Sir mera ek duot hi ki hrms id me wife or child ko add larne ke liye adher card se kam chal jata hi ya marriage certificate or brith certificate bhi jaroori hi
Sir hm prayagraj division me umeed card bnate h aur umeed card m Pr prayagraj division likha bad me hm bhopal division trasfer lete h to kya update k bad hmare umeed card mr bhopal division likhega ya prayagraj hi rhega
@@PPPshorts1M u r totally wrong because in I am in nfr but me and dependent of ward given ecr,abd recently my dependent admitted in ecr tied up hospital, no any issues
Bhai mera toh establishment clerk ke paas verification ke liye pahuch gya tha but ab status check krne par "your application not initiate yet" dikha raha hai. Kya reason ho sakta hai??
Bhai mere maximum division me yehi hota hai process Aur kahi change bhi ho sakta hai process Kya isme aapko galat laga bata dijiye taki sabhi ko jankari ho sake Thanks for comment
3 month ki girl ko bhi add kar sakte h kya
Yes birth certificate chahiye
@@PPPshorts1M Fast Reply Dene ke liye Thanks
Birth Certificate h mere pass,,mene apply kar Diya h
Subscribed Your Chennal
Wife and Beti ko add karne ke liye
Alag alag Family declaration form bharna h kya
Nahi ek me hi ho jayega but upload 2 jagah karna hai
भाई family add में वाइफ का फोटो अपलोड नही हो पा रहा है...सब कुछ करके देख लिया ऑप्शन ही नही आ रहा है
Bhai mere jaha document upload ka option aata hai wahi photo add hoga
@@PPPshorts1M waha bhi nahi ho rha bhai 4 month se try kr rha hu
Mai v kar rha hu nhi ho rha h option hi nhi aa rha h wife ka document or foto upload ka
Laptop ya cyber cafe me try kar lijiye ho jayega
Bina add kiye ho gya ya nhi bhai, mujhe bhi option nhi dikha to wase hi submit kiya hu,
Sir mera ek duot hi ki hrms id me wife or child ko add larne ke liye adher card se kam chal jata hi ya marriage certificate or brith certificate bhi jaroori hi
Only aadhar aur birth certificate se ho jayega
If my answer satisfied please subscribe channel
Kitna time lagta h family ka umid card banane me??
Maximum 10 days
Sir hm prayagraj division me umeed card bnate h aur umeed card m
Pr prayagraj division likha bad me hm bhopal division trasfer lete h to kya update k bad hmare umeed card mr bhopal division likhega ya prayagraj hi rhega
Nahi change request kar lijiyega tab ho jayega change
Marriage sartifiket chahiye ka wife ko aad karne ke liye
Family declaration form per incharge ka signature
@@PPPshorts1M are bhai us par to gaye hrms me jodne me liye
Sir dependency me kya likhna hai
Dependent select karna hai ya likhna hai
Id me wife ka adhar dena hoga ya apna
Wife ka
Dependence yes or no for family members?
Yes
Father and Mother Ka Kar sakte hai Apply
No only widow mother apply
@@PPPshorts1Mbhai mujhe Krna h meri Mata ji ka kese kru btaiye 🙏
Document Upload Ka Option Nahi Aa Raha Hai
Sahi se try kare phir bhi nahi ho raha hai to aapko laptop per karna hoga
Bina add kiye ho gya ya nhi bhai, mujhe bhi option nhi dikha to wase hi submit kiya
Thank you bhai❤
Thanks for comment
Document upload ka option hi nhi aa rha n jane kitni bar maine try kiya
Laptop se kijiye ho jayega
Sir kya private employees ke pass bhi railway me hrms id bnti h kya
Nahi bhaiya
Sir mera registration ho gya pr applicat initiate ni ho rha h proceed pr click kr rha to kuch aa ni rha me b nagpur division m hu
Ye video sahi se dekhiye
Step by step sahi se kijiye
Health unit all over India me kahi ka v Daal sakte h ,don't give wrong information to us
No only aapka station ke near railway hospital Jo aapko apne division me hai
@@PPPshorts1M u r totally wrong because in I am in nfr but me and dependent of ward given ecr,abd recently my dependent admitted in ecr tied up hospital, no any issues
Nice
Bhai mere dekha sakte hai dusra hospital me but health unit umid card me change nahi ho sakta hai
Ek bar hamne kar ke dekha hai
Bhai mera toh establishment clerk ke paas verification ke liye pahuch gya tha but ab status check krne par "your application not initiate yet" dikha raha hai. Kya reason ho sakta hai??
Aapse self back hua hai
Aap phir se establishment clerk ko send kar dijiye
Aur check thik se kijiye
Family deceleration form bhejiye sir. .
drive.google.com/file/d/1fn7dIxOxBfNciwb69fHDY8v9vypSuqoG/view?usp=drivesdk
Vase link description mein bhi hai
FCC upload hi nhi ho pa raha hai. Without fcc rejected kr diya hai clerk . Aab kya kre
Upload to karna parega
Agar mobile se nahi ho pa Raha hai to aap laptop ka use kare ho jayega
Family deceleration form bhejiye sir
Description me hai download kar lijiye
drive.google.com/file/d/1fn7dIxOxBfNciwb69fHDY8v9vypSuqoG/view?usp=drivesdk
Vaise link discription mein bhi hai
Bhai kyu dikha to shi
Nahi samajhe
Tum galat batye
Bhai mere maximum division me yehi hota hai process
Aur kahi change bhi ho sakta hai process
Kya isme aapko galat laga bata dijiye taki sabhi ko jankari ho sake
Thanks for comment
Vosda blur dikh rha
Adjust kar lijiye sir jee