0:00 Mufti Hamdard (Kya Shetan Toheedi tha? th-cam.com/video/WBvoDp3b_3I/w-d-xo.html ) 0:53 Answer by Maulana Ishaq RA 2:07 Shirk ki Wajah 4:37 Anbiya Karam Ki Duaen Aur Sheikh Abdul Qadir jilani RA Ka hawala.
In the whole Quran , There’s not a single dua of any nabi or rasool that mentioned any waseela !!! MashaAllah, Maulana Ishaq explained it very well . ❤
Mufti fazal ne ye bat kar k bht Acha kia phly muje lagta tha k muje bad-gumani hai en k bare mai ab yakeen hogya k ye ghulu mai chaly gye hai.. Wapsi mushkil h
@@zarinezaidi4236 Sister I have lot to say in this regard, but as you follow a specific ideology it is useless to argue with you about this matter. My advice to you is that do comparetive study and then come to a the conclusion. Since long I have given up this type of approach regarding Dua. May Allah guide us all!
@@zarinezaidi4236 am not of view that Allah rewards the every Dua. He is all knowing, he reward whatever he wishes.But we need not a specific person for recommendations and favor. Am aware that Allah is adil and grants the Duas that jaez.
یہ لوگ اللہ کے سوا ان کی پرستش کر رہے ہیں جو ان کو نہ نقصان پہنچا سکتے ہیں نہ نفع اور کہتے یہ ہیں کہ یہ اللہ کے ہاں ہمارے سفارشی ہیں ۔ اے محمد ، ان سے کہو کیا تم اللہ کو اس بات کی خبر دیتے ہو جسے نہ وہ آسمانوں میں جانتا ہے نہ زمین میں؟ 24 پاک ہے وہ اور بالا و برتر ہے اس شرک سے جو یہ لوگ کرتے ہیں ۔ سورہ یونس آیت 18
بھائی ریسرچ پیپر انہوں نے تو نہیں لکھا لیکن ان کے خطبے کو لوگوں نے لکھ دیا ہے ۔۔۔ترجمہ کر کے۔۔۔ ia802301.us.archive.org/13/items/masala-fadak-aur-hazrat-fatima-as-ki-narazgi-muhaddis-maulana-ishaq-faisalabadi/Masala%20Fadak%20aur%20Hazrat%20Fatima%20AS%20ki%20Narazgi%20-%20muhaddis%20maulana%20ishaq%20faisalabadi.pdf
مولانا صاحب پھر تو یہ سارے سزا ھی بھگتیں گے جو مصنوعی بارش برساتے ہیں تاکہ خشک سالی کا خاتمہ ہو ۔۔۔ یہ بھی بارش سموگ ختم کرنے کو استعمال ہوتی ھے ۔۔۔۔ اگر اس ولی کو چالیس سال سے کھڑا کر رکھا ھے جس نے بولا تھا کہ بارش کا موسم ھے اور بارش نہیں ہو رھی تو یہ تو اس سے بہت آگے کی بات ھوی ۔۔۔
@EX-SHIA are yaar Allah Tak pahonchne ka waseela talas karo yani namaz roze Haj khums jakat in sab ke zariye warna nhi pahonch sakte kis peer ki bat kar rahe ho ham KISI peer ko nhi mante ham sirf Allah Rasool aur ahelbait ko mante hain
Aray bhai waseela uski sifaat ka day saktay hen kisi insan ka nai baqi saari ayaat bhul gye hen ap bas jo apne matlab ki he wo tor mor k apni marzi k mutabiq kar li baki sab ko bhula dia?
