Qurbani ke 3 Zaroori Masle ! Har Musalman ko maloom hona chahiye | Mufti A M Qasmi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 ต.ค. 2024
  • Qurbani ke 3 Zaroori Masle ! Har Musalman ko maloom hona chahiye | Mufti A M Qasmi

ความคิดเห็น • 237

  • @DevilAnsari98
    @DevilAnsari98 ปีที่แล้ว +21

    Masha Allah mufti sahab 😊Assalamu alikum Allah aapko aur aapki family ke sabhi members ko hamesha khush rakhe Aameen 😊😊❤❤

  • @noorsadiya8617
    @noorsadiya8617 ปีที่แล้ว +3

    Assalamualaikum bhai bilkul sahi Allah tala amal ki taufiq ata farmaye Aameen🍓

  • @alamgiransarialamgiransari176
    @alamgiransarialamgiransari176 ปีที่แล้ว

    Assalamu alaikum hajrat
    Bahut bahut sukriya hajrat
    Bahut hi achchhi Baat batayi aapne.

  • @SHABNAM_USMANI
    @SHABNAM_USMANI ปีที่แล้ว +3

    ماشا ء اللہ..... ماشا ء اللہ

  • @SHABNAM_USMANI
    @SHABNAM_USMANI ปีที่แล้ว +6

    جزاک اللہ خیر مفتی صاحب

    • @muskanfatima279
      @muskanfatima279 ปีที่แล้ว +1

      Jajakallha ❤❤mufti ❤❤sahab ❤❤

    • @SHABNAM_USMANI
      @SHABNAM_USMANI ปีที่แล้ว

      @princess of Islam🕋👑 walykum assalam wa rahamtullah dear 😊how are you

    • @SHABNAM_USMANI
      @SHABNAM_USMANI ปีที่แล้ว

      @princess of Islam🕋👑 sorry dear khafa kyu hoti ho 🤕🤕🤕
      Khush ho jao plz this is for you 🍨🍨🍌🍌🌮🍕🌮🌮🌮🍕🍿🍿🍕🍟🍟🍚🍚🍛🍜🍛🍜🍚💕😊

  • @Dazzling.Muslimah
    @Dazzling.Muslimah ปีที่แล้ว +3

    Walaikum assalam wa Rahmatullahi wa barakatuhu 😊❤
    Allah paak aapko kaamiyabi de ❤
    Fee Amanillah❤️🌼
    Ma'a salama😊❤

  • @naajnee6994
    @naajnee6994 ปีที่แล้ว +1

    Bhaut ache se samjhye hai A m Qasmi mufti Saheb Bhai jan 🧕🧕 Qurbani ke bare me 🤲🤲

  • @Mohammedyaseerislamicchann582
    @Mohammedyaseerislamicchann582 ปีที่แล้ว +3

    Asslamaulikum warahmatullahi wabarkatahu....😊
    Mashallah bhot bhot shukriya mufti sahab jazak allah hu khair.....🤲🏻🕋🥰

  • @alina_artandcraft
    @alina_artandcraft ปีที่แล้ว +1

    Walekum assalam rahmatullahi wa barakatuhu jazakallahu Mufti Sahab bahut kam ki information Diya aapane

  • @shaiksoniya8103
    @shaiksoniya8103 ปีที่แล้ว

    Shukriya molana sir bohot badi confusion dhoor kardiya aapne

  • @jawed_official4028
    @jawed_official4028 ปีที่แล้ว

    Bahut behtreen sa samjhaye Mufti sahab ne
    Zazak Allah

  • @Ya_Rasool_Allah.
    @Ya_Rasool_Allah. ปีที่แล้ว +2

    JazakAllahu Khairan 🥰😊

  • @Motiurkhan1122
    @Motiurkhan1122 ปีที่แล้ว +2

    MashaAlllah __MashaAlllah
    JazakAllah Bhai ❤❤

    • @Motiurkhan1122
      @Motiurkhan1122 ปีที่แล้ว +1

      @princess of Islam🕋👑 I don't know 😢😢
      Phone milega to zaroor aungi

  • @Sukh-vl8vv
    @Sukh-vl8vv ปีที่แล้ว +3

    Waleikum Asslam rehmatullahi wA barkatuhu ✨✨✨✨✨

  • @sabirshaikhm.t.j174
    @sabirshaikhm.t.j174 ปีที่แล้ว

    Waalaikumus salam warahmatullahi wabarakatuh ustad ji belkul sahi InshaAllah jarur jazakallahu khair duvame yad

