@@MohitSagar bhai mera dought ye hai ki kya ham 50 watt ke solar panel se 25 ah ki battery lagakar aur usi samay battery se power inverter lagakar chla sakte hai
7.2 ah ke 12 volt ke battery ke saath maximum kitne watt ke solar panel laga sakte hai 20 watt se bhi bahut upar aur kaun sa panel jyada faydemand rahta hai
Sir 7 ah ki batter ko charger krne ke liy 10 watt के 2 पैनल पेररल में लगा देने चार्जर हो जायेगी क्या और 10+10watt milakar 20 watt penal bna sakte hai kya
Bhai mere pass yhi sf sonic 32amp. ki battery hai aur me ispe 225watt loom solar use karta hu plus din me 4amp. Ka load chalata hu kya meri battery panel kharab to nahi kar dega
1 C10 40 ah ki battery aur 1 zunsolar mono perk 200watt ke penal se, 2 bldc fan, 1led tv 24 inch ka, 1 pc ko sirf din me chala sakte hai? sugest solar inverter.. thanks bhai.. Please reply..
Bhai apne bahut acchi baat batai. Mere 2 sawaal hai. Agar meri car khadi rehti hai kyoki work from home hai lekin battery discharge ho jati hai. Apke batane per 35 Ah ki battery per 70 watt ka panel khareed kar mai car ke uper rakh du to kya mujhe kuch der mai panel disconnect karna padega? Dusara sawal 70 watt ka panel 35 Ah battery ko kitni der mai poora charge kar dega? Teesra sawal ki agar mai panel ko laga rehne du to kya battery over charge hoke kharab ho jayegi? Or last 500 ka jo ek controller aata hai wo laga du to kya full charge ke baad solar charge karna band kar dega? Mai baar baar gadi mai jake taar lagana or hatana nai chahta. Please jawaab sabhi sawalo ka zaroor dena.
Solar charge controller lagao, 10 amp ka, china wala, fir apko kuch ni krna baar baar battery wire hatana ni padega, aur 70 watt panel okay, hai 35 ah battery ke liye
Battery backup कितना हाेगा ??? यदी solar panel 12volt 50 Watt loomSOLAR panel के साथ अगर हम 12 v,7.5ah battery connect करे luminous control के साथ & 3 load ,12 वोल्ट का डीसी bulb aur ek मोबाइल चार्जर के साथ कनेक्ट रहेगा??? Plz reply 🙏
Sir nice 😍👌💞 video my question Mere pass 50 watt ka solar panel hai + solar charger controller laga rakha hain main usme 7Ah ki Battery use kar sakta hu koi problem to nahin hogi ????
Bhai exide 100w solar panel aur 34ah battery li h... Wire kitne mm ka lu connection k liye.. koi kh rha 4mm, 2mm ya .75mm ? Mujhe keval ye battery charge krni h aur dc fan chlana h
Sir homre pass 12 v 8ah ki battry hai to kya (10 w 0.55 amp ka loom Soler panal hai )aur 10w 0.65 amp goldi soler panal ) k soler panal se pure din Battry charge ho paygai kya sir 🤔,,, Ripley ans sir please 🙏
I have purchased SFsonic 32AH autorider lead acid battery and connected it to my solar charge controller. I have set the charging voltage to 14.5 When battery gets fully charged and shows battery voltage 14.4 i disconnect the battery from solar charge controller and surprisingly noticed that battery voltage automatically decreased to 13.0 V. when i connect the battery to A load of 12v 3A battery voltage reduced to 12.4 from 13.0. And then it becomes steady and reduced slowly over time. Is there any problem exists with the battery back up or its A normal phenomena? Waiting for your valuable suggestion in this regard.
42ah battery hai 50 watt solar Nahi le sakte Hain kya. Agar le to double time lage ga charge hone ke liye ya Hoga hi Nahi. Please reply as soon as possible
Mere yeha Luminous,okaya,Intex,amaron, company ki UPS battery mil rahi hain 7.5ah 3 companiyon mein se kaun si battery Leni chahie breakup theek de 3 company ki battery 1 years warranty 700rs. Tk mil rahi hain konsi lu ?
