Maruti me mat karna dosto! RPM high ho jata hai aur usko normal karne ke liye ECU ko default setting pe update karna padta hai jo maruti ka banda laptop laga ke karta hai. Ye ECU update koi aur bahar bhi karta hai ya nahi ye nahi pata. Maruti valo ne to saaf bola aur kahi nahi hoga. Lekin WOLF team maruti ki mapping karti hai ECU update karke . But in bhaisaab ne bohot sahi knowledge share Kari. Main 3 baar luta hu service center pe throttle body cleaning ke naam pe.
Ek baat h.... Compitition is must...... Ab 2 bando ki apsi thoda pyar badh raha h...... Issye viewers ko acha content mil raha h..... Knowledge badh rahi h
Paa ji. Throwtal clean ke saath butterfly kho bhi kharad se ply bhi theek karke bhi average boom ho jahti hai.... Maine bhi esteem car Mai bhi kaam karwaya hai.... Experience Pital metal ki butterfly wing change karte hai.... Mast job.... Vacuum jabardast.
Really helpful video pajji, after watching your video i asked mechanic to clean throttle body same as shown. Surprisingly my high vibration at lower speed and gear in my wagonR 2015 model gone away completely.big thanks 🙏
Bohot hi useful video hai sir but mera problem thoda sa alag hai engine jab garam ho jata hai to cng per miss fire karta hai or petrol per nahi ab vo chahe AC chalu karke ho ya trafic me continue engine chalu ho.
Sir mere astar 2011 me regular cng kit hai advancer nahi hai but gadi pickup acha deti hai, normally kitana Average dena chahiye muje abhi 22 ka mil raha hai without ac.
Paji, sat shree akal, good video about throttle body cleaning. Meri petrol and cng maruti esteem car hai. Me cng par mostly chalata hu. Every day Morning me ya first time start karte samay gadi chalu nahi hoti he , isi li a direct gas par chalu karna padta he. Agar petrol par rakhte he to gadi ka pick up nahi aata he gadi dab ke chalti he. . Kya reason/ problem ho sakta he. Muje kya karna chahi a is problem ko thick karne k liye ?. Please reply karna sir.
Sir meri gadi dzire 2014 model. Hai petrol mei. Minor missing hai sequential lpg kit lagi hai usmei. Lpg mei. Badiya chal rahi hai pr petrol pe 0.5 minor idle missing hai throttle body spark plug map maf sensor clean kr liya hoon. Problem theek nhi. Ho rahi. Plz help kriya urgent hai thoda.
Paji main ne app ke bhut vedio dekhe h Main ne wagnor k series m Tomasto CNG kit lagaya h but missing problems horhi h or milega bhi nhi ara h please kuch suggestions do bhut preshan hu
Sir , i fit cng to my celerio zxi but right from installation car get switch off i mean stall . Cng fitter saying its TAPPED setting issue . I want to know whats it and does it make sense to do it . Whats ur experience ? Pls
Sensor kaun saaf karega .... Idle sensor aur TP sensor ....usi ka toh khel hai asli .....bina hilaye aur bina cheere kase complete throttle body clean karne ki technique.
Bro Maine Eon car me CNG sequential kit 3 saal pahle lagaya hai. Gaadi petrol pe start hone 10 second ke baad gas pe aati hai. Lekin jab gas pe aati hai tab smoothly convert nahi hoti. Gaadi zatka deti hai ya band padta hai. Hence uske vapas start ke proper race karne ke baad, rukne baad, gaadi gear me uthana padta hai. Mera question hai ki yeh problem software related hai ya kuch mechanical problem hai ? kya iska time badha de petrol to gas ? Lekin isme risk ye hai ki gaadi traffic me ho ya road pe aur band pad jayega. Hence please advise. Thanks
Sir mere pass wagon r cng model hai mene v apni gadi khud hi sari thortel body khol kr clean kr di but ek bat puchna chaht hun ki kitne km bd esko clean krna hota h
Paaji bs-6 turbo direct injection petrol engine me cng ke bad kya service karni hai uska video bana do or mijo company ko bolo direct injection engine ki cng kit best price pay lunch kare.
