Hi Namashkar sirG maine aapka vedio pura dekha, aapki jankaari acchi lagi. Muze Mushroom shed tayar karna hai.... 2-3 saal tak chalna chahiye.. Jisme pani ka upyog jaada hoga... Kharcha kam se kam ho.... Muze konsa sheet upyog karna chahiye...
Phle to dhanyawad aapka ...aap cement sheet me jaiye aur cement sheet ko white colour me paint krwa dijiyega aapko cement sheet ko thanda rakhne me help krega kyunki usko Kam temperature me ugaya jata h aur ak suggestion aur cement sheet ke niche ak layer heat insulator ki jarur lgwaiyega vo ab ghas ki ak layer ho ya thermocol ki
Kisi bhi company ki lijiye bas dhyan rakhiye ki aluminium zinc ki coating ho 50 % se upar aur weight agar .40 ho to 1kg/feet se upar ho .50 ho to 1.35 kg/feet se upar
Sir ji AAJ Kal tho babdar har jagah pe hai , mai gaav me saste me ghar banane ki soch raha hu, lekin bandar bahuth hai , fir kya kare., kya ye telangane me bhi use ho raha hai?.
Cement wala albester sheet sabse achcha hai jo aap bol rahe hain Sidhi room mein abhi ISI ko laga hai garmi mein bahut Rahat milta hai
Thank you
Very good 👍
Thank you! Cheers!
Great 👍
Sabse acchi bat h sir aap sb k sawal k anser dete h😊😊😊❤
Dhanyawad 🙂
Best video 😊
Thanks 😊
Very good information
Nice information
So nice of you
Stone coated sheets eska baare mai kya khayal hai ??? Yek video bana denge tho achcha tha .
Ok 😊
Very good commentary
Glad you think so!
छत पर OTS के लिए glass sheet लगा सकते है क्या ?
Pls suggest me some options
Bilkul lga skte h ...wait tomorrow or day after tomorrow I will make video on it 🙂
@@smartCustomer001 ok
Sir mera cement sheet crack kar gaya hai jab bolting hua to dekhe kya wah return ho jayega
Nhi huk ka hole krne pr company wapas nhi leti h ....but ak ya do chaddar h to dukan Wale se baat kijiye vo kr dega but jyada h to nhi lenge vo
Superb
Thanks 🤗
Roofing k liy knsa best rhega barish m current na pkde jo
Cement sheet
Sir goat farm ke liye cement sheet badiya rhegi ya thermal insulated profile sheet jiske neche layer lagi hoti hai
@@SandeepKumar-ss7yv thermal insulated profile sheet
Got farme ke liye mai bhi dekh rha tha video kya reat padegi ye18×100 fit ki jagah me lagana h @@smartCustomer001
Very good information Sir 👍🙏
So nice of you
Hi
Namashkar sirG maine aapka vedio pura dekha, aapki jankaari acchi lagi.
Muze Mushroom shed tayar karna hai....
2-3 saal tak chalna chahiye..
Jisme pani ka upyog jaada hoga...
Kharcha kam se kam ho....
Muze konsa sheet upyog karna chahiye...
Phle to dhanyawad aapka ...aap cement sheet me jaiye aur cement sheet ko white colour me paint krwa dijiyega aapko cement sheet ko thanda rakhne me help krega kyunki usko Kam temperature me ugaya jata h aur ak suggestion aur cement sheet ke niche ak layer heat insulator ki jarur lgwaiyega vo ab ghas ki ak layer ho ya thermocol ki
Good information and what is best opportunity for house use? For new home on top used????
Go with profile sheet 😊
Profile sheet konshi conshi campani kharide
Kisi bhi company ki lijiye bas dhyan rakhiye ki aluminium zinc ki coating ho 50 % se upar aur weight agar .40 ho to 1kg/feet se upar ho .50 ho to
1.35 kg/feet se upar
Very nice
Sir ji AAJ Kal tho babdar har jagah pe hai , mai gaav me saste me ghar banane ki soch raha hu, lekin bandar bahuth hai , fir kya kare., kya ye telangane me bhi use ho raha hai?.
Ji har jagah use ho rha ...jha bhi bandar h vha .40 mm se halka profile sheet ya gc sheet mat lijiyega 1kg/feet weight hona chahiye
Nice
Thank you
सिमेंट शिट मे स्क्रू मारना पडता है क्या बताओ भाई plz
Nhi j hook lgta h
J hook search kijiye Google pr dikh jayega cement sheet ko drill krke lgaya jata h
Sir mene ghor me lagana chahata oh konsa lagay .40mm.35mm plz reply
Agar aapke yaha monkey ho to fir .40 se kam nhi..... nhi to .35 kafi h
@@smartCustomer001 ok
@@smartCustomer001 abi kitna rs cholraha he 40mm
@@nipengaming6737 depend krta h aap kis quality ka Lena chahte h
Good
Thanks
सीमेन्ट शेड गर्मी मे तपती बहुत है इस घर गर्म रहता है इसके बचाव के लिए क्या करे
Kal insab pr ak video aayega 😊
@@smartCustomer001 वीडियो पोस्ट कर दिया क्या
@@renubhendwal5220 sorry thoda time Kam mil rha aajkl kaam jyada h kl pakka video aayega 🙂
बढीया🎉
Dhyawad 🙂
Dukan ke liye kya west hoga
Profile sheet dekhne me premium look aata h
घर के लिए कौन सी ठीक रहेगी एक कमरा छत पर बनाना है
Cement sheet agar rahna h aapko to
❤❤❤❤
Kitno ki GC sheet Wale Ghar ek Dream house hota hai😢
Baat sahi h aapki kuchh bhi kharab nhi hota h budget ke hisab se sab badhiya h 😊
Profile sheet aapne bole lekin bahuth patla lagta hai dekhne me
Thanku Sir
Cement sheet price?
10 feet = 580
सीमेंट सीट का रेट क्या है
Aaj saam ko video aa jayega ispar
470
❤
आपका शॉप कहा पर है
Mai gorakhpur up se hu
@@smartCustomer001 ok
लेकिन यह सही से नहीं बताया कि कौन सी सीट घर बनाने के लिए सही है
@@shantijoshi5648 vo aapke requirement ke upar h aap message kr skte h aapna requirement mai aapko bta dunga......mera no. Channel ke description me h
Profile kabhi mat lena bahut aawaaz karta baarish aane par
Thermocoal lgwaiye aawaj nhi aayega
200 rupay cement sheet
200 meter abhi to price Kam ho gya h 170-190 maximum company
Om
Om
🙏
🙏
Kitno ki GC sheet Wale Ghar ek Dream house hota hai😢