Pehali baat mental disorder, ladki ke taraf wale chupa kar karte hai. Jab pakdi jaati hai toh wo maike chali jaati hai . Aur phir jandi nahi aati , aur dusara jhagda karti hai . Be wajhe baato ko bhumati hai . Esme mai wo divorce bhi nahi deti , aur unse bacche agar honge toh unka bhi wahi haal ho shakta hai. Phir isper koi rule nahi bana hai . Aur ladke ke taraf wale kah bhi nahi shakte ki ladki mental hai. Dusara isme kewal pati phas kar rah jaata hai . Kya koi rule bana hai jisse divorce mile easy . Kyoki ki ladka kewal bol shakta hai ki wo mental hai . Court mai prove nahi ho shakta. I think jo esha kaam karte hai unke upar koi act hona chahiye. Pati toh ekdum fhas kar rah jata hai.
Mere sath bhi yahi hua hai dhoke karwa diya gya saadi k 3 din baad depression ka dawa le rahi thi jab iske bare me baat kie to maarne k lie aayi sabko jina durlabh kar di kabhi kaam karti hai nii to soi rahti hai sir kuch batae treatment o thik ho jae pls sir.......
मेरी भी धोखे से शादी कर दी गई २०१४ में मेरी पत्नी बहुत अधिक परेशान करती है, घर का कोई काम धाम नहीं करती, लड़ाई करतीं है हमेशा चिड़चिड़ा पन रहता है, कई दिन रात सोती नहीं, सबसे लड़ाई झगड़ा करती है, पूरी दिनचर्या खराब है उसकी
Sir meri sister ko shadi ke 1 mahine ke baad he schizophrenia ke symptom aane lge......... Mujhe yeh janne main 15 din lge....... Phir 15 din ke baad hum unhe IGMC shimla le gye.....wahan se medication lene ke baad didi 7 din tk theek th.... Uske baad unko phir se schizophrenia ke symptom Aane lge aur 10 se jyada bar unhone suicide krne ki kosis kii............ Unko yeh relapses 4 baar ho chuke hai........ Doctor medicine change kr rhe hai........... SIR KYA MERI DIDI THEEK HO SKTI HAI.... YA PHIR MUJHE KAHIN ACHE DOCTOR SE SAMPARK KRNA PDEGA PLZZ REPLY.........IAM VERY DEPRESSED🙏🙏🙏
Schizophrenia ka diagnosis mila hai to medicines lambe time tak chalengi.. unki condition stable ho jayegi, par dawayein regularly leni hongi.. dhyan rakhna hoga ki wo medicines na chhod de, nahi to suicidal thoughts aur harm wale behaviors increase ho sakte hain jisse unhe baar-baar admit karna padega.. Sath hi unki daily routine regular honi chahiye, aur logo ka bartaav achha rahna chahiye.. nahi to stress se bhi relapse hoga
Hysteria ke patients ke bare me koi kuch bataye
Sir ji aapki ye video bhi mujhe bahut hi achhi lagi isake liye aapka bhahut bahut dhanyawad karta hoon Namo Buddhay ji 🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹
Thank you sir
Sir you are doing good job
Nice 👍
AAP ka explanation was very good
Sir ocd petient se kese deal kre please btaye ho ske to is per ek viedoo b bnaye
Same here,
Thank yoy so much sir. This os the best video on mental illness treatment. Hats off you sir.Keep doing your video
May god bless you❤
Sari theoretical baatein hn. Jake paon na fati bivai so kya Jane peer Parai.
Pehali baat mental disorder, ladki ke taraf wale chupa kar karte hai. Jab pakdi jaati hai toh wo maike chali jaati hai . Aur phir jandi nahi aati , aur dusara jhagda karti hai . Be wajhe baato ko bhumati hai . Esme mai wo divorce bhi nahi deti , aur unse bacche agar honge toh unka bhi wahi haal ho shakta hai. Phir isper koi rule nahi bana hai . Aur ladke ke taraf wale kah bhi nahi shakte ki ladki mental hai. Dusara isme kewal pati phas kar rah jaata hai . Kya koi rule bana hai jisse divorce mile easy . Kyoki ki ladka kewal bol shakta hai ki wo mental hai . Court mai prove nahi ho shakta. I think jo esha kaam karte hai unke upar koi act hona chahiye. Pati toh ekdum fhas kar rah jata hai.
