Bahut hi achha shandaar or sahi jankari wala video har mistry or har thekedar ko ye video jarur dekhna chahiye bahut mistry log makan malik ka nuksan kar dete h. Muje ye video pahle mil jata to mera nuksan nahi hota 😢
Bhai ji Nano full body Kitchen ki pathar ki slab kay upper kis cheze salgwani chahiye ciment say camical say. Agar camical say to kon sat camical say??
सर आपका व्हिडीओ जानकारीपुर्ण है। कौनसी कंपनी १ नंबर में ताकदवर अँडेसिव्ह देती है और २,३,४,५ .... कम ताकदवर कौनसी कंपनी १ नंबर में कम ताकदवर अँडेसिव्ह देती है और २,३,४,५ बढते नंबर के साथ ताकदवर माल देती है ?
Hi, bathroom wall pr ruff plaster h, 2x4 vitrified lagana chahte hai. roff and myk ka kon sa product sahi rahega please suggest kare And granite door and window frame k liye bhi suggest kare.
Sir staire ki jo hum payment karte h running feet me, to kya riser ki v payment karni hoti h ya ni agar haan to riser ki height naapenge ya lambayi,pls bataye
2/4 ki vitrified tile cement aur adhesive Mein Laga Di Hai ab usmein se do tile Gir Gai Hain ab uski roktham ke liye usmein gitti fastener Laga De ya nahin kripya upay bataen ya FIR koi video is Vishay per banaen
Pahle jamane me to konsi bhi tile ya granite ya marble ho sabkuch cement me hi lagaya jaya tha. Chahe size or motai kitnibhi ho. Iske bare me aap kya kahoge.
Srr pahle ke jamane mein badi size ki vitrified aur gvt tile nahin aati thi pahle ke jamane mein cement aur mitti ki Bani Hui mojek tiles ya ceramic tiles hi milati thi jisko cement se aaj bhi chipkaya ja sakta hai
12×18 ki tiles ceramic body ki Hoti hai, agar aapke wall per new plaster hai to cement me lagwa do. Agar diwar 10 15 sal purani hai to please use chemical/adhesive
Sir roff T21 vs Ardex endura platinum plus vs MYK latecrite 345 vs Kerakoll H40 gel vs Mapei Maxi S1 Ultratech Extraplus vs Weber kaun sa brand best hai Sir T4 s1 category me TDS ke according toh kerakoll H40 lag raha hai as usne 3N force adhesion hai sir please help kare personal use ke liye toh long term aur durability kaun sa best rahega sir please help is regarding please help sir
@@contractorJi Sir please help kar dijiye aapko itna experience hai kaun sa brand better hai Roff T21 Lu ya Ardex Endura ya Kerokoll H40 gel TDS ke according toh Kerakoll samajh aa raha magar india ke heat sustainability ke according Roff aur ardex please help kar dijiye meri personally comment me isse koi company harm nahi hogi sir bahut confused hoon isko lele please help sir 🙏🙏🙏
Sir meri tiles verified tiles hai. 2 by 4 ki HR johnson ki tiles hai. Mujhe ushe bathroom ki diwal me lagana hai. To ushe kish adhesive number ke sath lagai jaye jisse vo kabhi ukhde na.. aur ek baat puchhni thi sir ki mai bathroom ki wall par kitme fit tak 2 by 4 ki tiles laga sakta hu. please sir bata dijiye.. q ki mere yaha ke mistri bol rhe hai ki 2 by 4 ki tiles floor ke lie hoti hai tumne galat kar dia ishe lakar. ye diwal pe nhi lagti hai.. please sir mai apke reply ka wait kr rha hu bata dijie
2*4 ki Aaram se lag jayegi.. 2 number ke adhesive me laga do. Mistry ko ya to lagana nahi aata hoga ya mistry ko labour cost km padti hogi. Isliye na lagane ke liye bol Raha hoga, 2*4 ki tiles 7 fut tak lagani chahiye or labour cost 30 se 40 rupees per square foot hoti hai
किसी भी बेग पर सामने वाले भाग पर देखें जरूरी नहीं कि आपको वहा पर 123 ही दिखाई दे, 01. 02 03 भी हो सकता है 5 6 7 भी हो सकता हाँ. 111 222 333 444 भी हो सकता है
Mujhe bathroom aur kitchen mein 4.2 ki gvt tile lagwani hai Kaun sa adhesive lagega kya number hoga uska aur kaun si company ka Lagau kya rate aaega please help me
Sir please jhoot or fake comments na karo. Aap tile ko cement me install Karo ya adhesive me, tile kabhi crack nahi hoti, ya to ek jhatke me toot jati hai, ya diwar ko chhodne lagti hai. Lekin crack???? Kabhi bhi esa nahi hua h na hoga
Sir Roff company ka tile adhesive kaisa hai?
