Bhai ish bike ke meter console mein sirf 50% hi futures diya he, wo bhi jo abhi ke time most important chij he bohi nehin he. Or sabse important engine guard jo protection hi nehi jo bike ke look ko bhi attractive karta he Boh bhi nehi he, Lekin Bajaj to "N" series ke naam se bike ko bechna chahta he.
@@i_tame_beasts 118 hai max. Ecu update me change hote abtak to nahi dekha is segment me. Limit hoti toh rpm par hoti par isme shayad nahi hai aisa kuch full performance pe hai
120 abhi bhi chala jayega, meine jayada push nahi kara coz of road traffic, you can watch th-cam.com/video/lQUqmMOSLKo/w-d-xo.htmlsi=vVbnXTNtA5cD92-R this video. It touched 120kmph
इससे मालूम नहीं पड़ेगा ...पहले ही पेट्रोल कार्बोरेटर में है उसका क्या??? इसलिए तुम सबका वीडियो में अलग अलग mileage दिखाता है कोई 41 बताता है कोई 55 बताता तो कोई 60 बताता है ...एक्यूरेट कोई नही बता रहा है...😂😂😂😂🙄🙄🙄🙄 कंपनी दावा करता है 41 का माइलेज देगा ...और तुमलोग बोलते हो 55 60 41 पता नही अभी चौथा आएगा वीडियो तो बताएगा 70 का माइलेज देता है कुछ भी मत बनाओ भाई वीडियो ...bottle से टंकी खाली करके पेट्रोल भर के वीडियो बनाओ तब सही कैलकुलेशन आएगा तुमलोग बस tumbnail में बॉटल दिखा दिए हो लेकिन पूरी वीडियो में कही भी बॉटल का use नहीं किए...fake Information है 😮😮😮
Bhai tu kon se zamane mei jee raha hai? Ab saari bikes mei fuel injection system aata hai, thodi toh knowledge le leta comment karne se pehle. Ye bike short time ke liye mili thi mujhe, or tu jis method ki baat kar raha hai waise bhi testing ki hui hai meine lekin dusri bikes hain vo. Or company 41 ka dawa kar rahi? Ye kahan pe padha tune?
Gear indicator hai kya display me?
Nhi bro, vo hona chahiye tha, miss kar gaya me review mei batana :(
@@SameerficationBhai aapne reply Diya iske liye subscribe aur like bhi kr diya
Hai bro
@@suvajitbhattacharya177 hai kya
Bhai ish bike ke meter console mein sirf 50% hi futures diya he, wo bhi jo abhi ke time most important chij he bohi nehin he.
Or sabse important engine guard jo protection hi nehi jo bike ke look ko bhi attractive karta he Boh bhi nehi he, Lekin Bajaj to "N" series ke naam se bike ko bechna chahta he.
Mileage is really good because ride at 60+ that give 55kmph but if we ride at economi that gave 60kmph
3 service ke baad aur Badegha
@@manojrathod8707 yes 107 tak degi ❤
Handal bar & display fill like a ❤️ns400
Yess
Alag hai bhai
Best review 🎉
Bhai sp125 lena chahiye kya n125??
Ct 125x best
Xtreme 125r achha hai ya n125 ?
N 125 best hai family ko bhi betha sakte hai power bhi jada hai or kuch kuch mamle mein Xtreme best hai
@@UNIQUECOMMENTS96 power nhi chahiye mileage chahiye
@@rockybhai5978 Xtreme se jada de raha hai top speed me chalao ge to 55 to 57 normal chalao ge to 62 to 65
@@UNIQUECOMMENTS96 ok bro
@@rockybhai5978bhai gadi aisi ho maa ko bhi kahi le ja sake xtream Sirf Young k liye hai
Bhai me to Pahle hi din leliya tha❤❤❤
Bhai tyre size ka fark hai dono model me .....base or top
Saath mein top mein isg bhi hai par colours ekdom bekar hai top model ke
Super bike
Iske metre me kuch kami hai kya bling kar raha hai
fon ka camere ke kami h ye . meter to sahi h
Because of my Gopro camera settings, Display mei koi dikkat nahi hai.
