Assalamu allaikum, One should always complete the sentence as jazak'Allah khair because Jazak'Allah refers to May Allah reward you, it can either be good or bad so as to pray for a reward for goodness it should be Jazak'Allah khair.
Apne jo witar ki namaz ka tarika bataye h vo sahi h par jispar sahaba ka jada amal hoga hamare liye vo sahi h) Allah ke nabi ki haadis 2 bhi ho sakti h aur 4 bhi par jada usko liya jayega jispar jada amal kiya gay ho
Ab is se bhi chhoti video hogi to Ulmay e Karam ki baat samjh mein kese aayegi? Hum Musalmano ka Almiyah yahi hai k Deen se mutaliq badi video dekhny mein qabahat hoti hai aur agar music,film,dramas,comedy videos hoon chhaye jitni taweel ho ussay dekhny mein bezari mehsos nahi hoti أِنَّالِلّٰهِ وَأِنَّاأِلَیْهِ رَاجِعُوْن ALLAH TA'ALA hidayat de Aameen Summa Aameen
بیشک اللہ اکبر کبیرا!
Jazakallahu khair buhat hi asani se samjha diya ❤️
جزاك الله خيرا
Jajakallaho khair
جزاک اللہ
Mashaallah shaik aap witr ki namaz ke baare may achaa samazaya
وصلي اللهم وسلم على نبيك محمد وعلى آله وصحبه أجمعين
جذاکم اللہ خیرا کثیرا کثیرا آمین
Assalamualaikum mshaallah allahuakbar Allhamlilaha allahuakbar barakallahu fikum
جزاک اللہ خیر
Jazak allah khair shaikh
Jazak ALLAH Hu Khaira
Jazak Allaah.
Assalamu allaikum, One should always complete the sentence as jazak'Allah khair because Jazak'Allah refers to May Allah reward you, it can either be good or bad so as to pray for a reward for goodness it should be Jazak'Allah khair.
Jazaqallahuqhairan wa ahsanaljazaa fidduniya Walfil aaqhirah
Mashallah
Jazakallahu Khair Sheikh 🙂
Beshak.
Well said
❤️❤️❤️
Please share the reference number of Hadith
Niyag alag alag ya ek sath
2 salam sy niyat kya kary namaz ki wo batao
Molana Sahab witar ki namaz ka tarika jo apne bataya zadaz hadiss se sabit kijiye
Hadith number de dete to accha hota... Dil ko taskin mil jaati
Vitr ki duwa kaise padhen
Please share the reference number of hadees.
Purana caset abhi play ho rha h😁😂😂😂 so funny but byan subhanallah
Ek rakat ke liye khade hoye tho sana padhna hai fahtiha se pahle
Ramzan me taraweeh zamat se padhna zaruri hai plzz bataiye kyy ya nhi
Haa bhai zaruri h qki sunnat h isliye aur agar hame kisi chiz ka uzar na hoto
Apne jo witar ki namaz ka tarika bataye h vo sahi h par jispar sahaba ka jada amal hoga hamare liye vo sahi h) Allah ke nabi ki haadis 2 bhi ho sakti h aur 4 bhi par jada usko liya jayega jispar jada amal kiya gay ho
دوسری رکعت پر سلام کے بعد بات چیت کر کے تیسری رکعت کی نیت باندھنی ہے یا نہیں
Naiet dil ka Erada hai
Witr mai ek rakkat bilkul b nah hai.. apne kb apna urdu tarjuma kia h
Ye maboot baat nhi ha 20 or tin rakat main tatbiq karna
Ye alim ahle hadis hai ya hanfi hai
Mudassir Uddin Ahle hadees
Pehle hanfi the ab ahle hadith hain.
بعض لوگ اس کو نہیں مانتے ؟
جاہل انسان سب ہی مانتے ہیں ، ایک ،تین پانچ سات نو ،اسطرح
Thoodi shot video banaya karoooo
Ab is se bhi chhoti video hogi to Ulmay e Karam ki baat samjh mein kese aayegi?
Hum Musalmano ka Almiyah yahi hai k Deen se mutaliq badi video dekhny mein qabahat hoti hai aur agar music,film,dramas,comedy videos hoon chhaye jitni taweel ho ussay dekhny mein bezari mehsos nahi hoti
أِنَّالِلّٰهِ وَأِنَّاأِلَیْهِ رَاجِعُوْن
ALLAH TA'ALA hidayat de Aameen Summa Aameen
Mashallah
❤❤❤❤