Bahut acha hai, one of best brand in india 👍👍
@@contractorJi thank you sir
How much water has to be mixed in adhesive to install in bathroom wall, roff T03
@@vidhyarukmani596 Make its paste , enough to get workability.
Adhesive ki jankari bahut achha laga isase achha jankari koi nhi dega
Bond click ka use karo
Buhute badhiya tarika se samjha diye hai, pranam apko ,🙏
Thanks for your support and kind words
Bahut hi achha shandaar or sahi jankari wala video har mistry or har thekedar ko ye video jarur dekhna chahiye bahut mistry log makan malik ka nuksan kar dete h. Muje ye video pahle mil jata to mera nuksan nahi hota 😢
Yes sir
4*6 tile flooring ke liye kon sa number ka adhasive lagana chahiye?
Ander ki side 1 number. Bahar ki side 2 number
Sir, purane marble chips ke floor pe 4 X 2 vitrified tiles lagaani hai. Which adhesive should we use.
sir hmare ghar me already cement ki chikni wali flooring hai to uske liye konsa tile adasive use kare please bataiye
Sir 2 by 2 tiles ki indoor flooring ke liye kya lgaye adhesive n cement in gloosy tiles
Sir Roff vs Myk Latecrite vs Mapei vs Kerakoll sabse best kaun sa hai?
Sir is per main ek aur video banane wala hun
dir kausa best hai mujhe bhi lena hai.....plz rply
Good info.
Sir Ultratech tilefixo NT or Roff T03 dono me se kaun sa Jayda better hai kiski strength jyada?
Roff
sir kaise pata lagaye ki kisi compny kaa sbse strong wala adasive 1 no kaa hai or kisi compny kaa 1 no wala weak hota hai ye kaise pata lagaye
1) 2×4 tiles flooring k liye cemnet ya adhesive type use kre ??
2) bathroom k wall k liye 2×4 tiles adhesive type use kre
Floor me cement, wall me adhesive type tow
Sir bathroom me 2×2 ka vitrified wall ke liye kaunsa type lagana chahiye
Type 2
Sir Buhute tarikese aapne samjha diya hai
Thanks for your support and kind words sir 💯
Bhai ji Nano full body Kitchen ki pathar ki slab kay upper kis cheze salgwani chahiye ciment say camical say.
Agar camical say to kon sat camical say??
Cement se bhi laga sakte ho
Kajaria ki 4*2 12601 tiles lgani h, kacha plaster krk upr adhesive se lga de?
Ji
Sir hamare ghar per mosaic floor hai usne 2*2 ki tiles kon si company best rehgi please advise roff or jk isme se kon sa usse kra jaye
सर आपका व्हिडीओ जानकारीपुर्ण है।
कौनसी कंपनी १ नंबर में ताकदवर अँडेसिव्ह देती है और २,३,४,५ .... कम ताकदवर
कौनसी कंपनी १ नंबर में कम ताकदवर अँडेसिव्ह देती है और २,३,४,५ बढते नंबर के साथ ताकदवर माल देती है ?
मैं इसके ऊपर एक इनफॉर्मेटिव वीडियो बनाने वाला हूं जब तक वीडियो ना बन जाए तब तक आप रोफ़ कंपनी का अधेसिव उपयोग कर सकते हैं
@@contractorJiThank you Sir 🙏
2 by 4 ki tile cement main lagaye ya adhesive main
Floor design main
Cement
Sir is Roff Vitrofix Ultra adhesive T05 safe and good to use with 2 feets by 4 feets Vitrified Tiles on the walls ?