Seat comfort kaisa hai sir??
Thoda hard hai seat
Iska display kyu hil reha hai
Hain? Nahi toh
Acha you mean video mei display kyun nahi dikh raha? Because of my Gopro camera setting. Display mei koi dikkat nahi hai.
@@Sameerfication bike ke speedometer ka display hil raha hai stable nhi hai
@@SureshKumaree Stable hai vo Gopro ki wajha se esa dikh ra
@@Sameerfication ok bro 😊
80 kmph pe meri duke 200 45 kmpl deti hai
Mostly NS125 jitna hi milage de rahi hain 😅
No bro Ye top speed ki mileage test thi, nahi to 62+ avg deti ye
Nice bike❤❤
Sp 125 se to best he
Apni segment ki best bike ban gyi h N125
Ye बताओं।।50 ,,55 speed चलने मे कितना माइलेज देता है😮😮
झूट न बोलना,,, सही बताना।।
यूट्यूब से घुस के मAरूंगा 🎉😂
Legend 😂😂
😅😅
Best bike
❤️ wow
Matlab slow chalane se 60 de sakta hai
Aaram se. 60-70 se uper nahi jaoge toh 65 tak bhi de de kya pata
@@Sameerfication😂😂😂 काहे मजाक करत बा हो
Showroom me kab Tak aayega
Showroom mei nhi aaya abhi tak? Aa gaya hoga check kara tha tumne?
Or khulega to 120 jayega i think
Nahi 116 shayad ecu limited hai
Ecu se 116 h,
shyd filter wgera change krke or 1500km ke engine break ke bad ye 120 krde
@@i_tame_beasts 118 hai max. Ecu update me change hote abtak to nahi dekha is segment me. Limit hoti toh rpm par hoti par isme shayad nahi hai aisa kuch full performance pe hai
120 abhi bhi chala jayega, meine jayada push nahi kara coz of road traffic, you can watch th-cam.com/video/lQUqmMOSLKo/w-d-xo.htmlsi=vVbnXTNtA5cD92-R this video. It touched 120kmph
@@Sameerfication oh sorry jab bhi koi video dekho lagta h ecu hit hogaya. Ab lagta h kafi fast hai bas ABS hona chahiye tha
Maillge kom acha
❤
बकवास 1 लीटर बॉटल से टेस्ट करो
Bekar h ..
इससे मालूम नहीं पड़ेगा ...पहले ही पेट्रोल कार्बोरेटर में है उसका क्या??? इसलिए तुम सबका वीडियो में अलग अलग mileage दिखाता है कोई 41 बताता है कोई 55 बताता तो कोई 60 बताता है ...एक्यूरेट कोई नही बता रहा है...😂😂😂😂🙄🙄🙄🙄 कंपनी दावा करता है 41 का माइलेज देगा ...और तुमलोग बोलते हो 55 60 41 पता नही अभी चौथा आएगा वीडियो तो बताएगा 70 का माइलेज देता है कुछ भी मत बनाओ भाई वीडियो ...bottle से टंकी खाली करके पेट्रोल भर के वीडियो बनाओ तब सही कैलकुलेशन आएगा तुमलोग बस tumbnail में बॉटल दिखा दिए हो लेकिन पूरी वीडियो में कही भी बॉटल का use नहीं किए...fake Information है 😮😮😮
Bhai tu kon se zamane mei jee raha hai? Ab saari bikes mei fuel injection system aata hai, thodi toh knowledge le leta comment karne se pehle. Ye bike short time ke liye mili thi mujhe, or tu jis method ki baat kar raha hai waise bhi testing ki hui hai meine lekin dusri bikes hain vo.
Or company 41 ka dawa kar rahi? Ye kahan pe padha tune?