  • @SHABNAM_USMANI
    @SHABNAM_USMANI ปีที่แล้ว +1

    Walykum Assalam wa rahamtullahi wa baraktuh

  • @Kulsum129
    @Kulsum129 ปีที่แล้ว +1

    WALEKUMSALAM WA RAHMATULLAH WA BARAKATAHU BHAIJAN ❤😊
    ALLAH aap ko Hamesha Khush rakhe 💗🌼✨😀

  • @hasenkhan4238
    @hasenkhan4238 ปีที่แล้ว

    بہت بہت شکریہ

  • @Motiurkhan1122
    @Motiurkhan1122 ปีที่แล้ว +1

    Wa alikumussalam wrwb __🌺🌼

  • @nazeerhussain2006
    @nazeerhussain2006 ปีที่แล้ว +1

    Aslam Alyqum Hamare pdosi gair muslim hai kaya hum unko gost de sakte hai please jarur batana

  • @mohdjunaid4103
    @mohdjunaid4103 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum Mufti sahab umeed karti hu aap khairiat se honge hamare yahan Aisa kehte hain ki teen din ki Eid hoti toh Naa nakhun kaatte hain or Naa baal kya yeh theek hai please batayein

  • @Kulsum129
    @Kulsum129 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah Khair BHAIJAN 🍁💚🌸

  • @Ya_Rasool_Allah.
    @Ya_Rasool_Allah. ปีที่แล้ว +2

    Walekum assalam warahmatullah wabarakatuh bhaijaan 😊

  • @chandahmad2482
    @chandahmad2482 ปีที่แล้ว

    وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ

  • @abusufiyant2700
    @abusufiyant2700 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah mufti sahab ❤❤❤

  • @amirahmed2175
    @amirahmed2175 ปีที่แล้ว

    Sukreya Murti Sabi

  • @shahidaperween1637
    @shahidaperween1637 ปีที่แล้ว

    Bro aap jaisa dost sab ko mile jo allah ke taraf le jaiye ❤

  • @AslamAli-zr9xf
    @AslamAli-zr9xf ปีที่แล้ว +2

    Masa Allah

  • @aslamshaikh4111
    @aslamshaikh4111 ปีที่แล้ว

    Walekumasalam bhai jaan

  • @adilmalik1519
    @adilmalik1519 ปีที่แล้ว +1

    Mufti sahab agar biwi sahibe nisab hai magar uske paas pese nhi hai bas gold or silver ho to qurbani shohar ke peson sei karni chahiye

  • @aahilayan8103
    @aahilayan8103 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum Mufti sahab ALLAH apko salamat rakhe..muje ek masla puchna tha qurbani se related..janwar ki qurbani k jitna agr hmare paas pesa ni h to kya hum kuch pese garib ko dede to kya qurbani ka sawab hoga ya nhi..plz ans zarur dijiyega..

  • @HasanAlivlog777
    @HasanAlivlog777 ปีที่แล้ว +1

    walekum Asslam warhmatulahe wabrkatohu

  • @sadafsafeer3024
    @sadafsafeer3024 ปีที่แล้ว +1

    Asslmualkium
    Can you please make a detailed video on Transgenders..

  • @mirajali6779
    @mirajali6779 ปีที่แล้ว +1

    Aslam alaiku hamtullahe barkatuhu
    Mufti saheb paisa me batayiye kitane ko sahibe nisab kaha jata hai
    And jaisa se me hamare pass tekattar to usaka bhi nikalna panaga

  • @ARIFkhan-zg8dg
    @ARIFkhan-zg8dg ปีที่แล้ว

    Mufti sahab aap ne sahi farmaya

  • @shuaibakhtar3608
    @shuaibakhtar3608 ปีที่แล้ว

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
    حضرت ایک مسئلہ ہے
    پہلی قربانی کس نام کی کرنی چاہیے بہوت سے لوگ اللہ نام کی کرتے ہیں تو بعض لوگ رسول کے نام کے
    اب آپ بتائیے کس کے نام کی کرنی ہے

