Sir bahut acche se smjhaya apne Mera ek sawal aapse ye hai ki yadi nakse me chak marg hai to kaya uski chaudai kitne feet ki hai ye nahi darshata hai kya sir
Sir hamain aise jankari abhi tak nahi mili. Sir ek baat aur batay ki punarvash.. Ki jameeen ko kaise pehchane. Sir apke samjhane ka tarika bahoot accha h. Sir apko gareebow ki chinta h isliye itni acchi jankari di. Thanku sie so much. Plz apna context no. Dijiye. Sir
Namaste sir ,sir mera naam Rinkoo hai main UP ke jila Shahjahanpur ka nivasi hoon apki video mujhe bahut achchhi lagti hain .Sir please aap mere jile me khet naapne ka tareeka bataen.jaise hamare Shahjahanpur me 16 dismil ka 1 beegha mana jata hai aur 2meter 1cm ka gattha to is tarah ki ek video banaen please jisse kaisa bhi khet ho gatthe dalkar asani se maap saken Please sir
Sir aapka samjhane ka tareeka bahut badiya hai,naveen partee ya puranee partee me antar ko spast kre.kya naveen partee pr bag vriksharopan ka patta life time aglee peedi tk yathavat chalta rahta hai ya aglee peedi me svatah nirast ho jata hai.
Niymawali 115c (wedakhli ka purana vaad tha) iski dhara kya thi and yah tehsil ke kis nyayalay me suna jata tha taki tehsil se record ya abhilekhagar se nakal prapt Kar saken.please reply soon
Sir namaste sir mera 50 saal purana kabja hai or dokument nahi hai .mene yah plot apne pitaji se apne hisse me aaya huaa hai.me apne nam par dakhil kharij kese kar sakta hu
धन्यवाद् गुरुजी ऐसी महत्वपूर्ण जानकारी इतनी बख़ूबी तरीके से कोई नहीं समझाता.. एक निवेदन है कि खेत की जानकारियों के बारे में पता कैसे और कहां लगाएं उसपर भी एक वीडियो बनाएं 🙏
Bagh ke bare mein vistrit jankari Dene ka kasht Karen yah kis tarah ki jameen hoti hai iss ki registry ki ja sakti hai ki nahin pata hota hai ki bhumidhari
Sir pure pratik chinho ko kisi shjre se scan kr dijiye.taki chinho ko smjha ja ske.jaise aap ne is video me shuru me image dali hai .Theek isi tarah dal dijiye bhut kripa hogi sir
Sir Kya Jo naksha me road show kr RHA...vh kt sakta h..naksha me road show kr RHA h but log kh rhe h ki kt gya h aisa ho skta h Kya sir please answer me sir
Sir mere pass butter paper par mere kue ka, mere khet or ass pss k kheto ka moja naksha hai jo patwar khane se niklvaya hai usme sir mere kue ko pura black black kr rkha hai pura ka pura gehra kala jabki sir aaj se 13saal phle vo aisa ni tha to iska kya matlb hua sir Mtlb yha k patwarkhane me black black or ek naksha collctry office se niklvaya usme jo apne btaya vo 1st dot or uske uper line vesa hai par yha k nakse me bilkoll gehra kala kar rkha hai iska kya matlb hua sir
महोदय नक्शे में एक जगह ' अ ' लिख कर लिखा हुआ है जिसके बारे में बताया गया है भूमि धरी भूमि यदि किसी चक के भाग में हो। क्या ऐसी भूमि पर घर बनाया जा सकता है?
