Sir ek very easy question. Please. Desktop par 5 workbooks hai .sabhi me ek-ek work sheet hai. Ek new workbook me sabhi sheets ko waise hi alag -alag sheet me kaise transfer kare. Bina copy -past kiye.. Means new workbook me bhi wahi pancho sheet aaa jaye.ek work book par. Hurry sir..
Ye to easy tha , or sb youtube chennal pe yehi batate hai. Bhai pls resolve my problem. muje web page se ek table copy karni hai to kaise kare dusri bat agar muje ek sheet se kuch rows hi copy karni ho to kaise kare ye bhi batao. lekin format same rahe.
@@InformationArjan Maano ek sheet hai jisme 50 columns and rows hai lekin muje unme se sirf 20 rows or column dusri sheet pe le jana hai. To meri saari cell formatting bigad jati hai. To kya aisa ho skta hai ki cell ka size or format same rahe
THANKS SIR 🙏
Thanks for your comment
Good job bro,thank you
Welcome 👍
Thanks for information🎉🎉
Thank you
Yoy have explained it in superb way.
Thanks for your comments
GOOD BROTHER
Thanks for your comments
Nice video sir
Thank you for your comment 🙏
Thanx bhai
Thanks bro for comment
Excell main jo format bnte h kya bo bhi next sheet main copy ho skte h
Yes, you can copy every thing as same
Sir but it doesn't work in merged cells@@InformationArjan
Sir agar ek sheet ko multiple sheet pe copy karna h to kar sakte h kya please confirm
Ak sheet ke data ko multiple sheet banana chahte hai
Thanks👍👍
Thanks for your comments
Thank you so much sir
Thanks for your comments. You can see other video on this channel regarding Excel and Excel power query
Sir ek very easy question. Please. Desktop par 5 workbooks hai .sabhi me ek-ek work sheet hai. Ek new workbook me sabhi sheets ko waise hi alag -alag sheet me kaise transfer kare. Bina copy -past kiye.. Means new workbook me bhi wahi pancho sheet aaa jaye.ek work book par. Hurry sir..
New work book me bhi 5 sheets hi rahe ..
Agar one time krna hi to manually kr lijiy, nhi to power query se kr date hai
Sir ..maine ek shit ka copy karke naya name diya .uske bad new data input kar raha hu main sheet ka bhi data change ho raha hei .kya karu
Thanks for your comments
Useful
Thanks for comment
Ye to easy tha , or sb youtube chennal pe yehi batate hai.
Bhai pls resolve my problem.
muje web page se ek table copy karni hai to kaise kare
dusri bat agar muje ek sheet se kuch rows hi copy karni ho to kaise kare ye bhi batao.
lekin format same rahe.
Copy table from web page ke liy aap th-cam.com/video/UItTAD_2Mzw/w-d-xo.html video dekhiy
2nd wala requirement nahi samjha mai
@@InformationArjan
Maano ek sheet hai jisme 50 columns and rows hai lekin muje unme se sirf 20 rows or column dusri sheet pe le jana hai. To meri saari cell formatting bigad jati hai.
To kya aisa ho skta hai ki cell ka size or format same rahe
@@InformationArjan
Ye to ho gya thanks.
@@bhuvanchand2000 Thanks for your comments.
❤❤❤❤
Good
Thanks
Ye toh easy meko ek sheet ko copy kareke new book me copy karana hai please
th-cam.com/video/t4M0tN0Qx_Q/w-d-xo.html
Agar is video se nhi hoga, fir msg kijiyga
Thanku
Thanks for your comments. Keep watching other video related to EXCEL, Power Query, VBA, Power BI on this channel.
How can we copy excel sheet to other book without formula.
Thankyou for your comments. Keep watching other video on my TH-cam channel @jnformationarjan
👍
Thanks
How to copy multiple sheet in one clik
For that you have to write vba/macro
How to password protected copy another sheet
Yes you can
ABC shit m copy nhi key
Apka comment nhi samjh me aaya
Thank you sir 🙏
You welcome