MPT charge controller lagane ka mukammal tarika 600 wat solar system lagane ka tarika

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 ส.ค. 2024

ความคิดเห็น • 49

  • @babardurrani2022
    @babardurrani2022 18 วันที่ผ่านมา

    Sir mera hybrid mppt bettery full hone par off ho jata ha to ups ko on kar deta ha iska masa la bata do please

  • @ShahidKhan-i7h
    @ShahidKhan-i7h 23 วันที่ผ่านมา

    Mera prince ka mppt mai ne bejna ha 14000 hazar ka lita abi 11000 ka bejna ha full ok ha

  • @user-bf3ud6ow5j
    @user-bf3ud6ow5j 26 วันที่ผ่านมา

    Bhai jan....
    Mre pass 580 waat ka solar hy 100 amp ke battery..
    Ab load to chla rhaa hy mgr amp bhe zaro hy r battery charge bhe nii ho rher kindly muje batin

    • @MuhammadAli-go4hc
      @MuhammadAli-go4hc 11 วันที่ผ่านมา

      Mppt khrab hai bro repair krwai...
      Or ya b hoo sakta hai battery khrab hoo

  • @AminKhan-xg2zg
    @AminKhan-xg2zg 2 หลายเดือนก่อน +1

    Aoa
    Sir bilkul same mppt MN NY new lagaya Hy ... Screen pr volt arahy hain pr amp zero Hy kia waja Hy ?
    2 batteries or 2 595 watts ke panel donon parallel MN connect ki hoi Hy...

    • @AminKhan-xg2zg
      @AminKhan-xg2zg 2 หลายเดือนก่อน +1

      Donon batteries 180 ,180 ki Hy ...

    • @AminKhan-xg2zg
      @AminKhan-xg2zg 2 หลายเดือนก่อน

      Donon batteries 180 ,180 ki Hy ...

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Salaam alaikum bhai jaan aapki baat कुछ-कुछ samajh a rahi hai ki aap kah rahe ho ki gold jo hai vaise platein bata rahi hai MP 3 bata raha hai aap uske upar load dalkar check Karen FIR kya kahta hai

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Aap uske upar lot dalkar check Karen FIR reading bataen mujhe kya kah Raha hai vaise yah MP teacher control jitne bhi hai na maine abhi tak jitni bhi lagaya mujhe Kisi ki samajh Nahin I vah Sare batate Hain jhooth hai

    • @AminKhan-xg2zg
      @AminKhan-xg2zg 2 หลายเดือนก่อน

      Es ke sath ups lagaya hova hy pr amp show nhi krahy thy tb MN NY mppt Sy DC fan chalaya Hy ...fan chal raha hy

  • @epicplayz3741
    @epicplayz3741 3 หลายเดือนก่อน +1

    Bhai Homax mppt acha hai ya paktech please guide

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Salaam alaikum bhai jaan yah jo aap mujhe bata rahe ho na MP3 sambhal mein Nahin hai Uske bare mein nahin bata Sakta

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Baki Jo Maine istemal Kiya Na MP3 controller vaise theek hai lekin ki jo reading hai na reading se nahin batate hain reading kya hoti hai batate kya hai yah

  • @AlsheikhofficailSRS76
    @AlsheikhofficailSRS76 3 หลายเดือนก่อน

    Assalam u alaikum bhai meina 3 180 watt wali plates lagahi hein or prince ka 60 amp ka mppt lagya ha limn response acha nai arha ha series ma connection kia hein

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Salaam alaikum bhai jaan Jo aapane bhejo mppt controller lagaya hai na ismein yah hota hai ki yah badi platon per support karte hain chhoti period ke liye aap BMW controller charge chhota len use per aap lagaen usmein aap parallel connection kar den agar is per aapane serious connection ki hai to fir bhi yah response achcha milana chahie aapko aur teen panel bhi aap Chala kar a rahe hain aur aapane iske aage battery kaun si attach ki hai aur UPS aapka kaun sa hai yah mujhe batana padega battery bhi pata nahin padegi aur aapane panel lagaya hai mujhe aap FIR main aapko batata Hun ki aage kya karna hai aapane

  • @Umer.umer.786
    @Umer.umer.786 2 หลายเดือนก่อน

    Aslamalikum bhi mery pass 150 ki 2 plates han or 180 ki 2 plates ha mery pass ups laga ha 24 waat 2 batrery k 7 kia main series main conection kr sakta ho mppt b laga sakta ho