Yes you can use interior and exterior both side
@@contractorJi Thanks sir
@@contractorJi sir 2*4 tiles bathroom wall floor me roff t01 lgaya hai kya thik hai ya nhi
Bahut badhiya jankari diye hai aap sir❤❤
Thanks for your support and kind words sir 🙏
Sir mosaik flor ke uper 2*2 tails lagwana chahta hu..kounsi type adhesive use karna chahiye ..ya fir. Cement use karna sahi hoga....
Sir 6*4 vitrified glossy Tiles Flooring me lagani hai to Cemment. Or Adesive mix karke lagaye ya Sirf Adhesive me hi lagani chahiye…??
Purani tile nikalwa kar nayi Ceramic lagwa rahe hai to neeru ka use kare ya adhesive plus cement pahle isme adhesive use tha
Don't mix cement and tiles adehisive at all
Great information ❤
Thanks for your support and kind words sir
Sir bathroom pe 24/24 gvt floor tiles kay liya katna namber use kore ga please.
Sir 1 jankari chye outdoor tiles lgani h front pr to kya adhasive m cement milanaa chye ya nhi
Sir is topic par 2 video banaya hua hai. Please check
Hi, bathroom wall pr ruff plaster h, 2x4 vitrified lagana chahte hai. roff and myk ka kon sa product sahi rahega please suggest kare
And granite door and window frame k liye bhi suggest kare.
Roff
@@contractorJi Thanks for the reply, roff ka kon sa Lena h T01, T02 ya koi aur?
@NeetaKhede type2 t02, mean adhesive for vitrified in internal use
@@contractorJi Thanks for the quick response
2*4 tiles ke liye roff ka konsa adhesive lagana chahiye 9 feet height ke liye
T05
Sir, Grey stuff Ceramic base 2 x 4 की tile है flooring मे Roff T01 use किया तो चलेगा क्या कृपया guide करे. 🙏
दौड़ेगा 😂
@@contractorJi thanks for the reply. दुकानदार मुझे T02 लेले ऐसे बोल रहा था जो मेरे बजेट से बाहर जा रहा था आपके सुझाव से राहत मिली ..🙏
T02 me dukandaar ka margin jyada hota hai 😄😄
Informative
Thanks
kaunsa adhesiv use kre sir....old wall hai paint griding krke lagana hai....dhup padti hai diwar par.
plz reply
आपने जो सवाल पूछा है उसका जवाब मैं बेहतर ढंग से दिया है कृपया वीडियो को पूरा देखें
Sir kota stone patthar ki sidiyo k liye kya use kare
Yes kar skte ho ji
Jay shree Ram sir mere yaha rock star adhesive use ho raha h. Dhanyawad
Thanks for comment
Very good information
Thanks for your support and kind words sir
Hlo sir ,any knowledge of gres tough tiles?
Ispe video bana rahe hai sir
18X 12 KI CREMAICS TILES FRONT ELEVATION MEIN CEMENT NERU MEIN LAGA SAKTE HAE, YAHAN PAR DHHOP RAHTI HO CONTINUOUS.
PLEASE REPLY.
Laga do. Niru plaster mix karke
Waah❤❤❤❤❤❤❤
Thanks for your support and kind words ma'am
SIR HOW CAN WE JUDGE OR DECIDE ABOUT THE RIGHT/PERFECT TILE CONTRACTOR OR MISTRI OR THE RIHHT APPLICATROR PERSON FOR TILE ADHESIVES
I will make a video on this topic soon
8x4 x9mm simpolo yah konse adisiv chemical mai lagana chahiya
Sir staire ki jo hum payment karte h running feet me, to kya riser ki v payment karni hoti h ya ni agar haan to riser ki height naapenge ya lambayi,pls bataye
Sir 2/2 gvt tiles bathroom floor konsa adasiv use korega .please
No need use adhesive
Hello sir
Bathroom wall me 2×4 ki tile lagani h isme kis type ka adhesive lagana chahiye
Please watch full video. Isme bataya hai
2/4 ki vitrified tile cement aur adhesive Mein Laga Di Hai ab usmein se do tile Gir Gai Hain ab uski roktham ke liye usmein gitti fastener Laga De ya nahin kripya upay bataen ya FIR koi video is Vishay per banaen
Gjb information
Or sir kya thoda cemwnt mix karna chahiye adhesive ke sath?
