21st Ramadan 1444 Makkah Taraweeh Sheikh Juhany

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 เม.ย. 2023
  • Haramain Website:
    ► www.haramain.info ◄
    Haramain Facebook:
    ► / haramain.info ◄
    Haramain Twitter:
    ► / haramaininfo ◄
    Haramain Instagram:
    ► / haramain_info ◄
    Haramain Snapchat:
    ► haramaininfo ◄
    #Madinah #Hajj #Makkah #Madeenah #Madinah #Sudais #Haramain
    #Maahir #Budair #Maher #Shuraim #Hudhaify #Juhany #Ghazzawi
    #Baleelah #Hameed #Muhanna #Buayjaan #Fajr #Dhuhr #Asr #Maghrib #Isha

ความคิดเห็น • 45

  • @abeerahmed6336
    @abeerahmed6336 6 วันที่ผ่านมา

    ماشاء الله تبارك الله لاقوة إلا باالله
    اللهم نورنا القران الكريم وسنة نبيك محمد صل الله عليه وسلم اللهم ووفق ملكنا سلمان بن عبدالعزيز وولي عهده الأمين محمد ونائبه خالد وائمتنا وشبابنا وشباتنا والمسلمين يارب العالمين لما تحبه وترضاه
    اللهم انصر اخواننا في المسجد الأقصى اللهم انصر المسلمين في السودان وباكستان وادلب وتركستان وتونس والمسلمين يارب العالمين

  • @guled6144
    @guled6144 ปีที่แล้ว +27

    Beautiful recitation sheikh Juhany Surah Al-Kahf 83-110 and Surah Maryam 1-76

  • @abeerahmed6336
    @abeerahmed6336 6 วันที่ผ่านมา

    قال الله سبحانه وتعالى
    بسم الله الرحمن الرحيم{والذاكرين الله كثيرا}
    جعل الله سبحانه وتعالى الذكر غذاء الروح وشفاء وصفاء للأذهان فجعل الله سبحانّه وتعالى الجنة جزاء المتقين ولقائه ورؤية نوروجهه الكريم الذي ملاءا أركان عرشه

  • @abeerahmed6336
    @abeerahmed6336 6 วันที่ผ่านมา

    قال الله سبحانه وتعالى
    بسم الله الرحمن الرحيم{ويطعمون الطعام على حبه مسكينا ويتيما وأسيرا}
    من أسمى الطاعات والعبادات التي تتّجلى في صدقها وإخلاصهآ لله سبحانه وتعالى والتي تتجلى في معانيها هي التي تنفق في السّر والعلن فجزاء الله وتعالى فيها كما قال سبحانه وتعالى بسّم الله الرحمن الرحيم{وجزاهم بماصبرواجنةوحريرا}
    فجعل الله سبحانّه وتعالى الجنة جزاء المتقين ولقائه ورؤية نوروجهه الكريم الذي ملاءا أركان عرشه

  • @UmeeMAhmad-fp7mj
    @UmeeMAhmad-fp7mj 9 หลายเดือนก่อน +1

    Subhan Allah Masha Allah barakallah jazakallah Khair ya Allah mujh par apny dar sy raham farma mujhy in k sath dono jahan may mila dy aameen summa aameen ya rabbulaameen.

  • @rayhanahamedpetsvlogs544
    @rayhanahamedpetsvlogs544 ปีที่แล้ว +6

    Beautiful recitation,,, like a honey birds

  • @user-qf8ks6zg6g
    @user-qf8ks6zg6g ปีที่แล้ว +4

    سبحان الله. ما اجمل قراءة

  • @abeerahmed6336
    @abeerahmed6336 6 วันที่ผ่านมา

    قال الله سبحانه وتعالى
    بسم الله الرحمن الرحيم{ياأيها المزمل}{قم الليل إلا قليلا}{نصفه أوانقص منه قليلا}{أوزد عليه ورتل القران ترتيلا}{إنا سنلقي عليك قولا ثقيلا}{إن ناشئة الليل هي أشد وطئا وأقوم قيلا}
    جعل الله سبحانه وتعالى الليل وانائه اوقات ثمينه يستغلها العبد لله سبحانه وتعالى والتي تتجلى في عظمتها لإبتغاء وجهه الكريم سبحانه وتعالى فجعل الله سبحانّه وتعالى منّه الأجور فيها لقوله سبحانّه وتعالى هل من داعي أستجيب له هل من سائل أعطيه هل من مستغفر أغفر له فعظيّم نعمّه سبحانه وتعالى لعباده الصالحين والعظيم منه سبحانه وتعالى أن جعل الجزآء الأكبر لعباده لقوله سبحانه بسّم الله الرحمن الرحيم{فبشر عباد}فيها كما قال سبحانه وتعالى
    بسّم الله الرحمن الرحيم{وجزاهم بماصبرواجنةوحريرا}
    فجعل الله سبحانّه وتعالى الجنة جزاء المتقين ولقائه ورؤية نوروجهه الكريم الذي ملاءا أركان عرشه

