Mandir me Shiv parivar ki murtiya bohut pas pas hai jagah nhi rehti panchamrit mushkil se dhul pata hai kya ham panchmrit se abhisek skip kar sabhi samagri se pooja kar sakte hai ? Meri Maa ko vrat karna hai please reply karna.
Mai 3 july se vrat start kar rahi hu pashupati ka to me udyapan savan me kar sakti hu ya nhi aaur vrat khatam hone ke bad jo savn somvaar aayege to savn ka vrat karu ya nhi plz plz detail me bataye
Mughe bi pashupati nath ji ka vart kerne he per me shubh shaam ko mandir nhi ja skti hu kyuki me handicapped hu please gher pr ye vart kese kru please btaye reply jruer kerna please request plzzzzzz
Hamare yaha mandir dur h to jaisa aapne pahle balti ke jal se snnaan karaya waisa karne k liye ,to hamare yaha subhida bhi h,kyuki sirf hum lote me hi jal le ja sakte h,to kya kare.
Maine bhi kal se 26 se vrat start kiya hai,sawan mai continue vrat kr skte hai ya sawan k do vrat krne k baad pashupati krna hai or phir se do vrat krne hai pls btaiye
Mere pahle hi pashupati vrat me mandir jate time sham ke time me thali me jo diye rakhe the usme pani gir gya raste me hi fir mandir me do hi diye jale baki nhi toh kya mai fir se ye vrat next pahla man ke rakhu ku ki ye toh kandit ho gya
jii, आज पशुपति व्रत में सुबह की पूजा करने के बाद जमीन पर रखी थाली को मम्मी ने गलती से अपने पांव से ठुकरा दिया मैं बहुत परेशान हूं शायद भगवान ने मेरी परीक्षा ली होगी,क्या आप शाम की पूजा कर सकते हैं उसी थाली से?😭😔
क्योंकि मैंने इस ब्रिज की शुरुआत आषाढ़ महीने की शुक्ल पक्ष से की है एक शुभ मुहूर्त से जव व्रत शुरू करते हैं और गिनती वाला व्रत होता है तो उसका उद्यापन आप कभी भी कर सकते हैं जय श्री राधे
Radhe Radhe ❤️❤️ ma'am 🙏🏻🌺🌺 nice ⭐⭐⭐⭐⭐
Radhe Radhe didi 👌🌟Thanks for useful vlogs🌟
Radhhe radhhe maiya
Beautiful sharing 🙏🏼🙏🏼🙏🏼har har Mahadev 👍🏻🙏🏼
Radhy Radhy Didi g❤❤
Har har mahadev🤞🤞🤞
Jai Shree Radhe Krishna 🙏🙏🙏
Har Har Mahadev 🙏🙏🙏
Har har MaHaDeV 🙏🙏
Radhe Radhe
Radhe Radhe 🙏
Har Har mahadev
Om namh shivay
Har har Mahadev 🙏
Shree shivai namastubhyam jii vrat ke pela din ya ne sunday ko bhramchari rehna hota hai ?? Krupa bataye
Kitne bje vrt kholna chahiye 🙏
Didi pitarpaksh ma udhyapan kr sakte h kya pashupatinath varat ma
आप का बैल पत्र बहुत सुंदर है। आप अकेले पूजा कर पा रहे हो। हमारे यहाँ कोईनाकोई अता रेहता है
😍
Mandir me Shiv parivar ki murtiya bohut pas pas hai jagah nhi rehti panchamrit mushkil se dhul pata hai kya ham panchmrit se abhisek skip kar sabhi samagri se pooja kar sakte hai ?
Meri Maa ko vrat karna hai please reply karna.
Agle somvar ko m ye vart kar sakti hu kya dii
Ha
Sawan ke somvaar se suru kar sakte hai pashupatinath vrat didi
Ha
Hum sabay jo bhog lagate hai pashupati nath vrat me uska kya karen
Mandir may hi chod de
Mai 3 july se vrat start kar rahi hu pashupati ka to me udyapan savan me kar sakti hu ya nhi aaur vrat khatam hone ke bad jo savn somvaar aayege to savn ka vrat karu ya nhi plz plz detail me bataye
❤
Khir kab chdhana hi subah y sam
Shaam ki puja??
Mughe bi pashupati nath ji ka vart kerne he per me shubh shaam ko mandir nhi ja skti hu kyuki me handicapped hu please gher pr ye vart kese kru please btaye reply jruer kerna please request plzzzzzz
Ghar pr
Didi kya sham ki Puja ma janeu nhe chadhaya jata h pashupatinath ji ke varat ma pls btaye didi
Didi khandit belpatra Mahadev ko nahi aarpit Kiya jata hai
Ha
Kya kuwari ladkiya roli sindur chada sakti h
Ha
Didi,aadhik,mas,me,,ham,kar,sakte,hai,pasupati,bart
Bahut Sundar didi ji yah vrat sawan mein hi kiya jata hai ki ki bich mein kabhi bhi kar sakte hain Jay Shri Radhe Radhe didi ji 🙏🙏
बिचमें भी कभी कर सकते हैं जब आप की सुविधा हो तब
Kanagt me kr skte h kya
Hamare yaha mandir dur h to jaisa aapne pahle balti ke jal se snnaan karaya waisa karne k liye ,to hamare yaha subhida bhi h,kyuki sirf hum lote me hi jal le ja sakte h,to kya kare.
