Bhai mere skoda rapid me y problem hai jb bhi usko first time me ek baar me start nhi hoti hai key ko 2 to 3 times on. Off krke 30 second wait krke phir on krta hu phir hoti hai baki phir bhale hi aap kitni baar start kro first time ke baad nhj hoti problem ek baar me start ho jati hai battery shi hai wiring puri check krva chuka hu koi display ya scanning me koi issue show nhi kr rha hai me prashan ho chuka hu bht mechanics ko dikha chuka hu koi solution nhji mila please aap help kr skte hai kya ki kyu ho rha hai esa
Bhai mere paas bhi skoda rapid 1.6 tdi hai aur gaadi ki ignition on car te hi ek loud awaaz aati hai aur idle per kabhi kabhi rpm 850 se 500 tak aa jate hai aur firr wapas 850 per ek dum still rhete hai Kya problem ho sakti hai ??
I have also wv vento 1.6 ltr have same issue After running if the car will off its take more than 1 hour for start I think its also diesel pump problum What will do
Check your fuel pump in diesel tank .. Your car run in just some km after of Engine After car park. 1 clock. Nd. Start Engine Your fuel pump moter hot nd Nd of Engine Nd cool your Fuel pump motor after Start Engine 👍
Bro vento ke pump me problem hai diesel hai kabhi kabhi kam krna band kar deta hai chalti gadi ruk jati hai fir apni Marji se chal bhi padta hai. Pump change b karva liya fir b same problem hai.
Bhai pump change kiye ... Ya sirf. Andar ki pump moter ... Shocket check karo bhai. Jala to nahi he ... Shocket jala ho ya losse conection ho to bhi esa hota he
Hi...need your help...I have vento 1.2 lit TSI .... automatic....now facing problem of not getting start and reverse gear not working....was stuck on Highway...mechanic helped by getting start directly and bypassing key ....now scan done shows P1604 code... could you please tell what is problem n solution
Bhailogo meri gadi he fabiya usme fuel nhi a rha he mene chek kiya he to usme current nhi ja rha he fule motr tk koi btayega kya ho skta he age kya chek kre plz bhai batao
Polo petrol 2011--Bhai petrol gauge mi problum,car starting ok no problum ,, but gauge mi empty showing .petrol level Some time show some time not show.
Bhai fuel pump khol ka. jispar. guej chlta he. . . . uspar .. Police kanch paper ghas dene ka. normaly ... Or brake oil laga kar. guej. hath se up down. . karne ka. . halke. . hath se. or pin par. dekh. lene. ka. corbon. . to nahi. usko saf kar. dene. ka. . pin normal. daba. dene ka. . .... Uske bad. . bahar hi shocket. laga. kar. . hath se. . guej uthane ka. ignitions . on kar ke ... Fir. dekhne ka. brabar. bata. raha . Agar barabr. bata raha to fiting. kar dene ks ..... Nahi to. new guej dal dene ka
Bhai mere pass polo petrol automatic 2015 model hai. kuch days pahle dopahar me dhoop me 110 Km chlalne ke baad stop ho gai. start ka try kar raha tha, battery to thik thi but car start nahee ho rahee thi. 15 mins wait karne ke baad try kiya to start ho gai. fir 20 Km chalne ke baad same problem. fir 15 mins wait kiya to start ho gai. Fir 20 Kim chalne ke baad same problem. Fir 15 mins baad try kiya to start ho Gai. Fir next day morning 110 Km chalaya to utne me koi problem nahee aayi abhee dar lag raha hai pata nahee kab band ho jaye. please help.
Battery problem he .... Ya. Self. .. do hi problem Esa ho ap kisi dost ki dusri battery dal ke 110 km drive kar lo ... Problem solve to battery dal do ... Nahi hua to self. Service karwa do 👍
Baki video aapki acchi lagi acchi knowledge thank you thank you so much
Welcome welcome bhai 😁😁
Great work
Bhai mere skoda rapid me y problem hai jb bhi usko first time me ek baar me start nhi hoti hai key ko 2 to 3 times on. Off krke 30 second wait krke phir on krta hu phir hoti hai baki phir bhale hi aap kitni baar start kro first time ke baad nhj hoti problem ek baar me start ho jati hai battery shi hai wiring puri check krva chuka hu koi display ya scanning me koi issue show nhi kr rha hai me prashan ho chuka hu bht mechanics ko dikha chuka hu koi solution nhji mila please aap help kr skte hai kya ki kyu ho rha hai esa
@@UsedUserStuffReview Diesel he. Ki petrol. He bhai ,??
@@a2zindianmotor266 diesel
Using your tips thankz 👍
Welcome 🤝
Bhai mere paas bhi skoda rapid 1.6 tdi hai aur gaadi ki ignition on car te hi ek loud awaaz aati hai aur idle per kabhi kabhi rpm 850 se 500 tak aa jate hai aur firr wapas 850 per ek dum still rhete hai
Kya problem ho sakti hai ??
Can I get you contact to discuss about it 🙏🙏
Feel kare konsi side se aa raha
Engine start karte he. Awaz. Aa raha to. Aoltinertor belt utar ke. Dekhe
Where is your place
Ahemdabad sir
I have also wv vento 1.6 ltr have same issue
After running if the car will off its take more than 1 hour for start
I think its also diesel pump problum
What will do
Check your fuel pump in diesel tank ..
Your car run in just some km after of Engine
After car park. 1 clock. Nd. Start Engine
Your fuel pump moter hot nd Nd of Engine
Nd cool your Fuel pump motor after Start Engine 👍
Bro vento ke pump me problem hai diesel hai kabhi kabhi kam krna band kar deta hai chalti gadi ruk jati hai fir apni Marji se chal bhi padta hai. Pump change b karva liya fir b same problem hai.