  • @rayhanahamedpetsvlogs544
    @rayhanahamedpetsvlogs544 ปีที่แล้ว +3

    Sheikh Juhany ❤

  • @asimshahzad7678
    @asimshahzad7678 ปีที่แล้ว +4

    Heart touching recite

  • @muhammadtariqdurrani3389
    @muhammadtariqdurrani3389 ปีที่แล้ว +3

    ❤ Allah mark me in this salah.beautiful sheikh.

  • @allahalways1
    @allahalways1 ปีที่แล้ว +1

    ma sha ALLAH 🤲🏼 sheikh #Juhany you recited surah Maryam so perfectly and beautiful 😍😍😍💚💚💚🌹🌹🌹👍👍👍👍👍
    ayat 23 😭😭😭😭 when ALLAH tests me i say this ayat as our dear Maryam mother 😢😢😢

  • @alershadmedia1393
    @alershadmedia1393 2 หลายเดือนก่อน

    ماشاءالله بارك الله

  • @AhmadDaffaAthaHidayat-lf9tq
    @AhmadDaffaAthaHidayat-lf9tq 10 หลายเดือนก่อน

    Semoga Allah melahirkan sosok dari negeri Indonesia yang kelak mampu menjadi imam Masjidil Haram seperti Syekh Nawawi Al Bantani dan Syekh Khatib Al Minangkabawi

  • @user-cc8qt8pt7y
    @user-cc8qt8pt7y 2 หลายเดือนก่อน

    Masha'Allah ❤

  • @amiruswana
    @amiruswana 2 หลายเดือนก่อน

    Ya Alloh 11 bulan yang lalu hamba ditempat ini kangen sekali rasanya ❤

  • @user-tk4nv1qh7h
    @user-tk4nv1qh7h 3 หลายเดือนก่อน

    فتح الله عليك فتوح العارفين يا رب

  • @ummeemahmad521
    @ummeemahmad521 ปีที่แล้ว

    Subhan Allah masha Allah Barakallah jazakallah khair ya Allah mujh par apny dar sy raham farma mujhy in k sath dono Jahan may mila dy aameen summa aameen.

  • @hameedkhan-go4ur
    @hameedkhan-go4ur ปีที่แล้ว

    MASHALLAH subhanallah🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲

  • @abeerahmed6336
    @abeerahmed6336 6 วันที่ผ่านมา

    قال الله سبحانه وتعالى
    بسم الله الرحمن الرحيم{ولقد يسرناالقران للذكر فهل من مدكر}
    كتاب الله سبحانه وتعالى شفاء وهدى ونور للعالمين جعله الله سبحانه وتعالى ليستنيروا طريق الإيمان الذي يسوقهم إلى طريق الصلاح والفلاح لقوله سبحانه وتعالى بسم الله الرحمن الرحيم{شفاء لما في الصدور وهدى ورحمة}
    فجعل الله سبحانّه وتعالى منّه الشفاء التّام لماتعانيه من مكدرات وضيق والنفس وماتعانيه من أمراض عظوية ودونها وأثبتت قدرته سبحانه وتعالى هذا الشفاء التام منّه في ظّل كلامه سبحانه وتعالى في كتابه الكريم في جزاء العباد بسّم الله الرحمن الرحيم{من عمل صالحامن ذكرأوأنثى وهومؤمن فلنحيينه حياةطيبةولنجزينهم أجرهم بأحسن ماكانوايعملون}
    فجعل الله سبحانّه وتعالى الجنة جزاء المتقين ولقائه ورؤية نوروجهه الكريم الذي ملاءا أركان عرشه

