Aapke pas ekdam sahi knowledge hai sidhi bat no bakwas aap ne point to point bat ki hai super and thank you please aapse request hai ki aap ntpc. Ke liye subject wise aaj ki jaisi class laiye please
Thank you so much sir ... Isi guidance ki jarurat thi meko ... Mere liye ye video guidance ka full package hai .... Rasta clear kr diya aapne .. Thank you so much again ☺️💝❤
Sir maths R. S aggarwal book se cover ho jayegi kya kyoki maine r. S aggarwal book compete kr li hai but railway ke question nahi bana pa rha hu mere pass green wali s. Chand ki book kya ye Saficen hogi please bataiye
Hello Sir For your preparation have you joined any online course or you were only reliable on the TH-cam videos.? If you were only reliable on the TH-cam videos plz do recommend some channels
Bhaya railway ke math syllabus me to algebra chapter nehi hota hai yato advance math mai hota hai or railway ke exam mai arithmetics sehi question ata hai
Sir, Kiran Publication Railway Maths 2024 English Medium wala jo edition hai wo sirf Chaterwise he hai, usse hum Typewise kaise prepare kare ??? Jo strategy apne Reasoning wale video me bataya tha Chapterwise and Typewise marks distribution k according waise hum smart tarike se kaise prepare kare ??? Jaise particular Chapter se kis Type k questions Exam me zayada pucha gaya hai uske according...... Mai ek English medium wala student hum, jo 2023 wala Maths wali book hai wo sirf Hindi me he aati hai. Mere liye usse maths prepare karna sambhav nahi hai..... Sir, mai confusion me hu.. Kripaya koi raasta bataye ???? Apka hamesha abhaari rahunga.......
Sir me ntpc jcct k liye zero se tyyari k liye konsa course lu ya only you tube se ho jayegi .plz sir guide me konsa book lu smjh ni a rha plz plz guide me
SIR MERI 10TH KI MARKSHEET P nm k pehle (KM ) LIKHA HUA H OR GRADUATION M NH likha h 😢. TO KYA MUJE( KM ) NTPC K FORM M BH LIKHNA CHAHIYE.....PLSSS REPLY🙏🙏🙏🙏😥😥😥
@@adarshachoudhary financial week hu bro 1st priority banking hi h agar lekin form fill krungi railway ka bs ik hi subject extra h thode se effort lgne h
Bhai mere pass kiran publication ka math ssc march 2023 tak ki book , reasoning ke liye arihant ka master book , science ke liye youth compition ka pyq book,gs ke liye Lucent aur kiran publication ka ssc ka pyq book hai....kya ye sab enough hai bhai ...mera first time hai ntpc 12th k liye...plzz guide me bhaiya
I forgot to mention A to Z quant batch(on youtube) of Abhinay sharma sir. That batch is very good so you can use that for your preparation, i did too
bro rahul sir (rojgar with ankit) ka math follow kar sakte hai ntpc ke liye akdum zero se ?
@@adarshachoudhary ye youtube pe hai ya paid batch hai abhinay sir ka bhaiya link de do search kiya incomplete playlist Aa rhi
@@singh_abhijeet14p free
@@adarshachoudhary bro gs k liye english medium mein bata dijiye
@@adarshachoudhary hlo aap ntpc me job karte hai kiya
पहले बार कोई सही वीडियो यूट्यूब पर मिला है जिसने अपनी ईमानदारी से हम सभी को गाइड किया है
बहुत बढ़िया किया आपने शॉर्ट एंड सिंपल वीडियो बहुत सारी जानकारी के साथ ।
बहुत शुक्रिया आपका ।
अब तक ऐसी अनुभव किसी ने नही बताया भईया, धन्यवाद 🙏🙏
Bilkul sahi kaha bhai aapne ma bhi ya samj Paya jab se meri math kafi improve ho gyi hai ..
Tq sahi baat btane ke liye ..
I am preparing for( ALP )
I am so lucky, I found your video
This video' is improving my preparation🎉❤
Thanks for your kind words, it's all your hard work that is improving your preparation, All the best
@@adarshachoudhary _ thanks so much 😊 for reply
Kaisa gya exam bro??
100% Sahi Guide kiya bro Dil se Thanku
Mai Bhi Railway Ki Taiyari Kar Raha Hu❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhi gk gs Ka prepration kaise kre rpf si
Esse सरल तरीका se koi nhi batayega ❤
Bhout hi jada helpful video tha ❤
Thanku ❤️
Truly helpful tips I have never seen before❤🙏 Thank you bhai from the bottom of my heart 🙏🙏
Maths best teacher Aditya ranjan sir.
Aapke pas ekdam sahi knowledge hai sidhi bat no bakwas aap ne point to point bat ki hai super and thank you please aapse request hai ki aap ntpc. Ke liye subject wise aaj ki jaisi class laiye please
Thanks for your kind words brother
@@adarshachoudhary lrki hai hm
@@adarshachoudharybrother Kiran publication ki math or reasoning book ka link bhej sakte ho kya , English medium me
Sach me bahot achha aur helpful video hai..... thanks
Best advice for any exam ❤ tq.
