Sir Maine apka first video dekha jisame apne basics bataya hai or subah hote hi Maine try kia without spot, bike hai nahi mang ke sikha , 🤣😂 life me maine first time chalaya normal bike thi 😊😀 mai bahot khush hue , or sari rat Sara din need nahi ayi Etna khush hu 😂 sabse badi bat maine life me kabhi Activa nahi chalaya 🤣😂 fr bhi bike chala lia thanku sir 🙏
Bhai aapka video bohot accha hain mujhe bike ko chalaye 14 saal ho gaye ab plan kar raha hoon tau splendor plus xtec le loon sikhne ke liye ya phir 125cc ki bike loo
Sir mujhe bike leni hai abhi to mai mang ke sikh rhi hu normal bike or mujhe riding bhot pasand hai to , so please bataye mujhe kaun bike leni chahiye riding ke liye 😊
@@armanalam43039 waise to mujhe koi bike nhi dikhata.......aur mere pass bike nhi hai.....mere chacha me pass hai......mai bus 1 month me 2-3 baar unki bike chlata hu......maine uusi se sikhi hai 😞😞aab mai pulsar n160 nike lene ki soch rha hu.......iis liyea mujhe aab bike sikhne ki bahout zarrurat hai
@@jokerkingyt5948 yes me bhi seekh gaya bike chalana but jab bhi chalata hoon pata nhi koi unexpected cheez ho jaata hai aur bike ka bhi nuksan ho jata hai
@@jokerkingyt5948 sirf balance ki problem thi ab balance bhi banne laga bike ko ghumane me usme race zyada de di toh me bhi gira aur bike bhi total 3 baar gir chuka hoon same mistake ke sath alag alag condition me
Yes, bus balance karne ki practice karni hogi, 5-10 kmph ke speed me, uske liye part 2 video dekhiye, ki without accelerator ke bike ko kayse chalaye, usi speed me aap balence ki bhi practice kar sakte ho .🙂
Agar possible he toh Cycle kharid lo aur chalao kyuki aap cycle se girte ho toh aapko chot nahi lagegi lekin direct bike sikhte ho cycle chalaye bina aur girte ho toh chot bohot lag sakti he. All the best.
@@playwithvihaan7446 Muje cycle nhi ati or meri age 18+ h cycle sikheneme bahut sharm ati h kya me directly bike sikh sakta hu kya or bike belece kese banega Bhai or me sikh pauga kya or meri age sabhi freinds bike sikh chuke hai sirf muje hu nhi ata bahut bura lagata h kai frends ke bich nhi jata is reason se akele akele udash rahta hu kabhi to suisde krneki khyal ate h ..🥲😔
Sir Maine apka first video dekha jisame apne basics bataya hai or subah hote hi Maine try kia without spot, bike hai nahi mang ke sikha , 🤣😂 life me maine first time chalaya normal bike thi 😊😀 mai bahot khush hue , or sari rat Sara din need nahi ayi Etna khush hu 😂 sabse badi bat maine life me kabhi Activa nahi chalaya 🤣😂 fr bhi bike chala lia thanku sir 🙏
Nice bro I am now rider you old Rider thank you🌹❤🙏🙏🙏
the way you explain is very understandable for beginners
thank you bro🙏
🙂
Great video. Thank you bro🙏
Nice👏👏 explain.. 👍👍
Nice post brother ❤️
Thank you so much Big brother Very Practical And Genuine Knowledge Thank you so much Brother ❤️❤️❤️
Bhai aapki knowledge ka koi mukaablaa nhi kr sktaa aaj aapki vjh se meine bhi bike chlaanaa Sikh gyaa hu thnx yaar🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai ap sahi kaha hai.. Ap toh atcha insan hai.. Aisa hi logon ko sikna.. All the best❤❤
Six gear vala bike kaise chalega?❤
Kon kon bed pe baitkee bike sikh raha hee🙃😂
Let ke😂
@@ishowg2aming mai bhi 😂😂
Meto
😅
Me 😂😂😂
आपका समझाने का तरीका बहुत अच्छा है
Tq bro 👍
Nice explanation ❤
Very nice bro
Bhai aapka video bohot accha hain mujhe bike ko chalaye 14 saal ho gaye ab plan kar raha hoon tau splendor plus xtec le loon sikhne ke liye ya phir 125cc ki bike loo
Please make video on riding in Bumper to bumper traffic conditions.
