ध्यान सुखी व्यक्ति के लिए

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 29

  • @Charvi112
    @Charvi112 วันที่ผ่านมา

    Guruji Charan sparsh 🙏
    Apne to jeevan ka drishtikon hi badal kar rakh diya mera ❤❤

  • @naveenm9269
    @naveenm9269 วันที่ผ่านมา

    ❤❤❤

  • @anonymous-65-65
    @anonymous-65-65 วันที่ผ่านมา

    धन्यवाद गुरुजी 🙏🏻🙏🏻

  • @vijaymishra-we6hg
    @vijaymishra-we6hg วันที่ผ่านมา

    सादर चरण स्पर्श

  • @Vipul1275
    @Vipul1275 วันที่ผ่านมา

    Excellent video sir.

  • @sureshrank8930
    @sureshrank8930 วันที่ผ่านมา

    🙏

  • @Satya_mev_jyte
    @Satya_mev_jyte วันที่ผ่านมา

    Dukh mei sumiran kare sab sukh mai kare na koi, jo sukh mai sumiran kare dukh kaheko hoye☝️

  • @tanujabisht1131
    @tanujabisht1131 วันที่ผ่านมา

    Sir ji aap uttrakhand me kha se ho(kha rahte ho)

  • @DigvijayChandrakar06
    @DigvijayChandrakar06 วันที่ผ่านมา +3

    Anand Ji toda psychedelics narcotics dhatura ganga our lsd me bolyie

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  วันที่ผ่านมา +1

      is per ek video hai........koi bhi nasha long run mein destructive hone lagta hai......

    • @DigvijayChandrakar06
      @DigvijayChandrakar06 วันที่ผ่านมา

      @AnandDwivedi369 apne sarab ki baat ki mai samajngaya ki kese vo diyan ko bakta hai lekin ye sab cigz ki baat vinke experiences our shiv ke sath Jude hone ka karn ye sab me mere ko lagta hai

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  วันที่ผ่านมา

      Shivji ke VIGYAN BHAIRAV TANTRA ke kisi bhi dhyan sutra mein NASHA ka koi jikr nahin hai.....

  • @RunatBhanshi-k9e
    @RunatBhanshi-k9e วันที่ผ่านมา

    Sit
    Kya
    Concentration or dhyan ek hi hai ?

    • @sheldonmomentss
      @sheldonmomentss วันที่ผ่านมา +1

      nope, concentration mei ham sirf ek chez per focus krte hai baki sab bhul kar jabki dyan or awareness mei hum sab chiz ko dekhte hai ex breath , thoughts or any sound or sensation etc

    • @RunatBhanshi-k9e
      @RunatBhanshi-k9e วันที่ผ่านมา

      @@sheldonmomentss ha barabar. observe karne k liye bhi concentration ki jaroorat hoti hai to kese alag ho sakta hai🤔 fir

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  วันที่ผ่านมา

      concentration=kisi object per dhyan ( jaise third eye wale spot per )........
      dhyan= just awareness ( choiceless.....awareness of whatever is appearing in the range of your experience ).....
      vaise koi khas ferk nahin hai...

    • @RunatBhanshi-k9e
      @RunatBhanshi-k9e วันที่ผ่านมา

      @AnandDwivedi369 Ha, sir
      Thanks sir,batane k liye🙂

    • @RunatBhanshi-k9e
      @RunatBhanshi-k9e 20 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      @@sheldonmomentss thanks batane k liye🙂

  • @AjitSanyasi111
    @AjitSanyasi111 วันที่ผ่านมา

    Guru ji buddha kya kahate hai sarir dard jo dhan k waqt par hota hai gurujii ma dhayn karte hu dhyan ka waqt sitting meditation me 30 40 minutes k baat sarir ma dard hota hai augar posture change karu thod transe sate se bahar a jata hu m dard ko vi swikar bhau se dekne ki kosis kar ta hu lekin 1 hrs se zyada nahi kar pa raha hu ma kese ak hi posture ma ghanto ghanto tak meditation kar sakta hu

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  วันที่ผ่านมา +1

      dheere dheere upne aap duration badheiga

  • @RohitKumarJha-jr6qz
    @RohitKumarJha-jr6qz วันที่ผ่านมา

    मेरा कुछ दिन पहले सर दर्द हो रहा था मैं सर दर्द पर ध्यान लगाने की कोशिश कर रहा था नहीं हुआ

    • @shoeb6460
      @shoeb6460 วันที่ผ่านมา

      Stress me mai lagata hu dhyan to lagta hai , or jub bahut khush hota hu to apne aap dhyan me chala jata hu

  • @invi12234
    @invi12234 วันที่ผ่านมา

    Guruji mujhe jada bolne pr control krna hai..aisa nahi hai ki mai kisi ko galat bol deta hu yaa kisi ko kast pahuchata hu…mera thoda behaviour straight forward aur funny ho gya hai…mera koi bhi baat thoda mjak ke tarah nikal jata hai yaa frr mai kisi ko jarurat se jada kuch gyan bta deta hu jisko wo value nahi krta…guru ji mujhe mera apna swabhav chup aur gambhir banana hai ye kaise possible hoga pls bataiye🙏🙏🙏 aur guru ji jaab chup rhne ki kosish krne lgta hu to log ko lgta hai ki mai kisi se naraz hu ya unhe avoid kr rha hu…lekin mujhe raat mai feel hota ki mai anawashyav bohot baate bol jata hu…mai apna swabhav hasmukh ke sath shant aur ghambhir kaise banau🙏

    • @JayprakashYadav-o3e
      @JayprakashYadav-o3e วันที่ผ่านมา

      Kya aap jante hai sangit madhur kab sunai deta hai

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  วันที่ผ่านมา

      creativity or meditation se madad milegi...
      koi instrument seekh lo--jaise harmonium...
      roj dhyan ka abhyas kero..

    • @invi12234
      @invi12234 วันที่ผ่านมา

      @ guru ji guitar mai jara interest hai to guitar sikh skta hu

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  วันที่ผ่านมา

      jee

  • @manojrayamajhi369
    @manojrayamajhi369 15 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    🙏