Sir please UP non ZA ka rules padha dijiye qki zamidaari urban me abolish ni hui h pure u tube p koi video ni h, book ka name h up land record manual, ye bhi clear kr dijiyega ke agr koi bhi gata no chahe kabristan, shamshan, ya raste me drj h agr zamidaar ke khewat me wo gata drj h to uspe zamidaar ka pura right h wo zamidaar ki milkiyat hogi, please pure TH-cam pe single video ni h logo k pass knowledge na hone pr smjhte h zamidaari khtm ho gyi h,
चारागाह भूमि व नाली के चिन्हों पर विडियो बनाकर डालें आपकी महान दया होगी।
Sir apse achha koi nahi samjha sakta thanku so much sir📿📿📿📿📿📿📿🌺🌺🌺🌸🌸🌸🌸🌸🌼🌼🌼🙏🙏🙏🙏
Sir aise hi aap jameen ki jankari aap hum sabhi se share Kiya kriye hame aapka video kafi pasand aaya aur sath hi samjh aaya 🙏
Aap Ka samjhane Ka tarika bahut badhiya hai sir
Super sir ji thank you ❤
Sir bahut acche se smjhaya apne Mera ek sawal aapse ye hai ki yadi nakse me chak marg hai to kaya uski chaudai kitne feet ki hai ye nahi darshata hai kya sir
Sir please
Aap gramin parevesh par aur video
Banaye ,apse bahut ummid hai
Sir ham logo ka gramin parevesh bahut weak hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir hamain aise jankari abhi tak nahi mili. Sir ek baat aur batay ki punarvash.. Ki jameeen ko kaise pehchane. Sir apke samjhane ka tarika bahoot accha h. Sir apko gareebow ki chinta h isliye itni acchi jankari di. Thanku sie so much. Plz apna context no. Dijiye. Sir
Sar ji nksa me kese dekhe mere jmin banbibhag se nikala hai uska chin btabe
शुक्रिया भाई जान आपने बहुत सही समझाएं यह नक्शा हमको तहसील से मिल सकता है हम भी यूपी से
Thanks sir aap bahot achche se smjhate hai❤❤❤❤❤
Bhut achhi jankari di hai Sir apne
Namaste sir ,sir mera naam Rinkoo hai main UP ke jila Shahjahanpur ka nivasi hoon apki video mujhe bahut achchhi lagti hain .Sir please aap mere jile me khet naapne ka tareeka bataen.jaise hamare Shahjahanpur me 16 dismil ka 1 beegha mana jata hai aur 2meter 1cm ka gattha to is tarah ki ek video banaen please jisse kaisa bhi khet ho gatthe dalkar asani se maap saken Please sir
Ek plot se dusre plot point point hote hue jata hai to uska matlab kya hota hai😊
Bhut sahi samjhate ho sir ggggg b🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir aap bahut acche tarike se samjhate hai......thank you so much🙏🏻❤️amin ke baare me aur important video banaiyega sir pls
Ok
@@gyaanguruarvindsir sir mai aapka paid group kru to kya sikhayenge
@@gyaanguruarvindsir please, send me whats app no or contact me 9918611823
@@gyaanguruarvindsir kkkkkkktye
Sir jangle dhak jameen kesi hoti sir
Sir 0.58 air Mai kiteni Kari hoti hai mahoba jila say
बहुत अच्छी तरह से समझते हो सर आप हम बहुत आभार प्रकट करता हूं सर आप का
Thank you so much sir
Ye Important Jankari Dene K Liye Thank You Sir 🙏🙏
Thanks
Sir ji chak bahar bhumi ko kise jane please🙏🙏🙏🙏sir ji bta de
Bhut shandaar sir clear ho gya
वेरी गुड बहुत अच्छे से समझा थैंक यू
धन्यवाद
thanks sir bahut achha lga sir dil khush ho gya ki bahut jankari ho gya
Thank you sir
Sir nale ke dono taraf jamin ho to kaisa chinh hoga bataiye sit
Hello sir
Sir ek dismil me kitna jarib hota hai kaise pta kare
Please sir ek baar is par bhi vedio bana dejiye please sir
Sir please help me Kya abadi bhumi me chack Marg ho skta h please btaiye sir??
