Allah Aur Adam Ki Surat Ke Raaz | @Sufi Kausar Ali Ashrafi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 3 ก.พ. 2025

ความคิดเห็น • 34

  • @MohiDeen-tb5vp
    @MohiDeen-tb5vp 4 วันที่ผ่านมา

    MashaAllah bout khoob deep lines

  • @qz.universalauto5712
    @qz.universalauto5712 6 วันที่ผ่านมา

    Ameen

  • @Phantom_Shadow79
    @Phantom_Shadow79 8 วันที่ผ่านมา +2

    Allah hu zikr sub nu baksheah 📿🤲

  • @azharmahmood277
    @azharmahmood277 7 วันที่ผ่านมา

    Zaberdast

  • @sddamhusanashrafi9825
    @sddamhusanashrafi9825 9 วันที่ผ่านมา +2

    بیشک ماشاءالللہ سبحان اللّٰلہ

  • @sddamhusanashrafi9825
    @sddamhusanashrafi9825 9 วันที่ผ่านมา +2

    آمین یارب العالمین

  • @faqeerhussainhussain8209
    @faqeerhussainhussain8209 8 วันที่ผ่านมา

    Subhan Allah

  • @tegiyastatus7336
    @tegiyastatus7336 9 วันที่ผ่านมา +1

    Bohot bohot shukriya hazrat is sawal ke bare me ji janna tha ❣️

  • @ibrahimpatel438
    @ibrahimpatel438 9 วันที่ผ่านมา

    🕋💚 Subhanallah.
    Mashaallah. 💜☪️

  • @shamsharalishaikh8119
    @shamsharalishaikh8119 9 วันที่ผ่านมา

    Mashallah❤❤❤

  • @KhalidJavaid-d7d
    @KhalidJavaid-d7d 9 วันที่ผ่านมา

    Ishq nagri very Very nice tapic

  • @habibkhorani6952
    @habibkhorani6952 9 วันที่ผ่านมา

    Subhan.allha

  • @MdAli-hd7li
    @MdAli-hd7li 8 วันที่ผ่านมา +1

    Huzoor mujhe bhi tarekat ki taleem ata farmaye,Md Ali

  • @Ashrafibhai
    @Ashrafibhai 6 วันที่ผ่านมา

    Assalamualaikum sufi sahab duaa farmaye

  • @iqbalahamedinamdar582
    @iqbalahamedinamdar582 9 วันที่ผ่านมา +3

    Allah ka Tassaur ye hai ke woh ek hai aur maujood hai, Maujood hone ke liye wajood ka hona laazmi hai ab sawal ye paida hota hai ke Allah ka wajood kya hai?

    • @Ahlesunnahdawah
      @Ahlesunnahdawah 9 วันที่ผ่านมา +1

      Aqal o idraq ke maa wara hain uski zaat per gaur karne se huzoor ne mana kiya hain uski shifat ke jariye zaat ko samaj ja sakta hain to gaur shifar kiya jayega na ke zaat pe aur jo taswwur o khayal main aapne wali makhluk

    • @mujibursaiyed8115
      @mujibursaiyed8115 9 วันที่ผ่านมา

      Noor

    • @muneerhaider3969
      @muneerhaider3969 3 วันที่ผ่านมา

      Allaha NY apny hathon sy Adam as ko banaya

  • @Muhammad_Shah_Thangal_Chisthi
    @Muhammad_Shah_Thangal_Chisthi 9 วันที่ผ่านมา +1

    Assalāmu Alaykum Wa Rahmatullāhi Wa Barakatahu Yā Hazrate Hafizaullāh Ta'āla Elāhi Āmīn Āmīn Yā Rabb al-Ālamīn

  • @iqbalahamedinamdar582
    @iqbalahamedinamdar582 9 วันที่ผ่านมา +1

    Nafs e Ammara kiska hai?

  • @frozitech4220
    @frozitech4220 9 วันที่ผ่านมา +1

    Hazrat baet kr len mujhy...ap

  • @amrinafiroz6938
    @amrinafiroz6938 9 วันที่ผ่านมา

    Ye koun si kitab me likha hai .hadees me hai ?

