Long aur ajbind ko pani me boil kar k cool hone do Lakin 1liter pani me 4 long aur 1 spoon ajbind he boil karna Kamre me band kar ke rakho aur ho sake toh cage ko cover k do bedsheet ya blanket se Night me cage ko ek dum pack kar ko blanket yaa bedsheet se Sunlight tezz ho toh 1 ya 2bhrs k liye sunlight me cage rakh do with birds Carrot k patle slice cut kar ke cage me rakh do Lakin carrot wet nhi hona chahiye Lakin night k alawa din me jab cage cover karo toh thoda light bhi jana chahiye cage me
Female buddies ande dene ke baad apna khayal khud rakh sakti hain ya nahi ? Aur kya uske liye male ka udher hona uski help ke liye jaruri Hain ya nahi ?? Please reply questions sir 🙏🏻
Ye budgies gaddar hote hai in per kabhi bharosa mat karna inke per hamesha cut karke rakhna chaiye maine 15 din ke bachche ko hand feeding se pala paise ki koi kami nahi rakhi acha wala hand feeding formula bhi laya A21 but jab woo udhne laga tho maine usse training bhi daine chai but ek din mai usse training da rha tha banda goli se bhi tez udha aur piche mudh kar bhi nahi daikha aur udhta hi chala gya mujhe bahoot dukh hua yrr maine usse bachche ki trha pala thand mai bhi usse apne sath rkha but ek din woo mujhe dhoka da kar udh gya mera tho dil hi toot gya yrr😭😭😭😭
Sir meri budgri madi ki bit bhut patli si hoti hai green clr ki usme pani bhi rehta hai aor wo biluk sust dono paron ko giraye huye baithi rehti hai kafi kamzor bhi hogayi hai keya hua hai use Pllzzz bataiye
Hello sir mera Bajris ke pet me anda fasa huwa he me kafi din se dekh rahi hu nikata hi nahi briding karne ke bad dhode dino me bajris egg to deti he but pahele ka egg bahar nahi aa rahi sir plz kiya karna chahiye koi upay 🙄
Tnxx sir lekin ekk diktt h sir ki . . Sir handi lga dii h or uney time to time soft food or regulr food bhii detaa h lekin pahley jnha they vnha vo brid krr rhey they lekin ab nii krr rhey . . . Sir plz help
Sir me apnr Budgies pakshi ko kangaani ki jagaha bajra deta hu to wo bajra nahi khata aur us bajre ko apni katori me se phaila dete hai to sir please koi solution do
डा.साहब जी मेरे बजरी कुछ दिनो से ढिला सा लग रहा है और मै उसे दवाईया भी दे रहा हुं लेकिन वो सारा दिन सोता ही रहता है लेकिन खाना भी खा रहा है दुसरा उसके पंख थोडे बहुत गिर रहे है कृप्या कोई दवाई बताये ।।।।
Sir good evening Mera ek budgies fula ke baithe rahta do din observe karne ke bad usko alag kiya.uska loose motion v hua .or wo kuch kha nahi raha tha.usko mai tetracyline di thi.or kitna din dena padega plz sir help me.or kuch reason hai kya?body v bht halka lag raha tha..mai usko pakad ke medicine di.or kuch medicine dena padega?
Paththe (chicks) ko khane me bhutta (makai) do...agar makai dane sukhe ho to ratbhar pani me bhigo ke soft kar ke khilao... Size aur health bahut achchhi banegi.(Daily do). Agar Adult budgies hoge to size jyada nahi badhegi lekin health ekdam barkarar rahegi (Weekly 3 bar do). Makai ka season ho tab market se bhutte (dane soft ho vaise) la ke sirf pani se dho ke de sakte ho.... Sirf seeds se jinda rah sakte he, various soft food + Mix seeds se total growth aur breeding position mil sakti he...
बहुत अच्छी जानकारी दी है डॉक्टर साहब आप ने
Sir 🙏🙏🙏 very nice information
Really informative video.
Very very nice Sir..🙏❤️
Hello Doctor. Very informative video. How to treat sick budgie?
Thank you for new information
Thank you so much sir btane ke liye mujhe bahut tension ho rahi thi meri male bird ud gayi mili hi nahi
Thank you so much for such important information.