Paji sir Mera n Honda City ivtec h 2010 model usme na gady ka ingen jhtka leta h or pic up bhi nhi badta bohot slow hota h pic up please paji muje bataye solution plse
मेरे पास 2016 मॉडल मारुति वैगनआर है इसकी थ्रोटल बॉडी में कई बार क्लीन करवा चुका हूं 1000 किलोमीटर चलने के बाद फिर से इसको क्लीन कराना पड़ता है जब थ्रोटल बॉडी क्लीन हो जाती है तो बहुत अच्छे से चलती है कृपया करके कोई उपाय बताएं
Bhai CNG to direct injector k though mainfold se hote hue engine me jati hai. Throttle body me to CNG jati hi nai. To CNG pe gadi dab rahi hai uska throttle body se kya connection hai. Uske through to petrol+air ka mixture jata hai. CNG se kya connection hai throttle body ka ??
Maruti me mat karna dosto! RPM high ho jata hai aur usko normal karne ke liye ECU ko default setting pe update karna padta hai jo maruti ka banda laptop laga ke karta hai. Ye ECU update koi aur bahar bhi karta hai ya nahi ye nahi pata. Maruti valo ne to saaf bola aur kahi nahi hoga. Lekin WOLF team maruti ki mapping karti hai ECU update karke . But in bhaisaab ne bohot sahi knowledge share Kari. Main 3 baar luta hu service center pe throttle body cleaning ke naam pe.
Ek baat h.... Compitition is must...... Ab 2 bando ki apsi thoda pyar badh raha h...... Issye viewers ko acha content mil raha h..... Knowledge badh rahi h
Paa ji.
Throwtal clean ke saath butterfly kho bhi kharad se ply bhi theek karke bhi average boom ho jahti hai....
Maine bhi esteem car Mai bhi kaam karwaya hai.... Experience
Pital metal ki butterfly wing change karte hai.... Mast job....
Vacuum jabardast.
Really helpful video pajji, after watching your video i asked mechanic to clean throttle body same as shown. Surprisingly my high vibration at lower speed and gear in my wagonR 2015 model gone away completely.big thanks 🙏
Bahut sahi jankari di
God bless you bro
Bohot hi useful video hai sir but mera problem thoda sa alag hai engine jab garam ho jata hai to cng per miss fire karta hai or petrol per nahi ab vo chahe AC chalu karke ho ya trafic me continue engine chalu ho.
Paji ak number information 🤝👌
💐💐
Thanku bhai...aapne hamara kaam aasan kar deya..
Kay baat hai paaji bahut accha laga aap kaa ye video
Thanx
Thank you bro for giving this knowledge God bless you bro
Corona type ha ha ha
Very real veer ji thanks 🌹🙏
सटीक जानकारी बहुत सुन्दर...
Bhai ji bhouttt aachi jankari lgiii.
thanx ji
Sir mere astar 2011 me regular cng kit hai advancer nahi hai but gadi pickup acha deti hai, normally kitana Average dena chahiye muje abhi 22 ka mil raha hai without ac.
Kwid mein CNG lagi hai uske liye koi badhiya engine oil bataye
Paji 1no information lage raho
Paji thotal kholker body clean karwane ka proper tarike se kiya charge ata .please tell me.
Sir ji tata tiago bs6 may mijo bs6 install hai. Spark plug ka gap kitna rakahay??
I10 grand me mijo cng laga rakhi hai
Usme spark plug konsa dale or gef kitna rakhe
Thanks for the detailed and much needed video
Exactly isi treh se saaf krwai mne throttle body..
Lets see kya mileage aata h ab
Gaadi kon c hai
@@greenfuels swift 1st generation 2011 ZXI- k series engine
Sir mere pass Honda amaze hai iska rpm km ho rha hai throttle bhi clean kra le please help
Paji, sat shree akal, good video about throttle body cleaning.
Meri petrol and cng maruti esteem car hai. Me cng par mostly chalata hu.
Every day Morning me ya first time start karte samay gadi chalu nahi hoti he , isi li a direct gas par chalu karna padta he. Agar petrol par rakhte he to gadi ka pick up nahi aata he gadi dab ke chalti he.
. Kya reason/ problem ho sakta he. Muje kya karna chahi a is problem ko thick karne k liye ?.
Please reply karna sir.
Pas ji. Bahut badiya. Par ye bataye ki throttle valve cleaning kitne km per karwani chahiye
Pr 10000 k.m pr
Motozen ki kit kesi rahegi swift petrol car me..?
Meri santro ki throttle body ka 1 nut free ho gaya h kya usse koi fark padega
Ha bilkul use sahi karwana chahiye aapko
Good knowledge has given to me. Thank you Paaji
Maharashtra pune me sabse acha cng fitment konda acha hain plz rep
Amazing 😯 it's very important information 👏👏👏
Many many thanks
Mere pass ford figo 2018 model he me to muje mijo ki konsi kit fitting karvani chahi aa plz bata do
Mijo ki koi bhi kit fit karwaiye aap sab best hain
Kitne km PE throtal body clean krn8 chahiye
Mijo digital switch company fitted wagon r ke switch ki jagah fit ho sakti hai?