  • @MuhammadKurniawan101
    @MuhammadKurniawan101 ปีที่แล้ว

    ما شاء الله ,سبحان الله، لا حول ولا قوة الا بالله و الله أكبر
    ┏━━━━ ﷽ ━━━━┓🕋
    💚┗━━━━ ﷽ ━━━━┛
    🥀اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلٰـی مُحَمَّدٍ وَّ عَلٰیٓ اٰل ِمُحَمَّدٍ کَمَا صَلَّیْتَـــ عَلٰی اِبْرَاھِیْمَ وَعَلٰیٓ اٰلِ اِبْرَاھِیْمَ اِنَّکَـــ حَمِیْدٌ مَّجِید ۔ اَللّٰھُمَّ بَارِکْـــ عَلٰی مُحَمَّدٍ وَّ عَلٰیٓ اٰل ِمُحَمَّدٍ کَمَـــا بَارَکْتَـــ عَلٰی اِبْرَاھِیْمَ وَعَلٰیٓ اٰلِ اِبْرَاھِیْمَ اِنَّکَــــ حَمِیْد مَّجِید🥀
    للَّهُمَّ أَلِّفْ بَيْنَ قُلُوبِنَا، وَأَصْلِحْ ذَاتَ بَيْنِنَا، وَاهْدِنَا سُبُلَ السَّلَامِ، وَنَجِّنَا مِنَ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّور,
    وَجَنِّبْنَا الْفَوَاحِشَ مَا ظَهَرَ مِنْهَا وَمَا بَطَنَ، وَبَارِكْ لَنَا فِي أَسْمَاعِنَا وَأَبْصَارِنَا وَقُلُوبِنَا وَأَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا،
    وَتُبْ عَلَيْنَا، إِنَّكَ أَنْتَ التَّوَّابُ الرَّحِيمُ، وَاجْعَلْنَا شَاكِرِينَ لِنِعْمَتِكَ، مُثْنِينَ بِهَا، قَابِلِيهَا وَأَتِمَّهَا عَلَيْنَا
    اللهم انصر المجاهدين في سبيلك على العدو الظالم المغتصب،اللهم انصر سدد رميهم وقوي عزيمتهم وبث الرعب في قلوب عدوك وعدوهم،اللهم احفظ القدس وفلسطين وبلاد المسلمين من كل مكروه
    اللهم اغفرلنا وللمؤمنين والمؤمنات والمسلمين والمسلمات وألف بين قلوبهم وأصلح ذات بينهم وانصرهم على عدوك وعدوهم
    بِسْمِ اللَّهِ الَّذِي لَا يَضُرُّ مَعَ اسْمِهِ شَيْءٌ فِي الْأَرْضِ وَلَا فِي السَّمَاءِ وَهُوَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ
    امِــــــــــيْنَ يَا رَبَّ الْعَالَمِــــــــــيْنَ

  • @amnabutt9932
    @amnabutt9932 3 หลายเดือนก่อน

    Ma Sha Allah

  • @hananmohammedhan7376
    @hananmohammedhan7376 6 หลายเดือนก่อน +1

    Mashallh

  • @rafidhahteridi6879
    @rafidhahteridi6879 10 หลายเดือนก่อน +1

    Subhanallah

  • @asimshahzad7678
    @asimshahzad7678 ปีที่แล้ว +2

    Peace

  • @tasinitasini8317
    @tasinitasini8317 ปีที่แล้ว

    ya bismillah 🌧🌧🍏

  • @akhtarakmalmotivation8619
    @akhtarakmalmotivation8619 ปีที่แล้ว

    Masha Allah

  • @user-gc5yh9or5j
    @user-gc5yh9or5j ปีที่แล้ว

    🕋❤❤❤❤❤❤❤

  • @dyssoncams1926
    @dyssoncams1926 5 หลายเดือนก่อน

    💚💚💚💚💚💚💚

  • @identityofallah
    @identityofallah 6 หลายเดือนก่อน +1

    Allah Almighty Exalted Above the heaven
    Above His 'Arsh: (Above The Greatest Throne),
    Everything is under His knowledge, control & vision.
    All praise belongs to Allah Alone
    All power and all dominion.
    Our Lord is Allah SWT. There is no 'True God' / 'True Ilah except Allah. Allah is Exalted Above ‘Arsh, above the heaven. Holy Qur'an is Allah's Word and final revelation for mankind. Allah is the One and Unique True Deity'. None is worthy of worship except Allah. Muhammad PBUH is Allah's servant and messenger.♥♥♥ ...//////////////////////

  • @bibiappie3150
    @bibiappie3150 5 หลายเดือนก่อน +1

    18:00

  • @user-sz3od3qg6v
    @user-sz3od3qg6v 2 หลายเดือนก่อน

  • @Fisabilillah007
    @Fisabilillah007 5 หลายเดือนก่อน +1

    Do They Pray witr in Jamaah After they finished the tarawih Prayer? Or do they pray witr by themselves ?