Bhai pump change kiye ... Ya sirf. Andar ki pump moter ... Shocket check karo bhai. Jala to nahi he ... Shocket jala ho ya losse conection ho to bhi esa hota he
Bhai mera bhi same issue hai pump tak wireing supply nahi aaraha h kya karu
Bhai fuse check kar lo Ecu name likha hoga .. or relly bhi 🤝
Hi...need your help...I have vento 1.2 lit TSI .... automatic....now facing problem of not getting start and reverse gear not working....was stuck on Highway...mechanic helped by getting start directly and bypassing key ....now scan done shows P1604 code... could you please tell what is problem n solution
By pass key imoblizer ka kaam he ..
Reverse gear ka. Ap setting kara le.
Gear wire me setting ate he jo battery stand ke niche hote he
Bhaiya pump me saplai nahi aa raha hai pls help me
Bhai fuse check kar lo .. Ecu. Ka
Bhai car round leri start hone mein aur reserve mein smooth chalri
Diesel he. Ya petrol. Bhai ??
Mera kya ho raha he na fuel pump ka wo black ring tight kar dene se start band ho ja raha he use open rakhne se hi start ho raha he kya karu ???
Bhai lose connections hoga ??
Tight kar dene se. Fuel.pump. Chalu. Hota he. Ya. Band. Ho jata he ??
Nice bro 👍👍👍
Thanku 😀
Nice vodeo 👌👌👌👍
Thankyu bhai
Bhailogo meri gadi he fabiya usme fuel nhi a rha he mene chek kiya he to usme current nhi ja rha he fule motr tk koi btayega kya ho skta he age kya chek kre plz bhai batao
Petrol he ki diesel bhai 😁😁
Bhai meri jeeta me bhi aisa hi problem aaya hai kya karu starting problem or humare tarf mechanical bhi samz nahi pa rahe problem
Diesel ata he. Age.
Diesel filter par ??
Bhai same problem socket problem
Excellent
Thanku 😊
Which city?
Ahemdabad
✨👍🏻
👍
Polo petrol 2011--Bhai petrol gauge mi problum,car starting ok no problum ,, but gauge mi empty showing .petrol level Some time show some time not show.
Bhai fuel pump khol ka. jispar. guej chlta he. . . . uspar .. Police kanch paper ghas dene ka. normaly ...
Or brake oil laga kar. guej. hath se up down. . karne ka. . halke. . hath se. or pin par. dekh. lene. ka. corbon. . to nahi. usko saf kar. dene. ka. . pin normal. daba. dene ka. . ....
Uske bad. . bahar hi shocket. laga. kar. . hath se. . guej uthane ka. ignitions . on kar ke ... Fir. dekhne ka. brabar. bata. raha .
Agar barabr. bata raha to fiting. kar dene ks .....
Nahi to. new guej dal dene ka
@@a2zindianmotor266 thanks brother 👍
@@snowday3257 welcome bhai
Bhai mere pass polo petrol automatic 2015 model hai. kuch days pahle dopahar me dhoop me 110 Km chlalne ke baad stop ho gai. start ka try kar raha tha, battery to thik thi but car start nahee ho rahee thi. 15 mins wait karne ke baad try kiya to start ho gai. fir 20 Km chalne ke baad same problem. fir 15 mins wait kiya to start ho gai. Fir 20 Kim chalne ke baad same problem. Fir 15 mins baad try kiya to start ho Gai. Fir next day morning 110 Km chalaya to utne me koi problem nahee aayi abhee dar lag raha hai pata nahee kab band ho jaye. please help.
Battery problem he .... Ya. Self. .. do hi problem
Esa ho ap kisi dost ki dusri battery dal ke 110 km drive kar lo ... Problem solve to battery dal do ...
Nahi hua to self. Service karwa do 👍
@@a2zindianmotor266 battery to 2 weeks pahle hee new lagwai hai. Self kya hota hai?
@@measuringroads2058 self. Jo Engine start karta he ... Jo bike activa me ata he
@@measuringroads2058 konsi company ki battery dalwayi he ??
@@a2zindianmotor266 Volkswagen workshop me lagwai. I think Exide kee hai
Helo place reply
Hello bhai reply
Chabi on no Display probalm
Matlb bhai chabi. On. No display .... Chabi on karte he. Display pe light nahi ati ???
Solve my problems
😊🙏🤝
Bhai Gali Mat Dekho free video kharab ho Jaati Hai Ki acche log Dekhte Tumhari video sorry main aisa bol raha hun galat mat samajhna
Nahi bhai. Bilkul galat nahi samjh raha .... 😁😁😁
Bhai. Motor machanic he. Thoda bhot gali wali ho jata 😁😁😁😁
Aap bura mat manna
Direct lagane se bad me problem nahi hoti
Apki car disel he ??
Diesel ho to hi karna bhai .. petrol me risk rehta he
Petrol ke liye bhi sultion he
@@a2zindianmotor266 bhai mera eak volkswagen jetta he.. Uski fuel pump connector me power nahi aathe he... Problem kya hoga?
@@maheshpm2985 bhai. Fuse realy check karo 😊😊
गाड़ी का कबाड़ा बन कर छोड़ेंगे ये लोग ।
Kiyu bhai kiya hua .. deshi jugad he 😁😁
Ma chod k rkh di gadi ki... Abe loude or bosdk bol bol k😂😂🤣🤣🤣
Same problem please give ur number…?