Nice information
Sir birds ki winter m kaise care kr skte h plz tell
Long aur ajbind ko pani me boil kar k cool hone do
Lakin 1liter pani me 4 long aur 1 spoon ajbind he boil karna
Kamre me band kar ke rakho aur ho sake toh cage ko cover k do bedsheet ya blanket se
Night me cage ko ek dum pack kar ko blanket yaa bedsheet se
Sunlight tezz ho toh 1 ya 2bhrs k liye sunlight me cage rakh do with birds
Carrot k patle slice cut kar ke cage me rakh do
Lakin carrot wet nhi hona chahiye
Lakin night k alawa din me jab cage cover karo toh thoda light bhi jana chahiye cage me
Good👍 sir
Thanku sir from kolkata dum dum.
Sir nice information please u tell me how to easily tame bugie like parrots.
Sir calcium block Samar main dey sakte hai kya please answer me
Hello doctor kya ek bujri rakh sakte he please reply 🙏☺️
No
Very nice
Thanks
Sir single budgie rakh skte h
Female buddies ande dene ke baad apna khayal khud rakh sakti hain ya nahi ? Aur kya uske liye male ka udher hona uski help ke liye jaruri Hain ya nahi ?? Please reply questions sir 🙏🏻
Sir, 2 alag colour ke budgie ko ek sath rakh skte hain??
Yes
Thanks to inform us
Sir, Colony mein #Budgies ki best breeding age kya honi chahiye ❓
7 months best age
sir kya reply kre ga Ye pehle fees mangta hai Chutiya...
Dr. Naa ka hai.
Apne jeeb barne ke liye.
सर मेरी एक बजरी अपने एक पैर का मोमेंट ठीक से नही कर पा रही है क्या करना चाहिएं ? क्या हुआ है ?
Bhai aap use thoda sa hands mai oakadkar legs ko dhere dhere movement kare and termaric lagayeh.
Thank you
Sir agli video me pura hindi me bolna aap
Good morning sir
Meri budgie kal se wing or garden continue jerk kyu kar rhi h sir
Ye budgies gaddar hote hai in per kabhi bharosa mat karna inke per hamesha cut karke rakhna chaiye maine 15 din ke bachche ko hand feeding se pala paise ki koi kami nahi rakhi acha wala hand feeding formula bhi laya A21 but jab woo udhne laga tho maine usse training bhi daine chai but ek din mai usse training da rha tha banda goli se bhi tez udha aur piche mudh kar bhi nahi daikha aur udhta hi chala gya mujhe bahoot dukh hua yrr maine usse bachche ki trha pala thand mai bhi usse apne sath rkha but ek din woo mujhe dhoka da kar udh gya mera tho dil hi toot gya yrr😭😭😭😭
Jawa Sparrow pe Video banaye Sir
Female buggies ka vent ka hissa fula hua hain kafi din o se kya reason hain or iska solution batao plz
Sr mere birds egg bahut detey hai par apne Aap he Tod be dethe hai main OS KO kesey Bacha sakta ho g
Sir jb ye udd gaya to ye kya feeding karte hai or kese jeete hain
Please tell me
Budgeri brids k box nest may lakdi ka bhoosa rakh sakte hai kiya ya phir kiya cheez rakhna sahi hoga pls bataiye
Paper ko patle aur lambe price me cut karlo
Sir meri budgri madi ki bit bhut patli si hoti hai green clr ki usme pani bhi rehta hai aor wo biluk sust dono paron ko giraye huye baithi rehti hai kafi kamzor bhi hogayi hai keya hua hai use
Pllzzz bataiye
thnx sir
sir budgies ko kaha rakha behetar hai please bataye
Bagri pakshi paalne ke kya fayde Hain batane ka kasht Karen
Please alexandrine parrton pe video banaye.
Nice
Male buddie bache bahar fek deta hai kiya karna chahiye?
Aaj hi egg se 1 bacha nikla or aaj hi bahar fek diya
Baby mittu ke bare me bataiye
Red eye budgies aur black eye budgies breed kar sakte he kya
Hello sir mera Bajris ke pet me anda fasa huwa he me kafi din se dekh rahi hu nikata hi nahi briding karne ke bad dhode dino me bajris egg to deti he but pahele ka egg bahar nahi aa rahi sir plz kiya karna chahiye koi upay 🙄
Sir Budgeri parrots ke liye,, parivesh portal mein register karana zaruri hai kya ???🙏🙏🙏plz reply
Tnxx sir lekin ekk diktt h sir ki . . Sir handi lga dii h or uney time to time soft food or regulr food bhii detaa h lekin pahley jnha they vnha vo brid krr rhey they lekin ab nii krr rhey . . . Sir plz help
Kitne saal tak breed karte hai breeding starting age 6 to 8 month but what is the breeding last age
6 year se band kr dete hai
बजरी को हमेशा स्वस्थ रखने के लिए क्या किया जाए? कृपया उत्तर दे !!!!