    • @Thft4578
      @Thft4578 4 หลายเดือนก่อน

      Jamaah

  • @QuranTranslators
    @QuranTranslators 11 หลายเดือนก่อน

    Roman Urdu Translation:
    **||18. Surah Kah'f||**
    0:51
    **83. Aur (aey Muhammad ﷺ) yeh log tumse Zul-Qarnain ke bare mein puchte hain. Inse kaho, main iska kuch haal tumko sunata hoon.**
    84. Humne usko zameen mein iqtedar ata kar rakha tha aur use har qisam ke asbaab o wasail baqshe the.
    85. Usne (pehle maghrib ki taraf ek mohim ka) sar o samaan kiya.
    86. Hatta ke jab woh ghuroob e aftaab (sunset) ki hadd tak pahunch gaya to usne suraj ko ek kaale pani mein doobte dekha aur wahan use ek qoum mili. Humne kaha, “aey Zul-Qarnain, tujhe yeh maqdarat (power) bhi haasil hai ke inko takleef pahunchye aur yeh bhi ke inke saath neik rawayya ikhtiyar kare”.
    87. Usne kaha, “jo in mein se zulm karega hum usko saza denge, phir woh apne Rubb ki taraf palthaya jayega aur Woh use aur zyada sakht azaab dega.
    88. Aur jo in mein se imaan layega aur neik amal karega, uske liye achi jaza hai aur hum usko narm ehkam denge”.
    89. Phir usne (ek dusri mohim ki) tayyari ki.
    90. Yahan tak ke tulu' e aftaab (sunrise) ki hadd tak jaa pahuncha. Wahan usne dekha ke suraj ek aisi qoum par tulu (rise) ho raha hai jiske liye dhoop se bachne ka koi samaan Humne nahin kiya hai.
    91. Yeh haal tha unka, aur Zul-Qarnain ke paas jo kuch tha use Hum jante the.
    92. Phir usne (ek aur mohim ka) samaan kiya.
    93. Yahan tak ke jab do pahadon ke darmiyan pahuncha to use unke paas ek qoum mili jo mushkil hi se koi baat samajhti thi.
    94. Un logon ne kaha, “aey Zul-Qarnain, Yajooj aur Majooj (Gog and Magog) is sar-zameen mein fasad phailate hain to kya hum tujhe koi tax (tribute) is kaam ke liye dein ke tu humare aur inke darmiyan ek baandh (barrier) taamir kar dein?”
    95. Usne kaha, “jo kuch mere Rubb ne mujhe de rakha hai woh bahut hai. Tum bas mehnat se meri madad karo, main tumhare aur inke darmiyan baandh (barrier) banaye deta hoon.
    96. Mujhe lohe ki chadarein (sheets) laa kar do.” Aakhir jab dono pahadon ke darmiyani khala (space) ko usne paat diya to logon se kaha ke ab aag dehkao. Hatta ke jab [yeh ahani deewar (iron-wall)] bilkul aag ki tarah surkh (red-hot) ho gayi to usne kaha “lao, ab main is par pighla hua taamba (molten brass) undailunga (pour)”.
    97. (Yeh baandh aisa tha ke) Yajooj o Majooj (Gog and Magog) is par chadh kar bhi na aa sakte the aur is mein naqab lagana (scale over it) unke liye aur bhi mushkil tha.
