इस वीडियो के बाद मोगरा की कलम लगकर रहेगी | Mogra Jasmine | Bela | Motiya

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 18 มี.ค. 2022
  • इस वीडियो के बाद मोगरा की कलम लगकर रहेगी | Mogra Jasmine | Bela | Motiya
    In this video i will tell you how to propagate mogra jasmine plant from stem cutting.
    #mogra_jasmine
    #bela_motiya
    #gardening_update
    mogra repoting video
    • मोगरा जंगल सा घना होकर...

ความคิดเห็น • 51

  • @theuniverse3031
    @theuniverse3031 2 ปีที่แล้ว +1

    👌

  • @mamtaranisrivastava8080
    @mamtaranisrivastava8080 2 ปีที่แล้ว

    Bahutsunder

  • @labib22
    @labib22 2 ปีที่แล้ว +1

    Bohot informative video tha🥰

  • @h.s.sajjanhoshiarpurpunjab8475
    @h.s.sajjanhoshiarpurpunjab8475 2 ปีที่แล้ว +1

    Nice sharing bhaji 🙏

  • @AyubKhan-es7ms
    @AyubKhan-es7ms 2 ปีที่แล้ว

    Acchi. Jankary thanks

  • @sanjeevnanda8601
    @sanjeevnanda8601 2 ปีที่แล้ว

    Best Gardener of chhattisgarh is Pradeep .Jay ho aapki

  • @parthamandal8779
    @parthamandal8779 2 ปีที่แล้ว

    Very nice video

  • @madhavikansara1984
    @madhavikansara1984 ปีที่แล้ว

    Bhaiya mogra air layering pe please video banaiye

  • @avadhessingh9900
    @avadhessingh9900 2 ปีที่แล้ว

    Nice

  • @sabashaikh71616
    @sabashaikh71616 2 ปีที่แล้ว

    Good 👌

  • @abhilashasgardening1641
    @abhilashasgardening1641 2 ปีที่แล้ว

    Useful video yesa kuch sunder plant mera bhi hai

  • @abhroy
    @abhroy 2 ปีที่แล้ว

    Kitna kuchh naya sikh raha hu ji aapse . Naya kuchh sikhne me khub maza ata hai .
    Thank you Ji 😇
    👍👍🏆🏆🎉🎉

  • @amitbhattacharya6421
    @amitbhattacharya6421 2 ปีที่แล้ว

    Thanks for beautiful video for mogra. Mogra ka pruning Kab karna chahiye? Maiy NCR pe raita hòon. Is jagah bahaut dry garam weather hot haiy para is saal 49° chala gaya tha. Isliye NCR region k hisabse Kab pruning karna chahiye? Aur kis hisabse is paudhe per fertilizer use karna chahiye? Aur kitna pàani dena chahiye? Expecting your reply very soon.

    • @GardeningUpdate
      @GardeningUpdate  2 ปีที่แล้ว

      Mogra ki prunning february mei karni hoti hai baki light prunning kabhi bhi kar sakte hain.
      Mogra mei hamesha moisture banaye rakhein aur fertilizer bhi regular dalein.
      Aur detail ke liye meri mogra care tips ki video dekhiye.

  • @shuaibshekh8530
    @shuaibshekh8530 2 ปีที่แล้ว +1

    Mujhe aapka mogra plant bahut acha lagta hai mai b 15 din phle laya hu mogra bus mera plant b itna bushy ho paaye

  • @nishachoksi5045
    @nishachoksi5045 2 ปีที่แล้ว

    Hello mere paas mogra ka velly wala mogra hai mere pass use chadani ki jagah nahi hai to to sidha plant kar sakte hai ghamlemai??

  • @madhavikansara1984
    @madhavikansara1984 ปีที่แล้ว

    Aur new plant ko jaldi grow karne ke liye npk 12:61:00 kab aur kitna dena hai?

  • @storyoflegends3598
    @storyoflegends3598 2 ปีที่แล้ว

    P

  • @neelampathak8381
    @neelampathak8381 2 ปีที่แล้ว

    Mere mohra me flower nhi aa rhe. Kya khad dun?

    • @GardeningUpdate
      @GardeningUpdate  2 ปีที่แล้ว +1

      Plant agar ghana ho toh potassium rich fertilizer daliye jisme potash,npk 0-0-50,0-52-34 etc. ate hain.

    • @neelampathak8381
      @neelampathak8381 2 ปีที่แล้ว

      @@GardeningUpdate ok thanku so much 💐

  • @vijayprakash659
    @vijayprakash659 2 ปีที่แล้ว

    Thank you for informing, which fertilizer is needed for this type of growth

    • @GardeningUpdate
      @GardeningUpdate  2 ปีที่แล้ว

      Ek nhi balki kai tarah ke fertilizers dalne hote hain

  • @Radhangarji15
    @Radhangarji15 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mera ek mogra plant h jisme mene saare process kiye but usme 4 hi shoots nikle h or growth bohot dhire h ...

    • @GardeningUpdate
      @GardeningUpdate  2 ปีที่แล้ว +1

      Roots ki growth pr focus kijiye

    • @Radhangarji15
      @Radhangarji15 2 ปีที่แล้ว +1

      @@GardeningUpdate uske liye kya krna hoga ?

