sbi pnb ubi uco
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 1 ก.พ. 2025
- Hello everyone !
jaisa ki aap sabhi jante hain ki bank passbook kafi important hota hai hum sabhi ke liye kyuki humara kisi bhi bank jaise ki SBI Pnb Union bank of india, Allahabad Bank me account ho uska ek Passbook hota hai jisme humara sabhi KYC information jaise ki Account holder name , Account number, Custumer ID , MICR Code, IFSC Code, Address etc printed hota hai !
aur humara bank passbook ek id proof ke rup me bhi kam karta hai jaise ki passport application, ration card, electricity ke new meter apply, water supply etc woha pe hume apne bank passbook 3 month update statement dena hota hai, yaha tak ki kisi bhi bank ka credit card lene par bhi hume apna passbook fully update jarurat hota hai !
lekin bahut baar aisa hota hai jab humara bank passbook puri tereh se bhar jata hai, ya bank passbook lost, bank passbook fully filled, bank passbook soten aise me hume jarurat hoti hai ek new passbook ki ! lekin hume es baat ka knowledge nahi hota hai ki new passbook ke liye kaise apply kare aur naya passbook kaise aur kaha milega, kyuki humara first bank passbook home branch me hi milta hai jaha pe humara savings account hai ! lekin agar hum out of city hain dusre city me hain jaha humara account nahi hai woha par naya passbook kaise milega !
so, dosto aaj ke es video me main aapko bataunga ki aap kaise bahut hi asani se india ke kisi bhi city me hote huye aap apna bank passbook le sakte hain bina kisi problem ke ya bina apne home branch visit kiye huye !
aaj ke es video me main apko batanunga ki
SBI ka new passbook kaise apply kare dusre sehar me
PNB new passbook kaise apply kare dusre sehar me
UCO BANK new passbook kaise apply kare dusre sehar me
Union Bank of india new passbook kaise apply kare dusre sehar me
Allahabad Bank new passbook after merge indian bank passbook
Canara Bank new Passbook after merge with Syndicate Bank
Andhra bank new Passbook
Indian overseas bank Passbook
Bank of baroda bank passbook after merge with dena bank and vijya bank
Central Bank new passbook
Bank of india new passbook
Gramin bank ka naya passbook kaise banta hai
How to get Icici bank Passbook
How to get HDFC bank new passbook
IDBI bank new passbook apply
IDFC bank new passbook
Online Passbook apply process
Passbook gum ho jane par kya kare etc
Aise hi Apke bank Passbook se related sabhi sawalo ka jawab aapko yaha mil jayega !
thanks for watching !!
Pin my comment
Hi
Think you sir
Account open kiya par atm check book hai passbook nahi hai
Sir mahindra kotak mae account khole ya nhi
uspar bank ka shikka aur sing milegi kya
Dhanayawad bhaiya
Mera pnb saving pasbook 10 pages ka hai aur abhi 1 page bhara hai aur mujhe 20 pages wala chahiya ,eske liye kya karna hoga
नमस्कार मैं विदेश में काम करता और मेरा इंडिया में एचडीएफसी बैंक में अकाउंट है तुम्हें अपने फैमिली मेंबर को भेज कर अपने एचडीएफसी बैंक पासबुक प्रिंट कर सकता हूं या नहीं🙏
Pass book chahiye
Indian bank surat branch me gya tha nhi diya..
Jin ke pas pass book na ho aur up dikhi me ho so kya kre
Sir mai rajstan se hu abhi Bihar me hu to mughe bank passbook ki jarurt hai to barnce se new passbook mil sakti hai kya
Dadavai ami ki ek e bank er onno branch e giye amar passbook update korte parbo?
Sir passbook me photo jo rahte hai to, online Aane par photo rhega kiya
Kuch pata chala
Very useful information brother 👌👌👌👌 keep it up 👌👌🔥🔥
सर जी गांव में बीओआई में खाता है. जहां हम रहते हैं वहां उक्त बैंक है पर उसका ग्राहक सेवा केंद्र नहीं है. क्या करें ?
Agar old ubi ka passbook ho to kya new pnb ka passbook lana chahiye ? Please sir reply me ..
दूसरे सहेर के अन्निय साखे मे
पासबूक से कितना पैसा आसानी से मिल जाता है भाइ जी
Bank of India new passbook Apply
Is Indian Bank is going to privatise
Yes
Mera account Bangalore mai hai mujhe passbook hona Bangalore jane nai hota kaise milega
Sir mera account haryana ka hai name oriental bank of commerce ab Punjabi national bank ho gaya to mujhe new passbook Lena to rajsthan me hu to yahan par milega
Sir m gya tha par bank wale ne mana kr dia
Sir mera naya khata khul gya he pr print passbook abhi tak nhi mila kaise milega
Sir obc bank ke passbook ke liye kaise apply kre pnb se merge ke baad bank mai jate hai to vo khta hai ki phle ye passbook bhar kr lao pr vo bhar hi nhi rhi to sir please reply
हमे बहुत सारी पासबुक चाहिए cbi की कहाँ से मिलेंगी
Tq sir
Sar credit card ke liye Kaise apply Karen
Yr itna bakwas krega to koi nhi dekhega jada din tak
hamare ilake me SBI main branch hai aur all service best hai
Sir mera a/c BOI me hai or meine 5 ya 6 saal se bank se koi transaction nahi kiya hoon kyunki hm dusre District me padhai karte hai but online transaction bahut baar kar chuke hai agar bank se koi transaction karna chahunga to kya mujhe koi panality bharbi padegi please reply me sir
No
Bahut Zyada faltu baate karte ho !
Very helpful sir
IDBI pass book dena band kar diya..🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Sach mei
nice post
No
Super sir
What about barcode
Hello sir ji
Abe kam ki bat karo
Axis bank mai mera sir minus 35k chala gya hai non maintenance charge.... ky wo mujhe dena hoga ky.... Maine 4 saal se use nhi kiya........ koi notice v aa skta hai ky??? Sir
कुछ नोटिस नही आएगा। बेफिक्र रहो
@@EverydayBanking okay sir
@@harshwardhan1444 अगर आप अकाउंट को चालू करोगे या लेन देन करोगे तो पैनल्टी भरनी पड़ेगी नहीं तो कोई चार्ज नहीं देना पड़ेगा खाता बन्द हो जायेगा टेंशन खत्म
Mat do