Mam ये 100 रूपए लेके फॉर्म तो देते हैं लेकिन इंटरव्यू का मौका उन्ही को देते जो कान्वेंट स्कूल से पढ़ा होता हैं नार्मल स्टेट बोर्ड के स्टूडेंट को काल भी नहीं करते....
Good evening mam I am from maharashtra can I apply here for eng sub ,and would u please inform us about that when will kvs and navodaya permanent vacancy come out ?
TGT (Trained Graduate Teacher), PGT (Post Graduate Teacher), aur Assistant Professor jaise exams ke syllabus ko effectively cover karne ke liye multiple sources ka use karna zaruri hai, lekin overburden hone se bachna bhi important hai. Har topic ke liye recommended sources ki sankhya aur variety iss baat par depend karti hai ki aapki understanding aur preparation ka level kaisa hai. Yahan kuch general guidelines di gayi hain: 1. Primary Source NCERT Books: Agar aap school-level syllabus ko padh rahe hain (specially TGT/PGT exams ke liye), toh NCERT books foundational understanding ke liye sabse important hain. University-level Standard Textbooks: Assistant Professor exams ke liye, advanced topics ke liye UG/PG standard books refer karein (e.g., Modern History ke liye Bipin Chandra, Political Science ke liye Laxmikant). 2. Secondary Source Reference books: Ek ya do reputed reference books (e.g., Lucent GK, Arihant books) syllabus ke topics ko aur detail mein cover karne ke liye helpful hoti hain. Notes from coaching institutes: Agar time kam hai, toh concise aur exam-oriented notes useful hote hain. 3. Supplementary Sources Online Platforms: Unacademy, BYJU'S, Physics Wallah jaise platforms ke lectures aur quizzes ko supplement ki tarah use karein. Previous Year Papers & Model Papers: Concept clarity aur exam-oriented approach ke liye past year papers ka analysis karna zaruri hai. Kitne Sources Zaruri Hain? Conceptual Understanding ke liye: 1-2 sources enough hain. Practice ke liye: Multiple sources (Mock Tests, PYQs, etc.). Current Affairs (if applicable): Daily newspapers (The Hindu, Indian Express) aur monthly magazines (Vision IAS, Kurukshetra). Important Tips: 1. Ek topic ke liye 3-4 sources se zyada avoid karein, kyunki confusion badh sakta hai. 2. Pehle ek standard book ko thoroughly complete karein, fir supplementary sources ka use karein. 3. Revision pe zyada focus karein. Har source ka concise note banayein aur usse bar-bar revise karein. Aapki preparation targeted aur streamlined honi chahiye. Sahi planning ke saath limited sources ka effectively use karein.
Dekhiae apply kar sakte hain aap bilkul kar sakte hain lekin shart vahi hai aapki English fluent honi chahie communication bahut acchi honi chahie yah matter nahin karta hai aap CTET kare hue hain ya FIR Koi Aur exam pass kare hue hain yah vah sab Nahin matter karta hai yahan per subject ki knowledge kitni majbut hai
I am from dwarka delhi
Mam ये 100 रूपए लेके फॉर्म तो देते हैं लेकिन इंटरव्यू का मौका उन्ही को देते जो कान्वेंट स्कूल से पढ़ा होता हैं नार्मल स्टेट बोर्ड के स्टूडेंट को काल भी नहीं करते....
Aap kis board se hai
उत्तर प्रदेश बोर्ड
@@ramprasadkafle5716 me bhi up board se hu
Mam in school me librarian ki vacancy nhi aati kya
Mam age relrxsesin he kya school private he yaa govt please reply
PRT mein graduation comparsery h kya
Good job udpate😊😊
Mam mode of language kya hai English medium or hindi medium
Reply please
Dekhiae DPS school hai aur DPS mein English aapki fluent honi chahie
@MOHDADILKHAN-j9m thank you
Mam....prt ke liye d .el ed + CTET eligible hai kya
Good evening mam I am from maharashtra can I apply here for eng sub ,and would u please inform us about that when will kvs and navodaya permanent vacancy come out ?
gm
Thanks ma'am
Madam, TGT, PGT, Assistant Professor jaise exams ke liye syllabus ke each topic ko kitne sources se padhna chahiye?
