Petrol pump should have separate counters for diesel and petrol.customer should reach according to their need of fuel.i think it is the best way to avoid such things.
It ts the responsibility of the person who is filling the tank, lid ke andar bhi likha hua rehta hai Diesel. Petrol pump wale anpad nahi hai, he was unmindful at the time of work
@@avijitmodi3160 Pump employee always asks you to check the meter for zero reading, Why ??? After all the damage is done yo your car ,you are going to waste time ...upto uou ..
Hy sir mere pas spark car hai 2008 model car ka ac compressor noise karta hai jb on karte hai ac ko to or cooling b kam karta hai or petrol b us time bhut fast drop hota hai aise mai kya problem hoti plz btana🙏
Sir mere wagonr k series h kbhi kbhi gear shift karty smy axelater kam nhi hota jaise gaer shift karty smy rase kam ho jati h kya reason ho skta h please gaide kare
Namaskar bhaii ji Mera name piyush h rajasthan Nawalgarh ka rhne wala hu Apse ek query thi meri m n apni life m 1st tym car lii h or vo bhi 2nd hand Maruti Suzuki Ritzz VDI white 2014 108000km run. Mujhe ye car ₹ 3.5L li padi. Lane k bad bhut logo n high cost pay krdi esa bolre h but smj nhi ara m n kitne rupey jada de diye market value s.. Or kya av mujhe loose hoga coming 6months m sale krunga tb..
Sir turbocharger ki wajah se hi oil consumption ho raha hoga . Aap kaha se ho hamare yaha to mil jata hai . And turbo change karne se pehle mere turbocharger wala video zaror dekhna kai baar hamari galti se he turbocharger kharab ho jata hai
OMG abhi parso hi mai Chandigarh ja rha tha to petrol pump pr jese hi bolero ko lgaya to bnde ne us me petrol dalana shuru kr diya jese hi mujhe najar aya mene turant rok diya vo to shukr hai bhagwan ka ki usme sirf 70rs ka 700ml hi petrol gya tha.
mere creta 2021 diesel mai 20000 wali seervice ke baad milage kam ho gayi hai.pehle 18 ya 20 ka dete thi but service ke baad wo 12 13 ka milage de rahi hai kya reason hoga ? service ke ane ke baad maine oil cheak kiya to pura black tha maine service advisor se pucha to kaha ki diesel car mai 2 ya 3 km mai new engine oil black ho jata hai kya sach mai aesa hota hai ? mujhe lag raha unhone oil top up kiya hai kya yeh ho sakta hai ?
Hi Sir, By mistake mere chevi Sail me bhi, pump pe 40 rs ka petrol daal diya waha k employee ne , jab ki maine desil daalne ko bola tha 10 lit. Jaise mujhe notice hua, maine rok diya but meri fuel bharte waqt meri gaadi shuru thi aur urgently mujhe hospital jana tha.. isliye Maine waise hi drive Kiya.... Abhi please mujhe suggest kijiye ki mujhe kya karna chahiye please..
@@shaileshfulzele8858 Same Problem Mere Sath Huwa Hai Meri Chevrolet sail me 2 ltr galti se petrol dal Gaya hai uske bad maine tank full karvaya hai to aage jake kuch problem aa sakata hai kya
Sir main ek bat pe confuse hua aapne bola ye petrol pump walo ki galti hai but aapke driver ko to bolana chaiye ya unhe dekhna chaiye ki kya dal rha gadi me ( blame nahi kar rha confuse hu isliye puchA) 2nd- clutch cable adjust kiya phir bhi free play jayda hai matlab clutch tight karo ya loose free play me koi change nahi aa rha kyo?
Drive ne unko bola diesel dalo or cap pe likha bhi hai diesel and driver jab tak car se bahar aaya unko payment slip dikhane k liye tab tak unhone petrol dalna suru kar diya driver ne dekha to usko roka , and clutch padle free play khud adjust mat karna jab tak aapko pata na ki kitna adjustment karna hai , clutch plate kharab ho jayegi aise
I have faced this problem once and I drove my car about 80km on petrol. When car stalls, my mechanic told me that car is running on petrol. Petrol pump owner took the complete responsibility and cleared tank from under the car. Post that I had to go for complete major service of the car.