@@MohitSagar ups me 7ah ki battery h uske power cable me dc se ac me convert krne wala converter lga kr 165wt ke solar panel se converter se power dun to isse desktop chal sakta h kya
Sir mere paas ek 35 watt ka poly or ek 55 watt ka loom mono panal hai main in dono ko kaise connect karoon sir . Or dono ke current ke liye kon sa controller use karoon sir Or battery kitni watt or ampere ki use karo sir please help kariye 🙏
7 Ah ki battery me Mene 10w / 12v Ka Panel lagaya hai or panel 20 ampire Deta hai to , & Solar charge controller 12/24 volt Ka hai ,to thik hai ya Nahi , jaldi reply dena bhai ji
Bhai 60 ah ki lead acid battery ko pwm bulk charging karta hay 22 ampare say itnay ampare say hi discharge hoti hay is Tarah life Kam ho Kar sirf 8 month he chal saktee hay fridge or motor chlata hoon battery ki life bacha sakta hoon ya nahin?
150 ah solar battery can be charged with more amps and in less time without damaging the battery Upto 24 amps can be given as per factory specifications normal 150 ah c20 battery can only take maximum 17amp charging current. Anything more will damage the battery
@@MohitSagar सर 350 watts का इनवर्टर में सभी तरफ ढूंढ लिया गूगल में भी और loomsoler के साइट पर भी कहीं नहीं मिल रहा है क्या आप उसका लिंक सेंड कर सकते हैं
I have a 120 watt,12v mono panel. I want to buy Zun Solar 40ah solar battery that you reviewed. Will it be oky? Please reply fast. Waiting for your answer.
@@MohitSagar No, I want to know that is my system okay or I have to upgrade it? I also want to add load and charge the battery at the same time. Thank you. Please reply fast, make my doubt clear.
@@MohitSagar Thank you. You have been helping me for a long time. Thanks a lot. One more question: If I put load of at least 40 watt and at the same time I charge the battery and the battery is Zun solar 40 ah solar battery, then how many solar panels shoud I add? I have a 120 watt mono panel. Thank you.
35ah*2 battery hai or 2amp load 7am se 10pm tak on rahate hai.. charge krne k liye kinte watt panel lena hai?
Bhai very nice thanks
Solar upar or video banao
12v 80ah #luminious #tabular battery charge karne keliye kitna volt aur current chahiye transformers wali supply se
14 volts 10 amps
@@MohitSagar 24-0-24 5amp se hoga kya
Buck converter laga kar
80ah battery me 100w ka converter use kar sakta hun kya aur kitna time chalega only 9w led 5 piese +1 hour tv use karu to fir kitna backup dega please
50 watts solar pe battery or contrallor kunsha le..??
7ah battery pe 20 whatt ka solar to laga diya lekin charge hone mai kitna time lage ga...
80ah ki baartre ke liye konsa sular lein
300 watt
40 watt solar panel ke sath,12v-7ah ki battery solar controller ke sath laga sakte hain.
Sath me Mobile charging.
yes
Super 👌 ye bat sb ko pata hogi chahiye tbhi solar system thik she kam kar ta he
Thankyou,
10 wait ka solar panel he... amron ki 5 ah 12 volt ki bettery laga sakte he kay..
yes
Sidhi baat no bakwas ..nice explain bhai
thanks bhai
@@MohitSagar bhai mera dought ye hai ki kya ham 50 watt ke solar panel se 25 ah ki battery lagakar aur usi samay battery se power inverter lagakar chla sakte hai
Yes, laga sakte h, but 50 watt solar bus 2.5 amp deta g
@@MohitSagar 50 watt pannel se direct agar power inverter 200 watt chlaye to koi dikkat hai kya kyuki aquarium filter parmanent run karana hai
Thank u bhaia.👍 👍 👍 is video k liyae...