    98. Zul-Qarnain ne kaha, “yeh mere Rubb ki rehmat hai, magar jab mere Rubb ke waade ka waqt aayega to Woh isko paiwand e khaak kar dega, aur mere Rubb ka waada bar-haqq hai”.
    5:02
    **99. Aur us roz Hum logon ko chhodh denge ke (samandar ki maujon ki tarah) ek dusre se gutham gutha (come close together tumultuously) hon aur sur (trumpet) phoonka jayega aur Hum sab insano ko ek saath jamaa karenge.**
    100. Aur woh din hoga jab Hum jahannum ko kafiron (کَافِروں) ke samne layenge.
    101. Un kafiron (کَافِروں) ke saamne jo Meri naseehat ki taraf se andhe bane hue the aur kuch sunne ke liye tayyar hi na the. ع
    102. Toh kya yeh log, jinhone kufr (كُفر) ikhtiyar kiya hai, yeh khayal rakhte hain ke Mujhe chhodh kar Mere bandon ko apna kaarsaz bana lein? Humne aise kafiron (کَافِروں) ki ziyafat ke liye jahannum tayyar kar rakhi hai.
    103. (Aey Muhammad ﷺ) Inse kaho, kya Hum tumhein batayein ke apne aamaal mein sab se zyada nakaam o na-murad log koun hain?
    104. Woh ke duniya ki zindagi mein jinki saari saii-o-jahad (endeavours/efforts) raah e raast se bhatki rahi aur woh samajhte rahe ke woh sab kuch theek kar rahe hain.
    105. Yeh wahi log hain jinhone apne Rubb ki aayat (verses) ke sath kufr (كُفر) kiya (yani unko maanne se inkar kiya) aur Uske huzoor peshi ka yaqeen na kiya. Is liye unke saare aamal zaaya ho gaye; pas Qayamat ke roz Hum unhein koi wazan (weight) na denge.
    106. Unki jaza jahannum hai us kufr (كُفر) ke badle jo unhone kiya aur us mazaq ki padash mein jo woh Meri aayat aur Mere Rasoolon ke saath karte rahe.
    107. Albatta woh log jo imaan laye aur jinhone neik amal kiya, unki mezbani ke liye (Jannat ul) Firdous ke baagh honge.
    108. Jin mein woh humesha rahenge aur kabhi us jagah se nikal kar kahin jane ko unka jee na chahega.
    109. (Aey Muhammad ﷺ) Kaho ke agar samandar mere Rubb ki baatein likhne ke liye roushnayi (ink) ban jaye to woh khatam ho jaye magar mere Rubb ki baatein khatam na hon, balke itni hi roushnayi aur le aayein to woh bhi kifayat na karein.
    ***110. (Aey Muhammad ﷺ) Kaho ke main to ek insan hoon tum hi jaisa, (albatta) meri taraf Wahee ki jati hai ke tumhara Khuda bas ek hi Khuda hai, pas jo koi apne Rubb ki mulaqat ka umeedwar ho use chahiye ke neik amal kare aur bandagi mein apne Rubb ke sath kisi aur ko shareek na kare. ع***
    **||18. Surah Kah'f||**
    ___________________________