Sir aapka samjhane ka tareeka bahut badiya hai,naveen partee ya puranee partee me antar ko spast kre.kya naveen partee pr bag vriksharopan ka patta life time aglee peedi tk yathavat chalta rahta hai ya aglee peedi me svatah nirast ho jata hai.
achchhi jankari sir,jharkhand me deosthaan/jahera sthal ko kaise chino se darsate hani bataiye
Do village ke beech ki sarhad ki koi choudai hoti hai kya
Maza agaya sir ji
Sir kiya RTI se sajre ki copy le sakte hai plz bataye
Chakmarg ki naap ke liye reference kise maana jata hai ? Kya mukhya sadak ko reference liya jata hai?
Bahut badiya samjhaaye hai aap thanks sir
Thanks
बहुत सुन्दर समझाया, धन्यवाद!
Sar agar bhumi bhumi naksha dekhna ho to kaise dekhe
गड्ढे के बारे में भी दर्शाया करें सर बहुत-बहुत धन्यवाद
Kya kisi nahar me saifan banahai use kitana door par napa ja sakata hai
1950 ke baad ki khatauni tehsil me uplapdh hogi ya nahi
धन्यवाद लेखपाल जी ।
Thanks sir
Aapne bahut accha knowledge diya
Good sir
Niymawali 115c (wedakhli ka purana vaad tha) iski dhara kya thi and yah tehsil ke kis nyayalay me suna jata tha taki tehsil se record ya abhilekhagar se nakal prapt Kar saken.please reply soon
Bahut acchi jankari Di aapane thank you sir
सर अंचलाधिकारी के विषय पर वीडियो बनाइगा
Sir Gata unique code section me reg flag B bna hua h iska kya matlab h
good evening sar Forest vibhag ka nisan kaisa bana hota hai
Sir kuan ki chaudai ya maap kitni hoti hai or ise kon se point se mapa jata hai
Kya Naveen parti me Ghar banaya ja sakta hai ? Please reply soon.
श्रीमान जी चक के सिंचाई के लिए नहर से चक नाली को किस चिन्ह द्वारा दर्शाते हैं कृपया कर बताए जी
Sir ager kua (कुआ) ko Khasara map me kaise band kerva sakte hai
Sar Kapade ya palastik ka naksha kaha se prapt hoga.plese cament
Sir namaste sir mera 50 saal purana kabja hai or dokument nahi hai .mene yah plot apne pitaji se apne hisse me aaya huaa hai.me apne nam par dakhil kharij kese kar sakta hu
Kya online chak marg ki length pta chalakti h kya
Bahut achha samjhate h sir 🙏🙏🙏
Good bahut acha
धन्यवाद् गुरुजी ऐसी महत्वपूर्ण जानकारी इतनी बख़ूबी तरीके से कोई नहीं समझाता.. एक निवेदन है कि खेत की जानकारियों के बारे में पता कैसे और कहां लगाएं उसपर भी एक वीडियो बनाएं 🙏
Bihar
good sir
Nakshe k liye kya process h sir ye zarrorr btana koi application ya kitna kharcha hoga plze detail m ek video bna dijiye aapki kripa hogi
Bagh ke bare mein vistrit jankari Dene ka kasht Karen yah kis tarah ki jameen hoti hai iss ki registry ki ja sakti hai ki nahin pata hota hai ki bhumidhari
Sir ji aur video create kariye up revenue depart se related plz
Thanks लेखपाल shaab ji ram ram ji shahab ko
राम राम
सर् रोड मास्टर प्लान पर वीडियो बनाइये
Sir, agar nakse me धार्मिक एस्थल दर्ज कराना हो तो का करना चाहिए
Sir hm apne khet ki chakbandi krana chahate h kiase kre
Bahut achha sir
Thanks
Sir gairmajruaa jamin ko naksa me kaise darsaya gaya hai ye bataye
Good information
Azamgarh me kon SA jarib chalta hai aur kitne by kitane Kari Ka bissa hota hai
Sir nalkoop ki 36 are naali ki chaudai kitni hoti hai
Bahut bahut dhanywaad arvind sir 🙏🙏
Thanks
Sir pure pratik chinho ko kisi shjre se scan kr dijiye.taki chinho ko smjha ja ske.jaise aap ne is video me shuru me image dali hai .Theek isi tarah dal dijiye bhut kripa hogi sir
Sir Kya Jo naksha me road show kr RHA...vh kt sakta h..naksha me road show kr RHA h but log kh rhe h ki kt gya h aisa ho skta h Kya sir please answer me sir
Sir obc ki aavadi nahi hoti hai kya please sir bataeye
Sir aapne bahut achha se batay Ha isk lia thanku sir
Bhut achi jankari h
Thank sir banjar jamin ko patta hota? Plz batayen sir usme ham 80 Sall se khalihan karte hain
हा जी, बंजर का पट्टा होता है।
light black line raste ke liye uska kya mtlbb hota h.