Thankyou,
Can I use 160 w panel for 7 ah battery
Yes can used with solar charge controller
50w #mono loom solar 40ah ki battery charge kar sakta he kya buck converter ke sath with auto cut off
no, 40 AH battery charge krne ke liye, 100 watt panel chahiye
@@MohitSagar agar 50w+50w double solar use kare hoga na parallel se
Han, fir ho jayega
Nice bhai thanks for give good information
Welcome bhai,
Suggest a good battery for 100watt panel when we use one 12volt fan & mobile charge in day time.
use 40AH Solar battery or Car battery
@@MohitSagar but i can need same fan &light in night time...it is possible by this battery?
Dc table fan or Ac 240 fan ??
7.2 ah ke 12 volt ke battery ke saath maximum kitne watt ke solar panel laga sakte hai 20 watt se bhi bahut upar aur kaun sa panel jyada faydemand rahta hai
Sir 40ah battery se kithne watt pannel use. And 80ah battery also.... please reply sir
40 ah ke liye 80 watt panel aur 80 ah battery ke liye 180 watt panel
@@MohitSagar sir can we connect 50 watt 2 pannels 40ah battery?
50×2=100watt
Plzz reply sir
@@wedesignurdreams8533 50 watt 2 panel use 40ah battery.
Yaar 60 watt ka solar panel hai batry ketna mh...ya ketna badda lau
50 w k 2 penals ko kese lagaye ki volts jyada miley. Pl give your answer
Series me connect kro, 40 volt milega lagbhag
Sir, me aj 50watt ka loom solar kharida..me uspe 26ah ups battery full charge kar sakta hu.. Piz batana....
12 v 14ah battery me 40 w panel se charging time kitna lagta h
Sir 7 ah ki batter ko charger krne ke liy
10 watt के 2 पैनल पेररल में लगा देने चार्जर हो जायेगी क्या और
10+10watt milakar 20 watt penal bna sakte hai kya
Sir mere pass 335wt solar pati he inventors konsa lagaye our battery konasi lagaye.
700 va inverter aur mppt solar charge controller lagao, 150 Ah battery lagao
Thanks bro.very clear and simple
welcome bhai,
Bhai 10 watt solar panel ka leya konsi battery lagya
4-5 Ah
Bhai 12v7ah battery ka leya konsa solar pannal use karu
50 watt panel use kro bhai
10 watt solar panel ke liye konsi battery leny hai please reply
I have 100watt, 75 watt 80 watt, 6 watts 3pc solar panel, what is the size of inverter and battery for getting the good lightning and loads
12v Lithium phosphate 30Ah / 4s5p ) ki hai to isme kitne watt ka solar panel lagega 😮
32ah battery -70w panel se 0-100% charge hone me kitna time lagega plzzzz reply
1 day
@@MohitSagar agar 6 ghante daily dhup rahe tab
10 hours chahiye, 3 amp se bhai
Kaun sa controller badhiya hai
40 ah ki batry ko 40 watt ka penal kitne time me charge kardegi
4 days
Mera exide solar charge controller 12/24 volt 6amp he . Kitna ah battery behetor hoga? Or kitna watt ka panel use kar sakte hu?
Car battery use kro, 32Ah aur 100 watt panel use kro
Bhai mere pass yhi sf sonic 32amp. ki battery hai aur me ispe 225watt loom solar use karta hu plus din me 4amp. Ka load chalata hu kya meri battery panel kharab to nahi kar dega
Han bhai use kr sakte h
1 C10 40 ah ki battery aur 1 zunsolar mono perk 200watt ke penal se,
2 bldc fan, 1led tv 24 inch ka, 1 pc ko sirf din me chala sakte hai? sugest solar inverter.. thanks bhai..
Please reply..
panel aur add krne padenge bhai, 500 watt tak panel lagega
@@MohitSagar thanks so much brother for ur precious response..