    • @QuranTranslators
      @QuranTranslators 11 หลายเดือนก่อน

      Roman Urdu Translation:
      **||19. Surah Maryam||**
      9:41
      **1. Kaaf, Haa, Yaa, Aeeen, Saad.**
      2. Zikr hai us rehmat ka jo apke Rubb ne Apne bande Zakariya par ki thi.
      3. Jabke unhone apne Rubb ko chupke chupke pukara.
      4. Unhone arz kiya, “aey Parwardigar, meri haddiyan tak ghul gayi hain aur sar budhape se bhadak utha hai, aey Parwardigar, main kabhi Tujhse dua maang kar na-murad nahin raha.
      5. Mujhe apne peeche apne bhai bandon ki buraiyon ka khauff hai, aur meri biwi baanjh (barren) hai, Tu mujhe Apne fazal e khaas se ek waris ata kar de.
      6. Jo mera bhi ho aur aale Yaqub ki miras bhi paaye, aur aey Parwardigar, usko ek pasandeeda insan bana.”
      7. (Jawab diya gaya) “Aey Zakariya, Hum tumhein ek ladke ki basharat dete hain jiska naam Yah'ya hoga, Humne is naam ka koi aadmi is se pehle paida nahin kiya.”
      8. Arz kiya, “Parwardigar, bhala mere haan kaise beta hoga jabke meri biwi baanjh (barren) hai aur main boodha ho kar sookh chuka hoon?”
      9. Jawab mila, “aisa hi hoga. Tumhara Rubb farmata hai ke yeh to Mere liye ek zara si baat hai, aakhir is se pehle Main tumhein paida kar chuka hoon jabke tum koi cheez na the.”
      10. Zakariya ne kaha, “Parwardigar, mere liye koi nishani muqarrar kar de.” Farmaya, “tumhare liye nishani yeh hai ke tum paiham (lagataar) teen din logon se baat na kar sakoge.”
      11. Chunache woh mehrab se nikal kar apni qaum ke samne aaye aur unhone ishare se unko hidayat ki ke subh-o-shaam tasbeeh karo.
      12. Aey Yah'ya! Kitab e Ilahi ko mazboot thaam lo, Humne unhein bachpan hi mein “hukum” se nawaza.
      13. Aur Apni taraf se unko narm dili aur paakeezgi ata ki aur woh bade parheizgar,
      14. Aur apne walidain ke haqq shanaas (dutiful) the, woh jabbar (arrogant) na the, aur na nafarman!!
      15. Salam us par jis roz ke woh paida hue aur jis din marey aur jis roz woh zinda kar ke uthaye jayein. ع
      16. Aur (aey Muhammad ﷺ) is Kitab mein Maryam ka haal bayan karo, jabke woh apne logon se alag ho kar sharqi (eastern side) janib gosha nasheen (in seclusion) ho gayi thi.
      17. Aur purdah daal kar unse chhup (hidden) baithi thi; is halat mein Humne unke paas Apni rooh ko (yani Farishte ko) bheja aur woh unke samne ek poore insan ki shakal mein namudar ho gaya.
      18. Maryam yakayak bol uthi ke, “agar tum koi muttaqi (Allah se darne wale) aadmi ho to main tumse Rahman ki panah maangti hoon.”
      19. Usne kaha, “main to tumhare Rubb ka bheja hua (qaasid/messenger) hoon aur is liye bheja gaya hoon ke tumhein ek pakeezah ladka doon.”
      20. Maryam ne kaha, “mere haan kaise ladka hoga jabke mujhe kisi bashar (insan) ne chhua tak nahin hai aur main koi bad-kaar aurat nahin hoon.”
      21. Farishte ne kaha, “aisa hi hoga, tumhara Rubb farmata hai ke aisa karna Mere liye bahut aasan hai aur Hum yeh is liye karenge ke us ladke ko logon ke liye ek nishani banayein aur Apni taraf se ek rehmat; aur yeh kaam ho kar rehna hai.”
      22. Mayam ko us bache ka hamal reh gaya aur woh is hamal ko liye hue ek door ke maqaam par chali gayi.
      23. Phir zachgi (delivery) ki takleef ne unhein ek khajoor ke darakht ke neeche pahuncha diya. Woh kehne lagi, “kaash main is se pehle hi marr jati aur mera naam o nishan na rehta!!”
      24. Farishte ne painte (at the foot of her bed) se unko pukar kar kaha, “gham na karo, tumhare Rubb ne tumhare neeche ek chashma rawan kar diya hai.
      25. Aur tum zara is darakht ke tanay (trunk) ko hilao, tumhare upar tarr-o-taaza khajoorein tapak padengi.