@@iamDewasi143 car ki poori service krwai Fuel tank and line clean krwai Engine me koi problem Nhi hui Iss ghatna k baad mai gaadi ko 35000+ km chala chuka hoon
@@chandanbajpai5572 bhai mere gaadi mai already 10litre ki diesel thi fir galti se 1litre petrol dal gaya fir mene 20litre ki diesel daal di toh koi problem hogi kya bhai please batao 🙏☹️
bhai mere gaadi mai already 10litre ki diesel thi fir galti se 1litre petrol dal gaya fir mene 20litre ki diesel daal di toh koi problem hogi kya bhai please batao 🙏☹️
Petrol pump should have separate counters for diesel and petrol.customer should reach according to their need of fuel.i think it is the best way to avoid such things.
👌🏻👌🏻
4:50 pehli bar ye part dekha hai 🤓 Moral of this video "Precaution is better than cure" 💯💫🤜🤛
Har baar ki tarah is baar b bahut acchi jankari bahut acche tarike se thank you sir ji
Thanks sir ji for your information 🙏 👍
sir aur ek acchi jaankari deshi aapne thanks sir 🤝
Yeh toh bohat important video hi, bohat careful rahna padega fuel station pe.
Nice info for car owners
Apki beat Lt hai? Ya ls.. mri Lt hai. Music system n ac different h
Very helpful information.
May Allah SWT bless you.
Thx to god everything will be good
Sir agar puch kar dalte he to kiski galti pamp walo ki ya कस्टमर की
It is total responsibility of the car owner / driver.
It ts the responsibility of the person who is filling the tank, lid ke andar bhi likha hua rehta hai Diesel. Petrol pump wale anpad nahi hai, he was unmindful at the time of work
@@avijitmodi3160
Pump employee always asks you to check the meter for zero reading, Why ???
After all the damage is done yo your car ,you are going to waste time ...upto uou ..
Bhai beat car ke ye chrome handle mil jaoge kya jo aapki gadi me lage h
Bhaiya air flow sensor khrab hai ya wiring ye kesaa pata chal sakta kyu ki beat me gaadi halka sa jhatka ata hai ideal pr
good information 👍👍
Hy sir mere pas spark car hai 2008 model car ka ac compressor noise karta hai jb on karte hai ac ko to or cooling b kam karta hai or petrol b us time bhut fast drop hota hai aise mai kya problem hoti plz btana🙏
Sir mere wagonr k series h kbhi kbhi gear shift karty smy axelater kam nhi hota jaise gaer shift karty smy rase kam ho jati h kya reason ho skta h please gaide kare
Car mai bahar petrol ya diesel, jaise bhi car ho uska sticker lagana sahi rahega, aapka kya vichar hai?
Bhai has made this video immediately to compensate
his loss.
Meri beat diesel 5th gear chod deti hai kuch door chalne pe neutral ho jati hai.. fr 5th dalna padta hai. Kya issue ho skata hai sir
Gud information👍
Sir mere pass Chevrolet beat diesel hai uska rpm 3 ke upper nahi jaa raha hai
Namaskar bhaii ji
Mera name piyush h rajasthan Nawalgarh ka rhne wala hu
Apse ek query thi meri m n apni life m 1st tym car lii h or vo bhi 2nd hand
Maruti Suzuki Ritzz VDI white 2014 108000km run.
Mujhe ye car ₹ 3.5L li padi.
Lane k bad bhut logo n high cost pay krdi esa bolre h but smj nhi ara m n kitne rupey jada de diye market value s..
Or kya av mujhe loose hoga coming 6months m sale krunga tb..
Better to check your own rather then depending on petrol pump.
There must be entirely separate nozel machines so that there should no confusion
Much needed
Mari diesl car me 2 ltr petrol dl gya or car uske bd chl bhi rhi h toh agey jkr problum aygi ya nhi
Abhi bhi chal hi rehe hai koi dikaat nhi aayi ?
Kuch problem aayi kya bhai?
Bhaiya maine to ye bhi suna tha ki diesel gadi me petrol dalne se aag bhi lag sakti hai agar gadi start kiya. Kya ye sahi hai? Plz reply
mere pass bhi beat hy sem model iska turbo nhi mil rha. aur iska engine ka oil bhi sukh jata hy please help. sir payltana kya problem hy
Sir turbocharger ki wajah se hi oil consumption ho raha hoga . Aap kaha se ho hamare yaha to mil jata hai . And turbo change karne se pehle mere turbocharger wala video zaror dekhna kai baar hamari galti se he turbocharger kharab ho jata hai
Bhai isme agar gadi dur jakar band ho jati he to wo kharcha kon dega
Agar Car Kharab Ho Jaye To Uska Payment Kon Karega Petrol Pump Walle Denge Claim Sara Ya Nahi ?