15mh battery charge hone Mein Kitna time lagta hai
Bhai apne bahut acchi baat batai. Mere 2 sawaal hai. Agar meri car khadi rehti hai kyoki work from home hai lekin battery discharge ho jati hai. Apke batane per 35 Ah ki battery per 70 watt ka panel khareed kar mai car ke uper rakh du to kya mujhe kuch der mai panel disconnect karna padega? Dusara sawal 70 watt ka panel 35 Ah battery ko kitni der mai poora charge kar dega? Teesra sawal ki agar mai panel ko laga rehne du to kya battery over charge hoke kharab ho jayegi? Or last 500 ka jo ek controller aata hai wo laga du to kya full charge ke baad solar charge karna band kar dega? Mai baar baar gadi mai jake taar lagana or hatana nai chahta. Please jawaab sabhi sawalo ka zaroor dena.
Solar charge controller lagao, 10 amp ka, china wala, fir apko kuch ni krna baar baar battery wire hatana ni padega, aur 70 watt panel okay, hai 35 ah battery ke liye
Battery backup कितना हाेगा ??? यदी solar panel 12volt 50 Watt loomSOLAR panel के साथ अगर हम 12 v,7.5ah battery connect करे luminous control के साथ & 3 load ,12 वोल्ट का डीसी bulb aur ek मोबाइल चार्जर के साथ कनेक्ट रहेगा???
Plz reply 🙏
3-4 hours
Voltage solar ka kitna chahiye
matlab ??
Sir nice 😍👌💞 video
my question
Mere pass 50 watt ka solar panel hai + solar charger controller laga rakha hain main usme 7Ah ki Battery use kar sakta hu koi problem to nahin hogi ????
Han han, koi dikkat ni aayegi, use kro
@@MohitSagar apne AMARON 7ah ki battery kitne price mein Li hai ?
Tnx 👌😍 bro
900₹ ki
@@MohitSagar online nahin mil rahi hai yah battery mujhe iski koi warranty hai non warranty
Car ka bettery ko charg karne pe kitne time lage ge
100 watt panel se 1 day lagega
Sir inverter battery 40 ah capacity me aati ha kya?
Solar battery aati hai, 40 amp ki
@@MohitSagar ok. But sir woh mujhe mil nhi rahi kahi se bi online bi nhi milti but price jyada me hi milti ha
Bhai exide 100w solar panel aur 34ah battery li h... Wire kitne mm ka lu connection k liye.. koi kh rha 4mm, 2mm ya .75mm ? Mujhe keval ye battery charge krni h aur dc fan chlana h
2.5 mm lagao, 10 meter tak ka distance hai to, 10 meter se jyada hai to 4 mm lagana
12 v 7ah ki two battery peralal jodne ke bad 24 v 350watt moter lod lene ke liye konsi plate leni padegi jo bettry charge bhi kare or load bhi le
12 volt battery series me lagaoge to 24 volt banega, usper 330 watt ke 2 panel lagalo, 24 volt wale
Are you sure?
Dc moter hai fir bhi ?
han bhai, itna to chahiye hi
Thank-you
Sir homre pass 12 v 8ah ki battry hai to kya (10 w 0.55 amp ka loom Soler panal hai )aur 10w 0.65 amp goldi soler panal ) k soler panal se pure din Battry charge ho paygai kya sir 🤔,,, Ripley ans sir please 🙏
full nhin ho payegi try kro
@@MohitSagar to kitne ah ki battery use karni padegi aur load site led use karni ho to
8 Ah battery ke liye, 20 watt panel chahiye
Mene 165 Watt ka solar panel lagaya h bo 40Ah ki battery ko Full charge nahi karta h kay problem aarahi h bhai charging ke time koi load nahi chalata
Solar panel ko south face krkr lagai, aur amp check kro 6 amp se jyada aayega
12v 7ah ki battery per 100w panel lga skte he
Jyada bada ho jayega battery ke hissab se,
Mere pas 100w ka panel he orr 7ah ki battery he luminous ka charge controller he
To load laga kar connect kar sakta hu ya nahi
Han, load lagao 2 Amps ka
Bhai 160 ah battery ko charge krne ke liye kitne watt ka Solar panel lgana pdega
only charge the battery use 400 watt panel
Scooty ki battery laga sakte hai kya 40w solar ko kya charging ho sakte hai
Han laga sakte hain
60 ah battery ke sath 100 watt solar panel laga sakten hen
Han, laga sakte hain
I have purchased SFsonic 32AH autorider lead acid battery and connected it to my solar charge controller. I have set the charging voltage to 14.5 When battery gets fully charged and shows battery voltage 14.4 i disconnect the battery from solar charge controller and surprisingly noticed that battery voltage automatically decreased to 13.0 V. when i connect the battery to A load of 12v 3A battery voltage reduced to 12.4 from 13.0. And then it becomes steady and reduced slowly over time. Is there any problem exists with the battery back up or its A normal phenomena? Waiting for your valuable suggestion in this regard.
