delete voucher entry in tally ERP.9

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 28 ส.ค. 2024

ความคิดเห็น • 53

  • @bablutiwari2222
    @bablutiwari2222 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir apka sara video बहुत अच्छा है क्यू मै बहुत कुछ बिना teuction किया सिखा हूं

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  3 ปีที่แล้ว +1

      bablu tiwari, is hi tarah se or bhi seekhte raho or aage badhte raho

  • @rvvikashjaiswal6012
    @rvvikashjaiswal6012 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir voiçe apki achi hai or saaf v hai sàmajhne me asani h

  • @manishgupta3582
    @manishgupta3582 2 ปีที่แล้ว

    Bhai yarr itna complicate video mt banao confusion ho jata hai ......Step by step batao 5 min ki video bhi nhi banegi ......Bt thankyou so much true information ♥️🤗

  • @b.k.choudhary1057
    @b.k.choudhary1057 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir, FY 2015-2016 me voucher entry kar rahe the 100 voucher enter karne ke baad pataa nahi kaise FY 2021 ho gaya aur maine kareeb 50 voucher entry kar diya baad me pata chala. Ab kya mujhe harek voucher me jaakar date change yaani 2015 se 2021 karna parega ya koi aisa upaay hai ki mera transaction data sab same rahe as per date aur year badal jaaye sabhi ka ek saath.

  • @dsmotivationsingh4433
    @dsmotivationsingh4433 4 ปีที่แล้ว +1

    Ok sir

  • @maheshdave266
    @maheshdave266 ปีที่แล้ว +1

    Thank you 🙏🙏

  • @markandeyagorantala2787
    @markandeyagorantala2787 4 ปีที่แล้ว +1

    Best trick bhai

  • @jyotikamble7833
    @jyotikamble7833 3 ปีที่แล้ว

    Nice

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  3 ปีที่แล้ว

      Jyoti, tally se related is hi tarah ki or bhi video dekhne ke liye aap mere channel par jakar VIDEO me jaye to aapko meri aaj tak ki sabhi video show hone lagegi aap unko dekhkar bahut hi aasani se tally seekh sakti he

  • @pankajgupta2776
    @pankajgupta2776 5 ปีที่แล้ว

    Supar nice video sir g thanks

  • @devendrashakya7104
    @devendrashakya7104 4 ปีที่แล้ว +1

    Thanks Sir ji

  • @magandiyatra2441
    @magandiyatra2441 5 ปีที่แล้ว +1

    Super

  • @abdulmajidshaikh82
    @abdulmajidshaikh82 4 ปีที่แล้ว +1

    Thank you

  • @suniltiwari5958
    @suniltiwari5958 5 ปีที่แล้ว +1

    Sales order purchase order ka video upload kre

  • @prasadvlogging6921
    @prasadvlogging6921 4 ปีที่แล้ว +1

    Thanq u for my problems ka salution de kar

  • @udaybhan945
    @udaybhan945 5 ปีที่แล้ว

    hello sir good evening, sir ek company se hum purchase karte hai or kuchh item usi company ko sale bhi karte hai iss baare mai ek video baniye

  • @savitasurse6672
    @savitasurse6672 2 ปีที่แล้ว +1

    👍🏻. Thx sir

  • @thevachak3110
    @thevachak3110 3 ปีที่แล้ว

    Sir stock to as it is ho jayega..
    Mujhe sales delete krna hai but stock utna hi chahiye jitna sales ke bad tha...

  • @shekharnaagar3320
    @shekharnaagar3320 4 ปีที่แล้ว

    Sir ap ek e-way bill pr ek video bnaye

  • @RAHULGUPTA-ir6zb
    @RAHULGUPTA-ir6zb 4 ปีที่แล้ว +1

    Sir jo full delete krne k liye aap bole ho Alt nd fir space dekr select krne ko wo ho hi nhi rha h..kya kre sir plz btaiye..

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  4 ปีที่แล้ว

      bhai alt ke sath space press nahi karna he , CTRL ke sath SPACE PRESS karna he to sabhi entry select ho jayegi ek sath or phir ALT ke sath D press karna he or YES karna he

  • @aaliyarehman7624
    @aaliyarehman7624 4 ปีที่แล้ว +1

    Sir Maine arrow key us entry PR layi Jo mujhe delete krni thi or fir space key press ki lekin entry delete nhi huyi

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  4 ปีที่แล้ว

      Aaliya rehman, is tarah se to kam nahi chalega .aadhi adhuri bad sunogi, samjhogi to bahut problem aayegi tally seekhne me .
      mene video me bataya he ki jis bhi entry ko DELETE karna he usko SELECT karo SPACE KEY press karo or uske bad ALT D press karo or YES karo to entry DELETE ho jayegi
      aaliya rehman, is video ko phir se or dhyan se dekhe jesa mene bataya he besa karo entry delete 100% hogi

