Didi meri abhi shadi nhi hui hai lekin mai ye karna chahti hu. suna hai ki ye puja sirf purush ya vivahit streeya hi kar skti hai kya karu please bataiye
Hello madam kaise ho aap main aapse yah puchna chahti Hun Ki ham Dev uthani ekadashi kar sakte hain hamare kutumb mein Hoti hai per Meri SAS ne kabhi nahin Kara 4 sal pahle vah khatm Ho gai thi to kya main bhi kar sakti hun devathan kutumb mein hota hai hamare mere liye Sahi rahega yah aap bataiye
@VratVidhiUpay nahin main vah jo baccha hua hai usko to aap March mein ek 1 sal ho jaega main yah poochh rahi hun ki Jaise Meri SAS ne kabhi devthan nahin Kara to main kar sakti hun shuruaat mere chacha SAS Karti Hain sagi per mere sath nahin karti thi to aap bataiye main Karun ya nahin
Aur abhi hamare kutumb mein ladka hua hai to aap bataiye kya main kar sakti hun aur pahle Ka To Mujhe Meri SAS ka pata nahin hai ki unhone kara hoga ya nahin Dev uthani ekadashi per jab se main shaadi hokar I hun 24 sal se To unhone nahin kara mere samne ab aap bataiye kya main kar lun
#shri_shivay_namastubhyam
Jai shri hari❤🙏❤🙏❤🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌺🌺🌺🌺💐💐💐💐
Jisme 365 bati jalayi hai us gole ke diye ka baad me kya krna hai??? Reply please
Dev uthani ekadashi per Puja subah karni hai aur sham Tak Dev Ko uthana hai Aisa hi karna chahie na please reply
जय श्री कृष्णा
Here kirsna radhe radhe 🙏🏻🌹
❤❤
Ma'am in Dev uthani we have to keep nirjala fast ???
Not compulsory
It's not compulsory।
didi radhe Radhe jai shri karishna didi sham ko kitne bje karni hai pooja
Evening mein
@VratVidhiUpay 6ja7 bje kr sakte hai
@RajinderKumar-yf4ed yes
Hello mam mujhe please mujhe jrur btana mai phli bar devuthani ekadasi k vrt rkhna chahti hu rkh skti hu na please mai bta jrur dena
Ha rakh sakte hain
@ ok thanks for reply mam🙏🏻😊
Maam kya ghar ji betiyo ke pair bhi banaye jate hai
पहले तो केवल मात्र पुरुषों की ही पर बनाया जाता था पर अब ऐसा कुछ नहीं है लोगअपनी संतान तथा घर के सभी लोगों का ही पर बना लेते हैं
Mam puja subh me karenge ya shaam me hota hai
Dev uthan subah hi banaya jata hai Puja sham ko karni hai
Mam hammare yha ye puja nhi hoti h. Toh bina is puja ke tulsi vivah nhi kr sakte kya
कर सकते है।।
Mai unmarried hu...mai kaise kru pooja?
Or Tulsi Vivah krna compulsory h?
तुलसी विवाह compulsory नहीं है
Ye puja shaam me hi hoga na kitne baje
Normal evening Puja Jaise karte hain use samay kar sakte hain
Puja ke baad jis char pr dev banaye hai uska kya krein. Pls btaiye
th-cam.com/video/03FtTH4gNqQ/w-d-xo.html
Period k 5 din bad ye Pooja kar skte h kya,,, please reply
Yes
Mam tuesday ko tulsi vivah kare to sindur dan kaise karenge bucz tuesday
Didi meri abhi shadi nhi hui hai lekin mai ye karna chahti hu. suna hai ki ye puja sirf purush ya vivahit streeya hi kar skti hai kya karu please bataiye
आप अपनी मम्मी और घर के बाकी लोगों के साथ पूजा कर सकते हैं
@@VratVidhiUpayok thank you so much ❤
Ek diya main 5 y 7 btti jla skti hun
365 baati ka diya kaise banaya....kya gin kar kalawa ke 365 dhaage liye hain?
th-cam.com/video/3PYXYiwfccA/w-d-xo.html
Fal or pasy puja k bad enka kya karty h
th-cam.com/video/03FtTH4gNqQ/w-d-xo.html
Hello madam kaise ho aap main aapse yah puchna chahti Hun Ki ham Dev uthani ekadashi kar sakte hain hamare kutumb mein Hoti hai per Meri SAS ne kabhi nahin Kara 4 sal pahle vah khatm Ho gai thi to kya main bhi kar sakti hun devathan kutumb mein hota hai hamare mere liye Sahi rahega yah aap bataiye
अगर रिश्तेदार बहुत दूर के है तो फिर आप पूजा कर सकते हैं लेकिन अगर पास के रिश्तेदार है तो इस समय सूतक लगा हुआ रहता है तो पूजा इस समय नहीं करना चाहिए
@VratVidhiUpay nahin main vah jo baccha hua hai usko to aap March mein ek 1 sal ho jaega main yah poochh rahi hun ki Jaise Meri SAS ne kabhi devthan nahin Kara to main kar sakti hun shuruaat mere chacha SAS Karti Hain sagi per mere sath nahin karti thi to aap bataiye main Karun ya nahin
Han ji aap Dev uthani Ekadashi ki Puja kar sakte hain lekin ek bar agar aap niyam se shuru karte hain to aapko har sal karna padega..
@VratVidhiUpay thankyou mam
हमारे yha bhi सूतक chala aa rha hain कई सालों से , 60 साल se ऊपर हो गया हैं हमने aaj tak nahi बनाया देवउठनी एकादशी
Please reply mam
Aur abhi hamare kutumb mein ladka hua hai to aap bataiye kya main kar sakti hun aur pahle Ka To Mujhe Meri SAS ka pata nahin hai ki unhone kara hoga ya nahin Dev uthani ekadashi per jab se main shaadi hokar I hun 24 sal se To unhone nahin kara mere samne ab aap bataiye kya main kar lun
आपके घर में सूतक लगा हुआ है, जब तक बच्चे का उम्र 21 दिन या 45 दिन नहीं हो जाता है तब तक पूजा पाठ नहीं हो सकती है
3 माह के बाद करिए
Mam tuesday ko tulsi vivah kare to sindur dan kaise karenge bucz tuesday