      26. Pas tum khao aur piyo aur apni aankhein thandi karo, phir agar koi aadmi tumhein nazar aaye to usse keh do ke maine Rahman ke liye roze ki nazar maani hai, is liye aaj main kisi se na bolungi.”
      15:51
      **27. Phir woh is bache ko liye hue apni qaum mein aayi. Log kehne lage, “aey Maryam, yeh tune bada paap kar daala.**
      28. Aey Haroon ki behan, na tera baap koi bura aadmi tha aur na teri maa hi koi bad-kaar aurat thi.”
      29. Maryam ne bache ki taraf ishara kar diya. Logon ne kaha, “hum isse kya baat karein jo gehware (cradle) mein pada hua ek bacha hai?”
      30. Bacha bol utha, “main Allah ka banda hoon; Usne mujhe Kitab di, aur Nabi banaya,
      31. Aur ba-barakat kiya jahan bhi main rahoon, aur namaz aur zakaat ki pabandi ka hukum diya jab tak main zinda rahoon.
      32. Aur apni walida ka haqq ada karne wala banaya, aur mujh ko jabbar (oppressive) aur shaqqi (hard-hearted) nahin banaya.
      33. Salam hai mujh par jabke main paida hua aur jabke main maroon (die) aur jabke zinda kar ke uthaya jaoon.”
      34. Yeh hai Isa ibn Maryam aur yeh hai unke bare mein woh sachi baat jis mein log shak kar rahe hain.
      35. Allah ka yeh kaam nahin hai ke Woh kisi ko beta banaye. Woh paak Zaat hai, Woh jab kisi baat ka faisla karta hai toh kehta hai ke ho jaa, aur bas woh ho jati hai.
      36. Aur, (Isa عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ‎ ne kaha tha ke) “Allah mera Rubb bhi hai aur tumhara Rubb bhi, pas tum Usi ki bandagi karo, yehi seedhi raah hai.”
      37. Magar phir mukhtalif giroh baham ikhtilaf karne lage. So jin logon ne kufr (كُفر) kiya unke liye woh waqt badi tabahi ka hoga.
      38. Jabke woh ek bada din dekhenge, jab woh Humare samne hazir honge us roz toh unke kaan bhi khoob sun rahe honge aur unki aankhein bhi khoob dekhti hongi, magar aaj yeh zalim khuli gumrahi mein mubtila hain.
      39. (Aey Muhammad ﷺ) Is halat mein jabke yeh log ghafil hain aur imaan nahin la rahe hain, inhein us din se dara do jabke faisla kar diya jayega aur pachhtawe ke siwa koi chara-e-kaar na hoga.
      40. Aakhir-e-kaar Hum hi zameen aur uski sari cheezon ke Waris honge aur sab Humari taraf hi paltaye jayenge. ع
      41. Aur is Kitab mein Ibrahim ka qissa bayan karo, beshak woh ek raast-baaz insan aur ek Nabi the.
      42. (Inhein zara us mauqe ki yaad dilao) Jabke unhone apne baap se kaha ke, “Abba jaan, aap kyun un cheezon ki ibadat karte hain jo na sunti hain, na dekhti hain aur na aap ka koi kaam bana sakti hain??
      43. Abba jaan, mere paas ek aisa ilam aaya hai jo aapke paas nahin aaya, aap mere peeche chalein, main aapko seedha raasta bataunga.
      44. Abba jaan!! aap shaitan ki bandagi na karein, shaitan to Rahman ka nafarman hai.
      45. Abba jaan, mujhe darr hai ke kahin aap Rahman ke azaab mein mubtila na ho jayein aur shaitan ke saathi ban kar rahein.”
      46. Baap ne kaha, “Ibrahim, kya tu mere maboodon se phir gaya hai? Agar tu baaz na aaya to main tujhe sangsar (stone you to death) kar dunga. Bas tu humesha ke liye mujhse alag ho jaa.”
      47. Ibrahim ne kaha, “Salam hai aapko, main apne Rubb se dua karoonga ke aapko maaf kar dey. Mera Rubb mujh par bada hi Meharban hai.
      48. Main aap logon ko bhi chhodhta hoon aur un hastiyon ko bhi jinhein aap log Khuda ko chhodh kar pukara karte hain. Main to apne Rubb hi ko pukarunga, umeed hai ke main apne Rubb ko pukar ke na-murad na rahunga.”
      49. Pas jab woh un logon se aur unke maboodane ghair-Allah se juda ho gaye to Humne unko Ishaq aur Yaqub jaisi aulad di aur har ek ko Nabi banaya.
      **50. Aur unko Apni rehmat se nawaza aur unko sachi naamwari ata ki. ع**