  • @HamidaSultana-kd9py
    @HamidaSultana-kd9py 9 วันที่ผ่านมา +4

    AsSalaamAlaiqum Hazrat....
    Shuru Kiya tha aapne " INALLAHA KHALAKAL AADMA ALAA SURATIHI" matlab " Hamne Aadam ko apni soorat par banaya" se lekin poore video me aap sirf " WAHADAT UL WAJOOD" samjhaate rahe woh bhi poori tarah khul kar nahi.
    Mere peer Sufi Abdul Qadir Basha Qadri Chishti Shahzili Quddoos Sirrahu ne poori tarah khul ke samjhaya tha ki " INALLAHA KHALAKAL AADMA ALAA SURATIHI" se Murad yeh hai ki Allah ki apni koi surat nahi darasal Adam ki surat hi Allah ki surat hai ... Agar koi Allah ko dekhna chahega to Adam ki soorat me hi dekhega .... Allah misl aaina hai jab Banda usme dekhta hai to khud ko hi paata hai aur jab Allah khud ko dekhna chahta hai to woh Aadam ko dekhta hai, Allah swt farmata hai " AL INSANU SIRRI, WA ANA SIRRUHU" matlab "INSAAN MERA RAAZ HAI AUR MAIN INSAAN KA RAAZ HOON". Hum sab Allah ki kisi na kisi tajalli ka hi mazhar hai. Jab Allah swt ne insaan ko banane ka irada Kiya to farishto se farmaya " JAAILUN FIL ARZI KHALIFA" matlab main zameen par khalifa banata hoon.... Khalifa to wahi hota hai jisme murshid ki sari sifat sari khoobiya maujood ho ... Allah ne Aadam ko khalifa banaya .... Aadam me bhi woh sari sifate maujood hai jo Allah me hai.
    Allah ko dhoondhna hai to woh Aadam ki soorat me hi milega ... kahin aur nahi.
    Bataya mere peer ne bahot kuch tha lekin sab kuch likh paana mumkin nahi hai. Agar Maine samajhne me kahin koi ghalti ki ho to bataiyega.
    Sawal yeh tha ki sabkuch jaanne ke baad bhi aap log khulkar Kyo nahi bolte khulkar Kyo nahi samjhaate? Maine na jaane kitne peero ki taqreer suni hai sab ghuma phira kar chupa chupa kar baat karte hai .... Haqiqat khul kar saaf lafzo me kyo Bayan nahi karte ?
    Alhamdulillah, Maine apne peer se zyada bekhauf khul kar bolne wala aur haqeeqat ko zahir karne wala khateeb kisi ko nahi paaya Allah SWT unke darje qyamat tak buland farmata rahe... Aameen.

    • @MohammadHabib-py5gb
      @MohammadHabib-py5gb 4 วันที่ผ่านมา

      Bhoot khub mashallah
      Allah salamat rakhe

    • @HamidaSultana-kd9py
      @HamidaSultana-kd9py 4 วันที่ผ่านมา

      @MohammadHabib-py5gb Mera maqsad comment karke apna ilm dikhana ya inn peer sahab par cheetakashi karna nahi hai... Main sirf iss zamane ke murshid hazraat se itna kehna chahta tha ki ek shakhs jo duniya jahan ke dhakke khakar inke paas aata hai woh umeed rakhta hai ki inke paas usse sawalo ke woh jawab milenge jo asan zaban me honge aur seedhe aur sachche honge......
      Magar ho uska ulta raha hai .... Jawab aise diye jaate hai ki saalik aur zyada shak me mubtila ho jata hai, pehle sawal ka jawab usse theek se mil nahi pata 10 naye sawal uske dimaag me aur paida ho jate hai magar peer ke adab o lihaaz me woh yeh nahi keh paata ki jawab to nahi mila lekin shak o subah aur badd gaya.... aur jab woh shakhs haar Maan leta hai soch leta hai ki tasawwuf uske bas ki baat nahi tab bhi ilzam ussi shakhs par aata hai ki tumne koshish nahi ki hogi... ab woh bechara apne dil ka haal kisse kahe...
      Main bahut Lambe arse tak uss daur se guzra hoon isliye bahot achchi tarah jaanta hoon ki jab koi shakhs kisi peer se koi sawal poochta hai aur jawab me usse 2 ghante ki ek lambi taqreer milti hai jisme sab kuch hota hai Quraan, Hadees, Wahadatul Wajood, wahadatul shahood, Futuhate makkiyah, Fusoos ul Hikam, buzurgo ke aqwal , hiqayte, peer sahab ki apni baate agar nahi hota hai to sawal ka seedha aur asan 4 line ka jawab.... wo bechara 2 ghante tak poori taqreer iss intezar me sunta rehta hai ki shayad jawab ab aayega .... ab aayega .... ab milega lekin woh nahi milta ... taqreer khatm ho jati hai.
      Allah SWT aur Rasool e Akram SAW ki nigahe karam thi ki mujhe aisa peer diya jo parda farmane se pehle dimaag ke saare shak o Shubahaat Mita gaye.... Har sawal ka jawab Bina kisi khauf o khatar ke seedhi saaf Haydrabadi Urdu me diya Bina zara sa bhi ghumaye phiraye ya dhakkar chupakar bolkar . ALLAH Swt unhe aur unke peer ko aur unke pichle aur agle silsile ko apni khaas nigahe karam ke saaye tale hamesha rakhe... Aameen.

