Bhai ji ye government ki taraf se nhi hoti... Bas ye hamare india mai hi manufacturing hoti hai or ye sab dehli mai hi manufacturing hoti hai es liye in par tax kam hota hai...
22g yeh understood karna simple hai kisi bhi chiz ki large scale pe quantity production karoge toh cost kam aati hai aur yaha khapat bhi jyada hai aur saste hone ke Karan koi kho jaane ya Tut jaane ya khraab ho jaane pe parwah bhi nahi karti fenk ke aur dusri le leti hai ... Aur dukandar latest samaan ya trend ke hisab se update rehne ke liye extra stock less margin karke nikalte rehte hain kuki lgatar maal nikalta rehna chahiye ikatha hoga toh expiry ho sakta hai aur expiry bechna allowed nahi hota hai ... Expiry 2 tarike ki hoti hai ek toh jaise ki shoes clothes electronics vagerah items ki agar yeh Inka trend nikal jaaye toh out of fashion wale log pasand nahi karte isliye bhi discount pe dukandar nikal dete Hain stock refresh ho jata hai isse maal aur paise ki wastage nahi hoti jitni laagat ho wo toh bahar aa hi jaati hai rate to rate bech ke bhi aur khaane ki chiz pe date printed hoti hai jiske baad nahi bech sakte gairkanuni hota hai isliye stock discount pe nikalte rehte hain jab kuch mahine bache ho expiry date se pehle. Aur har item pe yaha MRP printed hoti hai uss se mehngi jyada kimat pe nahi bech sakte chahe mehngayi kitni bhi ho aur uss printed price se chher-chaar bhi allowed nahi hai.
Veerji Indian mein khud manufacturing ke plants hote hai.. and makeup 💄, imitation jewellery mein India mein bahot competition hai! And demand bhi bahot hai.. and govt ke taraf se tax bhi less hai medium business waale ko.. and achii machinery hai isliye labour cost bhi ekdum Kum hai! Aur India mein logo mein gairat hai.. business profit Kam rakhte jisse sabka fayda ho👍
Cosmetic made in India hi hote hain Bharat mein aur cosmetic Bharat mein partition Se pahle Se Hi bante a rahe hain bus Pakistan kaamchor Hai vah banakar Razi nahin😊😊.. Lakme ka naam to suna hi hoga made in India product hai Pakistan mein to bahut use Kiya jata hai 😊😊
Doubtful nai, Delhi mei cheezein sasti hoti hai, q ki tax mei inhein chhut milti hai & most of the products ye khud manufacturer krtein hai ya Delhi mei hi banti hai aur puree India mei inka supply hota hai so quantity bohat jyada hoti hai, so inhe jyada quantity k karan v profit ho jata hai
अरे सर यह सारी चीजें भारत में बनती इसलिए यहां पर सस्ती बिकती है पाकिस्तान जैसा नहीं के चाइना से खरीद के बेच रहे हैं इन चीजों में सरकार का कोई हाथ नहीं होता है हमारे भारत मैं बहुत कारखाने हैं जहां पाकिस्तान की सोच खत्म होती है वहां भारत की सोच चालू होती है सर
👍👍👍👍👍
Bhai ji ye government ki taraf se nhi hoti... Bas ye hamare india mai hi manufacturing hoti hai or ye sab dehli mai hi manufacturing hoti hai es liye in par tax kam hota hai...
22g yeh understood karna simple hai kisi bhi chiz ki large scale pe quantity production karoge toh cost kam aati hai aur yaha khapat bhi jyada hai aur saste hone ke Karan koi kho jaane ya Tut jaane ya khraab ho jaane pe parwah bhi nahi karti fenk ke aur dusri le leti hai ...
Aur dukandar latest samaan ya trend ke hisab se update rehne ke liye extra stock less margin karke nikalte rehte hain kuki lgatar maal nikalta rehna chahiye ikatha hoga toh expiry ho sakta hai aur expiry bechna allowed nahi hota hai ... Expiry 2 tarike ki hoti hai ek toh jaise ki shoes clothes electronics vagerah items ki agar yeh Inka trend nikal jaaye toh out of fashion wale log pasand nahi karte isliye bhi discount pe dukandar nikal dete Hain stock refresh ho jata hai isse maal aur paise ki wastage nahi hoti jitni laagat ho wo toh bahar aa hi jaati hai rate to rate bech ke bhi aur khaane ki chiz pe date printed hoti hai jiske baad nahi bech sakte gairkanuni hota hai isliye stock discount pe nikalte rehte hain jab kuch mahine bache ho expiry date se pehle.
