Charging fast 400 watt hi krega par mppt charge controller hona chahiye...aur 220 watt vala tab thik h jb 12 volt battery par pwm use krna ho...but slow charge hoga
@@RamkaranSingh-bz6mqBhai dekho warree 24v panel hai aur ye lagbhag 40v deta hai sath 10amp iska matlab 40×10 kroge ta 400 Watt huta hai, aur jo 220 Watt panel hai bo 12v panel hute hai usme lagbhag 20v deta hai jisse 20×10 karoge ta 200 Watt milega. Agr apko 12v system lagana hai yani single battery inverter ta best app 12v solar panel ke sath jao and hu ske ta mppt lagana controller wrna pwm bhi laga skte no issues, agr apko double ya isse jyada battery Wale inverter lagana hai ta best 24v panel ke sath Jana with mppt controller only lagana hai for best performance
Bhai Aaj Tak hamne suna hai ki 12&24vpwm solar charge controller par 12v panel me ek battery &24v panel me 2 battery series karke lagana hoga tab Kam karega lekin aapne to24v panel me 12v battery lagaya kia issse battery kharab nahi hoga ya controller kharab nahi hoga is par ek practical video banaiye plzzzz
Bhai ye batao Amazon se order kitne din me deliver hua tha waree panel please info me
4 din me
Mppt kon sa better hoga
Ye wale pmw aur better mppt ka link bta dijiye
Bro ak batao 400 watt 11 ampere de raha hai 220watt 9 ampere raha at bat nahi samjh me aa rahi hai 400watt le 220 watt le kon sa acha rahe ga
Charging fast 400 watt hi krega par mppt charge controller hona chahiye...aur 220 watt vala tab thik h jb 12 volt battery par pwm use krna ho...but slow charge hoga
Eske ampere to sem hi mil rahe hai
@@RamkaranSingh-bz6mqBhai dekho warree 24v panel hai aur ye lagbhag 40v deta hai sath 10amp iska matlab 40×10 kroge ta 400 Watt huta hai, aur jo 220 Watt panel hai bo 12v panel hute hai usme lagbhag 20v deta hai jisse 20×10 karoge ta 200 Watt milega. Agr apko 12v system lagana hai yani single battery inverter ta best app 12v solar panel ke sath jao and hu ske ta mppt lagana controller wrna pwm bhi laga skte no issues, agr apko double ya isse jyada battery Wale inverter lagana hai ta best 24v panel ke sath Jana with mppt controller only lagana hai for best performance
@@xyzesports621bilkul sahi kaha bro
You're Aamis techsool?
Sahi pakde hai...
Bhai Aaj Tak hamne suna hai ki 12&24vpwm solar charge controller par 12v panel me ek battery &24v panel me 2 battery series karke lagana hoga tab Kam karega lekin aapne to24v panel me 12v battery lagaya kia issse battery kharab nahi hoga ya controller kharab nahi hoga is par ek practical video banaiye plzzzz
Mocrotek 2550 pr chal rha hu 2270 watt pannel jisme 2 400 watt waree black pannel h...
Kahena kya chahata hoo??
Pwm 24 volt microtek inverter acha work krta h
Bhai, chal to jayega par, efficiency kam hoga, 30% tak.
amp meter price?
Mobile se check kar lo free me 👍🏻
Bhai mppt se aisa video banao plz