Sir aap Mujhe pada do plz mai paid batch b le lunga Mujhe apka batya hua Acha samjh aya
Thnx sir for this analysis
Sir theory ka playlist de dijiye na jo complete ho math me mujhe samjh nahi aa raha ki theory kaun sa hai aur kaun sa only question ko padha rahe hai
Bast teacher in world ❤
Super guide❤ thank you
Sir ji , Mathematics k calculations k liye extra sheets deta h kya ?
Thank you so much sir ... Isi guidance ki jarurat thi meko ... Mere liye ye video guidance ka full package hai .... Rasta clear kr diya aapne ..
Thank you so much again ☺️💝❤
Thanks bhai for your kind words
Nice information ❤bhai
Very halp fully video 👍
Hello sir ntpc maths ke liye cgl level ka padhna hai kya plzzz reply
Dhanyawad bhaiya apke support ke liye
Kya 3 month m ntpc ka slevours complete ho skta h kya
Bhaiya syllbaus mein etc likha isske aage aur kyaa syllabus
Adarsh bhai ji bdi Meherbani hogi Ek Video NTPC ki GS ke liye bna do 2021 Exam Ka Detailed Analysis Karke Sare Imp. Topic bta do pls Request haii 🙏
Strategy to hai already channel pr, pr aaki request noted
Hello sir kya math Kai liyai RS AGARWAL BANANA JARURI HAI KYA
sir mere pas kiran publication ki ssc vali maths and reasoning ki pyq book padi h, railway JE ke liye alag se kiran railway vali book leni padegi?
What a explanation sr ‼️😇
Great info bhai , bhot help mili
Sir maths R. S aggarwal book se cover ho jayegi kya kyoki maine r. S aggarwal book compete kr li hai but railway ke question nahi bana pa rha hu mere pass green wali s. Chand ki book kya ye Saficen hogi please bataiye
Bana paoge, youtube pr topic dekho, jaisa video me bataya vhi kro, book kis liye hai bataya hai bhai, thoda samjho ek bar video dekh kr aap
@@adarshachoudhary sir online classes se eyes weak to nahi hogi kyoi aapko bhi pta hai ki railways mai eyes kitni important hai
@@adarshachoudharyok koi baat nahi sir thanks guide karne ke liye
@@GulshanKumar-ue9om bhai don't worry eyes problem nhi hogi bachpan se phone chalte aarahe hai tab se Hui nhi hai
@@bantirana5039thanks Bhai online classes mai ache se samjh leta hu
Ticket counter pr pane ke liyee rrb ntpc hai kiya sir
Bhaiya kan ke parde me ched hoga to bahar kr dege
Sir graduate ar 12 + dono m form bhr skte h n 1 se adhik post k liye
Bhaiya maths pyq Kiran CGL wali h use kr skte hai ya railway Kiran pyq lena padegi
Sir kya rukhmani publication sahi rhega
Sir rrb ntpc mein senior clerk ke liye kaise mathmatics padhe
Thanks brother
After selecting we will talk
Bhai koi bi section phala ker sakta ha kya skip kerka pless reply do
Bhai apne Jo bola sbdo ko equation me likhna issi me prblm aati hai bss kya karu apna experience batao request hai
Practice bs
Bhai ji mera ntpc hai aur mera math thik hai aur reasoning bhi bus guide kijiye
Hello Sir
For your preparation have you joined any online course or you were only reliable on the TH-cam videos.?
If you were only reliable on the TH-cam videos plz do recommend some channels
Thank you bhaiya for providing best guidance ❤
Sir documnets kya kya lagega
Sir gk ke liye btiye
Start kis chapter se kre square tables yad krke sequence wise btana
Bahi me ssc ki tarye kar ra hu to maths ki leye alag se tarye karne padge kya Railway ki leye
Bhai mujhe science ka bta do ntpc ke liye ,mei bank aspirant hu bhut confusion ho raha hei
Basic kro lucent se baki fir pyq practice kijiye
Bhaiya Ji mera Mike bahut kamjor hai main kya Karun dudu bar railway ki merit mein chhatha
Very good👍
Bhaiya aisa hi strategic video Gk k liye v bana do...
Current affairs sources static gk strategy apka kyse kiya....?
Samjh jaoge kuch time me, practice kro
Sir plz aap books jo bataye he unke pictures upload krege kya it will be biggest help
Sir apne konsi book refer kre the sb syllabus k kiye vo batai ye plz
Bhaya railway ke math syllabus me to algebra chapter nehi hota hai yato advance math mai hota hai or railway ke exam mai arithmetics sehi question ata hai
Book na ho to pyq ki to mock or pdf se bhi pad skte h na
Sir, Kiran Publication Railway Maths 2024 English Medium wala jo edition hai wo sirf Chaterwise he hai, usse hum Typewise kaise prepare kare ??? Jo strategy apne Reasoning wale video me bataya tha Chapterwise and Typewise marks distribution k according waise hum smart tarike se kaise prepare kare ??? Jaise particular Chapter se kis Type k questions Exam me zayada pucha gaya hai uske according...... Mai ek English medium wala student hum, jo 2023 wala Maths wali book hai wo sirf Hindi me he aati hai. Mere liye usse maths prepare karna sambhav nahi hai..... Sir, mai confusion me hu.. Kripaya koi raasta bataye ???? Apka hamesha abhaari rahunga.......