    • @MohammadHabib-py5gb
      @MohammadHabib-py5gb 3 วันที่ผ่านมา +1

      Bhai assalamualaikum
      Mere sath bhi ye hi ho raha hai. May bhoot confusion hu our mujhe malumat bhi nahi hai main is line me pura jahil hu our sach bhi ye hi hai ki aakhirat yahi se sudhregi
      Khair aap ne Jo likha wo main ne hamare pir bhai ko padkar sunaya to kaha accha hai magar....... Allah jab khud ko dekha na chahta hai to Adam ko dekhta hai...... ye baat galat hai.
      Bhai mujhe malumat nahi hai mere pass kuch bhi nahi hai mere liye dua karna bhai.
      Allah Hafiz

    • @HamidaSultana-kd9py
      @HamidaSultana-kd9py 2 วันที่ผ่านมา

      @@MohammadHabib-py5gb Bhai Sahab Wa Alaiqum AsSalaam wa Rehamatullah.
      Aapki pehli ghalti yeh hai ki aapne sawaal apne Peer Bhai se kiya apne Peer Sahab se nahi kiya.... Baiyyat aapne Peer ki kari hai ya Peer Bhai ki.... Agar aapke Peer Bhai itna hi ilm rakhte to aapke Peer Sahab unhe khilafat Ataa karke Peer hi na bana dete, woh ab tak mureed na hote ....
      Aadhe se zyada tasawwuf hi Sheikh ul Akbar Muhiuddin Ibnul Arabi raziyallahu taaala anhu ki kitaabo par Tika hua hai, Isme pehli kitaab Futuhate Makkiah hai aur dusri kitaab Fusoos Ul Hikam hai inn kitabo me hi Ibnul Arabi ne Wahadat ul Wajood aur Ambiya ke talluq se Tauheed ko samjhaya hai apne peer Bhai ko kahe ki woh inn kitaabo ko mutaala kare.
      Rahi baat mere yeh kehneki ke" Allah jab khud ko dekhna chahta hai to Aadam ko dekhta hai" , to aap ko bata du ki yeh main apni marzi ya apni aqal ya apni taraf se nahi bola hai .... Balki yeh woh ilm hai jo mujhe apne Peer o Murshid se Fusoos Ul Hikam ki taleem lene ke dauran mila tha agar yeh baat ghalat hai to Mohiyuddin Ibnul Arabi ki kitab bhi ghalat hai aur saath hi saath saare Peer jo tasawwuf ki taleem dete hai woh sab bhi ghalat hai ... Agar aap chaahe to Sheikh Muhiyuddin Ibnul Arabi ki kitaab Fusoos Ul Hikam ke dusre hisse Fiss-E-Sheeshiya ko pad sakte hai agar yeh baat usme maujood na ho to jo saza jhoote ki woh meri.
      Aapki aasani ke liye main woh video aapko bhej raha hoon jisme Mere Peer O Murshid Khteeb-e-Dakkan Peer-e-Tariqat Sufi-e-Millat Alhaaj Sufi Abdul Khader Basha Quddoos Sirrahu ne Fusoos Ul Hikam ke Fisse Shishiya ka daras diya tha .... Aap khud dekhe aur tab bataye ki Maine kuch ghalat kaha hai ya nahi...
      Waise mere peer Haidrabadi Urdu bolte the isliye aapko shuru me samajhne me thodi dikkat ho sakti hai, isliye kahin sukoon ki jagah par baithkar dhyaan se 2-3 baar suniyega .... sabkuch samajh aa jayega ( saath me Kahalakal Aadma Alaa Suratihi ka mafhoom bhi samajh jaoge)... Baaqi ilm to Allah aur uske Rasool ki ataa hai ... jise chaahe de.
      th-cam.com/video/OhcLTx3OO_I/w-d-xo.htmlfeature=shared

    • @MohammadHabib-py5gb
      @MohammadHabib-py5gb 2 วันที่ผ่านมา

      Bhai main ne aaji Jana sawaal kiya tha magar aap ne lambi chodi takrir kar di. Our mere peer bhai par tanjina alfaj kiya.
      Bhai main bhoot badnaseeb hu mere peer sahab kamobesh 15 sal pahle parda kar Gaye mujhe unki sohbat ka Jayda mouka nahi mila. Yes liye main ne hamare peer bhai se puch liya. Magar aap ne Jo jawab diya woh mujhe na gawar laga. Ye 1 ache mureed ki allamat nahi hai.
      Maine aap se pahle bhi kaha ki main yes line me pura jahil hu.
      Magar ab mera sawal hai ki aap ne Allah taala ko hazrat Adam alayhi Salman ka mohtaj bana diya. Allah kisi ka mohtaj nahi hai. Ye Imaan hai.
      Dusra sawaal ye hai ki jab hazrat Adam alayhi Salman ka wajood nahi tha tab Allah taala apne aap ko kisme dekh ta tha . aap ke mutabik ab Allah taala apne aap ko dekh nahi sakta. maj Allah.( bhai mujhe dar lagta hai ki kahi chota muh badi bat na ho jaye. Ku ki main bhi yek mureed hu. Allah taala mujhe apne peero murshid ke sadke me baksh de Ameen.)
      Allah hafiz
      Meri aane wali nasle tere ishq me hi machle unhe nek tum banana MADNI MADINE Wale.