Ok
Sham ki bhi pooja
Maine bhi kal se 26 se vrat start kiya hai,sawan mai continue vrat kr skte hai ya sawan k do vrat krne k baad pashupati krna hai or phir se do vrat krne hai pls btaiye
इसके बारे में मैंने पूरा वीडियो अपलोड कर दिया है आप उसे चेक कर ले
हिमांशु जी क्या मैं पशुपति व्रत आषाढ़ की पूर्णिमा से शुरू कर सकती हूं जो 3 जुलाई को पड़ रही है कृपया बताइएगा
Ha
Kitne din me kam puri ho jati h bolo plz😢😢
Kya shivling banane ke liye BEL ke ped ki mitti le sakte hai
Ha
Didi mai pashupati vrat is somwar 3 July se karna chahati hoo par bich adhik mas lag jayega to aap please bataye iska upay.🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻.
Kar saktey hay
Kya pradosh ke din ek hi mitti ke shivling se donon samay puja kar sakte hai
Nhi
Haluwa ya kheer tin jagah?? Vo bhi krte h kya. .
Ha
Mai bhi ki ye vrt but abhi bholebaba ne nhi Puri ki mnokamna
Can you tell gaur nitai puja vidhi at home please
Ok
गुरु को सिर झुका कर प्रणाम करें वही सबसे बड़ी पूजा होती है गुरु की
Asan ki jarurat nahi h bhole baba ki pooja kese bi kr skte h bas dil me bholenath ko yaad krlo
Didi Agar savan ke mahine mein subah shivling banaya hai to visarjan kab Karen
Puja key bad
Di pasupati nath ki puja karne ke liye akhand kapre pahnta h mai v sawan me suru karna chahti hu plz batieye confused mu (^v^)🙏🙏🙏
Bataeye na di sawan chal chal rha h
Mann mein vishwaas upvas sakti Hun to kya sawan mein chhodkar sirf sawan Ka Somwar hai sakti hun please mein reply 👏👏👏👏👏👏
Ha
Mataji purush Pashupati ka vrat Karen ya na Karen please jawab dijiye
Maine aaj ki vrat Kiya hai mein Janna chahti Hun ki Ham pura din Salam mein hi rehte hain ya FIR Raat mein khana khaya jata hai
Sorry samjh nhi aya
सम की पूजा में क्या करना
Bs ek Bat ki 5 somwar continue kese honge becoz period prob ho jati
Perid time Walla Monday Chhod Dena
Thanks for it didi❤
Yah Vrat Kab Se Shuru Karen
Please meri problem ka haal batye
Evening ki toh nhi batyi
Please tulsi par video bano please🙏
Didi please Sham ke samay ki bhi Puja dikhayen kaise 4 donon mein Baba ka Prasad nikaalte hain please please de di Jay Mata ke
Ok
Mere pahle hi pashupati vrat me mandir jate time sham ke time me thali me jo diye rakhe the usme pani gir gya raste me hi fir mandir me do hi diye jale baki nhi toh kya mai fir se ye vrat next pahla man ke rakhu ku ki ye toh kandit ho gya
कोई बात नहीं हो जाता है
@@lifeofHimanshi fir se start kru pahla man kar
Dil me shiv man saaf jese marji pooja kro. Medam ji jada hi bata rahi ho shiv to man me hone cahiye
Arti ke baad jal nhi chadhana chahiyee kya plz reply?
Nnhi
jii, आज पशुपति व्रत में सुबह की पूजा करने के बाद जमीन पर रखी थाली को मम्मी ने गलती से अपने पांव से ठुकरा दिया मैं बहुत परेशान हूं शायद भगवान ने मेरी परीक्षा ली होगी,क्या आप शाम की पूजा कर सकते हैं उसी थाली से?😭😔
Nhi
दीदी मन्दिर के बाहर तो पूरी परिक्रमा कर सकते हैं बस मन्दिर के अन्दर जलहरी नहीं लांघते इसलिए आदि परिक्रमा की जाती है
भगवान शिव के मंदिर के बाहर जलहरी का पानी निकलता है उसका इसीलिए मंदिर की आधी परिक्रमा की जाती है राधे-राधे
Ager shivling me Ganesh Karthik Ashok sunderi na ho to
के नाम का पूजन करें
Abhrak or bhasam khn milegi didi
Market may
हिमांशी जी आप मुझसे तो बोल रही थी कि मलमास में उद्यापन नहीं करते पशुपति व्रत का लेकिन आप तो पशुपति व्रत रह रही हैं आप कैसे उद्यापन करेंगे
क्योंकि मैंने इस ब्रिज की शुरुआत आषाढ़ महीने की शुक्ल पक्ष से की है एक शुभ मुहूर्त से जव व्रत शुरू करते हैं और गिनती वाला व्रत होता है तो उसका उद्यापन आप कभी भी कर सकते हैं जय श्री राधे
@@lifeofHimanshiDidi kya main 17th July se shuru kar sakti hoon?
मैंने शिव को कौन सा इत्र लगाया है
चंदन वाला इत्र
Mam itar 5 somvar me naya le kr Jana hota hai
Ladke ke vivah sighra ho koi sambandh nahi aata upay bataiye
Ok
Didi extra jal mandir se le sakte h kya
Ha
Kuaari ldki kr skti hai
Ha
Har har Mahadev