Talha Anjum , Shareh & Jokhay - Due Diligence (Slowed + Reverb)

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 9 ก.พ. 2025
  • Talha Anjum , Shareh & Jokhay- Due Diligence (Slowed + Reverb)
    Lyrics Due Diligence
    [Verse 1: Shareh]
    Kat'ti raatein meri sochon ke teykhaano me
    Mujhme chupe raaz udaas, kaise chaanoge?
    Mein waqeye kaisa, miloge toh jaanoge
    Ho jaate sab alert jab awaaz jaati kaanon me
    Bhatka musafir, mujhe phir bhi jaati raah mil
    Good books me rakhte sab, tu bol Peer-e-Kamil
    Aankhon me halke aur hustle mujhme shaamil
    Mein thokar khaa ke seekha ke zamaana kaisa zaalim ye
    Khanabadosh lekin danvadol nahi
    Thaali ke baigan, tu zyada bol nahi, bas kar, shor nahi
    Tu khol nahi band kitaabein jin ka zor nahi
    Mein asliyat se seekha inme models ka koi role nahi
    Cole nahi, phir bhi deta sacrifices
    Mai larakhpan me ladh ke ladtе immature se, mindless yе
    Pehna ghadhi aajzi ke kam, timeless mai
    Deta pyaar jisne mera saath diya crisis me
    Ab jaise choice hi nahi hai, mujhe aana padhe hard
    Mai aaj jin ka fan mujhe wahi bole star
    Tu kam aqal hai tabhi samajh aati nahi hai
    Baat karein gang tera khade-khade kaam bhi tamaam ye
    I need 100 Bands you know I don't give a damn
    Mere saath mere badhe, mere saath mera clan
    Tere saath chale saanp, tera saath de rahe wehem
    Tere baad aane walon ki bhi nahi hogi khair
    I do what I want and you do what you can
    Bas yahi ham me farq toh jaa hawa aan de, man
    Workout nahi karta phr bhi tere ab kyun?
    STFU, matlab karega ab dab tu
    You might also like
    [Chorus: Shareh]
    Baje poore town mein, macha dete hain qeher
    And you're just a tourist toh tum yahan ghair
    When you dance with the devil toh phir rakhna khayaal
    Har chaal pe hai aankh, ye Karachi mera sheher
    Baje poore town mein, macha dete hain qeher
    And you're just a tourist toh tum yahan ghair
    When you dance with the devil toh phir rakhna khayaal
    Har chaal pe hai aankh, ye Karachi mera sheher
    [Verse 2: Talha Anjum]
    Grind kiya hard
    Wahi Talha hun mein, aath figures baad
    Jo yaar abhi saath, wahi bachpane se saath the
    Tu yaad kar, tu yaad kar, tu yaad kar
    Jab se hosh sambhaala hai, hustle jaari meri
    Safar me hun, abhi ruki nahi gari meri
    Forgive but don't forget where you came from
    Rep the same city that you got your game from
    Hazaaron mere clones
    Hazaaron king of New York par ek hi Nasir Jones
    Karachi King kon? (Kon?)
    You better bounce boy, Ping-Pong
    Smoking ounce boy, need a bigger Bong
    Baat samajh aaye toh wo teri aqal (You know)
    We don't stop and explain to any clueless sucker
    Ye meri aajzi hai ya akar hai shayad
    Ky mujhse beef kar ke launde saalo saal rehte ghayab
    Underground se under ground hi shaart ladke
    Ye bars chamaat, bar-to-bar khaak ladhte
    Dead and gone, dushman mere dead and gone
    Karachi mera, aur mein Karachi bred and born
    Meri nazar alag, faraq yahan angles ke
    I got paper dawg, issues sirf anger ke
    Mujhse milne ko galli me karte hang ladke
    Banger hi banger hain, tum thaali ke baingan thy
    Beats bang karun, bhari puri artillery
    Kalakaari baylagaam rokegi kya hathkari
    Fuck the law if the law is tryna fuck with me
    Sab ki mujhse phati jaise mein Pac aur saare Diddy
    Teri laash uthaayenge jaise Edhi
    Sab hote mujhse connect, mein jaise koi MIDI
    Kam dost, I got plenty hoes
    Khanabadosh, always on the road, alag mere flows
    [Chorus: Shareh]
    Baje poore town mein, macha dete hain qeher
    And you're just a tourist toh tum yahan ghair
    When you dance with the devil toh phir rakhna khayaal
    Har chaal pe hai aankh, ye Karachi mera sheher
    Baje poore town me, macha dete hain qeher
    And you're just a tourist toh tum yahan ghair
    When you dance with the devil toh phir rakhna khayaal
    Har chaal pe hai aankh, ye Karachi mera sheher
    All content on this channel, including videos, clips, and images, is used for informational, educational, or entertainment purposes. We respect the rights of all copyright owners, and all copyrights belong to their respective owners.
    If you are a copyright owner and believe your work has been used in a way that violates your rights, please contact us directly at ahmaddcruzz@gmail.com for removal. We will address your concerns promptly.
    Thank you for visiting, and enjoy the content!"
    #talhaanjum #slowedandreverb #jokhay #slowed #reverbedmusic

ความคิดเห็น •