Itna khula saaf saaf likha hai Quran o hadees me ahle bait khulfa e rashedeen muhadeesen waliyo ke amal se saaf saaf smjh aata hai direct Allah azwajal se dua krrooo sabar Or namaz se waseela loo waseela ko logo ne darghao pe leke chale gae
Abhi itney ilm k baad bhi ehsaas nahi hua ke sahi or ghalat mein farq kaise hota hai. Phir to surah Baqarah ki ayat 7 waaze hai. Ya shayad Surah Isra ki Ayat 46-48 ke tahet kuchh percent hidayat ki gunjayedh baaqi ho? Kya tum iss part of 100% sahih aur strong hadees (Musnad Ahmad 950, 951, 952, Sahih Bukhari) ke tehatt yeh kar rahey ho ya nahi -"O Allah, take as friends those who take him as a friend, and take as enemies those who take him as an enemy". English mein " no" kaho ya Urdu mein " Nahi!" Tub phir Surah Munafiqoon per haq usi ka hai jo Ali ke dushmanon se dosti rakhey or sahabah keh ke apney paeron per kulhadi khud maarey. Koi baat nahi yeh koi nai baat nahi hai, Iblees ki bewaqoofi per yaqeen aur badhta hai. Shukriya, kyunki Shaitan ki bewaqoofi se Allah per Yaqeen aur badhta hai, ke imaan se taqwa ka target ummeed se bhara lagta hai. Abhi bhi waqt hai jab ke paer maut ...latkey huey hain ..iss Umr mein Abb Rahey Raas per aana Mushkil hai...kya hashr hoga..Ek atheist ke bhi hosh urr jayenge, agar woh na hua to kuchch nahi, Hua to kya hoga..Sahih..pehchana wahi hoga jo manzoorey Khuda hoga. Surah Hamd ki aakhri 2 ayaat, iss mein bhi unn ka zikr hai, Arey wahi jo error free hon, wahi to most favoured with best of grace example baneyge. Allah SWT Perfect, to kya uskey example hamari hidayat k liye perfection se duur hongey? Lo Phir sawaal bun gaya, kya Aql girwiin rakhdi hai? Tum kaun ho jo Phir, Surah Hamd ki 6th ayat se 7 aayat k most favoured Bandon ko dhuund saktey ho ya baaqi ki do qismon ki pherest mein ho..Kaash ke aql per mohr na lagi ho.. Beshak, Ab Ali (AS) ko Awwal manney se status to kumm hoga magar yahi Jihaad hai. Alim k paas ilm hai to yahi imtihaan hai ( Allah test uss level ka deta hai jiss level ki quwwat deta hai ) Rahey Khuda mein Shaitaan ne hi sajdah nahi kiya tha, Allah uss ki khaslat waaze Karta hai phir saza Deta hai. Abhi bhi waqt hai, itni adna si hidayat ke baad kya guarantee hai. To kya tumhari zaati zindagi mein tumhara best friend tumhara maula bhi hai. Maybe, iss jumley se maula ka maaney halka sa khulney lagey. Allah success usko dra hai go koshish karey... Best wishes for this world and the hereafter ..mushrik aur kafir bhi apney buton ke saamney sir rakhta hai tabb bhi Allah hi dua Puri kar key bhi, uska yaqeen mazboot Khud Karta hai magar misguide Karta hai. Misguidance ki Iss category mein to nahi ho? Kuchch achey amaal hongey tumharey bhi Ki Allah Adil hai issi duniya mein bataur kamyabi unka sila deta hai. Lekin, day of judgement k Roz amaal k record ultey haath mein deta hai..Surah waaqia..
Zinda naik shkas se ya kesi bhi zindha shaks ke liy dua kar sakty hain aur karwa sakty hain jab ke wasela ke naam pe murda logun se duaen karna hai jo ke shirk hai..
@@chill1779 quran ki puri aayat parho jo ke ase hai.... Jo Allah ki rah mein marey jaen unhen murda mat kaho... Es se hi pata chal gaya ke woh dunia ki zindgi se mar chuke hain par barzakh mein Allah ne unko martba dia hai unki izat ke liy kha ke unko murda mat kaho... Shaheed marne ke baad dunia wali zindgi nahi guzarte ke woh humari baten sunen aur humari madad ko bhi aein ap nabi a s ahl e bait ya kesi shabi se dekha den ke kabhi kesi marey hoy ya shahees shaks se madad mangi ho dua ki ho un se..
Agr aisa waseela dhoonda hy to wo to yaha per bhi ho skta hy Allah ko yaha per bhi apny nek bando ka pta hy waha kiya ziyadah pta hoga (naozbillah) iska mtlb wo kuch or krny jaaty hen ye sirf bahany hen
Mujay shrou say hi yeh yaqeen tha kay yeh hmadard ki hmadardia shion ki trf hain to lazmi yeh kuch na kuch ghalat aqaid main mubtala jongay aj tasalli hogae kay waqae hamdard sahab ghalt chezain follow kr rahay hain.
