BHIYA CAN YOU PLEASE MAKE VIDEO , WHICH BROADBAND PLAN IS MORE BENIFICIAL FOR STUDENTS (MONTHLY OR HALF YEARY OR YEARLY) PLEASE NEXT VIDEO FOR STUDENTS .
Bhai mujhe lagwana tha lekin vendor 5500 mang rha tha aur mere ghar se sirf distance 15 meter dur hai cable aur vendor router ka price bhi le rha hai aur sirf 1 month ke liye 329 ka recharge de rha hai. please help kya karu
Esa karo Bhai, Aap Router Lagwao TP Link ka wifi 6 wo 2700 ke around hai + 15 meter Cable 150 ka ho gaya baaki 400 ke around Plan ho gaya 3200-3300 ke around baith Raha hai connection baaki agar 3500 me bhi ho jata hai to koi nukasaan nahi hai Bhai, lekin 5500 kese
Haan Bhai pata nahi log itna extra charge kaise de dete hain, jabki itne alternatives market me hain, kam se kam thoda bol hi sakte hain ki wo 1000-500 rupey me saara kaam kar de rahe hain. Or fir charge kitna bhi ho lekin wo genuine to ho, jitna genuinely Banta hai utna lo...
Bhai sirf router ke paise lagne the or plan with gst baaki sab to abhi bhi free hai Bhai, usme bhi 100 meter Cable Connection me milta hai company ki taraf se
सर 50 सीट की लाइब्रेरी में लगवाना है wifi किसका बढ़िया रहेगा? और अगर मैं bsnl की तरफ जाता भी हूं तो मुझे कैसे पता चलेगा कि मेरे घर की आस पास कोई इंटरनेट कनेक्शन है?😢
Bhai jyada baithne se testis Hydrocele ho gaya... 1 saal se thi ye problem but ab kuch jyada hi gyi hai... Or abhi last week me hi sister ki death bhi ho gyi Bhai 🥹
Bhai bahut acche se samjhaya aapne
Thank You So Much Bhai, Bas chhoti si koshish hai Bhai
BHIYA CAN YOU PLEASE MAKE VIDEO , WHICH BROADBAND PLAN IS MORE BENIFICIAL FOR STUDENTS (MONTHLY OR HALF YEARY OR YEARLY) PLEASE NEXT VIDEO FOR STUDENTS .
Definitely Bhai...
1 महीना हो गया बुक किए हुए ये कामचोर लगाने तक नहीं आ रहे खराब होने पर क्या ही होगा भगवान जाने 😂
Bilkul sahi kaha Bhai
Bhai vandor ke pass jao na ki BSNL ke pass
@@BHINDER006 speed kya milegi😂unlimited to bad me dekh lenge 😂😂😂
Bhaipur mahipal singh BSNL vendar
Which city
Sabse achha BSNL hai manta hu lekhin BSNL ka kam ka admi hai sab chor hai. Ei Sachi bat hai.
Right Bhai
Vendar ka complaint kaha kare ??
Costumer Care or District BSNL Office + District SDO se
Bhaiya mere ghar ke pass bsnl broadband 3000-3500 rs. 😢😢 Installation total amount
Bhai plan kya hai 3000 me ?
BSNL broadband connection
Bhai Total Cost kya hai or usme apko kya-kya service milegi, plan konsa hai ?
@@TechnoBishnoiji 4000 manga rha hai 399 plan ke liye kya kare total cost
Bhai router ka model or cost malum karo or uss router ko cross check Karo kitne ka hai, sab clear ho jayega
Bhai mujhe lagwana tha lekin vendor 5500 mang rha tha aur mere ghar se sirf distance 15 meter dur hai cable aur vendor router ka price bhi le rha hai aur sirf 1 month ke liye 329 ka recharge de rha hai. please help kya karu
Esa karo Bhai, Aap Router Lagwao TP Link ka wifi 6 wo 2700 ke around hai + 15 meter Cable 150 ka ho gaya baaki 400 ke around Plan ho gaya 3200-3300 ke around baith Raha hai connection baaki agar 3500 me bhi ho jata hai to koi nukasaan nahi hai Bhai, lekin 5500 kese
Maine v 329 wala plan liya h. Vendor ne 1 rupiya bhi extra nahi liya.
@@ravijsr17 bhai total cost kitna lga aur kab install karwaya
Haan Bhai pata nahi log itna extra charge kaise de dete hain, jabki itne alternatives market me hain, kam se kam thoda bol hi sakte hain ki wo 1000-500 rupey me saara kaam kar de rahe hain.
Or fir charge kitna bhi ho lekin wo genuine to ho, jitna genuinely Banta hai utna lo...
Bhai bsnl ke website se book kar lijiye. Sasta parega
Bsnl ka koi prepaid plan nahi hota kya?
nahi
Bhai FTTH services me only postpaid hi chalta hai s
इस प्लान में क्या नेट स्पीड चलती होगी, 399 वाला सही है
Bhai bas use karke review dena tha isi liye ye lagwaya tha, ab 399 wala plan hi lagaunga
Me book kiya tha 4000 bata rahe bsnl company se phon aaya tha
Plan or services kya hain Bhai?
@TechnoBishnoiji 449+gst plan
3250 rs modem+wire+100 rent+plan alag se
Bhai sirf router ke paise lagne the or plan with gst baaki sab to abhi bhi free hai Bhai, usme bhi 100 meter Cable Connection me milta hai company ki taraf se
सर 50 सीट की लाइब्रेरी में लगवाना है wifi किसका बढ़िया रहेगा? और अगर मैं bsnl की तरफ जाता भी हूं तो मुझे कैसे पता चलेगा कि मेरे घर की आस पास कोई इंटरनेट कनेक्शन है?😢
Bhai apne area ke BSNL Vendor se contact kijiye, apke area me kaha tak cable hai iske baarey me wahi batayega
kya hua hai bhaiya apko
Bhai jyada baithne se testis Hydrocele ho gaya... 1 saal se thi ye problem but ab kuch jyada hi gyi hai... Or abhi last week me hi sister ki death bhi ho gyi Bhai 🥹