When electricity is cut and later if electricity comes back then the machine continue the process from where it was stop or it restart again from first process
Iska performance achchi hai kapde bhi saaf hote hain isme alag alag modes diye hue hain to kapde jitne gande ho USke according mode ko select Kar sakte hain
Nahi kharab hoti hai kabhi kabhi ap iss Tarah se manually washing machine use Kar sakte hai agar pani ka problem wagairah ho to but iss Tarah se Kam hi use kare
Thank you very much for this video. It very informative
Thank you so much Sister,.. நன்றி 👍🏼👍🏼👍🏼
Thanks for information..
Lloyd mashin me bhi a se dhoye to salega
Thanks
Mere area me pani ki kami h
When electricity is cut and later if electricity comes back then the machine continue the process from where it was stop or it restart again from first process
yes , Its process will be automatically continued from were it was stopped
Mem same model lene ki soch rahe h iski kapde dhone ki quality or iski performance kesi hai kya le sakte hai
Iska performance achchi hai kapde bhi saaf hote hain isme alag alag modes diye hue hain to kapde jitne gande ho USke according mode ko select Kar sakte hain
Agar ap same model purchase karna chahti hain to iska purchase link video ke description box me diya hai ap waha se purchase Kar sakti hain
Ye machin ko clean kaise kare ur bataye please
th-cam.com/video/A4n1GhFSgiM/w-d-xo.html
Ye video check kare isme maine bataya hai ki washing machine clean kaise karna hai
प्लेस rpeally jrur dena plz
Mam isme jyda se jyda kitne kapde dal sakte hai
ek baar me 2 double bedsheet +2 pillow covers and 1 single bedsheet +2 pillow covers aaram se wash ho jate hain
@richakausha isme balti se garam pani dal sakte hai?
Tap hamesha on rakhna pdta hai plz reply
Yes Tap hamesha on rahta hai
@@richakaushal machine use na ho fir v or spin k time pr v
Yes
Ma'am such hai na ye mere pass bhi thi mshin hai
Yes
Sirf paani nikalna ho to kese niklega
Kya balti se paani dalne se machine kharab hoti hai
Nahi kharab hoti hai kabhi kabhi ap iss Tarah se manually washing machine use Kar sakte hai agar pani ka problem wagairah ho to but iss Tarah se Kam hi use kare
Per mera washing machine pani dal kar nahi chala raha kyu
सगदग 🙏🙏🙏hmc
🤔
Aagar Fully automatic hai toh baalti se kyu daalna ha phir to Fully automatic Kai koi matlab nahi hai
Jiske pass permanent fix karne tap na ho uske liye h ye video
Kabi kabi paani nhi aaya hai to kya karega
Isme time show nahi hota
Nahi hota hai
5 star rating hai kya ??
Yes