  • @rekhajain7632
    @rekhajain7632 2 ปีที่แล้ว

    Hmare mogra m flawer nhi aa rhe kya kre

  • @rekhajain7632
    @rekhajain7632 2 ปีที่แล้ว

    Kya aap mogra plant ya Desi gulab hme bhej sk te ho pp

  • @lokeshgaur3232
    @lokeshgaur3232 2 ปีที่แล้ว

    Bahut Sunder Pradeep !
    Mogra plant se aapka lagav aur care vaakaeyi anoothi aur kaabile tareef hai.
    Jitne presentations aapne mogre par diye hain shayad hi kisi aur plant par diye hon. Ye ek shodh ka bhi vishay ban gaya hai aur aap apne abhi tak ke wide experience ke base par is plant par literature bhi likh sakte hain.
    Maine ek important aspect mahsoos kiya hai, cutting propagation in general ko lekar ki cutting ki marzi hogi to hi grow karegi chahen aap ek saath kitni bhi laga len aur aur best potting medium aur environmental ya seasonal conditions de den ya koi bhi diameter ki laga len.
    2 saal pahle, apne ghar se 64 km dur apne work place ke saamne lage hue ek shopping complex ke garden se main single cutting laya tha kyonki mujhe mogre ki wo variety alag lagi jo ki mere paas thi nahi. September last ya October ka month tha. Usko maine plain soil mein laga diya. Pattiyon ke saath wo jyon ki tyon bani rahi poore winters, maine uska place bhi change nahi kiya aur jahan tak main remember kar sakta hun, dhoop bilkul nahi lagi uspar. Spring ke aate hi usme phutaav aa gaya aur jaisa ki aapne SPECIFICALLY KAHA HAI MOGRE KE BAARE MEIN KI NEECHE ROOTING HO JAATI HAI LEKIN UPAR NEW SHOOTING NAHI BHI HO SAKTI HAI, KHAASKAR AGAR LEAVES REMOVE NAHI KI HON TO.
    Wo cutting ek bel numa chalne lagi lekin next winters mein sunlight na milne ke kaaran aur ghane plants ke beech dab jaane ke kaaran white ant flies ke massive attack se wo plant jhulas gaya. Maine usko bachaya bhi pesticide spray karke aur poori main stem par oolan ki tarah chipki hui white ant flies ki colonies ko geele kapde se saaf karke. Kuchh din chala nayi shooting ke saath, baad mei marr gaya.
    Theek is hi tarz par is gone September mein main ek baar phir us hi mogre ki lag-bhag 50 cuttings kaat kar laya aur plain soil-sand mein grow kiya 3 alag alag containers mein, rooting hormone ke saath aur bina bhi. Kai dino tak wo bright light mein undisturbed padi rahi phir December mein maine unko different conditions wali jagah place kar diya. 1 ko mudgeli par jahan 2-3 ghante ki sunlight mile, doosre ko doosri mudgeli par jahan 5-6 ghante ki sunlight mile aur ek ko bright light+shade mein. Kuchh dino tak pattiyaan hari bani rahin phir sookhna chalu kar diya.
    Ek bhi cutting grow nahi ki.
    Presently ek pot mein se, 15 cuttings mein se kewal 2 cuttings aisi thi jinka upar ka portion bilkul sookh gaya tha aur neeche ka hara. Baaki 2 pots mein se ek ki saari sookh gayi aur ek maine abhi dekhi nahi hai kyonki pahle lot ki 2 neeche se hari hain to mujhe laga teesre mein bhi kuchh aisi hongi to disturb nahi karna chajiye.
    Kyonki mujhe is particular plant ki cuttibg grow karni hi hai, mujhe aapse guidance chahiye ki kya abhi March mein phir dobara cuttings lekar aaun aur try karun ya seedhe barsaat mein kyonki monsoon mein to chal hi jayegi 100%. Lekin ye bhi factor hai ki abhi migre ka main season jyst shuru hi hua hai aur lagne ke chances kaafi hain.

    • @GardeningUpdate
      @GardeningUpdate  2 ปีที่แล้ว

      Abhi try zaroor kijiye agar cuttings success nhi hoti hai toh fir dobara try my kijiye sidhe rainy season mei kijiye.

  • @vishnubhave340
    @vishnubhave340 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhai in my society me Mogra ka plant hai kafi Hara aur Ghana hai magar uspe ekbhi kali nshi aayi . Aap bataye kya fertilizer du to flowering hogi . Please let me know soon. Waiting for your reply. Thanks 👍

    • @Srana1901
      @Srana1901 2 ปีที่แล้ว

      Gobar ki decomposed khaad only

  • @umarbutt5354
    @umarbutt5354 2 ปีที่แล้ว

    145 din se behtar hy k banda nursery se new plant ly aye 50 rupay ka amm mil jata pakistan mai

    • @GardeningUpdate
      @GardeningUpdate  2 ปีที่แล้ว +4

      Khud se ready krke grow krne ki khushi aap nhi samjhoge isiliye aap aisa bol rhe ho.