Sir which type of transformer u have used,multi tan side is primary or secondry,what gets vary in mutytaping side voltage or current and how pls explain.
Meri 90 ampere key battery key gravity o ho gayi kya 10 ampere say gravity udd jayegi ya jyad ampere ka charger liya jaaye. Agar 10 ampire say gravity badd jaye to kitney time lagana hoga
Divert ka silver Patti ka Sira negative yani _aur Kali Patti wala sira positive yani +hota hai agar knowledge nahin hai to galat knowledge mat diya karo kyunki Paisa hi sab kuchh nahin hai Insaniyat sabse bada Dharm hai
Bhai 10 amp se charg krtevakt chargear kitne vot dera hi
بہت خوب
T. windings ka data ful vidoyo banaye
Ha bhai 10 ka chargar kitne volt deraha hi
15 v se jayada aate he 10ampire pr
Transformer kaise wind karte hai sor vedio banao
Achcha
Sir chargar me coling fan kaise lagegay ak video dekhao😊
He vidio Bhai
luminous ke Inverter ka charger banaya tha us me cooling fan lagaya he vidio channel pr dekh lo✅
Pry. Turn blo ar sec. Trun blo
Plzzz jldi
Sir which type of transformer u have used,multi tan side is primary or secondry,what gets vary in mutytaping side voltage or current and how pls explain.
12 volt 16 ah ki battery hai to full charge hone par ampere meter kitne neeche aayega ya upar jaega please batao?
12 volt 30.amp ka banao
1:54
May 6Ampere ka 12/6 volt battery charger kharida to us may multimeter se check kiya to 6 volt dikha raha hai. to 12 volt battery full charge hoga kya
Meri 90 ampere key battery key gravity o ho gayi kya 10 ampere say gravity udd jayegi ya jyad ampere ka charger liya jaaye. Agar 10 ampire say gravity badd jaye to kitney time lagana hoga
10 ampire ka charger gravity ko 3se 4ghante me utha dega fir aap inverter se battery charge kr lena
Tranformer kitney ampere ka liya jaye.aur diode kitney ampere Kay lagaye jaye.
10ampire
48 volt 3amp ka charger kaise bnaye
Kya charger Krna he aapko
Battery full charge hone par kase malum kare
Battery charge hone pr ampire meter ki sui dhree dhree niche aane lagtai he matlab ampire kam hone lagte he
Transformer ka ampere bataon?
10 ampire
Sir diodes kitne nubur ka Hai send kigiye
6a10
Transfer mar kis chij ka
Almunium
Steflezar ka dhusara chijka Almunium &kafar ka nai pucha
Yaar bahi gram bhut ho rhe hai diode hu
Gram hi chalte he charger me diode
Bhai agr aapse khridna ho to kese khrid skta hu
WhatsApp Massage 9105256096
Output me AC ata hai ki DC
DC aata he
Sir इसका कीमत कितना होगा ऐसा 10 AMP का मेरे को खरीदना
Please बताये sir
750₹
Sir mujhe chahiye
Kaha par aana hai apki shop kaha par hai
Divert ka silver Patti ka Sira negative yani _aur Kali Patti wala sira positive yani +hota hai agar knowledge nahin hai to galat knowledge mat diya karo kyunki Paisa hi sab kuchh nahin hai Insaniyat sabse bada Dharm hai
Bhai pahle aap khud sikho ki konsa sira positive or konsa sa negative