It's a normal phenomena, don't worry
150 watt ke pannle m 20 ah ki battery charge ho jaegy
han ho jayegi bhai,
@@MohitSagar thnku bhai❤️
sir 🙏7 AH बैट्री के लिए 10 w का सौलर पैनल नही चलेगा ?
Chota reh jayega, 50 watt ka panel lagao
Sit kiya 7ah ka battery pa 50 watt solar panel use Kar sakta ha
yes
Sir sf sonic 35 am battery kesa he solar ke liye
acha hai
42ah battery hai 50 watt solar Nahi le sakte Hain kya. Agar le to double time lage ga charge hone ke liye ya Hoga hi Nahi. Please reply as soon as possible
42 Ah battery ko 8 hours me charge krne ke liye, 100 watt panel chahiye
Mere pass purana solar panel h Bharat electronics ka model no. BE37R12 iske liye kitne AH ki battery Lena thik rahega
kitne watt ka panel hai ?
@@MohitSagar maximum peak value 37 Watt likha h aur uske niche maximum output 17v likha h
fir to aap isper 12 Ah ups battery use kro,
@@MohitSagar thanks
@@MohitSagar ek aur jankari chahiye kaunsa solar charger control use Karu aur battery kitne time me fully charged ho jayega?
Mere yeha Luminous,okaya,Intex,amaron, company ki UPS battery mil rahi hain 7.5ah 3 companiyon mein se kaun si battery Leni chahie breakup theek de
3 company ki battery 1 years warranty
700rs. Tk mil rahi hain konsi lu ?
luminous lelo, acha hai
Aapne battery charge karne ke liye solar panel se direct +/- battery mein connection kiya hein ?
no bhai
@@MohitSagar controller se battery tak laye hein ?
yes
Mohit bhai,12-0-12, 25Amp kaa transformer banane kaa order diya hai isilye aapko ditel mey puchha thaa to batayega plz...purana nahi milta hai....✒Ⓜ
Sir, maine to purane inverter se nikala tha,
Bhai agar ups me 165wt ki solar panel lgaye to desktop chal jayega Kya direct
Direct nahin, bhai battery to lagani padegi
@@MohitSagar ups me 7ah ki battery h uske power cable me dc se ac me convert krne wala converter lga kr 165wt ke solar panel se converter se power dun to isse desktop chal sakta h kya
bhai 165 watt panel se 7-8 amp aate hain jabki desktop 150 watt leta hai, isiliye lagbhag 12-14 amp chhaiye to iska matlab aap solar se direct desktop nahin chala sakte aapko aur panel add krne padenge
@@MohitSagar to bhai 250wtt se to chal jayega ya 165wtt ke 2 panel lgane pdege
mere hisaab se to
(1) 100 Ah battery
(2) 165 watt 2 panel
(3) solar inverter
ye sab use krna chahiye
7ah main 10 watt ka sahi hai ya nahi
ᴄʜᴀʟᴇɢᴀ
Sir gee kya ham 100w ke panel se ups ke battery charge kar sakte hain
han kr sakte hain
Sir 150ah Ka panel hai apn usse minmam kitni choti bettry charge Kar sakte hai
32 Ah car wali
@@MohitSagar thanks sir
Sir mere paas ek 35 watt ka poly or ek 55 watt ka loom mono panal hai main in dono ko kaise connect karoon sir .
