga
Bhai mere gadi ka 1 valve mai se oil leckage ho rha hai aur halka safed dua mar rahi hai .. accolater dabne ke bad
To bhaiya Wal ki seal dalvao
Wo 1 st no ka valve hai .... Pcv valve nahi hai .... Wahi kaise remove kare aur. Aur new dale kya aur koi option hai ?
Yani engine ke andar wala tepit wala val
Guru salam hei AAPKO
Thank you bhaiya ji
Good information
Thank you sir ji
Sar meri gadi bhi m dikkat hai aisi kya karu
Bhaiya Agar aisi hi dikkat hai to yahi karke dekh lo jo maine video mein dikhaya hai. Kya pata aapki bhi problem solve ho jaaye
Bhai ji eeco gadi 2020 model 135000 cal cuki ha aur dua de rhi ha aur oil bi uta rhi ha aur machinec ne ring pistan bta rha ha
To sar Ji ek bar oil gauge bahar nikal kar gadi start kar kar dekh lijiye back compresser Ho Rahi hai to fir ring aur piston hi honge Varna aap PVC wall aur wall sile bhi check karva sakte hain
Same problem hai hamari Gadi ke andar Omni van model 2010
To bhaiya ek bar Sen solution karke dekh lo aapka kam ho jaaye Agar ismein problem Hui to
Bai meri gadi bhi safed dhuva AA Raha hai
To sar ji jo maine video mein Kiya hai ek bar aap bhi TRAI kar kar dekho Agar dhua band Ho jata hai to naya dal dena
Hello bhai ecco hit ho rahi he
Engin pani bahar fekti he
Solution batao bhai
Kaun sa model gadi hai aur total kitna kilometer chal chuki hai aap pahle yah batao
Bhai salencer choori n kar sake aisa koi tarika bataye
बिल्कुल भाई जान इस पर मैं वीडियो जरूर बनाऊंगा
Bhi gadi pani me nikalne se fatake fod rahi he Eeco uski video dalo
Bhai ignition coil ki aur spark plug ki service karva do
Good job brother and thank you so much 😊
Welcome my brother and thank you
Bhaiya hamare 800 me yhi problem hai kaise shi kare
Sar pura likhiye kya problem hai thoda acche se
Dada appkahasa ho
Bhai main Rajasthan se hu
Very good 👍
Thank you dost
Bhai meri eeco brekr pe brek lete he to baybret kr ti h or kbhi kabhi band bhi ho jati h
Bhai aapki break ki thali yani break disc unko kharab machine per cut lagwaye aur Thotar body clean karvayen problem dur ho jayegi
Bha thali bhi kra li or throtl bodi bhi abhi kilin kraya hu
Bhai thodar body ek sensor aata hai slow sensor magnetic uski setting Sahi karva Lo gadi theek ho jayegi
भाई जी मेरी गाड़ी wall चेंज करने के बाद भी दुआ दिख रही है 3 लाख किलो मीटर चलने ईको गाड़ी हैं
अरे तो सर जी वाल चेंज करना तो एक छोटा प्रक्रिया है उसका बड़ा प्रक्रिया भी चेक करवाओ इंजन बैक कंप्रेसर तो नहीं है
और भाई gear change करते hi गाड़ी दब जाती हे और कभी कभी mix fire भी हो जाती हे sir... तो क्या tapit setting का problem हे
Sar ji problem petrol per hai gas per yah bata do
पेट्रोल पे कम हे ...गैस पर ज्यादा हे
Ha ji sir
Sar ji comment Mein check karo aapko jawab Diya hai
Bhai mistri to sab hote h par sacha aadmi bhot kam hota h
Thank you sir ji thank you so much 🙏
How much engine oil litters to will be maximum in eccho
Bhai eeco gadi mein 4.500 litre engine oil dalta hai
भाई कहा से हो
भाई मैं राजस्थान जयपुर के पास
Vai mera omni van hai suba suba safed dhuwa fekta hai kyu?