0:00 Mufti Hamdard (Kya Shetan Toheedi tha? th-cam.com/video/WBvoDp3b_3I/w-d-xo.html )
0:53 Answer by Maulana Ishaq RA
2:07 Shirk ki Wajah
4:37 Anbiya Karam Ki Duaen Aur Sheikh Abdul Qadir jilani RA Ka hawala.
❤ اللہ پاک ❤ مولانا محمد اسحاق مدنی رح کے درجات بلند فرمائے آمین ثم آمین یا رب العالمین ❤️
ماشاءاللہ
اللہ پاک
آپ پر کروڑوں رحمتیں نازل فرمائے
ماشاءاللہ لا قوت الا بااللہ اللہ تعالیٰ آپ کے درجات بلند فرمائے آمین مزہ آ گیا
❤ Allah Tala 'Rabb ul Alameen' hae, sabb ke sunta hae❤❤❤❤
ہاں! غنیہ الطالبین والے سوال کا بھی جواب اگیا ۔
شکریا
great g Dua sirf Allah se
❤❤❤❤❤
In the whole Quran , There’s not a single dua of any nabi or rasool that mentioned any waseela !!!
MashaAllah, Maulana Ishaq explained it very well . ❤
JAZAKALLAH
سبحان اللہ
Saal baad phir se suna shayd pehli bar se b zyada maza aya
ماشاءاللہ
مولانا نے صحیح فرمایا ۔
Jazak Allah ❤
Mufti fazal ne ye bat kar k bht Acha kia phly muje lagta tha k muje bad-gumani hai en k bare mai ab yakeen hogya k ye ghulu mai chaly gye hai.. Wapsi mushkil h
Byshak ❤❤
Great Moalan Ishak, you are great wallah
Moulana Ishaq a great Scholar
Rahmatullah Alaihe
Allah is the most merciful and he listens to our prayers, no matter how sinful we are. He is our Rab .
@@zarinezaidi4236 Sister I have lot to say in this regard, but as you follow a specific ideology it is useless to argue with you about this matter. My advice to you is that do comparetive study and then come to a the conclusion. Since long I have given up this type of approach regarding Dua.
May Allah guide us all!
@@zarinezaidi4236 am not of view that Allah rewards the every Dua. He is all knowing, he reward whatever he wishes.But we need not a specific person for recommendations and favor. Am aware that Allah is adil and grants the Duas that jaez.
@@zarinezaidi4236 th-cam.com/video/bAluwdRzykA/w-d-xo.html
... listen to it
@@zarinezaidi4236 th-cam.com/video/kmiJeLL909c/w-d-xo.html....sister listen to it.
th-cam.com/video/rdJtF2wbFLA/w-d-xo.html...sister listen to it.
اللہ مغفرت فرمائے آمین
Direct Allah se mango wo dilo ka raaz bhi janta hai tauheed per koi compromise na karna mere bhaiyon
Video dalne wale ko Allah tala kamyab kare ameen
Muhammad bin Abdol wahab ( May his soul rest in peace) taught the forgotten aqeeda of tauheed.
Z Hus..
Correct
Ambiya kiraam bhi auliya Allah ke waseele se duwa karte the
Ye ak nayi baat sunne ko mili
یہ لوگ اللہ کے سوا ان کی پرستش کر رہے ہیں جو ان کو نہ نقصان پہنچا سکتے ہیں نہ نفع اور کہتے یہ ہیں کہ یہ اللہ کے ہاں ہمارے سفارشی ہیں ۔ اے محمد ، ان سے کہو کیا تم اللہ کو اس بات کی خبر دیتے ہو جسے نہ وہ آسمانوں میں جانتا ہے نہ زمین میں؟ 24 پاک ہے وہ اور بالا و برتر ہے اس شرک سے جو یہ لوگ کرتے ہیں ۔ سورہ یونس آیت 18
Masha Allah
One man army Molana ishaq R.A ❤
JAZAKALLAH
MASHA ALLAH HAQ FARMAIA AP NAY
ONE MAN ARMY
Mulana ishaq R.A zinda abad
اس کو کہتے ہیں مولانا اس کو کہتے ہیں سمجھانا
Dua mangwane pe aitraz kaisa. Wo to ain Allah se hi mangna hai.
