Again first comment please ye batayein aur video banayein ki bank reconciliation statement kya hota hain practically kaise banayein jaata hain..kya kya karna hota hainn...bRS ke liyein ...please en video banayeinn
Sir mein ek govt contractor hun. Mujhe alg alg work site ka hisab alg rakhna hai. Jaise kis site pe kitna exp hua hai Kya purchase kiya hai,kitna sale hua kitna freight lga labour ka hisab etc. Matlb ki alg site ki alg balance sheet ek hi company mein kase rakh skte hai.cost centre ka use krke iski entry hoti hai Sir meri request hai ki aap iss pr ek pura video example k saath bnaye Apka bhut bhut dhyawad Apke sare video bhut hi practical hote hai.
Sir ji. namaste. Main aapka video aksar dekhta hu n aapka video mere liye bohot faidemand hota hai. Par mujhe ek big confusion hai ki Journal Voucher mein exactly kaun kaunsi entry aati hai yeh samajhna mujhe bohot muskil hoti hai. Kindly aap ish topic par ek video banaiyega. thnx
Sir, kya hum tally prime me cost center wise outstanding nikal sakte h ? Agar nikal skte h to kya procedure hoga...salesman h uska kitni party hai or kitna outstanding hai dekhna hai ... please guide
@@Muhammad-Janeshar sabko problem batate-batate thak Gaya hu aur meri problem sunte hi sabko shanp sungh ja Raha hai, kisi ke mukh se aawaj hi nahi nikal Raha hai, Let's go my problem -- Accountant aur J.E Naam ka cost category create kar liye, Accountant cost category ke ander cost centre Amit naam ka bana liye aur J.E Cost category ke ander bhi Kisi ek J.E ka naam Amit hai, toh ek hi naam Do bar accept nahi ho Raha hai, Cost centre create karne par Name already exists show kar Raha hai
very nice way of teaching..... i like and appreciate ....i understand it very well.
thank you very much sir
Thanks and welcome
Bs aise ap humra sab help krta rhna
Thanx a lot for amazing thing,,i m stcking for this thing last hour❤❤
Bht badia ❤️
sir ji, opening balance kaise add karte hai, please ek video banaye
❤ thanku so much sir maza aya gya
Bhut bdia sir ji
Again first comment please ye batayein aur video banayein ki bank reconciliation statement kya hota hain practically kaise banayein jaata hain..kya kya karna hota hainn...bRS ke liyein ...please en video banayeinn
Ok Sir apka video ready ho rha hai
Coming soon
Jaldi banayein aur video lambi banayein.....aur lengthy honi chaaiyein...please request
@@SMARTAccountingRSNR aur brs video pura practical Hona chaaiyein
Baaki mujhe full belief hain aap hope se bhi better kaam karoge
Sir mein ek govt contractor hun.
Mujhe alg alg work site ka hisab alg rakhna hai.
Jaise kis site pe kitna exp hua hai
Kya purchase kiya hai,kitna sale hua kitna freight lga labour ka hisab etc.
Matlb ki alg site ki alg balance sheet ek hi company mein kase rakh skte hai.cost centre ka use krke iski entry hoti hai
Sir meri request hai ki aap iss pr ek pura video example k saath bnaye
Apka bhut bhut dhyawad
Apke sare video bhut hi practical hote hai.
Ji bilkul
Video bahut hi jaldi bnauga
@@SMARTAccountingRSNR Thank you sir video ka interzar rahega
Sir , video dijiye with cost centre class
Nice video thanks sir
Nice 👍
Thanks dear
Very nice video sir
Thanks Ji
Please share this video and Support 🙏🙏👍👍
Sir ji. namaste. Main aapka video aksar dekhta hu n aapka video mere liye bohot faidemand hota hai. Par mujhe ek big confusion hai ki Journal Voucher mein exactly kaun kaunsi entry aati hai yeh samajhna mujhe bohot muskil hoti hai. Kindly aap ish topic par ek video banaiyega. thnx
Journal voucher ki kafi video upload h is channel par tally prime Playlist open kro
Sir, ...total SKUs cast kaise calculate karenge. Please es par ek complete video banaeye.
It is very good.
Non revenue entry kese karege gernal entry kese karege please make a new video thank you sir
Sir ji muje item cost centre sb aate h pr accounting m isko kase kare ye ni smjh aata h to ek video accounting m bnao mtlb Dr and Cr Main
Thans alot sir sir pdf bhi provide kare
please sir contractor ka cost center vedio banao plzz
Repair Service provided to Mr Amit of Rs 200 and commission fixed Rs 500 given to the Broker. Please pass the journal entry.
Sir tally payroll ka upar bi video bana do
Sir , pre define cost centre class ka video up load kore
Please
sir f11 se cost center yes kar diya but exp. ledger bnate smey cost center nhi aa rha
Sir, kya hum tally prime me cost center wise outstanding nikal sakte h ? Agar nikal skte h to kya procedure hoga...salesman h uska kitni party hai or kitna outstanding hai dekhna hai ... please guide
Kya ap accountant ho ??
Sir ..agar target set Krna h to kun sa voucher lun ..
Hello sir
Tour and travelling expanses me cost option show nehi HORAHAHE
Cost center active kro
@@SMARTAccountingRSNR active kiya f11 option me firbi show nehi kar rahahe sir
Koi hai jo mere Sawa ka jawab de
Bolo