Aur har item pe yaha MRP printed hoti hai uss se mehngi jyada kimat pe nahi bech sakte chahe mehngayi kitni bhi ho aur uss printed price se chher-chaar bhi allowed nahi hai.
Agra footwear sarhc kare
Ji brother ye bat sch h ye SB chize yha sasti hi milti h . ..
Our local manufacturing sir ji😊
Nice your reaction bro
Next video reaction
Delhi Birthday gift items only wholesale price
thanks bhai
jaldi aye gi video
Veerji Indian mein khud manufacturing ke plants hote hai.. and makeup 💄, imitation jewellery mein India mein bahot competition hai! And demand bhi bahot hai.. and govt ke taraf se tax bhi less hai medium business waale ko.. and achii machinery hai isliye labour cost bhi ekdum Kum hai! Aur India mein logo mein gairat hai.. business profit Kam rakhte jisse sabka fayda ho👍
Cosmetic made in India hi hote hain Bharat mein aur cosmetic Bharat mein partition Se pahle Se Hi bante a rahe hain bus Pakistan kaamchor Hai vah banakar Razi nahin😊😊..
Lakme ka naam to suna hi hoga made in India product hai Pakistan mein to bahut use Kiya jata hai 😊😊
Bilkul yehi rate h
Sub hole sell ka market hai ye use @ throw 🇮🇳aisi ek nahi hazaro shop hai Delhi sadar bazaar me🇮🇳
100% Right l am cosmetic shopkeeper
Bulk production made in india competition less margin huge sale due to big sale that's why rates are so competitive
Gar ka kitchan saman wholesale price per reaction karo 👍
Bhai yaar please r2w ki laila majnu pe reaction do please
Koi baat nahin doubt hai dhire dhire clear Ho kaygy😂😂
Bharat Mein sabhi categories Ka Dhyan Rakha jata hai Amir se Amir Garib se Garib ho
Manufacturing in india
India me zyda rates me nai sale karsakte kyunki idher competition bht hai
T c l का टीवी भारत में 6000हजार में मिलता है वहीं टीवी पाकिस्तान में 150000का मिलता है एक लाख पचास हजार रुपए में मिलता है
Sb Indian manufacturing hai isliye sasti hai
A India h bhaijan ....
Har koi chij sasti hi milti h .
Isme gov. Ka bhi , individual ka , or manufacturing khud karte h to sasta hota h
Bhai india me cosmetics manufaturing hoti hai
Waise sabi cheezein banti india me
❤️❤️❤️❤️❤️
India mein sab manufacturing hota h
Bhai jaan kuchh bhi bahar se import nahi hota
भाई लोगों आप कंफ्यूज मत हो पर यही रेट चलते हैं अलग-अलग छोटी मोटी स्माल स्केल इंडस्ट्रीज इसको मैन्युफैक्चर करती है
भाई लोगों यहां सब मैन्युफैक्चर होता है इस कारण यहां सस्ता है
जो चीज भारत में एक रूपए का मिलता है वहीं चीज पाकिस्तान में सौ रुपए का मिलता है
bilkul
Kuch nhi bhai basic cheez ye hai kya India me manufacturing bhot mass level par hai cosmetics and imitation jewellery ke
Doubtful nai, Delhi mei cheezein sasti hoti hai, q ki tax mei inhein chhut milti hai & most of the products ye khud manufacturer krtein hai ya Delhi mei hi banti hai aur puree India mei inka supply hota hai so quantity bohat jyada hoti hai, so inhe jyada quantity k karan v profit ho jata hai
Bhai sach batana kitne baar mann mein aaya trade chalu ho jaye aur india mein jaake item kharid ke business chalu karte hai.
kai bar kiya bhai
Bhai made in india hai
Sabkuch sasta hai bhai india me
Bhai a aapko sasti lagti h .
Aapke yha mehngi milti h . Hamare yha isme bhi bargaining kar leti h ladies
hahahah
Assalam Alaikumu
w.salam
Veere aap nasir dhillon ko jaan te ho
nahi veery kidr ka hai