I never go to indian oil petrol pump,SHELL petrol pump is best.
OMG abhi parso hi mai Chandigarh ja rha tha to petrol pump pr jese hi bolero ko lgaya to bnde ne us me petrol dalana shuru kr diya jese hi mujhe najar aya mene turant rok diya vo to shukr hai bhagwan ka ki usme sirf 70rs ka 700ml hi petrol gya tha.
mere creta 2021 diesel mai 20000 wali seervice ke baad milage kam ho gayi hai.pehle 18 ya 20 ka dete thi but service ke baad wo 12 13 ka milage de rahi hai kya reason hoga ? service ke ane ke baad maine oil cheak kiya to pura black tha maine service advisor se pucha to kaha ki diesel car mai 2 ya 3 km mai new engine oil black ho jata hai kya sach mai aesa hota hai ? mujhe lag raha unhone oil top up kiya hai kya yeh ho sakta hai ?
@Raja Gaming wo to service Mai change already ho Gaya hai
diesel gadi ka engine oil kala ho jaata hai
Hi Sir,
By mistake mere chevi Sail me bhi, pump pe 40 rs ka petrol daal diya waha k employee ne , jab ki maine desil daalne ko bola tha 10 lit.
Jaise mujhe notice hua, maine rok diya but meri fuel bharte waqt meri gaadi shuru thi aur urgently mujhe hospital jana tha.. isliye Maine waise hi drive Kiya....
Abhi please mujhe suggest kijiye ki mujhe kya karna chahiye please..
Kuch mat karo ab bas aap tank full karwa lo aur Or jab bilkul end hone lage fir jitna aapki marzi ho utna dalwa lena
@@shaileshfulzele8858 Same Problem Mere Sath Huwa Hai Meri Chevrolet sail me 2 ltr galti se petrol dal Gaya hai uske bad maine tank full karvaya hai to aage jake kuch problem aa sakata hai kya
Sir main ek bat pe confuse hua aapne bola ye petrol pump walo ki galti hai but aapke driver ko to bolana chaiye ya unhe dekhna chaiye ki kya dal rha gadi me ( blame nahi kar rha confuse hu isliye puchA)
2nd- clutch cable adjust kiya phir bhi free play jayda hai matlab clutch tight karo ya loose free play me koi change nahi aa rha kyo?
Drive ne unko bola diesel dalo or cap pe likha bhi hai diesel and driver jab tak car se bahar aaya unko payment slip dikhane k liye tab tak unhone petrol dalna suru kar diya driver ne dekha to usko roka , and clutch padle free play khud adjust mat karna jab tak aapko pata na ki kitna adjustment karna hai , clutch plate kharab ho jayegi aise
@@TechnicalGyan1919 khud se kar dala main aaj
Petrol pump worker untrained dikh raha hai....
Sir why don't u show your face..we want to know u more..
Ye to Rudrapur pac ka petrol pump hai
I have faced this problem once and I drove my car about 80km on petrol. When car stalls, my mechanic told me that car is running on petrol.
Petrol pump owner took the complete responsibility and cleared tank from under the car.
Post that I had to go for complete major service of the car.
Kya huwa aapki gadi me
@@iamDewasi143 car ki poori service krwai
Fuel tank and line clean krwai
Engine me koi problem Nhi hui
Iss ghatna k baad mai gaadi ko 35000+ km chala chuka hoon
@@chandanbajpai5572 bhai mere gaadi mai already 10litre ki diesel thi fir galti se 1litre petrol dal gaya fir mene 20litre ki diesel daal di toh koi problem hogi kya bhai please batao 🙏☹️
Mai to humesha car ae bahar nikal ke dekhte hue diesel bharata hu apni car me...koi risk nahi chaiye
Mere car me bhi ye hua tha.
👍
hi passang sherpa
Aisa Tod Fod wala Kam ho Hundai Wale Bhi Karte Hai Showroom Mai Agar Showroom Mai Ho Sakta Hai unprofessional kam To Bahar to Hona He Hai
Wrong fuel is not only the filler's responsibility, car owner is also same liable for this kind of incident.
Namber bejdo aapka
worst mestri
abusive content
bhai mere gaadi mai already 10litre ki diesel thi fir galti se 1litre petrol dal gaya fir mene 20litre ki diesel daal di toh koi problem hogi kya bhai please batao 🙏☹️
Ye problem mere sath bhi huwa hai kya aapko baaad mai kuch problem aaya kya
Mistri ne bola diesel car me full tank me 1 liter petrol dal do injector saf ho jayega