अति उत्तम जानकारी। mAmp की जानकारी बहुत कम चैनल पर प्रसारित की जाती है या यों कहें कि अन्य चैनल mAmp की जानकारी देना ही नहीं चाहते हैं। उन्हें तो सिर्फ बल्ब को जलाने का प्रयास करना ही मकसद होता है। आप धन्य हैं क्योंकि आप बल्ब के repairing की प्रत्येक बारीकियों से संबंधित जानकारी देने का भरसक प्रयास करते हैं।
@@electronicsworld38809:15 Ji sir Maine Amazon se online 9 watt ki mcpcb magvay thi jiske data sheet kuch bhee nahi thaa kitne volt ampere par chalegi. Led tester se volt chek Kiya to 60 61 volt le rahi thi. 9 watt 60 volt watt÷volt=Ampere matlp 0.15 ampere yani ki 150 mili amps Jab ye isi Tara power diya 60 volt 150 mili amps ka to mcpcb se dhuwaa nikalne laga . Last 120 mili amps ka current hi accept Kar rahi hai ise pure 9 watt kaa kaam nahi diya aur rosni bhee Kam nikalti hai...
Sir namaskar, vidyarthi to class mein present hotehai kintu guruji ke upset ke karna vidyarthio ko bahut dikhna hotahai please sir pathasala regular chalu kare..
Nice video, sir ek video aisa banayen jisme ek led bulb hai us par jo watt ka specification hai wo mit chuka hai,led me laga driver kharab hai,aur mc pcb me jo led lagi hai wo led tester se 3 v ki reading bata rahi hai,to kaise samjhenge ki 3 v ki led jo lagi hai vo 60 ma,150 ma ya 300 ma ki hai aur uska driver yadi repair nahi ho sakta hai to kitne ampere ke driver ko lagaya ja sakta hai, dhanyawad
Sir muaf kariega ek sawal aur hai market se maine 3 volt ki 60 ma ki 100 led ,aur 3 v 150 ma ki 100 led,aur 3 v ki 300 ma ki 100 led kharidi hai jo ki us dukandar ne alag alag packet banaya tha lekin kisi wajah se ye leds aapas me ek dusare se mix ho gayi hai to fir in mix hui led me se hum kaise pehchan karenge ki konsi led 60 ma ki hai aur konsi led 150 ma ki hai aur konsi 300 ma ki hai ,led ki volt ko to hum led tester se pata kar sakte hain lekin led ke current ko kis tarah se pata karte hain is ko bhi samjhaiega jaroor, dhanyawad sir
अति उत्तम जानकारी। mAmp की जानकारी बहुत कम चैनल पर प्रसारित की जाती है या यों कहें कि अन्य चैनल mAmp की जानकारी देना ही नहीं चाहते हैं। उन्हें तो सिर्फ बल्ब को जलाने का प्रयास करना ही मकसद होता है। आप धन्य हैं क्योंकि आप बल्ब के repairing की प्रत्येक बारीकियों से संबंधित जानकारी देने का भरसक प्रयास करते हैं।
Thank you sir
Good knowledge sirji..🎉.. Ciling light 300m.a. vali ki ripering ki video jaroor banaiye.. 👍🏻🙏🏻
पहले से ही वीडियो बनी हुई है सर जी, आप वीडियो लिस्ट मे जाकर देख सकते है, आगे भी वीडियो मिलती रहेगी।
Sir aap ka samjhane ka Andaaz bahut achcha hai dhanywad
Thank you
@@electronicsworld38809:15 Ji sir Maine Amazon se online 9 watt ki mcpcb magvay thi jiske data sheet kuch bhee nahi thaa kitne volt ampere par chalegi. Led tester se volt chek Kiya to 60 61 volt le rahi thi. 9 watt 60 volt watt÷volt=Ampere matlp 0.15 ampere yani ki 150 mili amps
Jab ye isi Tara power diya 60 volt 150 mili amps ka to mcpcb se dhuwaa nikalne laga . Last 120 mili amps ka current hi accept Kar rahi hai ise pure 9 watt kaa kaam nahi diya aur rosni bhee Kam nikalti hai...
Sir aap jab batate hai samjhate hai apka prayas rahta hai ki jyada se jyada log samajh sake 👌👌👌👍
Sahi baat hai
18 volt ke bulb ki bihi jankari de
Pahle ke video me di jaa chuki hai.
Sir namaskar, vidyarthi to class mein present hotehai kintu guruji ke upset ke karna vidyarthio ko bahut dikhna hotahai please sir pathasala regular chalu kare..
Ok sir Ji 😊😊
Sir, please correction done in your video
2835 LED i.e.
2.8 mm and 3.5 mm
Thanks
भाई आप लोग सचेत रहे इसलिए छोटी सी गलती हो गयी। 😁😁😁
5 subcerber grow kiya
Thank you
Sir, namaskar video bahutt achha hai.
Thank you
Nice video, sir ek video aisa banayen jisme ek led bulb hai us par jo watt ka specification hai wo mit chuka hai,led me laga driver kharab hai,aur mc pcb me jo led lagi hai wo led tester se 3 v ki reading bata rahi hai,to kaise samjhenge ki 3 v ki led jo lagi hai vo 60 ma,150 ma ya 300 ma ki hai aur uska driver yadi repair nahi ho sakta hai to kitne ampere ke driver ko lagaya ja sakta hai, dhanyawad
ऐसी परिस्थिति तैयार होने का इंतजार कीजिये तो इसपर भी वीडियो मिलेगी।
Sir muaf kariega ek sawal aur hai market se maine 3 volt ki 60 ma ki 100 led ,aur 3 v 150 ma ki 100 led,aur 3 v ki 300 ma ki 100 led kharidi hai jo ki us dukandar ne alag alag packet banaya tha lekin kisi wajah se ye leds aapas me ek dusare se mix ho gayi hai to fir in mix hui led me se hum kaise pehchan karenge ki konsi led 60 ma ki hai aur konsi led 150 ma ki hai aur konsi 300 ma ki hai ,led ki volt ko to hum led tester se pata kar sakte hain lekin led ke current ko kis tarah se pata karte hain is ko bhi samjhaiega jaroor, dhanyawad sir
Sawal wahi bas puchne ka tarika badal gaya aapke sawal par jarur jabab milega intejaar kijiye.
Ye mera channel
Main bhi aapse juda rahunga
Apko promote kardunga
Bahut bahut Thanks aapko
Sri maan, 2835 smd ka matlab 2.8mm x 3.5mm hota hai ya 28mm × 35mm ?
आप जैसो का बहुत बहुत स्वागत है, जो मेरी छोटी छोटी भूल को भी ध्यान रखते हुए मुझे सचेत करते है।
सही बात एवं सवाल है।धन्यवाद
आपसे हमे MCPCB एवं ड्राइवर की जैसे spare part मिल जाये तो बहुत ही अच्छा होगा सरजी।
सही कहा आपने।
दिये गए नंबर पर बात कर सकते है।
Sir led check karne ka meter hota hai
Bata rahe hai ki puch rahe hai sir.
Sir puch rahe hai ki led check karne ka meter hota hai jisse je pata chale ki mcpcb kitne watt ki hai or kitne volt ki. Or kitne mlamp ki
Volt ki sasti aati hai mili amp ke saath mahngi aur watt ka alag aataa hai.
आपका फोन नंबद भेजीए सरजी
7004312224