🌴🌴😩😩Best video paaji. Thanks⚘⚘
💐💐
Sir meri gadi dzire 2014 model. Hai petrol mei. Minor missing hai sequential lpg kit lagi hai usmei. Lpg mei. Badiya chal rahi hai pr petrol pe 0.5 minor idle missing hai throttle body spark plug map maf sensor clean kr liya hoon. Problem theek nhi. Ho rahi. Plz help kriya urgent hai thoda.
throttle body Dismantle karke clean karne ke baad calibration karana mandatory hota hai kya?
Paaji cng fitment kete time kya aap coolent ka connection krye hai kya
Isse pahle wali vedio usi ke baare me hai detail me
Hundai car cng petroll par dab rahi he loud nahi le raha he kya kare sir
Sar meri Ertiga CNG petrol mein gadi kuchh dava kar chalti hai iske liye kya Karen
Good information sir 👍
Alto 800 lxi 2016 model m cng kit brand ki best kit h Or kon se brands ki lgwa skte h
mijo
@@greenfuels pajji price h mijo ki
Paji main ne app ke bhut vedio dekhe h
Main ne wagnor k series m Tomasto CNG kit lagaya h but missing problems horhi h or milega bhi nhi ara h please kuch suggestions do bhut preshan hu
Plug change aur throttle clean karwake ke jisne fit kari hai usse dubara mapping karwao
TP sensor and other sensor clean karke improve hojati hai gaadi
Paaji Wagner cng me h after market. Kai baar speed se slow hoti h to bandh ho jati h. RPM kitna hona chaie
mrng call karna aap 7060000613
Bhaut badiya Sir ji
thanx
Thanks for your good work
बेहद जरुरी बात आप ने बतायी
veer ji lpg kit v fit kr dene o aap wagon r 2012 ch kraani aa passing with rc te ho jaavegi veer
Only cng
Conventional kit me advancer lag sakta h kya?
Lag sakta hai
great paji....
Zen estilo 2007 me normal cng kit lgwane pr mileage kitna milega. With ac and without ac. Normal kit kitne me lagegi?
Sir ji hamne thartal body bhi saf kara di fir v cng par rpm flecchuvate karta hi kripya samadhan bataye
Mapping karwao dubara uski
Sirji mere pass old i10 sportz , 2009 ka model hain , konsa cng kit install kru ? Or mere gadi ka avg kitna badhega ? Plz reply
Apka engine konsa hai kappa ya normal
@@greenfuels Kappa 1.2
Sir , i fit cng to my celerio zxi but right from installation car get switch off i mean stall . Cng fitter saying its TAPPED setting issue . I want to know whats it and does it make sense to do it . Whats ur experience ? Pls
call 7900613613
Bhai maruti car hai mere pass .. over race ho rhi hai.. throttle body b saaf krai kuch nhi huaa Kya kre
Throttle body cleaning me motor side ka parts bhi khol ke cleaning karna hota he.
Maine mijo ka cng kit lagvaya tha surat se aur abhi vo kabhi kabhi gadi band ho jati hai to kya kar sakte hai
Maping karwao uski
Sat Shri Akaal sir
Alto k10 2013 model buffer Cushion konsa number or KYA price hai G
C size
Bhai ki dukan kha par h
Ek naya proper brush use kar lete bhai.
Bhai ji Oct 2020 Baleno me cng lag jaye gi or RC me chad Jaye gi kya please reply
Kit lag jayegi but RTO passing nahi hogi
मेने होंडा सिटी 2010 ivtech मे CNG kit install की हे . क्या उसके वजाह से throttle body खराब होती हे
Sensor kaun saaf karega .... Idle sensor aur TP sensor ....usi ka toh khel hai asli .....bina hilaye aur bina cheere kase complete throttle body clean karne ki technique.
Very helpful video, bhai
Kitne kms run hone pe throttle body clean karwana chahiye?
Sir EECO car mekon si cng kit asihe batavona sir
market me throttle body cleaning karvane jayenge to mechanic khol kr clean karne ke kitne pese lega? ya hum ko kitne vajib pese dene chahiye.
