Assalamu alaikum Eeba appi mujhe yeh novel pasand aayi but mujhe yeh samajh nahi aata hamare muashre me yeh bat kyu nahi samjhte ki aulad dena Allah ke bas main hai toh ladki ko kyu saja milti hai wo mard we maa baap dusri shaadi tab kyu nahi kahte tab mard baap na ban sake tab toh nahi kahte ki dusre bete se ya phir kisi aur se dusri shaadi ko agar uski jagha unki beti ho tab bhi kahenge damad se ki beta dusri shaadi kar lo hamari beti maa nahi ban sakti kyu koi ladki ki takleef nhi samajhta kisi ladki ke leye dusri aurat ko apne sohar ke sath dekhna takleef deta hai bas Allah pak kisi ko bhi is takleef se nahi guzaare plZ kahe ameen
This is such a beautiful novel and it’s all because of Neha’s character 🥺❤️ Her character deserves the true love from readers 💕 Amooman eysa hota k heroin ko masoom sada behaad khoobsorat dekhaya jaata hai wo shehar se nhi gaoon se hoti hai or yeh sab oska khasa hota hai or shehar mein rehne wali aam shakal ki larki chahe zyada prhi likhi ho phir bhi sazishi makaar hoti hai or oska kirdaar humesha manfi hota hai or heroin k kirdaar ko justify karne k liye yeh sab kaafi hota hai …… likn yahn is kahani mein sab oske bar aks hai … I literally don’t have words to praise the writer itni khoobsoorati se aurat k kirdaar ka naksha khincha hai … ek ko acha dekhane k liye dusri ko nhi giraya ❤ waqai writer deserves to be highly appreciated 🫶🏻 Neha ki ala zarfi uska kirdaar ek namoona hai har us insaan k liye jo apne maqsaad ko hasil karne k liye sahi ghalat ka farq bhol jaey …. Chahe Neha masoom na ho chahe wo baki heroines ki tarah us mayaar pe na utarti ho but still uske kirdaar ki khoobsoorati har cheez per bhari ❤ uski ala soch … uski apne shohar se mohabbat .. uska orat ki izzat karna .. dosri orat ko neecha na dekhana .. har zahiri khoobsoorati per bhaari hai 💕 uska har dialogue parhte hoey rona aa rha 😅 mard khabhi yeh tawazoon barqarar na rakh sake agar orat uska saath na dey ose na samjhe in mamlaaat mein mard waqai bebaas hota hai …. Neha ek idealised character nhi hai per ek eysa character hai jo reality per based jis tarhan usne apne jazbaat ka izhar kiya k wo insaan hai farishta nhi or yehi to ek insaan ki azmaish hai agar Neha jeysi ala zarfi sirf farishtoon ka khasa hoti to Allah insaan ko kabhi eysi azmaishoon mein na dalta unka imtihaan na leta ✨ humari society mein har dosre insaan ko let down karna hi sikhaya jaata hai haq cheenna (chahe jaiza ho ya na jaiz) Neha ne jis pe sabr kia tha wo koi aam baat nhi bhale hi uske pass maa baap bhai ke rishte they magar wo shohar or aulaad ka nemobadal nhi ho sakte yeh aziyat sahna bhot takleeef de hai ….. honestly I don’t have words to describe how much this character has made me fall in love with her ❤️🥺 All praise to the writer once again for writing such a beautiful brave character.. love to NEHA ❤ (comment bara hogya verna I have a lot say about her💕)
Boht boht acha novel ha pr yr sach main asa hota ha larki ki feeling ki ko qadar nahi karta jab tak ap khud k liay stand na lo baki boht acha likha ha novel ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Acha novel ha... amazing story

Amazing novel 📚
Good Story ❤

Mast novel hai
For women sharing husband is major pain but women sacrifise
Best and differnt story ❤❤❤
Boht boht acha novel ha pr yr sach main asa hota ha larki ki feeling ki ko qadar nahi karta jab tak ap khud k liay stand na lo baki boht acha likha ha novel ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Amazing and different story
Zabardast novel❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
BOoohatttt e achaa novel tha❤❤❤❤❤
Very nice novel
Bhetreen novel..... mard buht acha hai dono ko khush rakha dono ko ek sa pyar diya ❤❤❤❤❤
1st 😊
Oosam novel ❤
Masha Allah ur voice so gd to much cute reading I like u dear Masha Allah ❤❤❤
Bohut acha tha novel ❤
👌👌👌💕💕
Mashallah aapki awaaz bahut acchi hai Sara aap bahut achcha karti ho aapka andaaz bhi mujhe bahut achcha lagta hai❤
Plz bold heroin wali novel read kre hr novel apki drne wali or roti rhti h hr waqt AJ Kal aesi lrkiya kha Hoti h
As slamu alaikum Kase hn ap . zabardasth novel .
Walaikum assalam pyari pyari eeba ❤❤❤❤❤❤
Zaib From Attock get well soon eeba aap ki to tabiat hi theak nhi ho Rahi APNA khayal rakhein na
AP Sara novel khod parha karen
apni college say a kay apki commentry sun kar thakeen dur ho jati aur mood fresh ho jata
Good novel but sad 😢
Api what happened u ? Allah bless u 🤲
2nd writer ki bhi voice r andaz Acha hai❤❤
Nice ❤
Best and nice good different story👌🥵📖
Kharoos umer ki masoom Nisha read kr dain please 🙏🙏
@@Aroojfatima-p1w ok
Wow aapki awaz
Second 😂
Abhi tak theek nhi huai hai aap
Hyy
Hiiii❤
Ebba
Nehaaa🥺 yrrr
Ladakh ko hiba ko kya hua aaj jyada pakode kha liye kya