Bhai very helpful
Bro tuje gaav kutle
Nagpur city
Bro tuje language mast ahe mi pan Marathi ahe
Thanks you
Thank you bro
Thank you sir bike solyution
Super bhai
Op video bhai😊
Thank u
Thank you sir
Ha bhai sahi clich ka shai bola 👍🤗
Thank you ❤️
My problem class bro 😞😞
Same bro
Bro mere pass livo hai Honda ki
Jab me clutch chodta hu or accelerator deta hu tab gaadi ekdum se aage chali jaati hai
Cycle ati hai kya
Without neutral kia bike start krne lr kya hoga
Hoga hi nhi start
Yamahaka Fz bike chalana ahikhau
Bro main beginner hu muje clutch me problem ho raha hain dhire dhire sorne par bhi engine off ho jata he
Sir mujhe bike leni hai abhi to mai mang ke sikh rhi hu normal bike or mujhe riding bhot pasand hai to , so please bataye mujhe kaun bike leni chahiye riding ke liye 😊
bhai cornering mei clutch kaise use kare iska bhi video banoa😊😊😊😊😊
Meko ajj chala hai orr ajj dekraha hau ooove dost kii bike lounga
Apka awaz rowdy jesa hai
Tumne video mein dikhaya ki clutch Dhyan se hi halki halki aage ja rahi hai bike tumne exilator to Diya nahin tha to bike kaise chal padi
Next video kab aayegi
Aap kidar rahte ho
Jay shree Krishna
Same 😅
Mujhe bhi 1st gear me launch krne me hi problem hota hai or kuch nhi
Same bro 🤜
@@zxcallisto3463 aap kab se sikh rhe ho kitne din hue
@@armanalam43039 waise to mujhe koi bike nhi dikhata.......aur mere pass bike nhi hai.....mere chacha me pass hai......mai bus 1 month me 2-3 baar unki bike chlata hu......maine uusi se sikhi hai 😞😞aab mai pulsar n160 nike lene ki soch rha hu.......iis liyea mujhe aab bike sikhne ki bahout zarrurat hai
@@zxcallisto3463 koi baat nhi bro sikh jaoge kaash mera bhi sapna pura ho jata mujhe ktm rc 390 lena hai lekin mere pass paise nhi hai
@@armanalam43039 I Hope Aap Ke Pass Bhi Apki Dream Bike Aaa Jyee 🙏🙏🙏🙏😇😇😊😊☺😌
Juldi shika mujhe parvell niklna h
Abhi ke bike pe stand chor ke chala nei sakte
Aapka bolne ka tarika kaphi badiya hai
Balance kese banaye bike par bina cycle seekhe
Bina cycle sikhe kuch nhi ho skta bro
Mai bina cycle chalaye Sikh Gaya
@@jokerkingyt5948 yes me bhi seekh gaya bike chalana but jab bhi chalata hoon pata nhi koi unexpected cheez ho jaata hai aur bike ka bhi nuksan ho jata hai
@@sanatpathan1015 kya Malum bro abhi 😂 mai to Sikh Gaya
@@jokerkingyt5948 sirf balance ki problem thi ab balance bhi banne laga bike ko ghumane me usme race zyada de di toh me bhi gira aur bike bhi
total 3 baar gir chuka hoon same mistake ke sath alag alag condition me
Bick slow kar te time clutch dbna yaad nhe rhe ta
Ha hota hay starting me, koi nahi aram se sekh loge
Gear kab dalne he
Next video me explain karuga aor
Ok
Mere ko ata hai bike china ns hai mere pass😅😅
🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤🖤
Cycles chalani nhi ati to kya bike sikh sakte h
Yes, bus balance karne ki practice karni hogi, 5-10 kmph ke speed me, uske liye part 2 video dekhiye, ki without accelerator ke bike ko kayse chalaye, usi speed me aap balence ki bhi practice kar sakte ho .🙂
Agar possible he toh Cycle kharid lo aur chalao kyuki aap cycle se girte ho toh aapko chot nahi lagegi lekin direct bike sikhte ho cycle chalaye bina aur girte ho toh chot bohot lag sakti he. All the best.
@@playwithvihaan7446 Muje cycle nhi ati or meri age 18+ h cycle sikheneme bahut sharm ati h kya me directly bike sikh sakta hu kya or bike belece kese banega Bhai or me sikh pauga kya or meri age sabhi freinds bike sikh chuke hai sirf muje hu nhi ata bahut bura lagata h kai frends ke bich nhi jata is reason se akele akele udash rahta hu kabhi to suisde krneki khyal ate h ..🥲😔
Khade aate he tab gadi band hoti he
?? Matlab
Gaer atkate he
@@thorlucifer3680 Ekdum low speed hoti he traffic me tab Clutch sabai. Bike kabhi nahi band hogi
Back bro
😉
Kam ki bat kiya karo... Fl2 bat nhi
Superb sir 🙏👌 apka whtap no.mil skta h