Sir amar budgies vomiting kar rahi hay kay medicine Dana hoga
Sir saman birds kise kahte English me kya kahte hai
Budgerigar bird kitna bada ho sakta hai
Mere ak bajri K per kam nhi kr rhe mtlb wo thik S beth nhi pa rha...
Plzzz help
Sir mera bahut man he parinde palne ka lekin me isliye nai palta ud na jaye aise koi tips batao jisse parinda ude naa plzz reply
Cage ko theakh se rakho
Thanks
Sir budgie paralise medicine bataye please
Sir mere birdgij ko mere pass 7 month ho gaye par abhi tak unhone egg nahi diye mujhe kya karna chahiye
Ap kaha rahata ha
Sar Agar bajri Tote ka baal Jhad Jaaye to usko Bal Wapas Kaise laen
Sir me apnr Budgies pakshi ko kangaani ki jagaha bajra deta hu to wo bajra nahi khata aur us bajre ko apni katori me se phaila dete hai to sir please koi solution do
Sir Kya ye bol sakte h parrot ke tarah.
कोनसी मेडिसिन दू
Sir apki voice Kam a rhi he plz thada tez bola kro
Earphone laga lo bhai
Bidrika bird medicine kuch boliya doctor babu
Sir kya budgies parrot hai
Sri mujhe pucha na hai mere bad1
Mahina ho gay me kese janu ande kab deng
Sir mere pas lubat hi bacchon mardal te hi aur kha Jaate Hain
Sir meri badgies apne bacche mar deti hai Kya kru plz reply
डा.साहब जी मेरे बजरी कुछ दिनो से ढिला सा लग रहा है और मै उसे दवाईया भी दे रहा हुं लेकिन वो सारा दिन सोता ही रहता है लेकिन खाना भी खा रहा है दुसरा उसके पंख थोडे बहुत गिर रहे है कृप्या कोई दवाई बताये ।।।।
Alemstac medicine le lo
सर बजरी मर रही है. फूल कर बैठी है सब.
Dear sir,,
Aap hame bataye ki budgri bird kitne Time me bolna seekh jaata hai ...
Maximum time kitna chahiye kisi budgri ko trained krne ke liye....??
और भी सरल शब्दों में कह सकते हो ??
Muje chahiye sir
Sir good evening
Mera ek budgies fula ke baithe rahta do din observe karne ke bad usko alag kiya.uska loose motion v hua .or wo kuch kha nahi raha tha.usko mai tetracyline di thi.or kitna din dena padega plz sir help me.or kuch reason hai kya?body v bht halka lag raha tha..mai usko pakad ke medicine di.or kuch medicine dena padega?
Usko bacterial infection ho gya hai take her to vet as soon as possible
Mene aaj hi bajri parrot buy kiya h but he is not responding
Him badgies ka size kese badaha sakte he.?
Paththe (chicks) ko khane me bhutta (makai) do...agar makai dane sukhe ho to ratbhar pani me bhigo ke soft kar ke khilao... Size aur health bahut achchhi banegi.(Daily do).
Agar Adult budgies hoge to size jyada nahi badhegi lekin health ekdam barkarar rahegi (Weekly 3 bar do).
Makai ka season ho tab market se bhutte (dane soft ho vaise) la ke sirf pani se dho ke de sakte ho....
Sirf seeds se jinda rah sakte he, various soft food + Mix seeds se total growth aur breeding position mil sakti he...
Sir mere bagij ke par gir rahe ha
bagri k par gir rahe ha kya karna hoga sir
Mohd Inaam Khane me zink ki matra jyada hone par ya molting period aane par feathers zadte he... Low zink food do...
Agar aapke birds ko sufficient nind na mile, bar bar disturb hote ya stress badhe to bhi vo apne par zadne lagta he...
Mera budgi jyda egg deta hai
Good
हैं बजरी तोते को कैसे पालते हैं
Sir bazari egg kitne baar deti he or kya timing he egg dene ka
Fir kch din baad mar jaata hai
Bad bad bad bad