Sir men miter me se leke alag alag dp mcb me luping karke dp mcb me se submitter me de diya to chalega kya aur submitter me se sp mcb me diye to chale ga kya
2 bhaiyo ka शामिल ka makan h meter connection 1 hi h but 1 or meter lgbana h to shamil ka jo connection ho rha h use dono meter me kaise kare or isme kitna kharcha ayega kitna wire dalega help me now please
Bhai 10 room ki house wairing krni h... 1 room me--- 2 bulb,1 fan, 1 cooler 2 room me--- 2 bulb , 1 fan 1 cooler 3 room me -- 6 bulb, 1 tv, 1 cooler, 1 fan 4 room me --- 1 fan, 1 tv, 1 fan ,2 bulb 5 room me -- 1 freez , 1 mixer machine,, electric chulha,1 fan, 2 bulb 6 room me -- 1 gezer , 1 bulb 7 room me--- 1 fan,, 2 bulb 8 room me -- 1 fan, 2 bulb 9 room me -- 1 fan , 2 bulb 10 room me --- 1 fan ,, 2 bulb Note--3 number room se hi sabhi roomo ki wairing krni h, waiting room to room krni h, ek room se dusre me dusre se tisre me tisre se chauthe me chauthe se pachwe me .. daswe room to aise hi krna h,, ho skta h kya???
Hello just to help you with my little knowledge, neutral ki jagah earthing ka wire dae saktae hai par earthing ka wire (earthing) bohout hi strong hona chaiyae par Neutral ka wire lagana hi sab koi recommend karta hai. Kuch village mae sirf phase wire aata tha phaelae uha Earthing wire ko hi Neutral mae lagaya jaata tha. Par abhi sabkoi pole sae aya hua Neutral wire hi use karta hai.
Sir main abhi ek kiraye k room mein rahta hu, aur waha par 3 kiraye wale bhi rahte hai aur ek makan malik aise 5 family rahte hai lekin makan malik ne 2 hi room k meter main alag se( main meter se) connection diya hai aur 2 room k sub meter main mere sub meter se connection diya hai to mere meter ki reading per day 3-4 unit hota hai aur dusre 2 room k meter ki reading 0-1 unit hota hai aur makan malik 10rs. Per unit leta hai, makan malik ko bola hai ki meter ka connection se sahi se karao to bolte hai ki room khali karo, please kuch suggestions dijiye sir !
Woh bhaiya bahot hi sundar Apne bataya hum apne Ghar ka connection kr liya apke batane ke bad apka bahot bahot dhanyavad
Sir aap bahut badiya explain karte ho, thank you very much
Bahut achha video hai bhaiya thanks 👍🙏
बहुत अच्छी जानकारी
Sar ji aapke vidio dekh dekh ke kya mai chota mota karagitr ban sakta hu please 🙏 reply sar please please 🙏 sar reply 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai ek dum jbrdst samjhaye ho
Your trick is good sir practical and theoretical I like it
Inka bijali ka bil alag alag aaega yah bataen sarkari vibhag se
Thankyou bhaiya ekdam sahi samjha has
Bahot badhiya
Brilliant explanation surendraji. It creates interest to learn more and more.
this channel will cross 1 Million subscribers soon👍👍
Good morning सर good information very nice
Great job bro nice information sir jii
Iam proud of you sir ❤️💓
Bahut sahi batae ho goru
Ky mind h sir apka ktai mst smjate ho
Very good sir thanks
Good job Big brother
Nice video sinha ji
Bahut Badhiya
Sir ek underground cable से 2 miter को connection कर सकते है किया
Brilliant idea bhai
Mere room owner बोलता है कि उसका bill main meter me aata aur ham किराएदारों का बिल sub meter m AATA ye sahi h Kya??
bahut sundar🙏
Sir men miter me se leke alag alag dp mcb me luping karke dp mcb me se submitter me de diya to chalega kya aur submitter me se sp mcb me diye to chale ga kya
Great information
Iske liye electricity board se permission lena padega ya private kaam ho jata hai
Mere ko BHE yahe puchna hai
hai
Same sawal hai
Hm ye questions ka answer
Agar charo Ghar mei ek output neutral ho aur alag alag face ho toh kya kisiko kam kisiko jiyada metre reading hoga kya ??