  • @AshifQureshi-bv4rl
    @AshifQureshi-bv4rl ปีที่แล้ว

    Subhanallah

  • @Kehkasha_143
    @Kehkasha_143 ปีที่แล้ว

    Walaikum assalam

  • @asbaatshaikh1421
    @asbaatshaikh1421 ปีที่แล้ว

    Walaikum assalam ustaad ji jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋🏻‍♀️

    • @noorsadiya8617
      @noorsadiya8617 ปีที่แล้ว

      Walaikumussalam meri piyari behen🌹🙋🏻‍♀️❤🤗🍓

  • @attitudeboy3700
    @attitudeboy3700 ปีที่แล้ว

    Mufti sahab qurbani ke gosht ka keema banana chahiye plz replie ya is msle pr video banaye

  • @hayasiddiqui8861
    @hayasiddiqui8861 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum Bhai ek sawal h qurbani k mutalik ki jo gair shadi shuda ladki h aur yateem bhi h aur agar wo sahibe nisab h to usk liye kya hukm h ap wife k liye btate h lekin jo gair shadi shuda ladki h unk liye bhi plz btaye

  • @tanveerkhan4147
    @tanveerkhan4147 ปีที่แล้ว

    Thnks a lot

  • @sumisalma1234
    @sumisalma1234 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum Mufti Saab
    Ghar se koi guzara hai
    6 mehne hogaye ? kya qurbani de sakte hai

  • @aarifaansari9458
    @aarifaansari9458 ปีที่แล้ว

    Walaikum assalam ❤

  • @MohdRizwan-td9er
    @MohdRizwan-td9er ปีที่แล้ว +1

    Assalamu Alaikum Mufti Sahab

  • @Izha_fatima
    @Izha_fatima ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum Mufti sahab mera 1 sawal h apse kya ham qurbani k janwr k hair or nails cut krwa skte h ussey gunah toh ni hoga agr hm cut krwa dein hair to❓

    • @Izha_fatima
      @Izha_fatima ปีที่แล้ว

      @Hinakhan11223 sirf question ni mujhe answer chahiye iska lkn mil ni rha kyuki mene apne ammi papa k muh se suna h bakre k nail or hair cut ni kar skte h ....yh sahi h kya baat .....i am very confused about this😓

  • @mohdsadik5232
    @mohdsadik5232 ปีที่แล้ว

    Assalamu alaikum
    Mufti sahab mera ek sawal hai
    कुर्बानी का गोहस्त गेयर मुस्लिम को देना या nhi देना चाय जरा बताए plz

  • @rafiqahmad2033
    @rafiqahmad2033 ปีที่แล้ว

    1 Kya marhumeen ki taraf se qurbani zaruri h.
    2 kya qurbani karte waqt marhumeen ka lena zaruri h.
    Please guide me

  • @ZeeshanMohd-pc6qo
    @ZeeshanMohd-pc6qo ปีที่แล้ว

    Walekum assalam warahmatullah wabar katuh🌹

  • @taufeeqahmad6842
    @taufeeqahmad6842 ปีที่แล้ว

    Walaikumussalam wr wabrakatu

  • @altaf.pathan.9526
    @altaf.pathan.9526 ปีที่แล้ว +6

    🕊️💕💕✨✨Allah Se baten Kiya Karo vahi sunta Hai Jab Koi nahin , Sunta,,✨✨💕🕊️

    • @Aaisasanwara
      @Aaisasanwara ปีที่แล้ว +2

      You are right Bhai 😊😊

    • @____S____K____
      @____S____K____ ปีที่แล้ว +3

      Koi RASTA NHI DUA Ke Siwa Koi Sunta Nhi KHUDA Ke Siwa ♥️🌹💯

    • @altaf.pathan.9526
      @altaf.pathan.9526 ปีที่แล้ว

      ​​@luckyboy70 Bhayi Aapko bhi sagi bahen hogi na Allah se dar jara .... Zindagi kuch pal waqt mohlat deti hai badme mu par Aisa tamacha marti Zindagi bhar yaad Raheta .... Jaisi Teri bahen hai waisi hi dsure ladkiyo ki ijat kiya kar o bhi kisi ki bahen hai beti hai....