Sir youtube se konsi batch sahi rahi gi apki nazar mein bata yein please
Bhut achhe se smjhya apne
Brother I know I am starting late but pre ke account suggest kr do main m or ache se improve kr lunga
Thank you so much bhaiya is video k liye
Welcome
Pavan Rao sir@@adarshachoudhary
Science me kis type ka qstion padhu jyda depth se ya fir normal
Sir me ntpc jcct k liye zero se tyyari k liye konsa course lu ya only you tube se ho jayegi .plz sir guide me konsa book lu smjh ni a rha plz plz guide me
Hindi me hoga ya English me exm??
Gk gs kaha sai kre because lucent is not totally sufficient
@@aradhana3095 lucent to bhut h ...kuch jyada hi likha g
Current affairs ke kia Speedy ka lelo... More than enough bro
bhaiya maths ka book kaun sa lena hai kiran ka youth ka pyq
dono me se acha kaun sa hai please guide me 🙏
Bhai tte ban ne ke liye konsi post main apply kare pls reply
Previous year question chaiya
super dear....
Bhai aapka routine kaisa tha ispe video upload kijiye
Bhaiya mujhe reasoning se bahut dar lagta h kaose iska fobia hatau please guide 🙏🙏🌹
Mujhe koi RRB NTPC ka ak accha book batao jisme math or reasoning or gs bhi ho please help me
Hi sir I am scoring in maths and reasoning 50/60 but 10/40 can u please do video on GK/GS strategy
Already uploaded
Sir can we apply for multiple zones for rrb ntpc
Bhaiya Bechlor of Engineer apply kr skta hai kya ntpc?
Best book bataiye pyq pls theory ho
rs agarval ki konsi book lena h ?
Apki posting kidhar hai .
भाई चैप्टर wise moks कहा से दे ❓कोई बुक बता दो भाई।
Bhaiya mera intermediate me 49% hai.....kya 12th level vacancy me applicable nahi hounga?
Bhaiya ji mai 2022 ka NTPC ka merit mein level 235 mein chhath gaya tha bhaiya ji
SIR MERI 10TH KI MARKSHEET P nm k pehle (KM ) LIKHA HUA H OR GRADUATION M NH likha h 😢.
TO KYA MUJE( KM ) NTPC K FORM M BH LIKHNA CHAHIYE.....PLSSS REPLY🙏🙏🙏🙏😥😥😥
Very very very useful video ❤❤🤟⭐💕💕💕
sir please make a vedio for NTPC GK. GK is painful part of all govt. Exams
Ya
Absolutely true
Plz reply me रेलवे ki tatari kr rhi but mere pas मैथ्स or रीजनिंग ke liye ssc ki किरण ki book h to uske questions लगाना सही रहेगा plz reply me
@@PoojaRajput-i6g hii is bar pakka TTE banenge
Yes you can
Bhaiyaa math ki yahi strategy ntpc ke liye apply kar sakte hai kya apne sab exam likha ntpc chhor ke ???
Han, thumbnail dekhiye ek bar,
Mujhe lipoma hai to kya medical me lipoma bhi chek hota hai
Thanks 👍🏻🙏🏻 sir ji
Bhaiya m banking ki bi preparation kr rhi hu agar m banking vake teacher hi follow kru enough h
Railway ke liye aapko thoda laag se bhi pdaai aur GS pdna pdega
@@adarshachoudhary financial week hu bro 1st priority banking hi h agar lekin form fill krungi railway ka bs ik hi subject extra h thode se effort lgne h
Guru ho sir❤
Sir, मे महाराष्ट्र से हू railway ntpc का form bharte वक्त्त मराठी भाषा select करके exam के टाईम पर हिंदी और मराठी language बदल सकते है क्या
@@dhirajkatte5100 official web site vr ja aani edit cha option asel bgh
Mast suggestion Bhai
Sir ji Railway pointsman me selected hu ab ntpc me Selection kaise le
Bhaiya math ka best teacher batay for ntpc rrb
Sir maths ke liye book bta dijiye?
Sbi po ka level same hota hai ntpc graduation level ka?
@@cynical__4594 questions ka level pucha hn toh clerk level hn ek mock deka dekhlo
Bhai mere pass kiran publication ka math ssc march 2023 tak ki book , reasoning ke liye arihant ka master book , science ke liye youth compition ka pyq book,gs ke liye Lucent aur kiran publication ka ssc ka pyq book hai....kya ye sab enough hai bhai ...mera first time hai ntpc 12th k liye...plzz guide me bhaiya
With updated mocks it is enough
Sir mera chashma -3.0 hai kya main apply kr skti hun
@@kumudinimajhishorts ji 4 tak chalta hai level 2 me koi sima nhi
What will be the expected month of ntpc exam?
Test books and mock kaha se kare bhai .. apki video dekhkar lag raha jese bada bhai padhai karva raha hai .. 😊🎉