Kya neutral ko miter me na dekar direct kar sakte he sirf phag ko miter me de kar ho ga kya. Please reply.
Sir ek commercial meter se kitne kirae ki dukan me sub meter laga sakte hain please reply 🙏
Valuable information 👍🏻
Sir ji इस diagram me inverter ko kaise जोड़े इसका भी वीडियो बना dijiyega please 🙏 sir ji
sir jha apne kit kat fuse lgaya h vha kuch nhi lgae to chlega ?
Agar Supply me P, N aur Load me P, N huva to kuch problem hogi kya
Please tell
Mr sinah when you use fuse kitkat what kind of wire to use it’s not safe to use copper wire because it’s high melting point.
Or iss sea asan tarika ha kya sir replay
Very good sir ji.
Main Meethe Mein MCB ki jagah elcb bhi Laga sakte hain
Sir dono me se kya better hota hai sub-meter ya alag alag meter. Jisse monthly electric bill kam aaye.
Sarkari m se private m mein connection hamara private m kam Karega na
Bhai plz reply.....agar ek sub meter se phase aur dusre se neutral liya ho to bil kaunse sub meter ka aaega plz reply
Thank you so much sir
Very.good.bhai
Good work bro
Good information sir
Bhiya mere owner hamesh 400de raha jabki Mai Kewal oo v evening me bati aur pain garam karne ka hota Kiya usne sub meter me 420kinhai plz suggest
Bhai purane meter main fase or natural,1-mcb,1-kit-kat fuse,1-rccb ka canection kaise kare please bataiye🙏
Sar Bina Kit Kat ka load de sakte hain na
Thanks sir 👍👍👍
Good job
Best sub meter कौनसी कंपनी का लेना है ।
Very nice sir
2 bhaiyo ka शामिल ka makan h meter connection 1 hi h but 1 or meter lgbana h to shamil ka jo connection ho rha h use dono meter me kaise kare or isme kitna kharcha ayega kitna wire dalega help me now please
Ye to apke paas ka koi electrician hi dekh ke bta payenge
Bijli vibhaag se koi permission lena padega
Bhai 10 room ki house wairing krni h...
1 room me--- 2 bulb,1 fan, 1 cooler
2 room me--- 2 bulb , 1 fan 1 cooler
3 room me -- 6 bulb, 1 tv, 1 cooler, 1 fan
4 room me --- 1 fan, 1 tv, 1 fan ,2 bulb
5 room me -- 1 freez , 1 mixer machine,, electric chulha,1 fan, 2 bulb
6 room me -- 1 gezer , 1 bulb
7 room me--- 1 fan,, 2 bulb
8 room me -- 1 fan, 2 bulb
9 room me -- 1 fan , 2 bulb
10 room me --- 1 fan ,, 2 bulb
Note--3 number room se hi sabhi roomo ki wairing krni h, waiting room to room krni h, ek room se dusre me dusre se tisre me tisre se chauthe me chauthe se pachwe me .. daswe room to aise hi krna h,, ho skta h kya???
Aapne ye kam pura kiya ya
Bhai Haus vairig parvido banavo
Sir jo digtal miter se out put se black wayer nikle ga wo kha per lgaiye ge
Good👍
Main meter to lga h but kiray wale ke liye meter kaha se pkharidna padta h electrical dunkan ya bijli bill office se
In dono tariko ki kya kya cost hai yeto btaya hi ni aap ne
Sir MCB kitna amp ka used karna hai
Ek meter se Baki teen meter me canection Kar sakte hai.
Khud ke ghar me hi kr skte hai... Rental rooms ke liye
Thanks sir
Wow sir nice
Sir ager men miter led hai to baki kiraye ke room me kon sa miter hona chahiye
Tnx Bhai...
