Servants of Zahra - Moo Kay Bal Khaak

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 20 ธ.ค. 2024
  • Bismi Rabbil Hussain (as)…..
    Nohay 2024 | MOO KAY BAL KHAAK | Servants of Zahra | Mola Abbas Noha | Muharram 1446/2024
    Servants of Zahra (Abbas Rai & Kumail Nanji) presents “Moo Kay Bal Khaak”, a noha in honour of Hazrat Abbas (as).
    ──────────────────
    Track Info :
    Reciters:
    Abbas Rai & Kumail Nanji
    Composition:
    Ali Rab Kazmi (Kazmi Brothers 110)
    Poetry:
    Janab Zeeshan Abidi
    Mixing & Mastering:
    ODS Karachi
    DOP:
    Daud Ahmadi (Ghadeer Marketing)
    Video Edit:
    ZMR
    Cover & Creatives:
    Kumail Nanji
    A special thank you to all our amazing sponsors for their continued support for our projects
    Please show your support by liking, commenting, and sharing the video with your family and friends. Also, make sure to subscribe to our channel to receive all the latest updates for our upcoming releases!
    #ServantsOfZahra #MooKayBalKhaak #Nohay2024 #YaAbbas
    ──────────────────
    ~Lyrics~
    Moo Kay Bal Khaak Pe Ghoray Se Ghira Hai Ghazi
    Apne Hathon Ki Taraf Dekh Raha Hai Ghazi
    Dekhaa Shabbir Ko Jab Apni Taraf Aate Hue
    Apne Mola Ki Wo Tazeem Bhalaa kaise kare
    Uthna Chaha Hai Magar Uth Naa Sakaa Hai Ghazi
    Gurz Jab Se Hai Laga Khoon Rawan Hai Sar Se
    Kyun Naa Is Gham Mein Meri Aankh Se Ansoo Barse
    Apne Hathon Se Bhi Mohtaaj Hua Hai Ghazi
    Yaad Jab Baali Sakina Ki Use Pyas Aaiii
    Haaye Abbas Kay Dil per Qayamat Laaiii
    Khaali Koozo'n Kay Liye Rota Raha Hai Ghazi
    Jab Bhi Behnon ki Ridaon Ka Khayal Aata hai
    Dekh kar Khymon ki Janib wo Tarap jata Hai
    Bas Yehi Gham Liye Dunia Se Chala Hai Ghazi
    Rokay Sarwar Se Kaha Mujhko Dikhaden Chehra
    Teer Ek Aankh Mein Ek Aankh Mein Hai Khoon Bharaa
    Apse Milne Ko Bechain Bada Hai Ghazi
    Ya Ali Kehte Hue Teer pe jab hath rakhaa
    Aankh Se Teer Nikalaa To Ye Sarwar Ne Kaha
    Bhai Kehdo Yehi Armaan Mera Hai Ghazi
    Bhai Zeeshan Kahan Hote Hain Ghazi Jaise
    Hukm Shabbir Ka Ghazi Ne Nibhaya Aise
    Bhai Kehte Hue Dam Tor Gaya Hai Ghazi
    ──────────────────
    Copyright ⓒ 2024 Servants of Zahra

ความคิดเห็น • 7

  • @ImranDatoo
    @ImranDatoo 4 หลายเดือนก่อน

    Jiyein mashallah

  • @sakinajaffer3923
    @sakinajaffer3923 5 หลายเดือนก่อน

    Mashallah keep it up may Almighty Allah always bless and please keep reciting

  • @FatemaNanji-n4w
    @FatemaNanji-n4w 4 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @FatemaNanji-n4w
    @FatemaNanji-n4w 4 หลายเดือนก่อน

    MashaAllah ❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @sakinananji744
    @sakinananji744 3 หลายเดือนก่อน

  • @FatemaNanji
    @FatemaNanji 5 หลายเดือนก่อน

    Love it ❤❤

  • @planetmercury78
    @planetmercury78 5 หลายเดือนก่อน

    😭😭🙏💔