On hone ke bad output voltage de raha hai ki nahin ya turant on off ho jata hai aur output Nahin deta hai jyadatar is problem mein micro IC ka dikkat rahata hai ya driver ic bhi problem kar jata hai tab bhi Aisa problem ho jata hai
@@akpowerinverter6880 kon sa npn transistor aur yeh kahan par laga hota hai Mere pass bahut set pv reverse condition Mai aate hai leken fault clear nahi ho Pata hai mere pass iska micro nahi hai warna woh chng krke chk krta
🅰️🅱️🕉️🕉️GOOD TEACHING FOR YOUR CHANNEL🚦THANK YOU SO MUCH VERY VERY GOOD 👌👍👌👍💃💃💃😁😀😂😝😝
Thanks and welcome
Good morning 🌄 bhaiya
Nice video h ❤
So nice
Hallow sir can you tell me how todo mains charging dissable. Aap circuit bata sakate hai please.
Sabse pahle aap relay and transistor check kar lijiye output capacitor check kar len
IS INVERTER PE SOLAR PANEL KITNE WAT TAK LAGA SAKTE H
500 waat laga sakte hai
Relay ke pas diode hai vo konse no ke hai
Diode per number likha hoga number confirm kar lijiye filhal mere pass yah set Nahin Hai number dekh kar bataiye to main Bata Dunga
Good 👍
Transfer konsa he copper ya aluminium
Iska Transformer almuniyam ka hai
Bhai esme kitne volt ka panel support krta hai
12v ka painal
@@akpowerinverter6880 but bhaiya Maine 100 watt ka 12v panel lgaya hai solar wala option on hi nhi ho rha hai
100w painal on hona chahie connection perfect hi inverter system mein To koi dikkat Nahin Hai ya 200w laga kar dekh Lo
@@akpowerinverter6880 ok sir thanks
Transfer konsa he copper ya aluminium
Bhai mere same inverter hai jisme ac input dene ke baad thoda der 2 min change hone ke baad off on off on ho rha h kya problem ho skta hai please help
On hone ke bad output voltage de raha hai ki nahin ya turant on off ho jata hai aur output Nahin deta hai jyadatar is problem mein micro IC ka dikkat rahata hai ya driver ic bhi problem kar jata hai tab bhi Aisa problem ho jata hai
Output de rha hai but 2 se 3 min ke andar off on yese ho rha hai
PCB circuit ko wash karke dhup mein hit kar le aur feedback check kar le
Ok 👌 karke dekhta hu
Ok
Best video ❤❤❤
Is inverter Mai pv reverse krke ek fault aata hai uska kya solution hai
NPN transistor
@@akpowerinverter6880 kon sa npn transistor aur yeh kahan par laga hota hai
Mere pass bahut set pv reverse condition Mai aate hai leken fault clear nahi ho Pata hai mere pass iska micro nahi hai warna woh chng krke chk krta
Relay Koyal per lagta
Is inverter se bahut jyada bill aa rha hai kaise solve kre
Setting problem hai
Hybrid mode off karke rakhiya
Hamare inverter ka cooling fan Har Samay chal raha hai kya karna chahie
Fan lagatar chal raha hai to NTC check kar lijiye and fan per Jo transister Laga rahata Hai usko check kar lijiye short hai ya kharab hai
Iska price kitna hai
Component number kis component ka price
Sir light se charge nhi ho raha hai
Automation kam kar raha hai ki nahin
Transistor number
Transistor number hai NPN koi bhi Laga sakte hain
Sir battery reverse charge dikha raha hai
Main lede per reverse voltage ja raha hai to is problem mein relay ya relay ka transistor kharab rahata hai
Charging 80ah ja rhi h to kya kr
24 volt Exide Solar
Sine weve hai ya square wave
Kis company ka inverter Hai Kaun sa model hai