No
@@contractorJi 🙏🙏🙏
Pahle jamane me to konsi bhi tile ya granite ya marble ho sabkuch cement me hi lagaya jaya tha. Chahe size or motai kitnibhi ho. Iske bare me aap kya kahoge.
Srr pahle ke jamane mein badi size ki vitrified aur gvt tile nahin aati thi pahle ke jamane mein cement aur mitti ki Bani Hui mojek tiles ya ceramic tiles hi milati thi jisko cement se aaj bhi chipkaya ja sakta hai
taj mahal which cement used for granite
👍👍🙏
Sir roff adhesive kaisa hai sabhi tails ke liye please reply dijiye ❤❤
Thoda costly hai but best hai
Sir ji mujhe front par tile lagani hai size 1-1/5 hai par usne 305 letigrate ka chemical mangwaya hai Verna kuch samay bad gir jyegi
12×18 ki tiles ceramic body ki Hoti hai, agar aapke wall per new plaster hai to cement me lagwa do. Agar diwar 10 15 sal purani hai to please use chemical/adhesive
For more information please join our membership and talk on call directly
Sir roff T21 vs Ardex endura platinum plus vs MYK latecrite 345 vs Kerakoll H40 gel vs Mapei Maxi S1 Ultratech Extraplus vs Weber kaun sa brand best hai Sir T4 s1 category me TDS ke according toh kerakoll H40 lag raha hai as usne 3N force adhesion hai sir please help kare personal use ke liye toh long term aur durability kaun sa best rahega sir please help is regarding please help sir
Ye companiya jail me daal degi mujhe agar sahi analysis kar diya to
@@contractorJi Sir please help kar dijiye aapko itna experience hai kaun sa brand better hai Roff T21 Lu ya Ardex Endura ya Kerokoll H40 gel TDS ke according toh Kerakoll samajh aa raha magar india ke heat sustainability ke according Roff aur ardex please help kar dijiye meri personally comment me isse koi company harm nahi hogi sir bahut confused hoon isko lele please help sir 🙏🙏🙏
@@contractorJiमस्त और सही रिप्लाई दिया।
Sir adhesive ko cement ke sath mix kar skte hai ki nhi
सीपेज वाली दीवारों और फर्श पर कौन सी tile और कौन सी सीमेंट और कौन सा अधेसिव लगाना सही रहेगा
Regular cement and small size ceramic body tiles
Supper sir jii 👍
Thanks for your support and kind words sir
Bhai
32 64 inch gvt tile floor par Bina chemical k Laga sakte hai kya
Ha laga sakte hai but mistry acha hona chahiye
Nuvoco Zero M Tile Adhesive kaisa hai❤
Naam bade Darshan khote 😄😄😄
Is neeru a limestone powder or chuna?
Non of both
Very good
Thanks for your support
Sir meri tiles verified tiles hai. 2 by 4 ki HR johnson ki tiles hai. Mujhe ushe bathroom ki diwal me lagana hai. To ushe kish adhesive number ke sath lagai jaye jisse vo kabhi ukhde na.. aur ek baat puchhni thi sir ki mai bathroom ki wall par kitme fit tak 2 by 4 ki tiles laga sakta hu. please sir bata dijiye.. q ki mere yaha ke mistri bol rhe hai ki 2 by 4 ki tiles floor ke lie hoti hai tumne galat kar dia ishe lakar. ye diwal pe nhi lagti hai.. please sir mai apke reply ka wait kr rha hu bata dijie
2*4 ki Aaram se lag jayegi.. 2 number ke adhesive me laga do.
Mistry ko ya to lagana nahi aata hoga ya mistry ko labour cost km padti hogi. Isliye na lagane ke liye bol Raha hoga, 2*4 ki tiles 7 fut tak lagani chahiye or labour cost 30 se 40 rupees per square foot hoti hai
Thnku sir
Sir 4 ft tiles bathroom wall me lagana he kaunsa adhesive use karen please sir reply
Type 2
@@contractorJi me choten town me rehta hu agar roff nahi mila toh ultratech xt ya vt le sakte he kya?
