Sar main 2 supply man Mietar Alag Alag uthali Upar inverter set Kiya aur niche single phase inverter ka Diya inverter per to chal rahi thi Jaise Upar ka mann board chalu Kiya man supply Tu niche ki supply inverter wali cut out ho gayi meri problem hai kya aap Sahi Idea de sakte ho
Jesa ki sir aapne bataya line ulti krne par inverter me current ulta jata hai ar inverter phase phr bhi deta hai mera sawal hai agar line ulti hogayi to jaha par inverter ka connection hai wha to neutral me phase chla jayega ar jaha face jana hai wha inverter phase de dega to double phase se light chlti rahegi aise to
Sir mera ek swaal hai. Hmare 5 killowatt ka solar inverter hai jiska connection changeover se hai.jisko ham jarurat padne par load main par ya inverter par karte hai. Vaise to bina load ke inverter ki line sahi rehti hai jab changeover se jaise is par load dalte hai to line ko ghuma deta hai nutral ki jagah phase ane lagta hai vaise bina load ke thik rehta hai. Kyaa problem ho sakti hai. Please reply sir??????
Sir changeover Jo lga usme main line gernater ki jagah inverter line or sara load jaise machine light pankhe. Ab kyaa hota hai ki sara load ho hai main par chalta hai or jaise hi load ko inverter par karte hai changeover se to inverter ki Jo output line Jo ki sahi thi vo load Dene par ulti ho jati hai jaise ki nutral ki jagah phase Ane lagta hai.bas yahi problem hai.please reply
Sir inverter ka charging plug nikal dene ke bad plug ka dono pin me current dikha raha he sath me ghar ka jaha jaha inverter connection diye he ushme se adha me current araha he adha me nai esa q ho raha he Sir please bataea.🙏
Jab tak aap charging plug nahi lagayenge tab Tak Ghar ka koi equipment nahi chalega kyoki usi plug se neutral return jata hai . Aur pure Ghar me inverter ka phase dikhayega.
@@EITechnician Sir charging plug nikalne ke bad inverter point me current nai ana chaihe ki ana chahiye q ki charging plug nikalne ke bad inverter connection ka adha to jal raha he adha nai .ye connection problem he ya inverter ka ?
Mera khambhe se phase to phase light aaya hai aur socket me done taraf phase dikhta hai , kya mera inverter kharab nhi hoga aur inverter ke output plug me bhi phase aa rha 😢
Sir mera inverter ko job ac supply de rahe hai charge karne ke liye to ghar ka main fuse kat ja raha hai inverter work nahi kar raha hai pure Ghar me sirf ac supply hi char raha hai inverter ko band kar diye hai or jab inverter start karte hai to main supply band karna prta hai kya problem hai bata do ...
Sir ,supply change ho jane se inverter ya battery mei koi fault to nahi aayega, dusari baat phase wire hum board ke switch ke through lete hai, phir uska to roll khatam ho jayega, iss se ghar ki wiring pe koi asar...... ,?
Bhai mainay apnay say hi ghr per inverter ko fit kiya but problem ye ho rhi hai ki light aany or janay k baad mujhko inverter k pichey k single wire ko change karna pad rha hai means newtel ko positive mein change karna pad rha hai kuch help kar sakty ho aap meri
Bhai saab mere dono point pe bhase aa raha h and light nahi aane k case me jab main switch off kar rahe hain to inverter ki supply aa rahi hai ... Please batao kya karen
Inverter safla board main supply dene Waqt common neutral ho jata hai aur neutral ho jata hai aur neutral common ho jata hai vanthar se dene ke bad ghar mein line Nahin rahata Hai
Inverter working condition me hai, or meter ke paas se AC ke + - ko, kabhi galti se change kar diya jaay to, शॉर्ट - सर्किट होगा, या इन्वर्टर खराब हो जायेगा।
Sar mere Ghar mein inverter par jitne bhi switch hai usmein agar main iron lagata Hun tu Jo bhi inverter per hai vah sab switch off ho jata hai light Rahane ke bavjud bhi
@@EITechnician new instalation kiye hai starting me rught side bta rha tha bt ab power cut k baad v left side bta rha hai sabhi board to sahi kaam kr rhe hai lekin ak board me light aane par invertor connection wala equipment nhi chal rhe hai bt bina invertor connection wale equipment chal rhe hai
Sir mere pas microtek inverter 1115va e2 puls model h... voltage fluctuation bhut ho rha h... or voltage b khuch drop ho rha h... Sir please btay ki kya kya or kha kha problm ho skti h... mane aapki videos b dekhi h... aapki video me jo jo aapne chige btai wo to thik lg rhi h... par fir b fluctuation ho rha h.. drain wire Puri tight hai.. or hit sink b propar sahi lgi hui h... eske alawa or or konse component me problem ho skti h... please btay sir.. fluctuation ki wjh se mobile charger bhut kharb ho rhe h
Bulb jalta hai light me bhi aur inverter par bhi par phir bhi neutral pr phase aata hai jab inverter chalu hota hai..isko try krenge thanks aur earth me halka 5volt aa rafa hai uska kya reason hoga .. dhanyawad
Sir mera microtex inverter mai mains on off ho jata hai kuch interval k baad fir on ho jata hai jisse inverter se connected point k light off ho jata hai line hone per bhi..Kia karan hai sir je..