TGT (Trained Graduate Teacher), PGT (Post Graduate Teacher), aur Assistant Professor jaise exams ke syllabus ko effectively cover karne ke liye multiple sources ka use karna zaruri hai, lekin overburden hone se bachna bhi important hai. Har topic ke liye recommended sources ki sankhya aur variety iss baat par depend karti hai ki aapki understanding aur preparation ka level kaisa hai. Yahan kuch general guidelines di gayi hain:
1. Primary Source
NCERT Books: Agar aap school-level syllabus ko padh rahe hain (specially TGT/PGT exams ke liye), toh NCERT books foundational understanding ke liye sabse important hain.
University-level Standard Textbooks: Assistant Professor exams ke liye, advanced topics ke liye UG/PG standard books refer karein (e.g., Modern History ke liye Bipin Chandra, Political Science ke liye Laxmikant).
2. Secondary Source
Reference books: Ek ya do reputed reference books (e.g., Lucent GK, Arihant books) syllabus ke topics ko aur detail mein cover karne ke liye helpful hoti hain.
Notes from coaching institutes: Agar time kam hai, toh concise aur exam-oriented notes useful hote hain.
3. Supplementary Sources
Online Platforms: Unacademy, BYJU'S, Physics Wallah jaise platforms ke lectures aur quizzes ko supplement ki tarah use karein.
Previous Year Papers & Model Papers: Concept clarity aur exam-oriented approach ke liye past year papers ka analysis karna zaruri hai.
Kitne Sources Zaruri Hain?
Conceptual Understanding ke liye: 1-2 sources enough hain.
Practice ke liye: Multiple sources (Mock Tests, PYQs, etc.).
Current Affairs (if applicable): Daily newspapers (The Hindu, Indian Express) aur monthly magazines (Vision IAS, Kurukshetra).
Important Tips:
1. Ek topic ke liye 3-4 sources se zyada avoid karein, kyunki confusion badh sakta hai.
2. Pehle ek standard book ko thoroughly complete karein, fir supplementary sources ka use karein.
3. Revision pe zyada focus karein. Har source ka concise note banayein aur usse bar-bar revise karein.
Aapki preparation targeted aur streamlined honi chahiye. Sahi planning ke saath limited sources ka effectively use karein.
@MOHDADILKHAN-j9m Thanks a lot 🙏 aapne bahut detail me bahut achhe se bataya. Ishwar apka bhala kare
Ye state board ke candidates ko select nhi krte,,, mujhe bhi reject kar diya tha
Hello
Hii
Mam Bina ctet ke ni bhar skte prt
D.el.ed Haryana se passout or CTET level 1 qualified hu apply kar sakta hu
Dekhiae apply kar sakte hain aap bilkul kar sakte hain lekin shart vahi hai aapki English fluent honi chahie communication bahut acchi honi chahie yah matter nahin karta hai aap CTET kare hue hain ya FIR Koi Aur exam pass kare hue hain yah vah sab Nahin matter karta hai yahan per subject ki knowledge kitni majbut hai
Mam government job h kya
Private job hai
Deled wale ke sakte hai fill ??
@@Aditikushwaha2426 yes kar sakte ho maim
@vgod786 Thankyou 🌝
Kar sakte hain lekin English bahut fluent honi chahie communication skill bahut acchi honi chahie
Kar sakte hain lekin English bahut fluent honi chahie communication skill bahut acchi honi chahie
@MOHDADILKHAN-j9m Okay thankyou
Mai sahi hai ye
D. El. Ed vale nhi apply kr skte h?
Mam contact no.kya h inka
Inke apne log hi apply krte h or hota bhi unka ha
Govt vacancy h kya Mam