    • @QuranTranslators
      @QuranTranslators 11 หลายเดือนก่อน

      22:47
      **51. Aur zikr karo is Kitab mein Moosa ka, woh ek cheeda (chosen) shakhs the aur Rasool Nabi the.**
      52. Humne unko Tur ke dahini (right) janib se pukara aur raaz ki guftagu se unko takarrub (honour) ata kiya.
      53. Aur Apni meharbani se unke bhai Haroon ko Nabi bana kar use (madadgaar ke taur par) diya.
      54. Aur is Kitab mein Ismail ka zikr karo, woh wade ke sache the aur Rasool (aur) Nabi the.
      55. Woh apne ghar walon ko namaz aur zakat ka hukum dete the aur apne Rubb ke nazdeek ek pasandeeda insan the.
      56. Aur is Kitab mein Idris ka zikr karo, woh ek raast-baaz (righteous) insan aur ek Nabi the.
      57. Aur unhein Humne buland muqam par uthaya tha.
      58. Yeh woh Paigambar hain jin par Allah ne inaam farmaya Adam ki aulad mein se, aur un logon ki nasal se jinhein Humne Nooh ke saath kashti par sawaar kiya tha, aur Ibrahim ki nasal se aur Israel ki nasal se aur yeh un logon mein se the jinko Humne hidayat baqshi aur barguzida kiya. Inka haal yeh tha ke *jab Rahman ki aayat unko sunayi jati to rote hue sajdeh mein gir jate the.*
      **(اَلسَّجْدَةْ)**
      ______________
      *59. Phir inke baad woh nakhalf (degenerate) log inke jaansaheen (sucessors) hue jinhone namaz ko zaya kiya* aur khwahishat e nafs ki pairwi ki. Pas qareeb hai ke woh gumraahi ke anjaam se jaa milinge.
      60. Albatta jo taubah kar lein aur imaan le aayein aur neik amali ikhtiyar kar lein, woh Jannat mein dakhil honge aur unki zarra barabar haqq talafi na hogi.
      61. Inke liye humesha rehne wali Jannatein hain jinka Rahman ne Apne bandon se dar-purdah waada kar rakha hai aur yaqeenan yeh waada poora ho kar rehna hai.
      62. Wahan woh koi behuda baat na sunenge, jo kuch bhi sunenge theek hi sunenge aur unka rizq unhein paiham subh-o-shaam milta rahega.
      63. Yeh hai woh Jannat jiska waris Hum Apne bandon mein se usko banayenge jo parheizgaar raha hai.
      64. (Aey Muhammad ﷺ) Hum (yani Jibreel عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ‎) apke Rubb ke hukum ke baghair nahin utra karte, jo kuch humare aage hai aur jo kuch peeche hai aur jo kuch iske darmiyan mein hai har cheez ka Maalik Wahi hai [Allah] aur apka Rubb bhoolne Wala nahin hai.
      65. Woh Rubb hai aasmano ka aur zameen ka aur un saari cheezon ka jo aasman o zameen ke darmiyan hain, pas tum Uski bandagi karo aur Usi ki bangadi par sabit qadam raho. Kya hai koi hasti tumhare ilm mein Iski hum paya (equal in rank to Him)?? ع
      27:49
      **66. Insan kehta hai kya waqayi jab main mar chukunga to phir zinda kar ke nikaal laaya jaunga?**
      67. Kya insan ko yaad nahin aata ke Hum pehle usko paida kar chuke hain jabke woh kuch bhi na tha??
      68. Tumhare Rubb ki qasam, Hum zaroor un sab ko aur unke saath shayateen ko bhi gher layenge, phir jahannum ke gird laa kar inhein ghutno (knees) ke bal gira denge.
      69. Phir har giroh mein se har us shakhs ko chhaant lenge (pick out) jo Rahman ke muqable mein zyada sarkash bana hua tha.
      70. Phir Hum yeh jante hain ke in mein se kaun sab se badh kar jahannum mein jhonke jaane ka mustahiq hai.
      71. Tum mein se koi nahin hai jo jahannum par warid na ho, yeh to ek taiy shuda baat hai jisey pura karna tumhare Rubb ka zimma hai.
      72. Phir Hum un logon ko bacha lenge jo (duniya mein) muttaqi the, aur zalimon ko usi mein gira hua chhodh denge.
      73. Aur jab in logon ko Humari khuli khuli aayat sunayi jati hain toh kufr (كُفر) karne wale imaan lane walon se kehte hain, “batao, hum dono girohon mein se kaun behtar halat mein hai aur kiski majlisein zyada shandaar hai?”
      74. Halanke insey pehle Hum kitni hi aisi qaumo ko halaak kar chuke hain jo insey zyada sar-o-samaan rakhti thi aur zahiri shaan o shaukat mein insey badi hui thi.
      75. Insey kaho, jo shakhs gumrahi mein mubtila hota hai usey Rahman dheel diya karta hai, yahan tak ke jab aise log woh cheez dekh lete hain jiska unsey wada kiya gaya hai, khwa woh azaab e Ilahi ho ya Qayamat ki ghadi, tab unhein maloom ho jata hai ke kis ka haal kharab hai aur kis ka jattha (party) kamzor!!
      ***76. Iske bar-aks jo log raah e raast ikhtiyar karte hain Allah unko raast-rawi mein taraqqi ata farmata hai, aur baaqi reh jane wali nekiyan hi tumhare Rubb ke nazdeek jaza aur anjam ke aitbaar se behtar hain.***
      **||19. Surah Maryam||**
      ______________________________

  • @IsmailBackup
    @IsmailBackup 2 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤🎉🎉😂❤❤❤❤

  • @kamellaouarem6307
    @kamellaouarem6307 4 หลายเดือนก่อน

    و جغج

  • @AHTV
    @AHTV ปีที่แล้ว

    Why so many mistakes?

    • @txsniaahad6891
      @txsniaahad6891 ปีที่แล้ว

      its not that easy

    • @abdihassan2426
      @abdihassan2426 11 หลายเดือนก่อน +5

      are you forgetting these sheikhs are humans every human makes mistakes