Good evening sir mai sir sanjeev. Mera quetion hai -ek makaan mai invertor hai usi ghar se doosre ghar mai invetor ki supply ja rahi hai , agar invetor wale makaan ki supply kat dete hai to uski light invertor ki aati lekin doosre makaan ki nahi ati kyo. Sir please bataye.
Sir mere Ghar Mai jab light ja rhi hai to jo sab socket Jo Inverter par nhi hai vo bhi chal rhe hai Poore Ghar Ka sab socket chal rha hai jiska pata nhi chal PA rha hai ki kyu ho rha hai please help kijiye
इनवर्टर के दोनों तरफ फेस रहा है और वह फेज दोनों दोनों फेज् तब आता है जब इनवर्टर का पलंग हमारे एक पर लगे ऐसी सॉकेट में लगा है जब दोनों इनवर्टर में फेज बता रहे हैं अन्यथा इनवर्टर चार्जिंग प्ले के स्विच को बंद करने पर एनीमेशन में एक और फेज बताता है
Thanks sir mere inverter me bhi yhi dikkat thi ab aapki video dekh ke wire change krdi ab thik ho gya..
App ka lakh lakh badhai ho
Tq sir bahot eziliy samjh me aaaya
बहुत ही अच्छी जानकारी, आप जैसे लोग कुछ घरेलू समस्याओं को बेहद ही आसान कर देते हैं
Excellent method of teaching. Thank You Sir.
Super. Good thoughts. 1 crore thanks.
ਬਹੁਤ ਵਧੀਆ ਵੀਡੀਓ ਹੈ ਜੀ
Bahut badhiya video hai thanks
Your video is very important sir thanks🌹🌹🌹
Thanks for supporting
Excellent methed
Thank Bhai ji
Helpful your vdo brother
Thank you bhai
Good information and thank u
good information and thank you
Agar main line ma do hi connection ho earthing nhi ho to use kar sakte hain
Yes ..
Lekin earthing jaruri hota hai.
Thanks alot for information ..it helped alot❤️
Thank you sir
Very nice 👍
All right
Good sir ji
Sar main 2 supply man Mietar Alag Alag uthali Upar inverter set Kiya aur niche single phase inverter ka Diya inverter per to chal rahi thi Jaise Upar ka mann board chalu Kiya man supply Tu niche ki supply inverter wali cut out ho gayi meri problem hai kya aap Sahi Idea de sakte ho
Apke ghar me 2 meter lage huye hai kya
Ji mere sath huya hai aisa electrician ne wiring board mai ulti kar rakhi hai. Isliye aisa huya.ab maine theek kar liya hai.
Very helpful
Sir🙏 ama invatar ta khali chaluchhi hele light. dele nata charge hochhi na ghara light jaluchhi ame Kan karibu
Good
Tnxx
Thnx sir...
