Bobin case ko bahar nikal kar dhaage ko thik kare andar dhaga uljha ya fasa hoga. Agar isse kam na bane to service center me dikhae. Please is channel ko like subscribe aur share kare.
Bilkul sil sakte hai. Magar ha chhota hone k karan thoda samhal k silna hoga. Bade machine k tarah bedhadak nahi chala sakte halka fulka adjustment karke aur samhal k chalana hoga. Please channel ko like subscribe aur share kare taki mujhe aur v video banane ki prerna mile.
No, abhi tak to aisa kuch nahi hua hai. 4 mahina ho gaya use karte hue. Fir v safety maintain kare aag garmi pani blade knife aadi se dur rakhe. Baccho ko istemaal na karne de. Baki thik hai.
Bilkul sil sakte hai bade aaram se. Blouse silne ka ek video v uploaded hai channel par. Please channel ko like subscribe kare aur share kare support karne k liye. Agar koi aur jaankari chahiye to comment me ping kare.
Maine description me link de rakha hai. Mujhe 5 mahine ho chuka hai chalate hue. Average quality hai iski but price k according thik hai aur chhota sa size hone k karan kahi v le jaa sakte hai aasani se.
Bilkul sil sakte hai bade aaram se. Please channel ko like subscribe kare aur share kare support karne k liye. Agar koi aur jaankari chahiye to comment me ping kare.
Machine ko lagbhag 9-10 mahine ho gaye. Thik hi chal raha hai just plastic ka machine hai aur haat waale machine k tarah heavy duty nahi hai. Jo expectations hai mere uske hisab se sahi chal raha hai. Just build quality improve ho sakta hai. Mai jald hi naya video bana k upload karungi. 2 mahine pehle maine live kiya tha iske liye.
Me v lene ka soch rahi hu dii but or video me mene dekha to vo log bol rahe hai bekar ye machine silai achi nahi aati hai aap bataiye me lu ya na lu Please dii reply me😢
Achhi hai halke kapde silane ke liye achhi hai machine aane per achche se jaanch le ki Seal Pack hai ya nhi agar pahle se khula ho ya doubal tap ho to wapse ker dena dam ke According thik hai silaai sikhane ke liye thik hai jada mote kapde jaise jins ki silaai avoid karana aour majabut dhaage ka estemal krna aage ke video me mai bataungi kyonki maine v jada use nhi kiya hai 🙂
Light nahi lagti matlab plug lagane se bijli nahi aati? Agar aisa hai to turant exchange me daale ya fir service center me dikhale. Agar service center naa ho aas paas to kisi mistri ko dikhale.
Aisa nahi hai hamara to sahi chal raha hai. Mai jaldi hi agla video bana k upload karungi jisme iska details share karungi. Waise maine 1.5 mahine pehle live kiya tha iske saath 6 months k baad kaisa chal raha hai share karne k liye. Par ha ghar pe jo hum puraane machine heavy wala use karte hai usse compare nahi kar sakte hai. Ye machine halka fulka quick solution aur travel purpose k liye hai.
@@RamaSharma-bw5sd right, maine v bahut research kiya lagbhag 10-15 din tak dekhne k baad around 18-20 me se ye wala select kiya tha. Also mostly china made aata hai to uski to koi guarantee v nahi hoti aur log wahi fas jaate hai. Sasta nahi sahi kharidna padega.
Super
Thank you, please channel ko like subscribe aur share kare taaki channel jaldi se grow kare.
मुझे आपका आवाज बहुत अच्छा लगा thanks आपका आवाज सुनके मुझे आचा लगा
Dhanyavaad, please channel ko like subscribe aur share kare taaki mujhe aur v video banane ki prerna mile
सुई उपर निचे होती नही क्या करणा पडेगा
Bobin case ko bahar nikal kar dhaage ko thik kare andar dhaga uljha ya fasa hoga.
Agar isse kam na bane to service center me dikhae.
Please is channel ko like subscribe aur share kare.
😊
Nice
Thank you
Please how can I get this
Go to the video description and click on the link of the machine to purchase it.
