Mere pass same model he boofer me sound he but speakers me sound nhi a Rahi 4chanelo me check karo liya he .Jase speakers ko connect krte he use kit...kit..kit ki sound chalu ho jati he Kya check Kari pls reply
Bahi mere pass bi he ye jo iske 2 speakers he usme sound ni ari yr apne aap ruk gya ana to kya kru khol kr beth jau ya bhaar jake dikhau😂 and bahi to subwoofer he iska usse kis glue se bnd krte he mene usse open kr lia pr bnd ni hora vo ab 🤣
Mera woofer aur speaker..... Kisi me bhi sound nehi aa rahi he.... Ruk ke chal raha tha.... Likin abhi totaly nehi aaa rahi hai sound... Please solution bata dijiye
Hamming bagera kuchh bhi nehin.... Apko msg karne ki baad adha ghanta baja phir sound chala gaya....han ye problem do tin mahina pehle se hua tha.... Fir apne ap thik ho gaya tha...... Dusre time ajj aisa ho raha he
Background very nice
3.5mm aux to rca cable se dvd player se connect korsakta hu kya? plz reply Sir
Dvd ke pichhe Rca daldo vaha input rahega aux cable apne mobile mai
Hi can you please tell me does it support .flac audio format. Thanks.
I don't know
Kon si amplifier ic use kua gya hai
Konsa bhi laga sakte ho aap lagane ka tarika aana chahiye
@@GJElectronics4you i mean ismain konsi sound ic use kia hai company ne
Mere pass same model he boofer me sound he but speakers me sound nhi a Rahi 4chanelo me check karo liya he .Jase speakers ko connect krte he use kit...kit..kit ki sound chalu ho jati he Kya check Kari pls reply
Usme audio board laga do
Woofer chal raha hai to speaker vale section mai kahi shot hoga Ic lagane se bhi nahi aayega to audio board lagado
Kaun sa ic change kr du or audio board alag se mil jayega ,..?
Audio board mil jayega
Sound main to muze sirf chidiya ki aawaz aa rahi hai. System ki chodkar sab sounds hai bhai. 😂😂😂
Sorry 😞 sir
@@GJElectronics4you it's okay brother. Feedbacks helps us to improve.
Sony SD 40 home theatre Chalte Chalte Mod change kar leta hai ki kya problem ho sakti hai please bataen sir
Mode vale key me problem ho sakta hai
मेरे वाले सोनी वूफर में जब ऑन करो तो साउंड आता है फिर धीरे धीरे साउंड बन्द हो जाता है।स्पीकर चालू होने के बाद भी।
Woofer ki Ic kharab ho sakti hai
@@GJElectronics4you kaha ban skta hai ya khud bana skte hai kya kiyo ki sony walo ne hath khade kr diye hai.kitne tak lagega ..naya woofer hai.
Sa d20 model h ek speaker my sound fatta2 aa rha speaker ok h bass my bhi humming aa rhi help me
Adapter kharab ho sakta hai
Àgar Adapter thik hao to
Board mai capacitor kharab ho sakte hai
Adipter ok h
Kon sa capister
Awaz bhi kam ho gyi h
Board mai capacitor fule huve dikh rahe hai kya?
Sir Mera 4 speaker mein se 1 speaker work nehi kar raha ?
Kuch salutation Bata do
Speaker kharab ho satka hai
Bhai yahi bimari mere sang mein bhi ho gaya hai
Without remote volume kese up kre card m se
Press and hold ch+ key
Bahi mere pass bi he ye jo iske 2 speakers he usme sound ni ari yr apne aap ruk gya ana to kya kru khol kr beth jau ya bhaar jake dikhau😂 and bahi to subwoofer he iska usse kis glue se bnd krte he mene usse open kr lia pr bnd ni hora vo ab 🤣
Glue gun stick
Ruk ruk ke aa rahi hai to soldering dry hoga ya speaker khatab hoga
Dear mere Sony SA D40 me high volume par chalane par band ho jata hai iss problem ka kya solution hai
Bhai mera sd10 hai pta ni kyo aawaj pahele jaisa nhi hai slow ho gya hai
Sony d40 hometheater ka main board me fuse kounsa hai plz dekhiye plz
Ok
Is mai jo hai adaptor tha so board mai fuse nahi tha adaptor yani pawer supply mai fuse hota hai vaha 3.15A ka fuse laga sakte ho aap
Thik hai sir...
Adapter se 18v Nikal raha Hai, board me kaha fault hota hai plz bataiye
Chuha patta kat diya tha uske bad nayak patta lagaya, par on nahi ho raha Hai plz sir help me
Adapter ok hai
Sir sam problam kese hal kre
Audio board laga do
Sir gaigeram please
You mean diagram
Circuit diagram
Background sound kam kro
Ok bro already swift Work shop
On krty hi bahut vibration ho rhi
Ic kidna number pin
Ic ka diagram dekho usme L And R dhundo ic ka pin number par L AND R ko audio board mese audio module par lagao
Set ok
No good U explain is no good
Ok
Mera woofer aur speaker..... Kisi me bhi sound nehi aa rahi he.... Ruk ke chal raha tha.... Likin abhi totaly nehi aaa rahi hai sound... Please solution bata dijiye
Hamming aa rahi hai kya?
Hamming bagera kuchh bhi nehin.... Apko msg karne ki baad adha ghanta baja phir sound chala gaya....han ye problem do tin mahina pehle se hua tha.... Fir apne ap thik ho gaya tha...... Dusre time ajj aisa ho raha he
Loose vagera ho sakta hai
@@GJElectronics4you to abhi kya karenge.... Repair shop lena padega... Ya hum se ho jaega
Aap technician nahi ho?