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Walaikum assalam bhajan aapke Jo VPS hai double battery wala pahli baat to yah chhoti plate hai na is per aap MP recharge controller Na lagaen to agar aapko sada mil jaaye to laga lena bhi laga hai to koi sun Nahin hai Jo kyunki aapke pass do baithe Hain agar aap serious mein jod lenge na Jaise aapki battery serious mein Judi hui hai jahan aapane UPS ki wire lagai hogi vahan aapane jamana fir se kaise lagana hai agar aise nahin karna to fir aap parallel mein Kar lo jahan per aapki lagi hui hai FIR vahi aapane vah bhi vaise lagani hai agar MP recharge laga lo to vah bhi behtar hai BMW milte Hain Na chhote vah le le aap aage aapko jo acche lage vah kar le

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Agar Shan lafjon mein samjhao na aapko chhoti platein Hain agar unko aap serious mein jodenge to fir aapka MP recharge karne wala lagega theek hai agar apna bhi lagaen to koi ishu Nahin hai kyunki aapke pass do baithe Hain aap aage load bhi Hoga istemal bhi Hoga to ismein koi Nahin hota agar aap dusra chahe control bhi laga lenge to Sare milte Hain to usmein bhi koi Nahin hai vah bhi aap laga sakte

  • @SajjadHussain-re5gp
    @SajjadHussain-re5gp 2 หลายเดือนก่อน

    Aslam o alaikum sir.
    Mn ne 70A paktech mppt k sath 2 solar panel 575 watt k series mn connect kiye hn.sath 125 wali purani battery lgai ha.phely battery k connection kiye phr pv k. Battery full show krta ha 14.1 volt pr.sath mn ne 2000 watt ka inverter lgaya ha fridge chlany k liye.jab inverter ko on krta ho to phely to amp increase hoty hn .lkn bad mn volt bhi 14 sy 16 tak flactuate hoty rhety hn or sath amp bhi 20 sy 50 tak flactuate hoty hn .mppt k sath dc fan bhi lgya howa ha.ye volt q chage kr rha ha bar bar .kia msla ho ga

    • @SajjadHussain-re5gp
      @SajjadHussain-re5gp 2 หลายเดือนก่อน

      Jab inverter ko off kr dun to voltage 14.2 pr ruk jaty hn or amp 3 pr battery charge hoti ha

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Assalamu alaikum bhai jaan aisi hota hai jitne bhi aap MPT charge controller lagaenge Na ismein samajh lo ki 100 mein se koi ek hoga jo aapko Sahi reading bataega Nahin to yah 80 rupaye tak bhi jaate Hain 80 empier jab cross karega aap aur bhi tension mein a jaenge aap battery ko check kar liya Karen aur battery ke sath aapane tar kaun si lagai hui hai controller se battery ke sath

  • @AzanAzan-vx3cz
    @AzanAzan-vx3cz 3 หลายเดือนก่อน

    Aoa ser 570 v ki 2 plet ho to singel betri k 7 siriz my laga sakty hy kiu k siriz my amper behr jaty hy peralell mt to sem hoty hy kiy kry ab

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Pyare bhai serious mein connection karoge na Uske empier Nahin rahte hain aur uske phone per jaate Hain Jo aap parallel mein connection karte hain na Uske ham per badh jaate Hain bol rahe the is chij ka matlab jaenge aur job parallel connection karoge usmein hi hoga ki aapki Jo Bhar denge

    • @AzanAzan-vx3cz
      @AzanAzan-vx3cz 3 หลายเดือนก่อน

      @@m.aelectricalinformation8440 Bhai Koch samjh nai aya

  • @gamingwithhadi6933
    @gamingwithhadi6933 2 หลายเดือนก่อน

    price kia hai eski and apka city konsa hai?

  • @Pakistani_Gatherings
    @Pakistani_Gatherings 2 หลายเดือนก่อน

    Bhai energy Wala mppt acha hai k price wala

    • @Abdullah-gj6gj
      @Abdullah-gj6gj 2 หลายเดือนก่อน

      Simtek wala sab sy acha hy

    • @Abdullah-gj6gj
      @Abdullah-gj6gj 2 หลายเดือนก่อน

      Baqi sab bekar hy jal jaty hy

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Assalamu alaikum bhai jaan jo aapko achcha lage Na vah le lo sham tak Kabhi achcha hai aur energy bhi achcha hai lekin donon ki jo reading hai na reading sem Nahin batate reading ka masala hota hai Baki sab real hai mastani

  • @ShoaibKhan-ot5ih
    @ShoaibKhan-ot5ih 3 หลายเดือนก่อน

    Asalam o alikum brother ma na prince ma hyberd 60 amp controller leya ha. Os ka connection as a he keya ha. Lakin wapda on of karna parts ha is ka kaya hal ha