    • @SHAJIS-19
      @SHAJIS-19 ปีที่แล้ว +1

      Kya baat hai bhai very good dear sub se bhetren or acchi or sacchi baat vg dear ❤yu 4ur topic

    • @altaf.pathan.9526
      @altaf.pathan.9526 ปีที่แล้ว +1

      ​@@SHAJIS-19 beshak mai haq bolne se darta nahi Sach iman ke saath Rahekar kam karta hu Sach hamesha Jhoot par Galib Aata hai thoda waqt lagta hai Sirf

  • @tafsirashaikh
    @tafsirashaikh ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum Mufti Sahab Mera sawal yah hai ki koi ladki burkha pahan aati ho aur uska nikah khone Wale din vah burkha na pahne ek din ke liye to kya hua guni Ghar hai please jarur jawab assalamu alaikum

  • @Fariha_siddiqa
    @Fariha_siddiqa ปีที่แล้ว

    Assalamu alaikum mufti sahab kya hum log hanare marhumeen ke naam se bhi qurbani kar sakte hai hamare naam se bhi hum qurbani karne ke sath

  • @sonisiddiqui6728
    @sonisiddiqui6728 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum mera sawal h ager ak family m karza to sirf miya per ya biwi per please btaye

  • @ZoyaKosar-rq4do
    @ZoyaKosar-rq4do ปีที่แล้ว

    Moulana sahab ek bat btayen ki ek insan k kitne hissey hote hai ya ek bar me ek bakra karke bhi pura hissa ho jata hai

  • @Shehnaz12
    @Shehnaz12 ปีที่แล้ว

    Assalaam walekum mufti sahab mera sawal ye hai k me unmerried hu me pehle job karti thi to 2 saal se hamare yaha qurbani me hi kara rhi thi magr me ab 1 saal se kaam nhi kar rhi to kya mere upar bhi wajib h qurbani bataiye mujhe plzzz me preshan hu iss bat se k karu k na kru is baar qurbani

  • @usmani926
    @usmani926 ปีที่แล้ว

    ماشا ء اللہ

  • @jamilakatr5455
    @jamilakatr5455 ปีที่แล้ว

    Sahi bole Hai 💓

  • @ansarimustaquim730
    @ansarimustaquim730 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum . Agar aurat kurbani karna chahti ho aur uske pas shohar ke paise hai to kar sakti hai ya khudke kamai ke paise chahiye.

  • @SanuKhan-nl1du
    @SanuKhan-nl1du ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alikum bhijan hamare upar karj hai 4,sal se,karja nahi utar raha kya ham par kurbani wajib hai, mere suhar majdori karte hai,meri shadi ko 18,sal ho gaye,sirf ek baar kurbani kari thi,jab se Ghar ke halat kharab hue h tab se kurbani nahi hoti,dua kare mera sara karja utar jay taki ham bhi kurbani ke farj se ada ho jay, please 🙏🙏🙏🙏 sab dua kare, aameen summa ameen 🤲🤲🤲🤲

  • @srahman-wc8rq
    @srahman-wc8rq ปีที่แล้ว +2

    ji Mufti Sahab.... rozana kmsekm 1 video QURBAANI pr daale meherbaani se.... Darkhasht h Aapse....
    Assalaa Muu Aalaikum !

  • @aliyasaifi5050
    @aliyasaifi5050 ปีที่แล้ว

    Shukriya

  • @sakina3555
    @sakina3555 ปีที่แล้ว

    Assalam walikum mufti sahab jo insaan sahebe nisaf na ho o qurbaani kar sakte hai please reply

  • @rubykhalidmoonda9005
    @rubykhalidmoonda9005 ปีที่แล้ว

    I. Please details different between Hanfi and Shafi followers regarding Qurbani.

  • @R.Shaikh-d8k
    @R.Shaikh-d8k ปีที่แล้ว

    Asslamualaikum mufti sahab.
    Mera ek sawal hai please answer dijiyega😅
    Marhum k name se Qurbani de sakte hai kya? Kya qurbani ka isal e sawab marhum ko milega?