Sahi battt bhai
Jesa ki sir aapne bataya line ulti krne par inverter me current ulta jata hai ar inverter phase phr bhi deta hai mera sawal hai agar line ulti hogayi to jaha par inverter ka connection hai wha to neutral me phase chla jayega ar jaha face jana hai wha inverter phase de dega to double phase se light chlti rahegi aise to
Three wire 1hi colour ka hai
1inveter,1bijali phase,1newtul hai kaise pachana kare ki ye phase hai or ye inverter hai ye newtal hai
Only Bettery te connect Kiya ha tab bhi out put se both side phase current araha, Keya korna ha boliye pls
Bhaiya stopliejer bypass connection 2 socket 1 MCB 1 indicator se kaise kare
Sir mera ek swaal hai. Hmare 5 killowatt ka solar inverter hai jiska connection changeover se hai.jisko ham jarurat padne par load main par ya inverter par karte hai. Vaise to bina load ke inverter ki line sahi rehti hai jab changeover se jaise is par load dalte hai to line ko ghuma deta hai nutral ki jagah phase ane lagta hai vaise bina load ke thik rehta hai. Kyaa problem ho sakti hai. Please reply sir??????
Load means inverter input or output
@@EITechnician Ghar ka Sara load
Sir changeover Jo lga usme main line gernater ki jagah inverter line or sara load jaise machine light pankhe. Ab kyaa hota hai ki sara load ho hai main par chalta hai or jaise hi load ko inverter par karte hai changeover se to inverter ki Jo output line Jo ki sahi thi vo load Dene par ulti ho jati hai jaise ki nutral ki jagah phase Ane lagta hai.bas yahi problem hai.please reply
Good morning sir inverter aur ac line dono se wiring kaise kare dono ak shath bataye
microtek inverter EB 900 not socket cable problem to kya faltu ho sakta hai
Sir, main supply disconnect karne par and inverter ON karne par bhi, inverter output dono taraf aa raha hai
Same mere sath hai
Inverter output mai phase deta h netural nai deta kya
Sir inverter ka charging plug nikal dene ke bad plug ka dono pin me current dikha raha he sath me ghar ka jaha jaha inverter connection diye he ushme se adha me current araha he adha me nai esa q ho raha he Sir please bataea.🙏
Jab tak aap charging plug nahi lagayenge tab Tak Ghar ka koi equipment nahi chalega kyoki usi plug se neutral return jata hai . Aur pure Ghar me inverter ka phase dikhayega.
th-cam.com/video/aoI84z1BiYQ/w-d-xo.html
@@EITechnician Sir charging plug nikalne ke bad inverter point me current nai ana chaihe ki ana chahiye q ki charging plug nikalne ke bad inverter connection ka adha to jal raha he adha nai .ye connection problem he ya inverter ka ?
Charging plug nikalane ke bad inverter point me current aayega . Lekin kuchh chalega nahi . Ek baar connection check kar lijiye
@@EITechnician Ok Sir Thank you.
Sir mai apne invetor me bijli deta hu to second second me kabhi bijli se kabhi invetor se chalne lagta hai help please
Sir mera luminous zelio inverter ke input me dono side current aa raha hai, hum kya kore please reply 🙏
Mera khambhe se phase to phase light aaya hai aur socket me done taraf phase dikhta hai , kya mera inverter kharab nhi hoga aur inverter ke output plug me bhi phase aa rha 😢
Sir mera inverter ko job ac supply de rahe hai charge karne ke liye to ghar ka main fuse kat ja raha hai inverter work nahi kar raha hai pure Ghar me sirf ac supply hi char raha hai inverter ko band kar diye hai or jab inverter start karte hai to main supply band karna prta hai kya problem hai bata do ...
luminous inverter ma heat sink ki teno taro ma current show kar raha ha kya faut ha please batay
Sir ek inverter hai ,jisko main Lenin Dene par to phase line dikha Raha lekin power off hone par left me phase dikha Raha hai to kare sir
Goodnight sar mere.inverter.me.light.ane.par.phes.pararthing.aur.janepa.par.arthing.par.phes.aatahai.iska.hal.batai
Sir ,supply change ho jane se inverter ya battery mei koi fault to nahi aayega, dusari baat phase wire hum board ke switch ke through lete hai, phir uska to roll khatam ho jayega, iss se ghar ki wiring pe koi asar...... ,?
Bina transfarmar sirf invartar kit palat kesa chak kare
Sir phle mere inverter se kuch hi points chl rhe the pr ab inverter supply sbhi boards me aa rhi hai.. kaise theek kr skte hain?