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Walaikum Assalam bhai jaan aapane yah Jo controller lagaya hai aapane kis chij per lagaya aur iske upar kitne panel lagaye aur uske upar aap kya notes chalana chahte hain aap load bhi bataen mujhe aur aap iske aage Jo battery lagai hui hai Uske bare mein bataen mujhe aap Puri tahsil bataenge na fir main aapko bhai ko Mishra dunga ki Mera pyare bhai aapane kya karna hai aap mujhe Puri tasvir se thoda sa aap mujhe guide karenge na tab main aapko bata sakta hun

  • @onlinequraanacadmy-learnth72
    @onlinequraanacadmy-learnth72 หลายเดือนก่อน

    Bhai hamre pas yahe prince mppt hai 12v system hai 2 solar hai 545 watt ke lekin ab masla ye hai load to chalata hai lekin battery charge nhi hoti kiya waja hai? Mere pas 1000 watt ups hai.
    bhai aapka number chaheye

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  หลายเดือนก่อน

      Walaikum assalam bhaijaan masala bata kya hai masla yah hai ki aap Jo load chala rahe ho na load ke hisab se aapki battery charge Nahin honi aapane do pahle lagaye hue hajar wat ka aapke pass UPS hai to aap garmiyon ke din aapane load to chalana Hoga Na jitna load Hoga sab Uske hisab se aapki battery charge Nahin hogi

  • @AminKhan-xg2zg
    @AminKhan-xg2zg 2 หลายเดือนก่อน

    Mppt pr amp zero arahy hain kia waja hoskta hy

    • @SherazAhmed-y3k
      @SherazAhmed-y3k 2 หลายเดือนก่อน

      apki soler plate 1 hai ke 2

    • @aliraxa1927
      @aliraxa1927 หลายเดือนก่อน

      ​@@SherazAhmed-y3k mra b same issue ha or plate phky 1 ti ab 2 ha pr amp 000 hi h

    • @AminKhan-xg2zg
      @AminKhan-xg2zg 20 วันที่ผ่านมา

      @@SherazAhmed-y3k
      2

  • @MrZainvlogging
    @MrZainvlogging 3 หลายเดือนก่อน

    Jinko n type 580 watt bificall 2 panal series lga sakta ha

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Assalam walekum bhai jaan agar aap do plating lagana chahte Hain Na panel ismein yah hota hai ki jo MP3 charge controller hota hai na usmein jo volt ki range Hoti hai Kisi mein dabe Hoti hai Kisi mein 100 aati hai to agar ismein aap empier dekhe to Kisi mein 60 hote hain Kisi mein 70 hote hain pairon ki MP3 control hote hain to aap koshish karen ki ismein Na aap serious na jaane ab parallel plate

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Parallel mein aapka yah fayda Hoga ki aap camper badh jaenge aur jo vote Hain vah Aapke vahi rahenge gold kam rakhenge to Aapka MP3 charge controller jaldi kharab Nahin Hoga emperor badha de bolna badhaen Mera matlab bhai aapko yahi Hoga kyunki Maine jitne bhi lagai hai to vah humko jo hai na Uske niche Gira dete empire badha dete Hain to usse response achcha milta hai agar pair badha de dena bus aise dekhe humne MP3 charge controller jal jaate Hain vah karne ki bhai aap usko

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  3 หลายเดือนก่อน

      Basanti ke aur aasan lafzon mein aapko agar main samjhaun Nahin yah hai kya aap usko pyarelal mein joden tension

    • @faisalcool125
      @faisalcool125 2 หลายเดือนก่อน

      12v off button kam nhi krta

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Assalamu alaikum bhai jaan laga sakte hain lekin jo uska button hai na agar usko MPT ka agar usko off rahoge to vah direct yani aapka Jo current hai vah direct hi vah MPT control Deta hai yani 48 volt usko aapane 12 board aur 24 volt per lal mis set karna hota hai MPT controller hote hain jismein yah current cross nahin karta yani 99% MP control mein current cross karta hai

  • @nadeemmemon1104
    @nadeemmemon1104 2 หลายเดือนก่อน

    Sir mere pas 335 watts ke 3 penal hen men agar mppt nahen normal controller lon har pilet ke liye alag to kam chal jai ga?

    • @m.aelectricalinformation8440
      @m.aelectricalinformation8440  2 หลายเดือนก่อน

      Salaam alaikum bhai jaan aap agar 12 24 36 48 wala sada controller loge na iski reading 12 14 24 36 48 ho gai yani 12 24 36 48 reading jiski bhi hogi vah agar le loge to vah support Kar dega aapane Lena bhi hai vah to lena hai aapane 60 ampyr wala

    • @nadeemmemon1104
      @nadeemmemon1104 2 หลายเดือนก่อน

      @@m.aelectricalinformation8440
      Je Bhai wo ajj men aik estren company ka Dekh Aya hon
      Us pe penal Kitne lag sakte hen?
      Or betries Kitne lag sakte hen plz information den