Nice bhaiya
Ji उपर 5MCB लगाना जरूरी है
Mere room ke submeter me jada kuch use na karte huye bhi bahot jada reading aa raha hai 🙄 please kuch bataiye jis se reading kam ya slow ho jaye
good video
Neutral aur face men edhar udhar connection hone par koi problem to naho hota hai n
Sukriya
Kiray ke house mai apna inverter kaise lagaà
Sir ji ,1 kwa meter me ,2 pool ki mcb kitne amp ki hona chahiye or 5 room k liye 1 pol ki mcb kitne amp ki lena chahiye ap video banaiye plz
हम रुम का अलग से मिटर लगाया है पर रूम का लाईट बंद रहता है तब भी मिटर 1या 2 units चल चुका होता है
Toh aapane kya kiya?
@@amolchopade7649 sayad indicator jlta h, isliye
AA jayega Bhai 2 unit band hone ka bhi charge lagta hai
Main mereter 3 phase ho to kya faida hoga
Nice
Kit ket fuej mitar ke sath jaruri he sir
Sir submeter me neutral ki jagah Earth de sakte hai
Ha ya nahi sir ji
Aata hai bro sirf yhi puchha tha
Hello just to help you with my little knowledge, neutral ki jagah earthing ka wire dae saktae hai par earthing ka wire (earthing) bohout hi strong hona chaiyae par Neutral ka wire lagana hi sab koi recommend karta hai. Kuch village mae sirf phase wire aata tha phaelae uha Earthing wire ko hi Neutral mae lagaya jaata tha. Par abhi sabkoi pole sae aya hua Neutral wire hi use karta hai.
BhAi kit ket jaruri hi ki nahi
Ek village main sabka meter hai aur ek ghar main nahin hai aur line ka istimal kar raha hai fir kisme bill uthega please sir replay me
2rooms ko 1 sub metre mai kaise de?????
हेलो सर
वायर कितने एमएम का
Wow thanks a lot
Bhai Sinha main meter se submeter me connection kare.
th-cam.com/video/BdxQ1X406GQ/w-d-xo.html
Ye 3 phase ka hai.. Single phase ka video abhi tk upload nhi kiya hun... Jald hi kr dunga
Room to room sub meter reading price lekin water pump alag ho jata hai common sbi k liye iska price kaise nikalte hai
Thank you
Camsal miter hai apane miter sa lin da sakata hai
Sir hm rent pe retha ha hmara unit high kyun btata ha hmesha
Bro thnx
Kit kat fuse ku laga rahe ho faaltu mein???
Sir main abhi ek kiraye k room mein rahta hu, aur waha par 3 kiraye wale bhi rahte hai aur ek makan malik aise 5 family rahte hai lekin makan malik ne 2 hi room k meter main alag se( main meter se) connection diya hai aur 2 room k sub meter main mere sub meter se connection diya hai to mere meter ki reading per day 3-4 unit hota hai aur dusre 2 room k meter ki reading 0-1 unit hota hai aur makan malik 10rs. Per unit leta hai, makan malik ko bola hai ki meter ka connection se sahi se karao to bolte hai ki room khali karo, please kuch suggestions dijiye sir !
Best suggestion dear. Change
Sir main board me ek meter ek main switch ek mcb ka conetion bataye sir ji
👍👍👍👍👍👌🇮🇳
Sir Main Broad me ek meter ek main switch ek mcb ek cut out ka conetion bataye sir ji pelese
Please sir ji
i want 1 switch and 2 five pin socket and 1 bulb holder wala electric board hona
Isme hame inverter ka connection bataye
Thanks
Show how to do Rccb connection at the home
Hi
Hamara main meter baand hogya aawaj karke or Rent wale meter work kar rahe hai , esa kyu or esse koi Problem ho sakte hai ?? 🙄🙄🙄
Ek main meter se kitne room me connection de skte hai
Jitna apke ghar me room hai..