Reply back if purchased and connect back if any clarity is required.
www.youtube.com/@Aapkididi3311
Kitchen set: amzn.to/4ca4bCO
Sewing machine: amzn.to/420UP7M
Cooker: amzn.to/3uWggdY
Idli maker: amzn.to/3ImScUQ
Mixer grinder: amzn.to/3V3JO48
Tiffin: amzn.to/48CPc12
5G Mobile: amzn.to/4bV1C7j
Laptop: amzn.to/49AE0DA
Please subscribe my channel to support me as well...
Meri silai bohot badi aa rahi hai choti silai kaise laye or udhed bhi jati hai lock nhi hoti
Isme chhota bada karne ka option nahi hai, agar abhi abhi kharida hai to return ya exchange kardo.
Main bhi liya hai bt silai nhi ho rha hai 🥲
Dono dagha alag alag hai joints nhi ho rha hai
Silai kese karu
Agar exchange available hai to karlo usme kuch manufacturing defect ho sakta hai. Warna company k number par phonenlaga k help lele.
Apka vdio dekh ki hi me mesin laiya ar silavi kiya❤
Thanks for your comment please share and subscribe the channel to support me. Also share your feedback after using the machine.
Hi, hoping machine achha chal raha hai aapka.
@@Aapkididi3311 ha bohot atsha sal rehe he
😂my bhi liyi hun 💓💓💓💓💓
Plss btana ki iska settle kha milega
Maine abhi tak iska parts nhi Badlavaya hai to mujhe Koi idea nhi hai sorry mai v paheli baar kharidi hu😊
Kya isse naya kurta sil sakte
Bilkul sil sakte hai. Magar ha chhota hone k karan thoda samhal k silna hoga. Bade machine k tarah bedhadak nahi chala sakte halka fulka adjustment karke aur samhal k chalana hoga.
Please channel ko like subscribe aur share kare taki mujhe aur v video banane ki prerna mile.
Es me karnt to nhi atta ha
No, abhi tak to aisa kuch nahi hua hai. 4 mahina ho gaya use karte hue. Fir v safety maintain kare aag garmi pani blade knife aadi se dur rakhe. Baccho ko istemaal na karne de. Baki thik hai.
1:46 इस मशीन कि क्या किमत है
1100 se 1500 ki range me mil jayega
isma blouse hoga kya
Bilkul sil sakte hai bade aaram se. Blouse silne ka ek video v uploaded hai channel par. Please channel ko like subscribe kare aur share kare support karne k liye. Agar koi aur jaankari chahiye to comment me ping kare.
Mam kiya ham issa blouse wagara sill sakta ha please reply
Blouse saree etc halke fulke kapdo ka kaam kar sakte hai. But machine chhoti hone k karan aapko kaafi samhalna padega.
Ho sakta hai samanya se samay v jyada lage. Magar kaam ho jayega.
सुई का नंबर बताओ plz
Wo to check nahi kiya hai, magar mahine sui hi hai. Jo company ne laga k di thi wahi chal rahi hai abhi tak.
Maine bhi aaj Ek machine kharidi Hai kripya dhaaga dalne ka step bataen
Video ko dekhe pura usme steps bataye hai maine. Dobara ek video upload karungi. Please channel ko like share and subscribe kare.
Didi Abhi aaoki machine kaisi chal rhi hai kitna time ho gya liye hue ?
Achhi chal rhi hai 10 month ho gya hai. Please🙏 like and subscribe channel
isi tarah bht sari machine h pr konsi achi ye koi nhi bta rha
Maine description me link de rakha hai. Mujhe 5 mahine ho chuka hai chalate hue.
Average quality hai iski but price k according thik hai aur chhota sa size hone k karan kahi v le jaa sakte hai aasani se.
Hosiery k cloths pr silai ho sakti h?
Thank you for your comment. Will do soon.
Madam machine ka naam aur uska model no batayiye.