Sir inverter ki main lead ki dono pino Mei phase aa raha h kya Karan h
Sir mein supply se hatane per
Sir,Plesae kuchh guide kijiye
IVITER KA INPUT POWER CABAL ME DONO ME FECE AANE KA KARAN KO BATAEYE SIR
Main meter main wire ulta hai
Bhai mainay apnay say hi ghr per inverter ko fit kiya but problem ye ho rhi hai ki light aany or janay k baad mujhko inverter k pichey k single wire ko change karna pad rha hai means newtel ko positive mein change karna pad rha hai kuch help kar sakty ho aap meri
inverter se connection mai dono taraf dikhata hai, keya yeah inverter ka issue hai ? bataye jara
Kya inverter on karne par input plug ke dono pin par phase aati hain kya? Pls reply
Sir light Invertor se main light ke meter m jaarhi h solve problem
meter me reverse phase Ka indicator on ho rha hai kya
हमारे इन्वर्टर मे बिजली जानें के बाद सबकुछ बन्द। फिर स्वीच औन करके इन्वर्टर पर चलता है। बिजली आने के बाद फिर स्वीच औनकरके मेंन पर चलता है। आपकी राय?
Bhai saab mere dono point pe bhase aa raha h and light nahi aane k case me jab main switch off kar rahe hain to inverter ki supply aa rahi hai ... Please batao kya karen
Mere me v aisa hi hua h .
Thik hua apka?
Fuse holder me tester lagakar dekhiye
Inverter safla board main supply dene Waqt common neutral ho jata hai aur neutral ho jata hai aur neutral common ho jata hai vanthar se dene ke bad ghar mein line Nahin rahata Hai
कमेंट समझ में नहीं आया भाई
Inverter working condition me hai, or meter ke paas se AC ke + - ko, kabhi galti se change kar diya jaay to, शॉर्ट - सर्किट होगा,
या इन्वर्टर खराब हो जायेगा।
Sir ager inverter kharab ho Jaye usko Sahi na karva paye to uska bijli ki reading per kya fark padega 🙏🙏🙏
Sir inwarter ke 3 pin top me dono tharaf phase aa raha hai Kya problam ho Sakti h
Invetar me out put phesc show kar raha h kya karan hoga
Men powar se San sahi chal raha h fen light tv
Thanks
Thanks for support
Invator ko men suplly dene par men power ban ho jati mcb treep ho jata hai.
Sar mere Ghar mein inverter par jitne bhi switch hai usmein agar main iron lagata Hun tu Jo bhi inverter per hai vah sab switch off ho jata hai light Rahane ke bavjud bhi
आपका इन्वर्टर कितने वाट का है । क्योंकि आयरन लगभग 1000 वॉट का होता है । इसलिए इन्वर्टर ट्रीप हो जाता होगा
sir mera invertor me left side phase aa rha hai right me nhi aa rha hai kya problem hoga sir?
हमेशा left side ही रहता है या पावर जाने के बाद right side हो जाता है
@@EITechnician new instalation kiye hai starting me rught side bta rha tha bt ab power cut k baad v left side bta rha hai sabhi board to sahi kaam kr rhe hai lekin ak board me light aane par invertor connection wala equipment nhi chal rhe hai bt bina invertor connection wale equipment chal rhe hai
Sir mere pas microtek inverter 1115va e2 puls model h... voltage fluctuation bhut ho rha h... or voltage b khuch drop ho rha h... Sir please btay ki kya kya or kha kha problm ho skti h... mane aapki videos b dekhi h... aapki video me jo jo aapne chige btai wo to thik lg rhi h... par fir b fluctuation ho rha h.. drain wire Puri tight hai.. or hit sink b propar sahi lgi hui h... eske alawa or or konse component me problem ho skti h... please btay sir.. fluctuation ki wjh se mobile charger bhut kharb ho rhe h
Hloooooo
Baii Manay Ik inverter fit kiya osme problem je a rahi ha jab inverter ko on krooooooo tho light bale point nahi Chal rahe
Sir mene bord se single wire connection liya hai pr inverter ke output socket me double phase bata rha hai.... Sir kya kru pls bataye?
