Sir mera gadi Swift dizire disel 2019 ka hai wo chalte band hoti hai jab key nokalke wapas lagate hai to fir se start hoti hai lekin yaha Mumbai me kisike problem nahi mil raha hai please kya hau hoga gadi ko
Pichle week hi nexon Diesel ka service karaya Service centre se 15000 ₹ lag gaya.130000 gadi chal chuka hai. Intake line,EGR, throttle body sab clean karne bola tha kuch ni kie.Bas intercooler, radiator clean kie aur normal service kie.Ab se SC me service kabhi nahi karwaunga
Radiator clean Kiya hai usme thoda bohot pani rehta hi hai uski jali me. gadi garam hone ke baad dhua to ayega hi aur coolant dalte time bhi pani girta hai to gadi heat hone ke bam bhaap banti hai
@ nahi bhai but basic hai, concentrate mei paani milana padta hai as per climate conditions. coolant ke peeche chart hota h uspe likha hota hai kitne temperature par gaadi rehti h waha to kitna paani milana h
@mohanjoshi5173 mainly water hi engine ko cool krta coolant ka kaam to corrosion se bachana or water freeze hone se rokna hota h. Still ache baat h agar kuch ni hua to par fir bhi distilled water dalna jyada economical hota
Bohoth badiya tiwari ji maza aagaya
Very nice knowledge 🙏🙏
Mukesh Ji lagta hai aap gaon gaye the bahut dinon ke bad Apne video dala hai
Swift 2016 model petrol gaadi hey konsa engine oil ka grade best rahega ?
5w30
Thank you so mnch sir
Most welcome
Good video very good work
Thanks a lot
Sir mera gadi Swift dizire disel 2019 ka hai wo chalte band hoti hai jab key nokalke wapas lagate hai to fir se start hoti hai lekin yaha Mumbai me kisike problem nahi mil raha hai please kya hau hoga gadi ko
Drv valve choke hoga ye fuel pump me problem hogi check karne par pta chalega
Nice video
Good job
Appreciate it
Sir mukhesh ji ko kuch hua h kya? 1 mhine se video nhi aayi
Video aayegi
Bhai gear box ka oil to check bhi nahi kiya 1 lakh km pe to chenge karna jaruri he na
60k par ho gaya tha ab 120k par hoga
Pichle week hi nexon Diesel ka service karaya Service centre se 15000 ₹ lag gaya.130000 gadi chal chuka hai. Intake line,EGR, throttle body sab clean karne bola tha kuch ni kie.Bas intercooler, radiator clean kie aur normal service kie.Ab se SC me service kabhi nahi karwaunga
14:45 why there is smoke coming above engine case?
Radiator clean Kiya hai usme thoda bohot pani rehta hi hai uski jali me. gadi garam hone ke baad dhua to ayega hi aur coolant dalte time bhi pani girta hai to gadi heat hone ke bam bhaap banti hai
Coolant green tha to blue q dala
Hello sir aap kon si car wash machine hai mujhe bhi leni hai parts dhone ke liye
Discription me machine ka link de diya hu aap yaha se khareed sakte ho
Mukash ji kaha chale gaye
Sir Mukesh ji apne Village me hai jaldi aayenge
Yeah too Mukesh g ka work shop hai.
Mukesh bhai ki garrage hain
Mukesh ji kase hai bohot din se video dala nahi?
Jaldi Ayegi Mukesh Chandra gond Channel par video Mukesh ji ki video
pure coolant daala aapne ? paani to milao 50%
Aap mechanic ho kya ? Unse jyada jante ho kya
@ nahi bhai but basic hai, concentrate mei paani milana padta hai as per climate conditions. coolant ke peeche chart hota h uspe likha hota hai kitne temperature par gaadi rehti h waha to kitna paani milana h
Tiwari ji kaise ho aap ??
Apke dost mukesh ji kaha hai ajkal ??
Theek hu sir, Mukesh ji bhi theek hai
Apne sara coolant kyu dala ye concentrate tha paani mix krna chaiye tha
Kuch nahi hota sir m continue 2015 se pure use kar raha hu balki ek bar radiator toot Gaya tha jab usko khola to bilkul saaf nikla
@mohanjoshi5173 mainly water hi engine ko cool krta coolant ka kaam to corrosion se bachana or water freeze hone se rokna hota h.
Still ache baat h agar kuch ni hua to par fir bhi distilled water dalna jyada economical hota
Ham 1 mahine se har Sunday ko dekh rahe hain ki aaj video aaega to nahin a raha hai
Mukesh chandra goad video kyunahi banate he
Hii
Helo Tiwari sir how to contact you ??? Any Fone number sir
Sir website par aao link discription me hai wha aapko number mil jayega