ये bike जब लॉन्च हुई थी starting मैं मैंने खरीद लिया था अब भी वैसी की वैसी है मेरे पास कोई भी खराबी नहीं आई.....bajaj ने ये bike तुरंत discontinue कर दिया था
Bhaisahab😮.... Kabse soch raha tha kuch change karu mostly rear tyre finally got a great lead from your wonderful video...Thank you soo much bhai...keep smiling be safe😊
bhai i am from Bangladesh.. Me vi meri st me 120sec rear tyre lagana catihu me bohot hi jiyada hevvy ride kartihu or bohot hi jiyada tour deti hu meri st se koi problem hogi kiya kiuki rim ki widths bohot hi choti he tyre ki comparison se,swing arm se touch kar jatihe kiya or koyi compliance ea chaktihe kiya?
Haan maine bhi ye problem face kiya hae. Inlet aur outlet Valves me problem thi. Compression zyada hone ki wajar se over heating hota hae. Zaruri nahi tumhare bike me bhi yahi problem ho, magar achche mechanic se check karvao.
Bro mere pass discover 125m hai but mujhe us me dick break baitna hai front aur me bhi TH-cam shuru karna chahta hu aur modify karna chahta hu apni bike ko
ये bike जब लॉन्च हुई थी starting मैं मैंने खरीद लिया था अब भी वैसी की वैसी है मेरे पास कोई भी खराबी नहीं आई.....bajaj ने ये bike तुरंत discontinue कर दिया था
Kyu ki ye gadi pulsar ka careear kha jati 😂😂
Bhai ye tyre bike ke stock rims me lag jaye ga ya rim bhi chng krane pdte hn??
Stock me lag jayega
bhai chain cover back jo lgaye ho vo kis bike ka hai plz ds deo
Chain cover bhi stock hae. Pehle se hi tha
Handelbar ko Duke laga lo. Butterfly bana lo look jabardast hojayega😊
Bhaisahab😮.... Kabse soch raha tha kuch change karu mostly rear tyre finally got a great lead from your wonderful video...Thank you soo much bhai...keep smiling be safe😊
Any difference observed in average?
Please reply
@@pratikbhavsar4068 very less
bina kisi change ki rear tyre install kr skte h ?
Haan kar sakte hain
@@ThatDiscoverGuy bhai iske rear m maximum konsa tyre dal skte h
kitne size ka
Michelin pilot street 2 120/80 r17 lg jayega kya?
@@aditya_raj-1 Yes
@@ThatDiscoverGuy bhai front aur rear m maximum kitne size ka dlwa skte h
@@aditya_raj-1 Front me sure nahi hoon try nahi liya, shayad 100mm tak max hoga. Rear me max 120mm
Bhai pillion handle pulser 150 ka daldo achha dikhega
Bhai Exhausted cut nahi karna chahiye tha ek Bend pipe le leta toh tik tha par kuj nahi 😅adjust karlena
Hi bro are you cut the tail or remove the tail?
Yes I did cut the tail, but left whatever was necessary like indicator assembly
What is the mileage after and before this tyre? please mention
New long video upload kiya hae 21mins ka bro, usme sab explain kiya. Check it out enjoy✌️
@@ThatDiscoverGuylink
Great quality content
Nice brother ❤
Daily tidy per video❤❤
please make your bike oil cooled engine
bhai i am from Bangladesh..
Me vi meri st me 120sec rear tyre lagana catihu me bohot hi jiyada hevvy ride kartihu or bohot hi jiyada tour deti hu meri st se
koi problem hogi kiya kiuki rim ki widths bohot hi choti he tyre ki comparison se,swing arm se touch kar jatihe kiya or koyi compliance ea chaktihe kiya?
Tyre ko chod kar kuch bi change nahi karna padega. Maine sirf tyre change kiya hae. Swing arm se touch nahi karega tyre.
Bhai exhaust legal or illegal
Illegal hai
Super modified 😊
senter sokar kitne ka lga hai kitna khrcha aya
Stock hae bro, change nahi karvaya
120 size aram se log jate he kya broo ?
New long video upload kiya hae 21mins ka bro, usme sab explain kiya. Check it out enjoy✌️
@@ThatDiscoverGuy okk
Bhai ye wheel cover disvover 100m mein fit nahi ho raha proper
Haan 10mm ka gap rahega dono taraf se. Ye cover thode cheap hain isliye
bhai meri discover ki engine bhtt heat krti h
aapki bhi heat krti h kya ?
ya sorf meri m problem h
Haan maine bhi ye problem face kiya hae. Inlet aur outlet Valves me problem thi. Compression zyada hone ki wajar se over heating hota hae. Zaruri nahi tumhare bike me bhi yahi problem ho, magar achche mechanic se check karvao.
@@ThatDiscoverGuy hua kya tha valve tight the ya loose the
Tight the, freely operate nahi ho rahe the
Valve clearance kitna hai is bike ka inlet aur exhaust ka@@ThatDiscoverGuy
Bhai exhaust buying link
Mera wale exhaust ka link nahi mila bro. Maine ye offline kharida hae
Está epica hermano
Thanks
Bhai Gear fasta hai kya ? , mere gadi ka fasta hai bhai ?😢
Nahi bro meri bike me nahi hota
Mere bike ka bhi fasta hai 125st he hai mari bhi😢
Tayer price??
₹2700 aprox
Bhai please remove these wheel interior covers
Que numero de llanta trasera?
120/80 r17
Tail tidy per video
Wheel cover size bro
17inch
Back Tyre size brooo????
120/80 r17
Is size ka tyre bina hugger ko hataye laga sakte h kya @@ThatDiscoverGuy
@@raunaqueafroz4742 Haan...bilkul laga sakte hain
Bro exhaust price bata do plzz
😂 bro.. Pura video price batane ke liye hi banaya hae. Check it out. Enjoy👍
@@ThatDiscoverGuy hmm dekha bro
Bro mere pass discover 125m hai but mujhe us me dick break baitna hai front aur me bhi TH-cam shuru karna chahta hu aur modify karna chahta hu apni bike ko
Look like a ns brother
Wheel cover size
17inch
@@ThatDiscoverGuy lekin mera discover 100m hai bhaiya
@@sangrammandi7762 100m ka bhi 17inch hai rim ka size. same as mine
Wheel cover link
Description me update kardiya hae bro👍
@@ThatDiscoverGuy thanks 👍
Price
Video me sab ka price mention kiya hae bro
Good modification
Yeh average kitne ki dati h
52 in city
Bro back tayer size bata do
120/80 r17
❤❤❤❤
Discover 100m me tyre lage gi
Yes
@@ThatDiscoverGuy thank you
Aur bro mujhe front dick break chahiye aap ko kuch pta hoga to mujhe bata dena
Sure bro. Bajaj service center se bhi kharid sakte ho
❤