Siwaye allah kay koi mahabud nai sab khata hi khata aur allah ataah hi atta jo baba kay raha hay wahi sach hay jizzak allah
Molana aap ki masjid ka address kya hai plz share kar den
facebook.com/brother.kashif.ali/
اگر آپ مولانا اسحاقؒ کا پوچھ رہے ہیں تو وہ فوت ہو چکے ہیں۔۔۔
@@justislammaulanaishaq G mujhe un ki masjid ka address chahiye, Shukria
Bhot acha kam krna bhi ap jazakallah
Allah kay siway koi mahbudh nai sab khata hi khata wahi ata hi ata baqi sab shriq hay
اللہ تعالیٰ موصوف کی مغفرت فرمائے
Pl kindly for Precedent,Just quote only one Dua'a from more than 100 Dua'a
Ye molvi jhoot bolta hy. Ambia walion k waseela se dua nahin kia karte thay. Dua direct Allah Taala se mangi jati hy.
Sangla Hill t Tally mazar per kaise cut ga
Bhae mulna sb jo nmz mn duaen aur umra wgera k lulye duaen skhtu koi book hy ya khn mln ge kindky bta rn
قرآن کریم میں انبیاء علیہم السلام کی ساری دعائیں ربنا سے شروع ہوتی ہیں یا اللھم سے ۔ یہ واسطے وسیلے کہاں سے لئے پتہ نہیں۔
Fazle hamdard pe Allah reham kary.
Khisak geya hy
Bhai Maulana ishaq R.a nai bagh_e_fadak par ik research paper likha tha uska pdf hai app k pss ?
بھائی ریسرچ پیپر انہوں نے تو نہیں لکھا لیکن ان کے خطبے کو لوگوں نے لکھ دیا ہے ۔۔۔ترجمہ کر کے۔۔۔
ia802301.us.archive.org/13/items/masala-fadak-aur-hazrat-fatima-as-ki-narazgi-muhaddis-maulana-ishaq-faisalabadi/Masala%20Fadak%20aur%20Hazrat%20Fatima%20AS%20ki%20Narazgi%20-%20muhaddis%20maulana%20ishaq%20faisalabadi.pdf
@@justislammaulanaishaq shukriya bhai ❤️❤️❤️❤️
2:00 sa 4:00min ka clip ma awaz nhi ha
دونوں ہینڈ فری لگائیں گے تو آئے گی
مولانا اسحاق صاحب کے پاس دلیل ھے قرآنی آیات ہیں مفتی ھمدرد کے پاس کچھ بھی نہیں ہے....
Nai ka maqam buland ya wali ka nabi kun in ka wasta day ga
ISSAQ is great
مولانا صاحب پھر تو یہ سارے سزا ھی بھگتیں گے جو مصنوعی بارش برساتے ہیں تاکہ خشک سالی کا خاتمہ ہو ۔۔۔ یہ بھی بارش سموگ ختم کرنے کو استعمال ہوتی ھے ۔۔۔۔ اگر اس ولی کو چالیس سال سے کھڑا کر رکھا ھے جس نے بولا تھا کہ بارش کا موسم ھے اور بارش نہیں ہو رھی تو یہ تو اس سے بہت آگے کی بات ھوی ۔۔۔
Read : Qur’aan, surah-Al-Zumr (39), Ayah-2 or 3.
یہ سب نماز روزہ حج بت بنا بیٹھے کہ یہ سب ہمارے پاس ہم جنتی ہیں
One man army
17\12\2022
Kash fazal amdard KO Allah ki taqat Ka pta chal jae to ye qabroon ki mati chatata na phrta
شرک کرنے والوں کی عقل چھن جاتی ہے ۔۔۔ انہیں سمجھ نہیں آتی
What gossip?????
waseela karte karte rafta rafta aadmi shirk par hi utar aata hai
کہتے ہیں حضرت زکریا علیہ السلام نے بھی حضرت مریم سلام اللہ علیھا کے وسیلے سے دعا مانگی۔۔
@@justislammaulanaishaqwaserlay se nai surat maryam parhen tarjumay k sath sab likha hua he jo kehtay hen unsay kahen reference den.
Allah ki panah shirq sey.
