Mai ab jab mitti shukh jati h tab uple ka pani ya sharsho ki khali ka fertilizer leti hu 15 din me mere plant heldi bhi h Or Fhlavring bhi bahut karte h Or groth bhi ho rahi hai 3 bar pruning bhi kar chuki hu or fhaliya mai hata deti hu roj mere pass 5 podhe h
Aparajita flower plant needs temperature between 20 to 35°C. And good sunlight.for proper growth. I don't know what is temperature in Darjeeling now... You can grow between above temperature that I mentioned.
Laga sakte hain, maine ek hi gamle 6 se 7 poudhe bhi lagaye hain.... Jo video apne dekhna usme ek hi pot me kai sare poudhe me lage hai... Maine chote poudhe lagaye the kyunki Maine inko beezon se or cutting se grow kiya tha... Ap nursery se layen Hain to plant pehle se kafi bada hoga to do plant se jyada ek sath na lagayen...
Sir,why are you using urea, better he ap vermi compost dal den, Ap urea de to sakte hain lekin quantity kafi Kam rakhe,kuch 8 se 10 granules de sakte hain,pani me dissolve karke
फारच छान माहिती आहे
Super information ma'am 🎉🎉🎉🎉
बहुत ही अच्छी जानकारी 👌🏽
Jai ho 🙏🙏
Mai ab jab mitti shukh jati h tab uple ka pani ya sharsho ki khali ka fertilizer leti hu 15 din me mere plant heldi bhi h Or Fhlavring bhi bahut karte h Or groth bhi ho rahi hai 3 bar pruning bhi kar chuki hu or fhaliya mai hata deti hu roj mere pass 5 podhe h
Gulab ki kalam ki grot ke bad kitne din bad palithin hatana hai
Jab jade apko bahar se dihkne lage...
Medam milibag ke liye koi upay bataye
Baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen
Ma'am ya plant thanda place par hoga like darjeeling ma.
Aparajita flower plant needs temperature between 20 to 35°C. And good sunlight.for proper growth.
I don't know what is temperature in Darjeeling now...
You can grow between above temperature that I mentioned.
Kya kachche kele k chilko ka bhi fertilizer bna skte h ...
Bana sakte hain,dry karke...
Hello ma'am...... kya dry or liquid dono fertilizer ek sath de skte h....
Kounsa dry ya konsa liquid....
@greenhouse1 sukhi chay ki patti.. kele chilko ka pawder k sath knde ka liquid fertilizer
अपराजिता के पौधे को कम से कम कितने बड़े गमले में लगा सकते हैं जो अच्छा चले और फूल भी अच्छे दे
12 inch ka gamala thik rahega, support ke liye bhi kuch lagaye isse growth achhi hoti hai
@greenhouse1 12 इंच के एक गमले में दो पौधे जैसे दोनों अलग अलग रंगों के हैं लगा सकते हैं क्या 🙏🙏
Laga sakte hain, maine ek hi gamle 6 se 7 poudhe bhi lagaye hain....
Jo video apne dekhna usme ek hi pot me kai sare poudhe me lage hai...
Maine chote poudhe lagaye the kyunki Maine inko beezon se or cutting se grow kiya tha...
Ap nursery se layen Hain to plant pehle se kafi bada hoga to do plant se jyada ek sath na lagayen...
प्याज का पानी बीस तीस दिन पुराना होने पर दे सकते हैं??
Agar thik hai to dilute karke de sakte hain..
ABHI YE KUTTING SE LAGA SAKTE HAI
Kosis kar sakte hain ap, abhi to aprajita me growth ho rahi he,to possible he cutting lag jaye...
Hi ma'am mera aparajita abhi chhota hai achhi growth ke liye konsa fertilizer dena chahiye please help me ma'am
Ma'am thoda sa compost de sakte hain, istemal chaye ki patti ko sukhakar 5 chammach mahine me do bar dalne se growth achhe rehte hai
Can I use urea for aprajita
Sir,why are you using urea, better he ap vermi compost dal den,
Ap urea de to sakte hain lekin quantity kafi Kam rakhe,kuch 8 se 10 granules de sakte hain,pani me dissolve karke