The purchase link is given below for direct purchase from Amazon:
amzn.to/420UP7M
Thank you for your valuable comment please share and support the channel.
kya ye table b saath mila h
Bilkul table k saath hi hai. Bina table k ₹1000 k aaspas aata hai. But mai suggest karungi k table k saath hi lena.
Ispe Georgette kapda sil sakte h ky ? Georgette or net ?
Bilkul sil sakte hai bade aaram se. Please channel ko like subscribe kare aur share kare support karne k liye. Agar koi aur jaankari chahiye to comment me ping kare.
Machine ko liye Hue aapko kitne din hue machine Acchi chal rahi hai ki nahin
Machine ko lagbhag 9-10 mahine ho gaye. Thik hi chal raha hai just plastic ka machine hai aur haat waale machine k tarah heavy duty nahi hai. Jo expectations hai mere uske hisab se sahi chal raha hai. Just build quality improve ho sakta hai.
Mai jald hi naya video bana k upload karungi.
2 mahine pehle maine live kiya tha iske liye.
Price Aur model
Video k description me link hai. Aap jaake dekh sakte hai. Price between 1-1.5 thousand.
@@Aapkididi3311machine reverse stitching karti hai ?
@avi1588 Preser foot lifter ko uper oothane ke baad pichhe wale wheel ko oolta ghumaye silaai hogi
@@Aapkididi3311 thank you for information.👍
Welcome brother, don't forget rakhi coming so gift me by subscribing the channel and sharing it with others as well.
Is machine ki kimat kya h
₹1500 - 1600 k bich me aajayega. Description me link hai product ka. Aap waha se click karke kharid sakte hai.
Please channel ko like subscribe aur share kare mujhe support karne k liye.
Kaha militi heee ea😢
Description me iska link hai. Aap waha se kharid sakte ho.
Agar video achha laga to please channel ko share aur subscribe karna.
Done
Me v lene ka soch rahi hu dii but or video me mene dekha to vo log bol rahe hai bekar ye machine silai achi nahi aati hai aap bataiye me lu ya na lu
Please dii reply me😢
Achhi hai halke kapde silane ke liye achhi hai machine aane per achche se jaanch le ki Seal Pack hai ya nhi agar pahle se khula ho ya doubal tap ho to wapse ker dena dam ke According thik hai silaai sikhane ke liye thik hai jada mote kapde jaise jins ki silaai avoid karana aour majabut dhaage ka estemal krna aage ke video me mai bataungi kyonki maine v jada use nhi kiya hai 🙂
Please share aur subscribe karo channel ko taaki aapko aur aapke saathiyo ko aage aane waali update milti rahe.
Mere light nahi lagti kya karna he
Light nahi lagti matlab plug lagane se bijli nahi aati? Agar aisa hai to turant exchange me daale ya fir service center me dikhale. Agar service center naa ho aas paas to kisi mistri ko dikhale.
Hi
@yamimayabhattarai759 hi
Bahut hi kharab hai koi mat lena
Plz koi mt lena bilkul bekar hai ye paise waist ho jaynge
Aisa nahi hai hamara to sahi chal raha hai.
Mai jaldi hi agla video bana k upload karungi jisme iska details share karungi. Waise maine 1.5 mahine pehle live kiya tha iske saath 6 months k baad kaisa chal raha hai share karne k liye. Par ha ghar pe jo hum puraane machine heavy wala use karte hai usse compare nahi kar sakte hai. Ye machine halka fulka quick solution aur travel purpose k liye hai.
@@Aapkididi3311 mam meri machine only 15 day chali I think it's not waste of money iss acha wo dusari Wali le lo wo chalti
@@RamaSharma-bw5sd right, maine v bahut research kiya lagbhag 10-15 din tak dekhne k baad around 18-20 me se ye wala select kiya tha. Also mostly china made aata hai to uski to koi guarantee v nahi hoti aur log wahi fas jaate hai. Sasta nahi sahi kharidna padega.
Haji maine bhi liya tha pure pese waist gye mere jisdin online liya usidin usi wakt kuch chala hi nahi 😢