حجر اسود کیوں بنوایا تین پتھروں کو بت کیوں مروائے اللہ نے بچے کا دودھ ماں سے کیوں وابستہ کیا سب کچھ اللہ ہے مگر نیکوں کے دل میں بھی اللہ ہے
بچگانہ دلائل ہیں بھائی جی آپ کے ۔۔۔
Allah apko hidayat de
آپ حجر اسود سے مانگا کرو ۔
اللہ پاک ہمارے دل و جان میں بھی ہے پیارے ۔
اللہ سبحانہ آپ کو ہدایت تک لیجائے امین۔ آپ عقیدےمیں توحید تک پہنچنے والے ہیں ابھی پہنچے نہیں
حضرت حضر سے موسی کیا لینے گئے
Hazrat mosa hazrat khizar k foat hony k bad un se madad leny gay thy?????
Sure mayeda aayat no 35 Allah us aayat me waseele ka zikr kar raha h
@EX-SHIA Allah Tak pahonchane ka waseela talas karo yani dayerec Allah Tak nhi pahonch sakte
@EX-SHIA are yaar Allah Tak pahonchne ka waseela talas karo yani namaz roze Haj khums jakat in sab ke zariye warna nhi pahonch sakte kis peer ki bat kar rahe ho ham KISI peer ko nhi mante ham sirf Allah Rasool aur ahelbait ko mante hain
@EX-SHIA tab jhagda kis bat ka h yahan se bat hi khatm
@EX-SHIA galat karte hain wo log ayesa karna shirq h Allah sab kuchaf kar sakta h shirq ko kabhi nhi
Aray bhai waseela uski sifaat ka day saktay hen kisi insan ka nai baqi saari ayaat bhul gye hen ap bas jo apne matlab ki he wo tor mor k apni marzi k mutabiq kar li baki sab ko bhula dia?
Itna khula saaf saaf likha hai Quran o hadees me ahle bait khulfa e rashedeen muhadeesen waliyo ke amal se saaf saaf smjh aata hai direct Allah azwajal se dua krrooo sabar Or namaz se waseela loo waseela ko logo ne darghao pe leke chale gae
Abhi itney ilm k baad bhi ehsaas nahi hua ke sahi or ghalat mein farq kaise hota hai. Phir to surah Baqarah ki ayat 7 waaze hai. Ya shayad Surah Isra ki Ayat 46-48 ke tahet kuchh percent hidayat ki gunjayedh baaqi ho?
Kya tum iss part of 100% sahih aur strong hadees (Musnad Ahmad 950, 951, 952, Sahih Bukhari) ke tehatt yeh kar rahey ho ya nahi -"O Allah, take as friends those who take him as a friend, and take as enemies those who take him as an enemy".
English mein " no" kaho ya Urdu mein " Nahi!" Tub phir Surah Munafiqoon per haq usi ka hai jo Ali ke dushmanon se dosti rakhey or sahabah keh ke apney paeron per kulhadi khud maarey. Koi baat nahi yeh koi nai baat nahi hai, Iblees ki bewaqoofi per yaqeen aur badhta hai. Shukriya, kyunki Shaitan ki bewaqoofi se Allah per Yaqeen aur badhta hai, ke imaan se taqwa ka target ummeed se bhara lagta hai. Abhi bhi waqt hai jab ke paer maut ...latkey huey hain ..iss Umr mein Abb Rahey Raas per aana Mushkil hai...kya hashr hoga..Ek atheist ke bhi hosh urr jayenge, agar woh na hua to kuchch nahi, Hua to kya hoga..Sahih..pehchana wahi hoga jo manzoorey Khuda hoga.
Surah Hamd ki aakhri 2 ayaat, iss mein bhi unn ka zikr hai, Arey wahi jo error free hon, wahi to most favoured with best of grace example baneyge. Allah SWT Perfect, to kya uskey example hamari hidayat k liye perfection se duur hongey? Lo Phir sawaal bun gaya, kya Aql girwiin rakhdi hai? Tum kaun ho jo Phir, Surah Hamd ki 6th ayat se 7 aayat k most favoured Bandon ko dhuund saktey ho ya baaqi ki do qismon ki pherest mein ho..Kaash ke aql per mohr na lagi ho..
Beshak, Ab Ali (AS) ko Awwal manney se status to kumm hoga magar yahi Jihaad hai. Alim k paas ilm hai to yahi imtihaan hai ( Allah test uss level ka deta hai jiss level ki quwwat deta hai ) Rahey Khuda mein Shaitaan ne hi sajdah nahi kiya tha, Allah uss ki khaslat waaze Karta hai phir saza Deta hai.