Inverter ke output socket me dono side Fase aarha hai kaise theek hoyga
Main check kro
Thank you ☺️
Dono se on off hota hai
Phir bhi dono side tester glow karta hai
Mains supply dia Nehi firvi aati he two side phase
Bulb jalta hai light me bhi aur inverter par bhi par phir bhi neutral pr phase aata hai jab inverter chalu hota hai..isko try krenge thanks aur earth me halka 5volt aa rafa hai uska kya reason hoga .. dhanyawad
Out put se double wire connection kiya to inverter pura jal kyo gya help kare
Sir mera microtex inverter mai mains on off ho jata hai kuch interval k baad fir on ho jata hai jisse inverter se connected point k light off ho jata hai line hone per bhi..Kia karan hai sir je..
Inveter on karne k baad main plug ma phase kew reverse hota hai
Sir hamare enwater me falt bata raha hai jo solar or light 💡enwater hai ye falt kyo batata hai
Inverter k input supply m .. v linne sa rha h .. kyu
Battry ko discharge kese kare vo to dono me phase de rahi he
Agar inverter wair niwtal me jud jai to kya hoga
Good evening sir mai sir sanjeev. Mera quetion hai -ek makaan mai invertor hai usi ghar se doosre ghar mai invetor ki supply ja rahi hai , agar invetor wale makaan ki supply kat dete hai to uski light invertor ki aati lekin doosre makaan ki nahi ati kyo. Sir please bataye.
Sir mere Ghar Mai jab light ja rhi hai to jo sab socket Jo Inverter par nhi hai vo bhi chal rhe hai Poore Ghar Ka sab socket chal rha hai jiska pata nhi chal PA rha hai ki kyu ho rha hai please help kijiye
सिर्फ सॉकेट ही चल रहे है या घर के सारे उपकरण चल रहे है
Lights se nhi ho rha on off kya koi falt he
इनवर्टर का मेनहीं नहींलगाया हूं बैटरी से कन्वर्ट किया हूं इनवर्टर आउटपुट में दोनों तरफ लाइन आता तो क्या करें बताने की कृपा करें
सेम प्रॉब्लेम मेरा भी है जवाब दो
सेम प्रॉब्लेम मेरा है कोई जानकारी है तो दो
Sir ups me दोनों part पर फेस आरहा h व pennll से bi दोनों तरफ से फेस आ rha h
inverter output socket me dono par current dikharahahe bhai kaise thik kare help me bro
Kaise theek kiya inverter k plug jo 1side fase aaye
Sir inverter k peeche jo wire lagta hai wo wire inverter se nikal kr check kr rhe hai to usme current a rha aisa q
Inverter ki piche wali line me current aa raha hai to kya kare
Hello sir
Kya ham inverter k single wire ko phase se connection de sakte hai
Hn
Mere Ghar ki light dono phase pe chalti hai Mai kaya Karu ?
Inverter को main स्विच से बंद करने पर कमरें की लाइट dip dip क्यूँ करती है
Neutral wire me phase wire se leak hone par hota hai. Ya phir aapka inverter ka neutral wire me bhi phase relay ho raha hai.
Bhai ji inverter on hone par board ke indicator halke halke jalte hai lekin indicator only light se connect hai kya problem hui hogi
Face palat do
@@nazruddinofficial1214 bhai kiya tha par problem baisi ki baisi hai
Ye batao plug par line right hand par kiyun show hoti hai aur aap nai research lefthand par show kar rahey hain😢.....waah ustaad waah
Apne shayed video pura nahi dekha boss
Bijali aane jaane per inverter on af kyon karna padta hai
इनवर्टर के दोनों तरफ फेस रहा है और वह फेज दोनों दोनों फेज् तब आता है जब इनवर्टर का पलंग हमारे एक पर लगे ऐसी सॉकेट में लगा है जब दोनों इनवर्टर में फेज बता रहे हैं अन्यथा
इनवर्टर चार्जिंग प्ले के स्विच को बंद करने पर एनीमेशन में एक और फेज बताता है
Sir yehi prolam aati h jyda bs
baar baar tar cang karna padta hai invater ke peche kA taar
सफलाय बराबर हे फिर लाईट नही चल रही इन्वटर se
Jo plug inverter se nikal ke main board me connect ho raha hai line ke liye to uss inverter ke plug me dono phase me light aarha