Or dono ke current ke liye kon sa controller use karoon sir
Or battery kitni watt or ampere ki use karo sir please help kariye 🙏
Bhai mere 50watt ka mono loom solar hai konsa battery lu please bolo bhai🙏
26 AH exide UPS sealed battery use kro
@@MohitSagar link de sakte ho bhai?
7ah wale battery 10watt panel sa charge Hoga Bhai....
full charge ni hogi
@@MohitSagar ok bhai ji
Bhai Kiya me Janna chahtahu loom solar 50 watt panel se 42ah battery charge ho payega
nahin ho payegi
Bhai 2 din me to ho jaygi.. Na.. Charge...?
Han ho jayegi 2 din me
@@MohitSagar thanku.. Bro...
7 Ah ki battery me Mene 10w / 12v Ka Panel lagaya hai or panel 20 ampire Deta hai to , & Solar charge controller 12/24 volt Ka hai ,to thik hai ya Nahi , jaldi reply dena bhai ji
Sir 🙏20 w सौलर पलेट से 2० एम्पियर नही निकलता है
@@vinodnautiyal187 50 watt 12 Vol Ka Solar panel le Lu , 7 amp ki battery ke liye ?
12v 50w ka solar panel se eksath 7ah ka 2 battery use kar sekte hai kya Solar controlar lagake??
han, parallel me laga lena
@@MohitSagar pc ups ko inverter jeise use kar sekte hai kya??
Which Solar Panel is better in low sun light condition: Mono or Poly? Please clear my confusion.
Mono panel is best for low sunlight
@@MohitSagar Thanks a lot.
Sir 50ah ki battery se 6room light aur TV chal jayega
Han, chal jayega
@@MohitSagar sir 12v 20ah ki battery se kitna ac light use Kar sakte hai
Mere pass 150 ka DC to Ac converter hai.,
9 watt ki 10 led chalao
Bhai 60 ah ki lead acid battery ko pwm bulk charging karta hay 22 ampare say itnay ampare say hi discharge hoti hay is Tarah life Kam ho Kar sirf 8 month he chal saktee hay fridge or motor chlata hoon battery ki life bacha sakta hoon ya nahin?
itne jyada amperes se charge discharge kroge to, life kum hogi hi battery ki, battrry ki charging ampere kum kro,
@@MohitSagar pwm main charging current kaisay Kam kartay hain apna what's app number bhi dayna?
For 4volt battery and 6volt battery which solar panel will be best
50 watt panel, with dc dc step down module of 9 amps
For 50 Watts Panel . Can we run 40 Ah battery
no, 50 watt panel, use 20 Ah battery
Very good jankari ji
100w ka pannel me kon sa Or kitna wala battery lena hoga fst reply
42AH sealed battery
@@MohitSagar okk
Sir 1fan our 1bulb ke satup pe kul Kitna kharcha hota hai
15000₹ lagbhag,
Sir..8 Ah battery ko 24 volt ka pannel chalega kya
no, bhai, 12 volt type panel hi lagega
Koi option hai ya nahi
Dc step down modue use kr sakte hain, 9 amp wala
Bhaiya 12 ah battery kelia 20 watt pannel sahi Hai keya.(For Emergency when electricity cutt)
no bhai, minimum 50 watt chahiye
C10 solar battery this will change as more amps can be given. Please make a video regarding that too
I am not able to understand your question, please let me know, in detail
150 ah solar battery can be charged with more amps and in less time without damaging the battery
Upto 24 amps can be given as per factory specifications
normal 150 ah c20 battery can only take maximum 17amp charging current. Anything more will damage the battery
Bhai aapne jo video bheji hai, uski quality bahut acchhi hai, aap kahan se ho
@@stkstk545 :) Thanks
Can we charge 35 ampere with a 10 ampere smps power supply
Yes, but smps voltage must be greater than 13 volts
Thanks sir
Battery charging ho jaye to pata kese chalega
Vo automatically bandha ho jayega kya.