  • @mumtazshaikh3618
    @mumtazshaikh3618 ปีที่แล้ว

    As salamu alaikum please bata de murdo k naam pe bhi qurbani karaa sakte hai

  • @rashidakhatoon5372
    @rashidakhatoon5372 ปีที่แล้ว

    Hamare uper bhut karz h kya kurbani jayez h kar sakte h plz mufti sahab jarur batega

  • @AnjumSuhaan-yf3ei
    @AnjumSuhaan-yf3ei ปีที่แล้ว

    Masallah

  • @official_sarika
    @official_sarika ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum Bhai mere papa ko bahut badi confusion hai woh mere baat nhi sun rhe hai mere Dada ka inteqal hogya hai or mere papa mere Dada ke naam se qurbani dena chahte hai kya marhoom ke naam se qurbani de skte hai plzzzz reply de 🙏🙏🙏

  • @eesakhan29
    @eesakhan29 ปีที่แล้ว

    Agr hm puri jhoti lete h aur uske 7 hisse hote h mene suna h ki ek ek hissa ghr k sb member k name s le skte h kya plz iska jwab zrur de hm apne name s qurbani kr skte h kya

  • @anjumara4592
    @anjumara4592 ปีที่แล้ว

    Assalam alaikum bhaijaan Mai sahibe nisaab hun mere sasural me ek bada janwar lekar saat logon ke naam se qurbaani hoti hai jisme Mera name bhi hota hai to phir mujhe alag se qurbaani karwane ki zarurat hai ya nhi plz batayen meharbani hogi

  • @rukhsanakadri6577
    @rukhsanakadri6577 ปีที่แล้ว

    Assalamo Alaykum
    Hamne qurbani pichhle saal nahi kii, halaki vajib thee, ab hm uska kaffara kese kre?

  • @fatmajada4067
    @fatmajada4067 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum Me sahi b nisab hu mera sohar b sahi b nisab he mera shohar khud ki qurbani karte he or meri b karte he to kya meri qurbani ho jayegi mu b karni pade gi please answer jarur de

  • @sabbandaraj2163
    @sabbandaraj2163 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum Mufti shaib kya kurbani ka gost gair muslim ko de sakte hai

  • @silence6703
    @silence6703 ปีที่แล้ว

    Mufti sahab plz repl me
    Agr koi lady house wife h or wo kuch kamati nhi h to wo kya kare?

  • @nazeemedrishi1041
    @nazeemedrishi1041 ปีที่แล้ว

    Mufti sab kya aqiqa karna jaruri he...? Aur agar ghar me kisika aqiqa nahi huwa ho to... Kya qurbani nahi hogi...?
    Please batae...

  • @farhatqureshi9268
    @farhatqureshi9268 ปีที่แล้ว

    Rozw k bare m bhi btao na 9 roze rkh skht h

  • @bsmithsmith7533
    @bsmithsmith7533 ปีที่แล้ว

    Assalam Alaikum Wa Rehmatullah Wa Barakatuhu, mufti sahab me apni aur ma baap aur biwi bachcho ki sab ki qurbani karta hu, to un sabki qurbani bhi adaa ho gayee ya un sabko khud apne se karnee padegi. Wzahat farmaye jazakum Allah kher

  • @alishakhatun8417
    @alishakhatun8417 ปีที่แล้ว

    Qurbani ke chand najar aane ke baad Kiya baal nakhun kaat sakte h jiske naamse qubani h wo please bataye

  • @mohammadsadrealam9681
    @mohammadsadrealam9681 ปีที่แล้ว

    Beshaq

  • @nasimmustafa4292
    @nasimmustafa4292 ปีที่แล้ว

    Asalam alaikum mohtaram agar shauhar kamakar biwi ko zewarat naqdi deta hai to kya woh do kamaiyan kahi jayegi aur unko do qurbaaniyan karna padegi.meherbani farma kar jawab zaroor dijye.

  • @salimchohan5042
    @salimchohan5042 ปีที่แล้ว

    Ye bataye ki Jase me woman hu to mere pass saural ke diye hue ghane h or shadhi me Dali Hui silver h per mere pass pase nahi h me nahi kamati pati kamate h to kya karu ye bataye

  • @amirahmed2175
    @amirahmed2175 ปีที่แล้ว +5

    Mufti Sahab ham log hamare pyare Nabi ki taraf se karte Hain qurbani, yah theek hai na, Jara bataiye

  • @Afreen_Imtiaz
    @Afreen_Imtiaz ปีที่แล้ว

    Assalaam walaikum Mufti Saab, Could you please share the the scan code for Qurbani contribution?