@@vaibhavnandan8072 Bhai kanun hai
Meri wife ko psychotic episode ki problem hai but wo or uski parents is baat ko nhi maante or medical treatment karwana ni chhate.
Ise me kya kre
Yhi haal Meri wife ki h bhai
Same here
Physical relationship ka kya krein .saadhu ban jayein.
Mere sath bhi yahi hua hai dhoke karwa diya gya saadi k 3 din baad depression ka dawa le rahi thi jab iske bare me baat kie to maarne k lie aayi sabko jina durlabh kar di kabhi kaam karti hai nii to soi rahti hai sir kuch batae treatment o thik ho jae pls sir.......
Sir m apne pati se परेशान hu wo mentaly disturb ho rahe h please help 😢
Sir reply to kriye plzzz......... Apke ek reply se kisi ki zindgi bach skti hai
Thanks
Sar ya bemari me dabai lene ki doran sar bhare hota hi kay
❤❤❤❤❤❤❤
Sir patni mental harasment karti hai kya kre
Sir padoshi se ise kaise deal kare ..scizo illness se ..
Muje kidney problem c dipresion aya hai
Srdrd v
मेरी भी धोखे से शादी कर दी गई २०१४ में मेरी पत्नी बहुत अधिक परेशान करती है, घर का कोई काम धाम नहीं करती, लड़ाई करतीं है हमेशा चिड़चिड़ा पन रहता है, कई दिन रात सोती नहीं, सबसे लड़ाई झगड़ा करती है, पूरी दिनचर्या खराब है उसकी
Ladies ko bahut rights hai ne is liye gents ko suffer karna pad rha hai
@@mobilegameing3991 I think u should support her
.
Bhai jhad fuk ka sahara lo mai ye nhi keh rha hu ki usase ilaj hoga but relief jarur milega
Mai khud apne biwi se paresan rehta hu
Sir mere husband ko depression h ese me be drink karke muje ghali ghloch aur Marne pdte h ese me me kya kru me bhut preshan rehti
Apki speech phadkr lagta hai apka husband thik hai aur ap us par bhada chadakr us par ilzam laga rahi h mental unless apko h
Sir ye saare lakshan mere undar he
To me kiya karu sir
Dr mai 24 salo se medicine le rahi hu.mujhe bipolar disorder h .kya mujhe lifetime medicine leni hogi
can we consult you online ?
Shaadi karke parents chain ki banshi bajaye aap bhugatiye.
Kaam dhandha sab jhod diya usko h seva dete rhiye.
Sir jee sexual problem bahut h kya kre
Sir meri sister ko shadi ke 1 mahine ke baad he schizophrenia ke symptom aane lge......... Mujhe yeh janne main 15 din lge....... Phir 15 din ke baad hum unhe IGMC shimla le gye.....wahan se medication lene ke baad didi 7 din tk theek th.... Uske baad unko phir se schizophrenia ke symptom Aane lge aur 10 se jyada bar unhone suicide krne ki kosis kii............ Unko yeh relapses 4 baar ho chuke hai........ Doctor medicine change kr rhe hai...........
SIR KYA MERI DIDI THEEK HO SKTI HAI.... YA PHIR MUJHE KAHIN ACHE DOCTOR SE SAMPARK KRNA PDEGA PLZZ REPLY.........IAM VERY DEPRESSED🙏🙏🙏
Schizophrenia ka diagnosis mila hai to medicines lambe time tak chalengi.. unki condition stable ho jayegi, par dawayein regularly leni hongi.. dhyan rakhna hoga ki wo medicines na chhod de, nahi to suicidal thoughts aur harm wale behaviors increase ho sakte hain jisse unhe baar-baar admit karna padega..
Sath hi unki daily routine regular honi chahiye, aur logo ka bartaav achha rahna chahiye.. nahi to stress se bhi relapse hoga
Family me kisi or ko bhi h kya ye disorder
Ignore her is the best option!
Sir reply plzz
Or aap keh rhe ki support kr e or hm mardo ka dukh kon sunega
Ocd patient ko shadi karni chahiye kya
Haan
Nhi...Bo dusre ki jindgi barbad kr degi
True @@MohdIslam-u2y
Nhi, kabhi nahi
Meri patni bahut paresan karti Ghar ka koi Kam nahi karti hai
Bani pagal ho to kya karein
Jindagi jhand ho gyi hospital ke ckkr katkr etna bil bhara ki ab toh kaccha bhi na hu kharid pa rhe
Your no sir
Dusra kaam chhod kar patient k peechhe lage rhe.