    • @aaliyarehman7624
      @aaliyarehman7624 4 ปีที่แล้ว

      @@TAGTallyAccountGST
      Sir
      Mujhe single entry delete nhi krni
      5 7 entries ek sath krni hai

    • @aaliyarehman7624
      @aaliyarehman7624 4 ปีที่แล้ว +1

      @@TAGTallyAccountGST
      Mtlb sir
      Mairi entries highlight nhi ho pa rhi hai
      To kese kru

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  4 ปีที่แล้ว

      aapne video phir se dekhi hoti to aapki problem solve ho gayi hoti
      chaliye me aapki problem ko abhi solve kiye deta hu
      manke chalte he ki aapko 20 entry me se 7 entry delete karni he to jin bhi entry ko delete karna he unme se1 entry ko up down arrow se select kare or select karne ke bad space ki press kare to bo entry colourful ho jayegi phir udown arrow se 2nd entry ko select kare or space key press kare to ye entry bhi colourful ho jayegi is tarah se 7 entry me kar le jo ki aapko delete karni he
      jab sabhi 7 entry colourful ho jaye to ALT D press kare YES kare to sabhi 7 colourful entry delete ho jayegi .
      or sabhi 20 entry 1 sath delete karna he to CTRLke sath SPACE key
      press kare to sabhi entry select hokar colourful ho jagegi phir ALT D press kare YES kare to sabhi 20entry delete ho jayegi

  • @Gym_fitness715
    @Gym_fitness715 3 ปีที่แล้ว

    Same bill hai delete ho jya recovery kaise kra

  • @aakashyadav5539
    @aakashyadav5539 4 ปีที่แล้ว

    Space key se or ctrl+space se bhi kuch select ni hora
    Space enabled kaise krte h ye btao

  • @AnilPandey-sq8lt
    @AnilPandey-sq8lt 5 ปีที่แล้ว

    Wrong date me entry ho jane per 150se200vouchar kaise sahi date per laye

  • @englishspokenguru5202
    @englishspokenguru5202 4 ปีที่แล้ว

    Please make tds and income tax videos stap by stap

  • @VIPINKUMAR-ky9hp
    @VIPINKUMAR-ky9hp 4 ปีที่แล้ว

    Sir voucher delete nahi Ho raha galt bata rahe hai alt ke sath D press kar rahe hai nahi hoti hai new video give me thanks you

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  4 ปีที่แล้ว

      jarur hoga, 100% hoga, puri video dekho aap kahi na kahi galti kar rahe ho
      me galat nahi batata hu, pehle 10 bar karke khud se dekhta hu uske bad aap logo ko batata hu
      or video me bhi mene karke dikhaya he

  • @VIPINKUMAR-ky9hp
    @VIPINKUMAR-ky9hp 4 ปีที่แล้ว

    Thanks sir OK

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  4 ปีที่แล้ว

      ab voucher entry delete hone lagi ? jis tarah se mene bataya he video me

  • @harishmaliaya532
    @harishmaliaya532 3 ปีที่แล้ว

    Sir ji tally accounting f11 me f1,f2,f3,ki setting bataye

  • @shivyadav4743
    @shivyadav4743 5 ปีที่แล้ว

    Thank you so much

  • @sanjaypipe7886
    @sanjaypipe7886 4 ปีที่แล้ว

    Ji sir tally 9 version me nhi ho rhi h pls bataye

  • @prabhajaiswal7992
    @prabhajaiswal7992 4 ปีที่แล้ว

    Sir optech me bi yhi proses hoga

  • @rakhigautam4660
    @rakhigautam4660 5 ปีที่แล้ว

    Ap Kese kr rhe ho delete Pls answer me sir

  • @chandnisinha2458
    @chandnisinha2458 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir delete nhi ho rahi hai q

    • @TAGTallyAccountGST
      @TAGTallyAccountGST  3 ปีที่แล้ว

      Chandni, 100% hoga jese mene video me bataya he. . aap kahi na kahi galti kar rahi he. 1 bar phir se video dhyan se dekhe or jese mene batya he bese kare .

  • @3diamondmenswearshop715
    @3diamondmenswearshop715 5 ปีที่แล้ว

    Advance Excel ki video bnaye

    • @intrestingtwist3901
      @intrestingtwist3901 5 ปีที่แล้ว

      Sir maira business sand cement and rod Ka hai iss topic par complete video tutorials banaiye

  • @rakhigautam4660
    @rakhigautam4660 5 ปีที่แล้ว

    Nhi ho rhi delete entry Ek sath sari