  • @nazmaparween472
    @nazmaparween472 4 หลายเดือนก่อน

    Kya aaurat bhi bkraid ki nmaj pdh skti h

  • @hasankhanqr2024
    @hasankhanqr2024 ปีที่แล้ว

    assalamu alaikum
    shirk karne Wale ki qurbani kubol hogi ya nahin

  • @shaanelahi6852
    @shaanelahi6852 ปีที่แล้ว

    👍👍👍👍👍👏👏👏👏👏👌👌👌👌 mashallah mashallah Ameen summa ameen

  • @ahadrana2641
    @ahadrana2641 ปีที่แล้ว

    Mufti Sahab assalamu alaikum kya maar home ke naam ka hissa lekar qurbani karna chahie agar karna chahie to har sal Karen please detail mein bataen

  • @aiwanzayee6606
    @aiwanzayee6606 ปีที่แล้ว

    Aswk ,mufty sab kya bakery ki qurbani sy zayada sawab milta h ,ya bakra aur bhainsa dono ki qurbani ka sawab barabar h ,please islah kijyai

  • @sameeransari0819
    @sameeransari0819 ปีที่แล้ว

    Mufti sahab jab pehli baar qurbani kare to kiske naam ki kare. Or main saloon ka kaam krta hu to kya main kr skta hu ya nahi

  • @sultansutar2478
    @sultansutar2478 ปีที่แล้ว

    Mazdoori karne wala aur bank balance na ho. Koi gold na ho. To woh sahibe nisab h kya aur wo qurbaani kar sakta h kya. Uski qurbani karne ki bahot khwaish h. Pls reply mufti saab

  • @saeedabharuchi1050
    @saeedabharuchi1050 ปีที่แล้ว +1

    Ma sha allah

  • @MohdNadeem-tz5ws
    @MohdNadeem-tz5ws ปีที่แล้ว

    Sar me apse ek bat puch na chati hu ke mashallah se meri bhai ne do baar bade janwaar pe qurbane kri hai... Kyu unke pass itne pase the to wo jaayaz hai please rply sar... Jii

    • @MohdNadeem-tz5ws
      @MohdNadeem-tz5ws ปีที่แล้ว

      Mashallah se is matlab meri bhai pe wazib hai or unke qurbani jaiz hui.... Thanks you.. Bata ne ke liye apka

  • @Armankhan77408
    @Armankhan77408 ปีที่แล้ว

    MashaAllah bhai aap esi video late h jinko dekhr lgta h ha yhi sunna tha sukriya aapka bhai❤ Allah aapko hamesha Khush rakhe aur salamat rakhe ❤🤲🥰 ameen

  • @saimahingora6495
    @saimahingora6495 ปีที่แล้ว

    Hum kurbani hindu ristedar ko khila skte he?

  • @uniquepropertyconsultants4278
    @uniquepropertyconsultants4278 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum Mufti sahab

  • @MDRIZWAN-dt8ge
    @MDRIZWAN-dt8ge ปีที่แล้ว

    Mufti saheb me bhot parsan hu ...or mujhe aab ykeen hi nhi ho rha hai ,, Allah bhi mere liy kuch krenge ,,kuch smajh me nhi aarha hai ...Kya kru Kya nhi 😥😓😒😒

  • @akstarfamily283
    @akstarfamily283 ปีที่แล้ว

    Assalamu alaikum Mufti sahb Aafiya naam ka mana kya hota hai batiye ga jaroor inshallah 😊

  • @anayashaikh5276
    @anayashaikh5276 ปีที่แล้ว

    Assalamu alaikum Mufti Sahab Mera sawal Hai ladki agar housewife Ho aur uske pass itna Sona Chandi hai ki vah Sahebe Nisab ho sakti hai to vah qurbani kaise karen

  • @shabanabegum5266
    @shabanabegum5266 ปีที่แล้ว

    Assalamwalekum dua me yaad rakhiye