Sir हेक्टेयर को विस्वा मे कैसे बदले
1 hectare=3.95 pucca beegha
=3.95×3 kacha beegha
=3.95×20bissa
Aapne pura doubts clear kar diya sir
Sir chakrot ko kaise pata kare ki कितने कड़ी चौडा है
Upbhunaksha website par jo naksha dekhte hain usme ye sab chinha hote hai kya
Usme sb nahi hoga
Bhaiya mujhe aap ki thodi madad chaiye thi plz aap krenge .
Yadi Han to plz bhaiya reply jaroor kariyega
Konsa naksa many h kirpeya nakse ke bare m batay
Apne gaon ke naksha kya RTI ke through le sakte hain kya..
RTI के माध्यम से नक्शा नही मिलेगा। आपको तहसील या जिले के मुहाफिज़खाना कार्यालय से नक्शा मिल सकता है।
Nal kup ka chin bataiye jo sarkari sichayi vibhag ki nahar hoti h
Sir,
Karbala ka kya chinha hota hai?
Sir Nakshe me bindu ka kya maylab hota hai ?
Sir lekpal bina kisi order Kemap kar sakta h
Jal marg ka simmabl kya hoga sir
Sir aap bahut achche se samjhte ho
Sir kaese janege ki chakroad kitne mtr ka h
Sir feete jam in kaise Napier jati please bataye
Bahut achchhe sir
Sir mere pass butter paper par mere kue ka, mere khet or ass pss k kheto ka moja naksha hai jo patwar khane se niklvaya hai usme sir mere kue ko pura black black kr rkha hai pura ka pura gehra kala jabki sir aaj se 13saal phle vo aisa ni tha to iska kya matlb hua sir
Mtlb yha k patwarkhane me black black or ek naksha collctry office se niklvaya usme jo apne btaya vo 1st dot or uske uper line vesa hai par yha k nakse me bilkoll gehra kala kar rkha hai iska kya matlb hua sir
Misprint ho gaya hoga...Jaisa maine bataya h waisa hota h
महोदय नक्शे में एक जगह ' अ ' लिख कर लिखा हुआ है जिसके बारे में बताया गया है भूमि धरी भूमि यदि किसी चक के भाग में हो। क्या ऐसी भूमि पर घर बनाया जा सकता है?
Sir ye kapde wala naksa kaise prapt kiya jata h kripya procedure bataye
Sir please UP non ZA ka rules padha dijiye qki zamidaari urban me abolish ni hui h pure u tube p koi video ni h, book ka name h up land record manual, ye bhi clear kr dijiyega ke agr koi bhi gata no chahe kabristan, shamshan, ya raste me drj h agr zamidaar ke khewat me wo gata drj h to uspe zamidaar ka pura right h wo zamidaar ki milkiyat hogi, please pure TH-cam pe single video ni h logo k pass knowledge na hone pr smjhte h zamidaari khtm ho gyi h,
Sir plz define difference between kacha kuan. & pakka kuan...aur sir marghat ka symbol kaise hota hi..
Thanks
Sir gadda k bare me bataye
Excellent information about the villages
khatouni me ket kitana likha hai kaise padhe ye btaeyga sir