500
very good work
Bro Maine Eon car me CNG sequential kit 3 saal pahle lagaya hai. Gaadi petrol pe start hone 10 second ke baad gas pe aati hai. Lekin jab gas pe aati hai tab smoothly convert nahi hoti. Gaadi zatka deti hai ya band padta hai. Hence uske vapas start ke proper race karne ke baad, rukne baad, gaadi gear me uthana padta hai. Mera question hai ki yeh problem software related hai ya kuch mechanical problem hai ? kya iska time badha de petrol to gas ? Lekin isme risk ye hai ki gaadi traffic me ho ya road pe aur band pad jayega. Hence please advise. Thanks
Coil check karwaye
Sir mere pass wagon r cng model hai mene v apni gadi khud hi sari thortel body khol kr clean kr di but ek bat puchna chaht hun ki kitne km bd esko clean krna hota h
10000 k.m
@@greenfuels o thnku sir tabi sochu itni kali kyu ho gyi thi meri gadi ko 4 saal ho gye or 1.30 lkh chal gyi thi aj tak thortel kholi hi ni thi
Nice information paaji
Thanx
@@greenfuelswaqonr me kitne kilometres per throttle body clean karna chahiye ?
Love from mumbai
Meri gadi CNG per jhatke Marti hai koi change kiya plug Dala fir bhi jhatke mar rahi hai kuchh solution hai kya sar
Throttle clean karwao uska
Very informative....keep on
Usaka valve stand etc...
Next usi par banegi
Paaji bs-6 turbo direct injection petrol engine me cng ke bad kya service karni hai uska video bana do or mijo company ko bolo direct injection engine ki cng kit best price pay lunch kare.
Ok jarur
Paji sir Mera n Honda City ivtec h 2010 model usme na gady ka ingen jhtka leta h or pic up bhi nhi badta bohot slow hota h pic up please paji muje bataye solution plse
advancer lagwao
Kitne Km par clean kraye?
Sir type 4 cylinder a Gaya kay
Available
Sir tayep 4 cylinder our cng kit laga ketna price hoga batana
Paji Mijjo k price badh Gaye he kya
ji
Sardar ji bhaut TH-cam channels h CNG k lekin ye knowledge khi nhi mil rhi
Ek video direct injection engines k CNG conversion k upr bhi bnao
Hi jarur
Paa ji.. 👍👍👍👍👍👍💖
Paaji wagon r company fitted cng me spark plug 20k pe change karne hote hai ya nahi, service center walo ne bola tha ki change honge. Please batao
har 10000 k.m. pr
Gyaan bant k kam krna #respect!
Bahot badiya
Kha hai delhi may
Nice information 👌
Paaji throttle body cleaning kitne kilometres chalne ke baad cleaning Kate, aur throttle body cleaning ki charges Kitna hota hai
Har 10000 k.m pr
Charges 400/- to 500/-
CNG filter kaise milega. Paji
Gas filling ke pass lagta ha.
Uski intni jarurat nahi hoti hai
But mil jayega mkt me
Lagi lagi spry karne kachara kahan jata hai
Good information
Kitne km per karwani chahiye
भाई जी आप का एड्रेस क्या है
Ajkal sumit ji aapke pas nahi aate
Ladai ho gye hai
Paji Dono amne samne Ake discuss Kar Lena Chahiye taki hum jese viewer ko Sab clear ho Jaye k kon Sahi he or kon galat
Kitne km pr iss tarahaa se cleane krana chahiye sir g
10000 k.m
Kitne Kilo Meter per clean karni chahiye throttel body
10000
Throttle body kitne time or km baad clean karvani chaheye
every 10000 .km. pr
Koi bhi cng gadi ko 10000km par karni chahiye?
Shandar bhai
मेरे पास 2016 मॉडल मारुति वैगनआर है इसकी थ्रोटल बॉडी में कई बार क्लीन करवा चुका हूं 1000 किलोमीटर चलने के बाद फिर से इसको क्लीन कराना पड़ता है जब थ्रोटल बॉडी क्लीन हो जाती है तो बहुत अच्छे से चलती है कृपया करके कोई उपाय बताएं
Thinks pajii
Thanku sir ji
Bhai CNG to direct injector k though mainfold se hote hue engine me jati hai. Throttle body me to CNG jati hi nai. To CNG pe gadi dab rahi hai uska throttle body se kya connection hai. Uske through to petrol+air ka mixture jata hai. CNG se kya connection hai throttle body ka ??
throttle body saaf na ho to air sahi tarike se nahi ja pati hai engine me