Bhai सुबह-सुबह halki si dhuan fenk deti hai gadi vah dua nahin Hoti vah baap hoti hai
Bhai meri santro ka yhi h kya kru
To sar aapki gadi mein bhi PCv wal hai jaisa maine ismein kiya hai vaisa karke check kar lo ek bar
Very good
Thank you sir ji
plasticfansane ke bad bhi Dua De To Kya Karena chahie
FIR aap apni gadi ke ring aur Wal seal dalvani chahie dua band Ho jaega
Sir meri ecco 80s upper jane per dua dati h
Sar ji aap check karvao aapki gadi ka engine back compresser to nahin hai Na aur Agar nahi hai to PCv wal check karvao
Thanks you dear mekenik
Are sar thankyou ki koi jarurat nahi aapka बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏
सर मेरे maruti 800 मे धुआं आ रहा है ओर vibration आते हैं pickup नही लेती 2008 model है machanical बोल रहा है full engine खोलना पडेगा और 30,000/- खर्चा है 😢
Bhaiya Mana engine kholna pad sakta hai lekin 30000 to double engine ka kharcha Ho Gaya itna nahin lagta
meri ecco me silenser me oil dikh raha hainkya problam hai
Kaun sa model gadi hai aur kitna kilometer chal chuki hai total aap pahle yah batao aur dua kitne din se dikh raha hai
2014 hai 60000km hal chuki hai dhua nahi hai per tapid cover me oil uper ki taraf leak hai
To bhaiya aapki gadi ki tapit cover ki packing dalvao
lekin sailencer se oil nikalta hai tapit cover sahi karane se theek ho jayega
Silencer mein se Kahan se nikalta hai aap pahle yah batao पीछे-पीछे se yah engine ke pass se
Bhai ji Mera paas ecco gadi h acme batti nahi aa rahi h
To aap yah batao gadi start hoti hai ya nahin aur kab se nahi a Rahi batti
Vo panni fix kar Deni hai kayam k liyee Bhai
Bhaiya panni parmanent nahin karni hai sirf kuchh time lagani hai jisse pata lag jaega vah Bal kharab hai ya nahin FIR Wal change karva dena hai
Dusre gear m उठती नहीं है eeco 2021
Jawab de diya aapko comment Mein check karo
Nice bhai
Thank you sir ji 🙏🙏🙏
Swift desel ke bare me batao sem problem he
Sar Swift diesel ka method alag aata hai aur Agar aapko kuchh puchna hai to aap about section se number lekar call kar lo
Bhai Meri gadi mein bhi same problem hai
Bhai jaan ek bar aap bhi TRAI karo sem process Agar aapki gadi ka smoke band Ho jaaye to val naya dal dena
Bhai meri ECCO CNG + petrol h , 3 mahine se morning ne starting problem ho Rahi hai , 3-4 self leti h tab start hoti hai, petrol par start hone k baad bahut dhad dhad karti hai , lekin CNG par bilkul perfect hai, pcv valve mai 20000 km par change kar deta hu. Lekin problem wahi ki wahi h, kya problem ho sakti hai , plz batao. ( Intake manifold ko khud saaf kiya , coil se current leak tha to us par tape laga kar usko seal kar diya tha , ab coil se current leak nahi h, spark plug ka gap bhi sahi h, O2 sensor ko bhi time to time saaf karta rehta hu, engine oil + air filter + oil filter 5000 km par change karwa deta hu, coolant ko 20000 km par flush karta hu)
Bhai aapki gadi ki pickup Koyal change hongi aur tapit set hoaenge garam wali side ke matlab silencer side ke Koi do tapit tight hai
Bhai, mere pass 2018 ki omni hai,, mileage ka problem hai,, aur uski check engine light bandh nahi ho rahi hai,, kya karein....
Bhai aapki gadi Ko ek bar refresh karvao laptop lagva kar check engine light band karvao average de degi
@@rkcarslalsot thanks a lot
Are bhaiya ismein thank u kis baat ka yah to Mera kam hai logon ka acchi advice dena
@@rkcarslalsot bhai, yaar scan karwayi, check engine chali bhi gayi,, ECM ka kuch tha,, lekin dhukk ki baat yeh hai ki aaj phir check engine light wapas aa gayi,,, kya karo....
To Bhai aap aapki gadi ka oxygen sensor ki wiring aur map sensor ki wiring aur jo air cleaner per air sensor hai uski bhi wiring check karvayen vahin per problem hogi tabhi check engine light बार-बार mein a rahi hai
Bhai meri creta k salencer me s carbon nikal raha or engine ki awaz bhi badal gai ..hai..kya karu..😢
Bhaiya petrol varjan hai ya diesel aap pahle yah batao
Sir ji mera gari ka chik chik kar ke awaj aa raha hai waha por hi
Sar aapane gadi ki alternator ki belt aur AC ki belt check karvayen ya FIR change karvayen
You are great mechanic
Thank you bhaiya ji 🙏🙏🙏🙏
Bhand karoge tho air pass nai hoga, air pass nai hoga tho kya problem nai hoga..??
Bhai band karke parmanent nahi rakhna hai band karke thodi dur chala kar check karni hai problem solve ho jaaye to naya dal dena hai
भाई इको में रेस देते हे तो उससे पहले फूस फूस सी आवाज आ रही हे....जैसे गाड़ी air ले रही हो ....उसका सॉल्यूशन क्या हे sir.....
Sar ji yah problem gas per hai ya petrol per ya donon per aap pahle yah batao
Dono me he sir
To sar aap apni gadi ki ignition Koyal spark plug and tepit set karvao
Thak u sirji...
🙏🙏🙏🙏🙏👍👍👍
Nice 👍
भाई जी, मेरा सस्पेंशन (arm) चिमटा में आगे हल्का सा डेंट पड़ा हुआ इससे टायर को कोई नुकसान तो नही होता। टायर में गड्ढे या एक तरफ तो नही खाती है। plz... बातये की सस्पेंसन काम कराओ कि नही। plz... मारुति इको है मेरे पास
सर आप गाड़ी का एलाइनमेंट चेक करवा लो अगर एलाइनमेंट आउट नहीं है तो कोई दिक्कत नहीं है
@@rkcarslalsot सर जी, अलाटमेंट 4 दिन पहले ही किया है
फिर भी लेफ्ट- राइट हेंडल हल्का (माइनर) सा बबलिंग कर रहा है। दोनों सोकर भी नए है।
या आप की वर्कशॉप दिल्ली के आस पास है तो आप को दिखाने और काम करवाने आऊँगा
सर मेरी शॉप राजस्थान में है और अगर स्टेरिंग बबलिंग कर रही है तो आराम चेंज करवा ही दो
Is Val ko kharab hone se koi awaj bhi aati h kya kisi tarah ki
Nahin bhai awaaz nahin aati lekin engine ki awaaz thodi badh jaati hai matlab race jyada ho jata hai ya FIR kam ho jata hai