Han, full charge hone ke baad charging slow kr deta hai controller
@@MohitSagar
Controller lagana padta hai kya
Han
250 wt ka panel ha 30ah ki battery laga sakte ha
Yes
Sir 50 Watt ke panel per kitne ah ke battery lagaye please reply
20 Ah solar battery lagao
Bhai mere pass 12v ki battery he our me mobile charge pe laga ta hu to slov chenging kyu hota he
To charge kitne V ka lagau
12 volt battery lead acid battery ko 13 volt 2 amp se charge krte hain
सर मेरे पास 125 वाट का loom solar पैनल है अगर मैं इसमें 60 ah का बैटरी लगाता हूं तो इनवर्टर कौन सा ठीक रहेगा
luminous 350 watt
@@MohitSagar thanks sir
@@MohitSagar सर 350 watts का इनवर्टर में सभी तरफ ढूंढ लिया गूगल में भी और loomsoler के साइट पर भी कहीं नहीं मिल रहा है क्या आप उसका लिंक सेंड कर सकते हैं
luminous 350 watt eco inverter
Sir mene 50 watt ka solar pannel kharida he to kon si battery kharidu
26 Ah exide sealed battery
मेरे पास 3w का सोलर पॅनल हैं. इसके लिए कोणसी बॅटरी चाईये (12v. 1.3ah ) बॅटरी चल सकती है कया... और सोलर चार्ज कंटोलर कौणसा चाहिये
3w solar to bahut chota sa hua bhai, iska use aap kahan karoge
Can i use 50 watt solar panel with 7Ah ups battery??????
Yes, can be used
10 watt panel ke liye battery kaun si achhi rahegi
Please tell me.
🙏🙏🙏
4 Ah ya 5 Ah
Directly charge kar sakte hai ya nahi
7 Ah battery ko direct kr sakte hain
9ah hoga ji?
9 Ah battery ke liye 40 watt panel lagega
Bhai 50w panel pe kitna ah battery thik rahega ??
12 Ah
@@MohitSagar 100w pane pe 50ah soler battery chalega ??
full charge ni ho payegi, ek din me
I have a 120 watt,12v mono panel. I want to buy Zun Solar 40ah solar battery that you reviewed. Will it be oky? Please reply fast. Waiting for your answer.
yes, battery is good
@@MohitSagar No, I want to know that is my system okay or I have to upgrade it? I also want to add load and charge the battery at the same time. Thank you. Please reply fast, make my doubt clear.
setup is okay, but if you want to add more load then you should add more panel
@@MohitSagar Thank you. You have been helping me for a long time. Thanks a lot. One more question: If I put load of at least 40 watt and at the same time I charge the battery and the battery is Zun solar 40 ah solar battery, then how many solar panels shoud I add? I have a 120 watt mono panel. Thank you.
100 watt panel aur add kro
Mohit bhai, bahut achhi jankari dhanyvad bhai...12-0-12 ,25amp ke transformar mey primery our secderi coil mey konsa ghez kaa wire(tar)use kiya jata hai...✒
.
18volt/20 wp ke module me kitna volt and kitna ah ka battery lganq pdega
7 Ah battery lagao
100ah Battery Ko Charge Karne K Liye Kitne Ampear ki Jarurat Hoti Hai? AUR 35ah 60ah 100ah 150ah 200ah 300ah
10 amps, se charge kro, 200 Ah battery ko 22 amp.se
@@MohitSagar thanks So Much Bhai /sir
Kya home loom Soler 50 volt ka Lena hai ya nohi Kya hom )/10 volt ka aur dusra 10 volt ka panal hai -+ -+ -+ contion kore ya aap he botavo
10 volts ka ni hoga vo 10 watt ka hoga
@@MohitSagar ha theek hai
Bhai 150 watt ka pannel 40 ah ki battery ko kitne ghante me charge kar dega
6-7 hours
20w ke panal se 7ah ki battery full charge hone ke liye kitna time lagega...without controller ke
7-8 hours
Mera pass 50Wat ka Solar hai Kiya mai aur ek 150 wat ka Solar le kar duide chala chakta hu
duide matlab ?
Agar 40 watt panel me 40 Ah battery use kiya jaye to result kiya hoga?
charge hi nahin ho payegi battery