Abhi bhi waqt hai, itni adna si hidayat ke baad kya guarantee hai. To kya tumhari zaati zindagi mein tumhara best friend tumhara maula bhi hai. Maybe, iss jumley se maula ka maaney halka sa khulney lagey. Allah success usko dra hai go koshish karey...
Best wishes for this world and the hereafter ..mushrik aur kafir bhi apney buton ke saamney sir rakhta hai tabb bhi Allah hi dua Puri kar key bhi, uska yaqeen mazboot Khud Karta hai magar misguide Karta hai. Misguidance ki Iss category mein to nahi ho? Kuchch achey amaal hongey tumharey bhi Ki Allah Adil hai issi duniya mein bataur kamyabi unka sila deta hai. Lekin, day of judgement k Roz amaal k record ultey haath mein deta hai..Surah waaqia..
Hamdard shayateen ka hamdard ha ilm say uska taluk nae lagta
پھر حضرت موسیٰ نے ناصر کیوں مانگا
رب سے ہى مانگا نا
خود کچھ کرليتا نا
مگر ڈر گیا ابن آدم کہ مجھے قتل نا کرديں
Tou log 1 doosooray k liye dua kyoun mangtay hain
Sub ko apnay apnay liye dua mangni chahiye
Zinda naik shkas se ya kesi bhi zindha shaks ke liy dua kar sakty hain aur karwa sakty hain jab ke wasela ke naam pe murda logun se duaen karna hai jo ke shirk hai..
You are making a strange point. These are not similar situations.
@@roomiali8773 kya shaheed zinda hain ya murda???
@@chill1779 quran ki puri aayat parho jo ke ase hai.... Jo Allah ki rah mein marey jaen unhen murda mat kaho... Es se hi pata chal gaya ke woh dunia ki zindgi se mar chuke hain par barzakh mein Allah ne unko martba dia hai unki izat ke liy kha ke unko murda mat kaho... Shaheed marne ke baad dunia wali zindgi nahi guzarte ke woh humari baten sunen aur humari madad ko bhi aein ap nabi a s ahl e bait ya kesi shabi se dekha den ke kabhi kesi marey hoy ya shahees shaks se madad mangi ho dua ki ho un se..
@@roomiali8773 tou kya sirif shaheed duniya main mar kar barzakh main zinda hain????
Baqi sub barzakh main b mar gaye hain kya???
Isko becharay hamdard ko kuch nhi pata
وسیلے کا منکر
وسیلے کا منکر کفر ہے
Mufti sab mazhab ahla tashee ki traf ragab ho rha ha ahista ahista haqeeqt khol rha ha apni
G hn iska tamam shia ulma ka sath uthna bethna hy her video mn shia rafzion ki wakalat karta nazar ata hy yeah pakka shia rafzi mazhab per hy
کیسی گمراہی ہے ۔۔۔استغفراللہ
Agr aisa waseela dhoonda hy to wo to yaha per bhi ho skta hy Allah ko yaha per bhi apny nek bando ka pta hy waha kiya ziyadah pta hoga (naozbillah) iska mtlb wo kuch or krny jaaty hen ye sirf bahany hen
جی ۔۔۔ انہوں نے صاف کہا ہے کہ اپنی دعا ولیوں کے سامنے رکھیں اور وہ اللہ کو پہنچا دیں گے۔۔۔
Isme dikkt kya hai yahi barelvio ka aqeeda hai kamsekam vo muhibb e ahle bait to hai logo ki khamiya nahi acchaiya dekhie
Baba bahot jhut bolta he
Bagair loty kay waseely kay istanja tak nahi hota. Bagair logon kay kuch nahi hota.
آپ کو لوٹے کا وسیلہ مبارک ہو۔۔۔
Mujay shrou say hi yeh yaqeen tha kay yeh hmadard ki hmadardia shion ki trf hain to lazmi yeh kuch na kuch ghalat aqaid main mubtala jongay aj tasalli hogae kay waqae hamdard sahab ghalt chezain follow kr rahay hain.
tum jhoot bol rhey ho, qabar pe jaa ke kehtey hain Ghous hmain de do, Qadri or Padri ki video daikh lo, vaseela ke baat nahee kertey