@dasbabu7261 vt is best
Vt is best
@@contractorJi Thank you so much sir
Jay shree Ram sir Dhanyawad
Jai shree ram
Sir ,floor mein 2×4 adhesive lgau ja nhi?
As you wish. Cement me lagana chahiye
Well explained.
Vura Bau chemie company ka chemical kaisa hai master ji
Naam nahi suna sir. Sorry
Sir Kia company ki tiles kaisi h
No idea, naam nahi suna 😄
Sir ji cemen me neru kya hota ha
Neeru ek plaster powder hota hai, jo cement ko cool rakhta hai. Please read discription and see my video about neeru
2*1 ke liye adhesive lagana hain kya
Nahi
Sir, how is weber Nova gray?
Very good tiles adhesive 👍👍👍👍👍👍👍
20*20 hall mein wall pe kitne feet tk tile lga sakte hai
No limit of height
Price difference Kitna hota hey type 3 or type 4 ka ?
सर यह टाइप 1,2,3,,,,,,कहा लिखा हुआ होता है ।एडेचिव बेग पर बतावे सर
किसी भी बेग पर सामने वाले भाग पर देखें जरूरी नहीं कि आपको वहा पर 123 ही दिखाई दे, 01. 02 03 भी हो सकता है 5 6 7 भी हो सकता हाँ. 111 222 333 444 भी हो सकता है
Nice
Thanks 🙏
Sir adihesive m cement milna chye ya nhi
No
Mujhe bathroom aur kitchen mein 4.2 ki gvt tile lagwani hai Kaun sa adhesive lagega kya number hoga uska aur kaun si company ka Lagau kya rate aaega please help me
Plz contact on what's up for any special information
Nice information.
So nice of you
Thanks a lot
Happy to help
गिरती हुई टाइल को कैसे रोका जाए, सिरेमिक टाइल अलीवेशन पर लगाई है, कोनसा एडसीव प्रयोग करू
टाइल्स अगर दीवार पर लग चुकी है और अभी वह गिरने की स्थिति में है तो वही पर आप स्क्रू मार सकते हैं
mera mistery bol rha ki cement gol ko hi niru khte hai
Tacha maar ke lagana hai kis se lagaye tils zameen par
12 saal pehle cement se tiles lagwayi jo aaj bhi lagi hai,1saal pehle adhesive se tiles lagwayi , jo crack hona start ho gayi ?
Sir please jhoot or fake comments na karo. Aap tile ko cement me install Karo ya adhesive me, tile kabhi crack nahi hoti, ya to ek jhatke me toot jati hai, ya diwar ko chhodne lagti hai. Lekin crack???? Kabhi bhi esa nahi hua h na hoga
सीमेंट कितना मिलाना चाहिए
आपके लिए जवाब यहाँ पर है
th-cam.com/video/9N4f5N4GtDg/w-d-xo.html
Apse kaise contact Karen???
Maximum shopkeeper and tiles mistri selling use only type or 2 they not use type 3 and for elevation type 4 3 or 4 costly
Trimurti chemical Bharthana chahie
Okay sir
niru kya hai sir
कौन सा अधेसिव लगा लो डिसीव की थिकनेस जो अगर ज्यादा मोटा अधेसिव लगाएंगे तिल के पीछे तो टाइल गिर जाएगी अधेसिव की थिकनेस भी बहुत ज्यादा माइने रखती है
Sahi baat hai
Niru kya hota hai
Cement me mix karne ka white pepper hota hai. Chuna se Banta hai
Lapan jhapan 2 minute की इंफॉर्मेशन 15 mint लगा de.
😭
Do minute me tera chacha aayega batane ke liye 😂
Mujhe to bahut acha laga ye video
Ram khani usna ke video lamba Krna hai bus
Vura Bau chemical aajkal bahut chal rha hai sir
Acha ji
Sabh bakwas hai 15sal se ek bhi tile nhi giri
अब लगा के देखो
Thoda kam bakchodi karke gyan dete toh behtar hota or gyan v sahi galat de rahe ho
Sabit Karo ki video me konsi baat galt batai gai hai
hi,mughe aapse contact krna ho to kese kru
Floor tiles ke liye adhesive ki jarurat nahi